ichimoku cloud indicator kiya hai aur iss say trading kis trah hoti hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ichimoku cloud indicator kiya hai aur iss say trading kis trah hoti hai ?
    ichimoku cloud ke mai nay kafi tareef suni hai key trading karnay ke liye yeh aik indicator he kafi hail.
    Aur iss kay kafi saray forum per traders tareef b karty rehtay hain .
    Lakin MT4 mai iss ko install Karin tu yeh install tu aram say he ho jata hai lakin maire jaise traders ko iss ke kuch ziada samjh nai ate hai ke iss ko use kis trah say karna hai aur is say trading signal kab aur kin satuation mai mil rahy hoty hain.

    ichimoku cloud indicator kafi all in one type ka indicator hai aur mujhy lagta hai ke ham fourm members kay pas iss ka knowledge hona zaroori hai.

    Ager koi friend aur forum member ichimoku cloud ko Urdu mai explain kar daay tu traders iss ko b apni trading ka hisa bana sakin gaay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai Mary Khayal ma AP ny bhot hi achi question poucha ha Mary khayal ma AP ki bath Sy bilkol agree krta ho ichimoku cloud indicator kafi all in one type ka indicator hai aur mujhy lagta hai ke ham fourm members kay pas iss ka knowledge hona zaroori hai ager him logo zayada mhnat krty ha to is ky leya him logo ko profit milta ha is leya indicater ky sath sath him logo ko mhnat bi krna hoti ha
    • #3 Collapse

      Kuch Aise indicator Hote Hai Jo market ki movement ka idea apko Barkat ki movement ke saath saath aap ko provide Karte rehte hain aap isko watch karne ke baad kis pe investment kar sakte hain isko market technical analysis ke liye bhi aap use kar sakte hain aapke paas Yeh Sab cheez Ho Naraz Nahi Hai Jiski Humse aap Yaha Se song Ik Kudi ke saath kaam kar sakte hain
       
      • #4 Collapse


        dear forex trading membermembers ichimoku cloud indicator chart hai jo istemal hota hai support aor resistance ky leay isky elawa market momentum ko bhi show krvata hai
        aor trend directions bhi btata hai apko investment ya trade opening security ky leay
        yeh bht he zeyada information ko hasil krny ky leay bnaya gua hai jis ma moving average jo ky humen bullish ya bearish convergence point bhi btata hai
        baki info ma english ma btata hun urdu trjma nhi kr pa raha
        The clouds kumo in Japanese are formed between spain's of the average of the tenken -sen and kijun-sen plotted six months aheadsenkou span A and of the midpoint of the 52 period high and low senkou pan Bplotted six months ahead

        Baki Aap Ko Main is indicator ki pictures share kar raha hoon aapko Majid acchi Tarah Se samajh aa jayega pk indicator Kis Tarah kaam karta hai market Jab cloud ke upar Ho toh bullish Jab cloud ke upar ho toh flat aur jab cloud Ke Neeche ho toh biresh hoti hai
        • #5 Collapse

          Is technical analysis ki help se aap kaam Karenge aap ko Jaan Se Bhi Jyada Se Jyada mat karna hoga answer sport bhi milegi kis cheez ka aap nahi Aise purchase karna hai kis cheez may ap nay yahan investment krni ha or kis cheez may ap nay investment nahi krni ha kis say ap ko loss ko face krna parr skta ha yahan say
           
          • #6 Collapse

            ichimoku cloud indicator

            Ichimoku cloud Japanese name Ichimoku Kinko Hyo jes ka matlab (equilibrium chart) hay, Ichimoku indicators strategy ko designed kia gia hay to chart me traders ki jo be technical analyzing requirement hoti hay wo pori kar sakta hay jes me (trend direction, support and resistance levels, momentum, aur sath me different points par signals provide karna ye sab include hota hay, market ko analysis karny key ley traders ki requirement bahot zeyda hoti hey aur traders different indicator use karta ha magar ichimoku indicator use karny se esy traders ko bahot hi asani ho gai hay.
            • #7 Collapse

              Ye indicator market ki movement ke saath saath movie karta hai aur Market ki direction to find karne mein ek trader ki bahut zyada help Karta Hai Jitna diya tha Hum isko watch Karenge iske sath regular working Karenge Hamari earning kiske sath sath increase ho jayegi his ko Humein thoda sa Sama Na Hota Hai Phir Hum Uske Sath kaam kar sakte hain jaise Jaise MoboMarket bhi waise waise move Hogi
              • #8 Collapse

                Re: ichimoku cloud indicator kiya hai aur iss say trading kis trah hoti hai ?

                forex mai hamy indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain forex mai ichimoku indicator ke bohat ahmeyat hain yai hamy market mai enter hony mai madad dety hain forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain forex trading students or house wife's or poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ichimoku cloud indicator kiya hai aur iss say trading kis trah hoti hai ?

                  forex mai indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai gar mai bath kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat acha business hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain forex aik real business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X