wrong trading decisions ham kinu lety hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    wrong trading decisions ham kinu lety hey?
    some time news se hamy clear market movement ka idea be ho jata hay magar per be ham kam time me profit key lalach me big loss kar lety hey, kia esy wrong decisions ham sirf lalach ki waja se lety hey ya ham me knowledge ki kami hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex mai ap ko smjhne k sath he faida ho skta hai lehaza ap ko es cheez ko seekhna hai smjhna hai ta k ap ko ye b acha idea ho jaye k ap es business mai mehnat k sath he kam karo gy aur jaise jaise ap es business mai reward gain karo gy ap ko wo aage chal kar mazeed behtar faida de skta hai soo ap ko mehnat krni ho gii...
    • #3 Collapse

      forex taring main har trador lalach main a akr galat faisla karty hain jis main un ko apni trading main sirf profot ka lalach hota hai or un ki yahs och hoti hai aik he tade k sath hum achi earning hasil kar len tu yah akm alalchi log karty hain jesa k forex main koi bhi trador lalach k sath kbhi bhi kmayba nhi hoskta hai tu hmain es factor ko khtm karny se earning milti hai es liye kbhi bhi trading main alalch ko samil na karen q k llach se apki trading skills bhi khtm hoti hai or ap ka forx main trading intrest bhi khtm o jata hai tu apni trading main llach ko jitna hos ky otna he khtm karna chahye or apni trading main mahnt ks ath eraning karny ki habit bnanai chahye jis main hmata bhi faida ho ga
      • #4 Collapse

        Dear jab hum market mai enter hoty hai to hum aus time ye ni dekh rahy hoty k yaha se market wapis bhi ja sakti hai ya nai. Agar hum market mai enter hony se phly achy se decide kary k ais mai hum ne aisy trade lagani hai aor agar market humry analysis k hisab se move ni karti to hum ko ais mai se kab nikalna hai to wo bhi hum ais mai kar sakty hai aus k liay ko aik plan bana lena chaye ta k hum aus plan k hisab se hi kaam kary kun k agar hum ais market mai waisy hi kaam karty hai to ais mai ye loss hai k hum ais mai apna hi loss karty hai ais liay jab bhi hum ne trade lagani hai to aus se phly achi tarha soch lena chaye k market ka trend kai hai aor market mai ab kai ho sakta hai sirf aik cheaz dekh k kabi market mai enter ni hona chaye hum ko 3,4 cheazy mily tab ja k trade mai enter hona chaye.
        • #5 Collapse

          Dheko bhai logo ap log jub market me new hoto ho to ap ko 1 to exprence nai hota or dusra ap log ko y nai pat ho ta k hum yaha pay kya kam kary or kis tahra kary y ap ko tub pata chelta hai jub ap logo ko loss ho jata hai pher ap log kahty hai k loss ho gia hai agr ap log phely ay he apna damng me y bat soch kar rakhy k me nay market me ja k y kam karna to ap bhi kam time bhot jaldi taraki kar sakty hai
          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
          • #6 Collapse

            Forex market trading sy pehly ky steps!



            dear members forex trading ma trading sy pehly agr h7m in steps ko zehn ma rakhen to humen kafi help mil skti hai aor hum market ma acha oerform kr ky achi earning kr skty hain worng decision ki bhi wajoohat hain
            proper analysis na krna management na krna
            steps before trading
            1. market technical analysis 4h time frame ya is sy above time frame py krna chye
            2. market ky fundamentals ki update honi chye economic calendar ko dekhen news time note kren
            3. market ky sentiments bnain apny viees expert opinion market ma indicators ki madad sy trade volume aor moving average etc sy help ly ky trading planning kren.
            4. trading management ky leay support resistance aor lot size take profit stop loss ko manage kren
            5. Emotional control aor confidence bhi trade open krny ky bad bht zarori hai
            • #7 Collapse

              forex trading main hmaar lake of knowledge he hmain galtian karny oar majbor karta hai es liye jitna hmain forex k bary main akm knowledge hoa otna he hum apni trading main agalat faisly karty rahaengy or lsos krwaty rahen gy forex trading main loss or galat desioun hmain boht se galtiun par bhi ho jata hai es liye kbhi bhi trading main galat faisla na lan jis se apko loss hony k cahnces hoty hain es liye lalach se avoide karen or pure trading ki tarf focus rakhen boht se tardor siub se bari galti tu tab he kar jaty hain jub lsos hota hai so k bad lsos ko cover karny k liye bari lot par order lga dety hain k hmain bara profit hga or hmara lsos cover h jay ga jo k dobara lsos hony par account ko he khtm kar deta hai es liye lalach nahi karen saber or tahamul se trading karen
              • #8 Collapse

                Why We Take Wrong Trading Decisions

                Bahut saary traders forex main kise aisy Magical Indicator ke talash main hoty hain jiss say wo achy chand he dino main ameer ho jaain. To aisa koi indicator nahi hai jo hamko raton rat amee bana sakta hai. Hamain indicators par aehnisaar kam karna hoga phir he ham achi aur apni marzi sy decisions lay sakty hain.

                Jo dosri bari ghalti aksar awkaat traders karty hain wo Proper Money Management ka khayaal nahi rakhty jis ke wajha sy unko apney liey huy faislon ko wapis lena parta hai jis sy nuqsan hota hai. Maslan agar apne Money management kay baghair koi trade li to wo apko thory sy loss kay baad apka faisla tabdeel karny par majboor kary ge kunkay apko us sy margin call ka lhatra ho sakta hai.

                Teesri main wajha jis sy ham trading decisions ghalat lety hain wo Proper Knowledge Aur Training ke kami hai. Agar poora knowledge aur training nahi hoge to us kay baad apko yakeenan faisla leny main dushwaari hoge aur aap sahi faisla nahi kar paao gy.
                • #9 Collapse

                  market me wrong decision lenay ki wajohaat
                  dear baaz okaat hum market me wrong decision lay letay hain is ki sub se bari waja analysis me kami hoti ha humainy weak analysis ki waja se hi market me loss hota ha dear jub news ati ha os wakt humainy technical analysis kay sath market fundamental analysis ko b deeply analysia karna parta ha or os kay kay liey kisi b country ki financial condition ko dekhna parta ha hum just news event ko read kar kay entry lay letay hain or jub market analysis me news event or kuch technical analysis mil jata ha to hum bohat zada hyper ho jatay hain or kehtay hain kay market ab to 100% hamaray hak me jaey gi or mujy jitna ho sakay profit lena ha or happy happy me hum beach me bohat kuch analysis kay doran choor detay hain or oper se hamari lots b big hoti ha or jub market against jati ha to humainy bohat zada loss ho jata ha yeh sub kuch wrong decision weak analysis or emotions and patience ko control me na rakhnay ki waja se hota ha
                  big lots lagana b wrong decision ha
                  dear big lots lagana b market me aik bohat bara wrong decision ha humainy money management kay rules ki khilafwarzi nehi karni chahiey jub news me hum big lots lagatay hain to humainy yeh b sochna chahiey kay agr market nay fast moved kar dia ya gap daay dia ap ko had se zada loss ho sakta ha or yehi sub se bara wrong decision ha
                  • #10 Collapse

                    Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                    agar hum wrong trading decision ly gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain forex aik aam business ke tarha nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain forex bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai be legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum galat time mai galat faisla kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum forex mai tukky laga kar kam karty hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hamy is business ko apna zatre business samj kar is mai mahnet sy kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                        News kay hisab say ki gai trading say loss bohat kam hota hay profit kay chance ziada hotay han lakin yeh us condition main hota hay jab news kay hisab say trading karna thek ho agar news kay hisab say trading kay liay munasib time aor moqa nahi hay to us condition main agar trading ki jay gi to loss hi ho ga kai traders aksar bohat bari mistake kar jatay han woh yeh hay k jab un ko news say pata chalta hay k market ki movement achi trading kay haq main nahi hay aor agar is time trading ki gai to loss ho sakta hay is information kay honay kay bawajood bhi woh kam waqt main ziada profit kay lalach main trade laga datay han jo k bohat bari mistake hay jis ki waja say trading achi nahi hoti aor trader ko trading main loss ho jata hay aor yeh sab lalch ki waja say hota hay is liay trader ko lalach nahen karna chahiay
                        • #13 Collapse

                          Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                          bhai jo bhi forex trading k bsuiness main galat faislalety hain wo apni jald bazi se lety hain q k wo market k sath sath apni trading ko analysis nahi karty hain q k un min itni ability he nahi hoti hai k wo apni trading ko profitable bna skty hain es liye aghr hum apni trdaing kar rahy hain tu hmain chahye k hum aysi koi bhi galti na karen jis se hmain loss hony ka khatra ho q k loss se hum kbhi bhi kamyb tradr nahi ban skty hain q k jin tradrs ko loss zyda hota hai wo loss ko recover karny or apny accpount ko khtry main dalny k ilwa kuj nahi kar skty hain es liye zarori hai k ap appni trading ki leraning khyud karen or jitna ho sky khud mange karen soch smjh kar trading karen jis main risk ki ratio kam se kam ho
                          • #14 Collapse

                            Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            some time news se hamy clear market movement ka idea be ho jata hay magar per be ham kam time me profit key lalach me big loss kar lety hey, kia esy wrong decisions ham sirf lalach ki waja se lety hey ya ham me knowledge ki kami hoti hay?
                            Dear friend forex trading main hum log wait ni karty han news dakh k market ki movement ko samjty ni han or trading start kar laty han jis ki waja sy loss ho jata ha jab k news k any k bad market tohra wrong movement karti ha or us k bad sahe movement karti ha is ley humy forex trading main news time both ahtiyat sy trading karni chae ha ta k humy ziada loss na ho or maximum profit ho
                            Forex trading main humy technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis kar k trading karni chae ha is sy loss k chance both kam ho jaty han or ziada sy ziada profit k chance hoty han forex trading main humy achy decision lany chae han time pe trade open or close karni chae ha ta k humy maximum profit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: wrong trading decisions ham kinu lety hey?

                              Forex trading business mai traders khud say wrong decision nahi laitay. aisa business koi bhi business men nahi kerta jiss mai wo khud he ghalat faislay karey aur unn faisloo ki wajah say usay loss ho. Forex trading business mai bohat ziada paisa involve hota hai aur traders bohat soch samajh kay faisla kertay hain jo ghalat honay ka koi chance nahi hota hai aur naa he koi jaan boojh kay koi trader ghalti nahi kerta kiyu kay aisa kernay say trader ka apna he loss karey ga jo koi bhi tarder nahi kerta hai. Laalach ho ya greed ho ya raatoo raat ameer honay ki khawhish ho , tarders inn sub baatoo ko sochtay zaroor hain aur inn sub baato ki koshish bhi kertay hain laikin aisay faislay kabhi nahi kertay jin say unhain direct loss ho. Laalach ya greed kay bawajud aisa risk koi bhi nahilata. Faislay tou theek hotay hain laikin unn pay ammal kernay ka time agar sahi select nahi kia jaey tou tab unka nateeja ghalat ho jata hai jo loss ki wajah banta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X