Meta trader 4 behtar ha ya meta trader 5 aur in mai difference kiya ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader 4 behtar ha ya meta trader 5 aur in mai difference kiya ha ?
    Trading kay liye computers aur laptops per Meta trader 4 aur meta trader 5 dono trading terminal he use hoty hain hain .

    Mai khud trading kay liye meta trader 4 use karta hon.

    Lakin mujhy yeh idea nai hai ke basically meta trader 4 aur meta trader 5 mai aps mai difference kiya hai aur kon sa use karna behtar hai

    Aur mai jannna chahta hon ke

    1 Meta trader 4 aur meta trader 5 mai kiya difference hai ?
    2 Meta trader 4 aur meta trader 5 mai say kon sa ziada best hai?
    3 Kiya meta trader 5 mai b indicators iss trah he available hai jis trah say meta trader 4 mai available hain ya phir install kiye ja sakty hain ?


    App ke replies ka advnce ma shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai main bhi mt4 he use karta hun q k pahly mt4 he sub use karty thy tab bhi achi trading ho rahi thi or ab bhe mt4 use karny waly still mt4 he use kar rahy hain jub k mt5 bhi trading terminal palce hai maghr es main kuj features mt4 ki nisbat zeyda hai es liye logun ko tading k liye materila mt5 main zeyda mil rha hai es liye log es ko use kar rahy hain mera khyal hai k new tradeos mt5 use kar rhay hungy maghr abhi bhi boht se trador mt4 he use kar rahy hain es main koi khsa farak nhai hoga es main tolls zeyda hungy mt4 ki nisbat se k ilwa mery khyal main kuj nahi hoga
    • #3 Collapse

      dear jaisy ap ne baat ki hai k mt4 aor mt5 ki to ais mai se mt4 hi best hai jo k mainy dekha hai ais mai aik to chart asani se load ho jata hai aor ais mai agar ap mobile par use kar rahy hai to ap ko chart load mai ya kisi bhi indicator mai masla ni aata magar jaha tak baat hai mt5 ki to ais ko aik dafa mainy demo par use kia tha aik to wo bar bar disconnect ho raha tha aor aus k sath ais mai chart load wala bahot zayda masla aa raha jab k aus net speed par mainy mt4 par connect kia aor ausi time foran chart load ho gia tha aor aus mai trades bhi asani se open ho gai to aus k baad mainy mt4 hi use kia hai kun k ais mai kisi kisam ka masla ni aya mujhy aor mai ais mai kaam kar raha hu.
      • #4 Collapse

        trading kay liay laptop aor computer par software install kar kay trading start kartay hain aor jo ham use kartay hain zyada woh meta trader 4 hay aor meta trader 4 hy sab say behtar terminal hay qion kah agr meta trader 4 main koi aisi mistakes hoti jo kah meta trader 5 main dor ki gai ho to broker hmain meta trader 4 ka terminal na data aor direct hm ko meta trader 5 ko hy trading main use karna prta is liay behtar meta trader 4 hay aor meta trader 4 aor meta trader 5 main koi zyada change bhy nhy hay aor jo indicators meta trader 4 main use ho rahy hain us main bhy mean kah meta trader 5 main bhy wohi indicators use hotay hain is liay trader ko trading main meta trader 4 ka use karna hota hay aor broker bhy meta trader 4 ka software abhy tk sb traders ko day raha hay aor jab koi aisi change ho gy jo meta trader 4 main nhy ho gy aor meta trader 5 main update terminal high level ka kar dia gia phr sabhy trader ko meta trader 5 kay terminal ko install kar kay trading karna paray ga is liay trading main in donon terminal koi abhy tak koi zyada change nhy dakha hay sirf name 4 aor 5 change hay baqi sabhy tools menus etc sabhy kay sabhy aik hy jaisy hain
        • #5 Collapse

          MetaTrader4 Aur MetaTrader5 Ka Difference

          MetaTrader4 aur MetaTrader5 dono trading platform hain jinko istemaal kar kay forex market main order lagay aur band kiey ja sakty hain. MetaTrader4(MT4) aur MetaTrader5(MT5) dono alag alag platforms hain aur MT5 koi MT4 ka updated version nahe hai. Dono ka maksad aik ha aur dono ka kaam aik ha. Magar dono Mukhtalif Functions rakhty hain aur muktalif tareeky say use kiey jaaty hain. Mt4 jo platform hai ye normal traders kay liey bnaya gaya hai jo normally Currency ya Commodities par kaam karty hain. Jab Mt5 main CFDs, Stocks aur Futures par bhe trading ke jaati hai. Ab haal he main to Mt4 aur mt5 main zaida farak nahe raha hai lekin dono ka user interface aur istemaal ka tareeka aur kuch functions alag hain. To main ap kay sath share karta hun chand differences jo kay enn dono platforms kay darmiyaan hain.

          Comparison MetaTrader4 MetaTrader5
          Timeframes 9 aur limited charts 21 aur unlimited charts
          Hedging Allowed Request par Allowed ha
          Technical Indicators 30 38
          Graphics Easy To Use Mt4 ke nisbat mushkil
          Economic Calendar No Yes
          Aur aapne question kia hai kay enn main say kon sa best hai to main to apko yehi mashwara hun ga aur normally ham jesy trader Mt4 he istemaal karty hain kun kay es ka user interface easy hai aur har koi bina kise dikat kay use kar sakta hai.
          Last edited by ; 20-09-2018, 04:13 PM.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Trading kay liye computers aur laptops per Meta trader 4 aur meta trader 5 dono trading terminal he use hoty hain hain .

            Mai khud trading kay liye meta trader 4 use karta hon.

            Lakin mujhy yeh idea nai hai ke basically meta trader 4 aur meta trader 5 mai aps mai difference kiya hai aur kon sa use karna behtar hai

            Aur mai jannna chahta hon ke

            1 Meta trader 4 aur meta trader 5 mai kiya difference hai ?
            2 Meta trader 4 aur meta trader 5 mai say kon sa ziada best hai?
            3 Kiya meta trader 5 mai b indicators iss trah he available hai jis trah say meta trader 4 mai available hain ya phir install kiye ja sakty hain ?


            App ke replies ka advnce ma shukria

            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho Bhai him log mt5 ko istmal Krty ha ya phir mt4 ko in dono ma ager him logo ny profit hasil krna ha to is ky let's him logo ko mhnat krna hoti ha jtni zayada mhnat krni hoti it a zayada profit bna skty ha or Mary Khayal ma mt4 sub sy bhter ha na ky mt5
            • #7 Collapse

              Meta trader 4
              is main 30 indicators hain aor is ma time frame kam hain 1m 5m 15m 30m 1h 4h 1d 1w 1month
              is ma hedging allowed hai is ma.page difference hai jub ky is ma apko trading market ki information kam hasil hoti hai yeh use ma easy hai aor is ma apko comkon trading habits milen gi


              Meta trader 5
              is ma apko hedging allowed nhi hai
              is ma apko 38 indicators milen gay
              is ma apko trading ky leay one click trading mily gi is ma ap trading ky leay modifications ky leay stop loss aor take profit drag kr ky bhi lga skty ho aor wo foran sy set ho jata hai jub ky mt4 ma aisa nhi hai is ma baki differance ma apko picture sy smjha deta hun jo jo in ma main difference hai wo chart ma dy dia gia hai

              • #8 Collapse

                Yahoo ka kaam karne ke liye aap ko bahut services acchi hai aap kaise bhi account ko use kar sakte hain aap isko MT4 Kabhi use kar sakte hain aap Yahan Par mt5 Karvy investment kaise kar sakte hain aur aap kahan se Laun time ke liye Apne account ko message kar sakte hai itna Jyada paise management Karenge aap Aise Karenge
                • #9 Collapse

                  Dear har cheez ka advance version be hota hay aur Forex terminal ka advance version MT 5 hay, jes me stock market ko be include kia gia hay, mostly traders to MT 4 terminal me trading kar lety hey wo MT 5 me trading karna easy nahi samjty, jaha tak mera knowledge hay zeyda tar traders MT 4 terminal me hi trading karna easy samjty hey, MT 5 be useful hay aur easy be hay magar esy traders jo first time MT 5 use karny lagy gey to un ko tools ki samaj etni asani se nahi ho sakti hay, baki koi khas MT 4 aur MT 5 platform me difference nahi hay.
                  • #10 Collapse

                    Yahan par kaam karne ke liye aapko Boss a platform Milenge jo ki aapko market Tak easily access Lekar Jayenge iss Mein sabse important kaun sa hai platform for MT4 ka hai Hisar bijali kaam kar sakte hain aur kuch Log Yahan Par mt5 ko utilise karte hain aur isliye kaam karte hain isliye nahi karte hai aur long time ke liye yahan par kaam kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Dono achche wale platform Hai in Nagaram working Karenge toh maja running karne ke baad yaad aaya Chand seats increased ho jayenge in SAB remembering karne se pehle Hame chahiye game demo Kanpur Apne account ki practice kar jitne Jyada account ki Yahan Par kam karne ke liye practice coin christcart Jayenge working experience Hamara knowledge for Risk Management be increased ho jayegi time ke sath Kis Ko samajh Sakenge
                      • #12 Collapse

                        my dear friends mt4 or mt5 ma bhot sara future different ha jis ko istaml kr skty ha or mt5 or mt4 ma trading kr skty ha or phir him log acha profit create kr skty ha or achi earning kr skty aha
                        Removed by Moderator.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          brother meta trader four or five main koi khaas difference to nahin hay yeh hay kay meta trader 5 aap ko stocks per bhi trading kernay ki facility deta hay

                          meta trader four use kernay mai user friendly hay yani iss ko operate kerna eta trader 5 ki nisbat aasaan hay

                          lekin meta trader five main technichal tools or indicators ziyaada available hain meta trader 4 ki nisbat

                          teesra main difference yeh hay kay meta trader four main sirf 9 time frames hain jabkay meta trader 5 main 21 time frames available hain
                          Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12321174

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X