rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

    ye to app jo bhe robot use karien us ki strategy pay depend ho ga k us k oper kia set hai our dosra us main app ye set kerain gay k us main app ke investment plan kia hai us main ager app kitnay dollar laga k kaam shuro kerna chahty hain pher ap robot apy risk us hisaab say set keraien gay daily ka target us k mutaibk ho ga pher wo us tarha kaam ker k ap ko profit dialy base pay day ga par dosoto robot trading boht danger hai app ka barey say bara account bhe aik din main wash ho sagta hia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
      Kuch Log Yahan Par report trading Karte Hain Jiska Mujhe Hota Hai ke woh yahan se long time ke liye working Kare aur maximum amount yahan se generate kar sake is ke liye aapke paas Jyada Se Jyada capital ka hona lazmi hai sometime aisa hota hai KRK Paas captain nahi hota hai aur aap yahan se Kuchh aur nahi karna chahte hain
      Assalamu Alaikum robot trading Se Hum acche earning do kar sakte hain lekin main aapko ek baat batata hoon ke Agar Hum robot Se Apna Kaam Lenge To Hum Kabhi Bhi e use knowledge ko Hasil nahin kar paate Hain Jo ke hum manually Taur par kaam karne se a Hasil karte hain isliye Meri Tu Yahi Mashwara hai ki hum Jab Bhi trade Lagaye Apne manual analyses keybase par lagayein Agar Hamein loss bhi ho jaaye to Koi tension wali baat nahin hai Kyunki aap ko pata chal jayega ki aapne Kaha mistake ki hai aur aap mistake ko correct kar lenge aur ISI tarike se aap Forex trading Jaise chutti kal business ko acche se 6 Payenge agar aap indicators aur signals aur robot protest Karenge Aur Is par trading Karenge to bahut kam chance Honge ki aap Forex trading business ko acche se seekh Jaaye
      • #18 Collapse

        Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        robot trading me profit limit fix nahi hota kesi time loss be ho sakta hay aur profit ratio be bahot kam hota hay mery khayal me robot trading ki waja se traders kabi be trading ka expernice hasil nahi kar sakty hey, agar robot trading ka loss ratio deka jaye to ye bahot hi zeyda ho sakta hay, traders ko manual trading par hi depend karna chaye aur robot trading ko zeyda ehmeyat nahi deni chaye, traders apni own strategies use kar key robot trading se zeyda ki earning bahot kam time me earn kar sakty hey me samjta hon key robot trading kabi be hamary ley useful nahi ho sakta.
        Assalamu Alaikum report trading mein profit ki limit fix nahi hoti Kisi time laws free ho sakta hai aur kisi time profit bhi Hota Hai lekin profit ratio bahut kam hoti hai Mere Khayal Se robot trading ki vajah se trader kabhibhi trading ka experience Hasil nahi kar sakta Agar robot trading ka loss ratio Dekha Jaaye Tujhe bahut jyada Hota Hai traders ko manual trading par he depend karna chahie aur robot trading ko Zyada ahmiyat nahi deni chahiye Milke apni strategy use Karke robot reading Se Jyada ki earning bahut kam time mein earn kar sakte hain main samajhti hoon ki report trading kabhi bhi Hamare liye useful nahi ho sakta Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main rebot trading sy earning kar sakty han par Mary khayal main rebot trading sy manual trading both behtar ha rebot trading sy humy ziada loss bi ho sakta ha q k hum rebot ko instructions da daty han phr wo khud auto pe trading karty han khud he value lagaty Han or close karty Han chae us main loss ho ya profit rebot close kar data ha is ley humy rebot k bajay khud trading karni chae ha jis main hum khud trade open karny or jab zarort ho close kar dan jab profit ho tab close karny or stop loss or take profit laga k trading karny
          • #20 Collapse

            Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

            bhai jan forex trdaing main reboort tradng main aghr tu apka expiernce best hai tu ap bohat achi eraning kar skty hain q k firex main ap ki apni himat hoti hai jis se ap forex main eraning gain karty hain es liye aghr tu rebbot tradng karni hai ap ny tu ap kar skty hain yah bhi trading method hai jis main ap acha profit gain kar skty hain jesa k hum sub janty hain k rebbort trading apko automativcally hoti hai jis main yah rebbot terminal k sath attch hota hai or har trador apni trading kar k acha profit gain kar skta hai laken ap reboort trading main ap market ko high voltality k sath find out nahi kar skty hain
            • #21 Collapse

              Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

              bhai jan pahli bat tu yah hai k main ny rebbort trading kbhi nahi ki hai es liye mujhy es k bary main itna maloom nahi hai laken main es k bary main knowledge zaror rakhta hun k forex trdaing main rebbort ki kiya value hai
              rebbort aik complete computer program hai jis ko hum terminal k sath attch kar k trdaing karty hain jesy he hum reboort ko terminal k sath attch karty hain tu yah automatically he trade ko mange krta hai or es main hmari trade khud he open hoti hai or khud he close hoti hai es main hum apni trading ko manully nahi karni parhti hai or aghr hum rebbort main acha expiernce rakhty hain tu hum jitni chahen otni he earning kar skty hain
              • #22 Collapse

                Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                Kuch Log Yahan Par report trading Karte Hain Jiska Mujhe Hota Hai ke woh yahan se long time ke liye working Kare aur maximum amount yahan se generate kar sake is ke liye aapke paas Jyada Se Jyada capital ka hona lazmi hai sometime aisa hota hai KRK Paas captain nahi hota hai aur aap yahan se Kuchh aur nahi karna chahte hain
                Dear friend forex trading main different reboot istamal ho rehe han jin main different strategy istamal hoti han reboot means just aik software ha means ap aik software k through trading karty han ap software main apni instruction dal daty han or phr wo usi hessab sy trading karta ha chae us main profit ho ya loss ho lazmi ni ha reboot sy ap ko profit he ho is ley humy apny knowledge or experience pe tawaja da k maximum knowledge or experience hasil karna chae ha ta k hum log maximum ache trading kar sakeny jab reboot ap instruction daty han to ap ko chae in pe khud he amal kar k trading karny ta humy loss bilkal bi na ho or hum ziada sy ziada earning kar sakeny
                • #23 Collapse

                  Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

                  ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aapko trading nahin karna chahie to are mostly robots istemal kar sakte hain jinki base per aap ek achcha profit hasil kar sakte hain lekin robots istemal karne se aapko profit bhi ho sakta hai loss bhi ho sakta hai ya nahin kya aapko sirf profit Hi Ho Saka lekin ek achcha profit hamesha profit mein Hi jata hai ek accha robot hamesha profit mein Hi jata hai isiliye aap ismein koi bhi confirm nahin bata sakte hain ki aap ismein kitna Kama sakte hain lekin aapki investment ke hisab se office ke achcha nahi kar sakte hain jitni jyada aap investment karenge aur jitna Dada aapka robot achcha hoga utna hi achcha office mein profit house kidhar sakenge aapki investment krw triple bhi Kama sakte hain Le jakar aapka robot achcha hoga aapko acchi friend karke de aur aapko achcha profit gain karke de
                  • #24 Collapse

                    Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

                    Dear app ye mind me mat rako key robot app ko 100% good profit earn karny ka result de sakty hey app jetni investment kar key high price ka robot hi kinu na buy kinu na kar len app ko ye loss be de sakta hay, market ki movement technical base par robot understand hi nahi kar sakta hay agar app robot key result ko deken to app ko andaza ho sakta hay key app ne ketni ghalti ki hay, self base par trading karny ki bat koch aur hay time guzarny key sath app zeyda se zeyda profit earn karny lag sakty ho magar robot ko jetna app zeyda use karo app key loss me ezafa ho sakta hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: rebort trading k sath ap yahan say kitna earn kr skty han monthly ?

                      robot trading aik risky trading hoti hai forex market main achy robot hoty hain mager un ki qeemat he itni ziada hoti hai ky ap kabhi bhi wo afoard nahi kar sakty hain kyon ky forex market main earn karna aik asan kam nahi hai jiss main ap ko forex makret main boht ziada experience hasil karny chaheay phir eh ap forex main success hasil kar skty hain forex aik internatinal business hony ki waja say ap ko pehly es main learn karna parta hai ap ko robot trading ki bjay khud manual trade karni chahheay robot ka fail hony ka dar bhi hota hai ager ap manual expereince hasil kar laity hain tu kabhi life main fail nahi ho sakian gaay es lea khud trade karain chahy loss bhi ho ga tu ap ko uss ki achi learning he mily gee aur uss learning sa he ap ko experience he mily ga jiss ki waja say ap success ho sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X