Hard working
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hard working
    Dear hume pak forex forum main menat k sath kam krna chaiye ye hamrd liye sab se acha business hai hum is main asani se success hasil kr sakte hein hume is main hardworking krni chaiye ye hamre liye important business hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
    Dear hume pak forex forum main menat k sath kam krna chaiye ye hamrd liye sab se acha business hai hum is main asani se success hasil kr sakte hein hume is main hardworking krni chaiye ye hamre liye important business hai
    Agar Hum Forex trading share profit banana chahte hain aur acche trailer Banna Chahte Hain To uske liye zaroori hai ke kam Forex trading main hardworking se kaam kare tabhi Hame profit Hoga Aur Hum acche traders Ban Sakenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Hard work (mehnat) aisi cheez he jis ka koi naim'ul'bada nai ge, mehnat k bafhair koi insan apni field me kamyab hua he na kbhhi aoj'e'kamal tk paunchy ga. Kehty hen Allah bhhi mehnat walon ka sath deta he.agar forex trading me koi samjhy k hard work kiy baghair wo saff'e'awal k traders me khara hoa ,men usko chellange deta hoon wo aisa kbhi kr nai aay ga.
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto hmain trading ma mhenat k sath km krna chy agr hm trading ma mhenat k sath km kry to ye trading hmain easy b lgny lg jy gi or sath ma ye trading hmain bht upr tk b ly jy gi or hm es trading sy bht profit hsal kr k apna lifestyle b change kr skty hy lkin mhenat bht zroori hy or mhenat k bina aisa possible ni hy
        • #5 Collapse

          Dear brother agar hum ak acha forex fourm ha to hum ko ziada hardworking sa kamm nahi karn parta or inkom ziada ho ti ha or agar ap na kamm abi karna shooro ki ha to ap ko ziad hardworking sa kamm karrn ho ga to hi apki income start ho gi to hi ap kamm kar sko ga
          • #6 Collapse

            g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders hazrat ko acha bouns or profit hasil kerney k lye hard work kerna lazmi hota hy is lye traders hazrat aachi tarha work ker ky profit kama saken...........
            • #7 Collapse

              Gee dear hard working bhy zarori hai forex trading ma h7men knowledge aor experience bht zarori hai forex forum ma humen har trah ka knowledge bht important hai forex trading bht he best working place aor trading ka all to all knowledge hai apko yahan sy bonus bhi milta hai
              • #8 Collapse

                Assalam o alikum dear me ta hapki bat sy itfaq karon apny bhot achi bat shear ki hy g han jnb mahnat me he azmat hy. agr ham ksi me kam me mahnat karen gy insha Allah us ka hamen phal zaror mly ga .
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                  Dear hume pak forex forum main menat k sath kam krna chaiye ye hamrd liye sab se acha business hai hum is main asani se success hasil kr sakte hein hume is main hardworking krni chaiye ye hamre liye important business hai
                  Forex trading main hardwork karna bahut hi important hai bina hardworking Ke Hum Kabhi Bhi profit nahi bana sakte aur nahi achi trading kar sakte hain isliye Forex trading Mein successful Hona chahte hain toh hardworking Kare aur trading ke baare mein proper knowledge le
                  • #10 Collapse

                    Sb business main hard work zaruri ha kuch business aisay hotay hain jahan physically hard work krna parta ha lekin forex trading main hmain mently hard work krna hota ha so agr hum forex trading pay achi c mehnat krain gay to hmain kamyab honay say koi nai rok skta so meray khayal main hmain forex ki basic chezo k baray sb say pehlay learn krna chaeay us k bad demo pay practice aur sb activity main dil lga k hard work krna ho ga to achay results samnay aen gay.
                    • #11 Collapse

                      hard working is required in forex trading q kay is kay baghair trading ka pahiya nahi chal sakta trading mehnat se hi agay barhti hai jo insaan is mein khoob mehnat kary ga wo kuch paa lay ga or jo insaan bs signals pe ya dusron kay mashwaray pe hi dependent rahy ga us ko kuch hasil nahi ho ga q kay wo khud is me mehnat kar hi nahi raha bulky pakki pakkai roti kha raha hai trading mein to kitnay pappar bailny party hain tab ja kay kamyabi milti hai
                      • #12 Collapse

                        Dear friend agar ap forex main kameyabi hasel karna chahty ho to as kam main ap ko bohot hi hardwork ki zarorat hy hardworking say hi ap as busnes main kameyab ho sakty ho
                        • #13 Collapse

                          kahty hien na k hard work is the key of success ager ap ek achy hard worker hien or ap es field mien aa ker acha kam kerty hien or market ko dakty hien to yeh ap k lye theek ho ga otherwise ap es mien earning hasil kerny ka soch bee ni sakty hien
                          • #14 Collapse

                            G bilkul dear brothers ap ny shae kaha hy har kam mn hard working zror honi cahiya mn kehna cahon ga keh hmen har kaam mehnat karni cahiya aur hard working karny waly hmensahn kamiyaab hoty hn aur hona cahiya kiunkeh woh mehnat karty hn aur hard working karty hn yeah un ka surprise hota hy aur hona bhi cahiya insaan ko mehnat sy kam leny cahiya aur phir jub trading ka time ata hy tu hmen sub sy ziyada kam karna cahiya es mn hmen mehnat karni cahiya aur mehnat karny waly kamiyaab hoty jn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G dear kam koi bhi ho mehnat krna to lzimi ha jb mehnat nahi krain gy to to kamyabhi kesy mil skti hain .her trader ko forex tradingbor forex forum pe achi mehnat krni chaye dil o jan se .full confidance k sath tb hi ak trader kamyabi ho skta ha .daily time time chart market ko watch krna chye market ktrend ka pata hona chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X