Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?
    zaori nahi hay key agar kesi trader ko loss ho jaye to ham us ko unsuccessful ya failure hi samjy gey, unsuccessful aur failure wo traders hoty hey jo apni mistakes aur loss se kesi kisam ki learning nahi karty aur un ko next time ki trading se acha profit hony ki umeed hoti hay me samjta hon key jo traders apni mistakes aur loss ko yaad rakty hey un ko agar loss ho be jata hay to wo learning karny ki waja se kesi had tak kam time me successful ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear loss aur profit is a part of trading failure os waqt hoti hai jab ap esbusiness ko chor do os se pehle nhn ap ko seekhna hai smjhna hai tak ap ko idea ho jaye k ye business ap kese karo gy tab he ap ko acha faida ho skta hai lehaza ap ko mehnat karni hai ap behtreen faida ho skta hai soo ap ko mehnat k sath kam karna hai...
    • #3 Collapse

      hum yah bat hargiz kisi ko kahny ka haq nahi rakhty hain q k forex aik online business hai or online ase par kabhi bhi kuj bhi hony ki possibilty hain or forex main loss hony ki sub se bari wjaha market k chnge hony ki hai or market kbhi bhi move ho ksti hai jis main up down main chal skti hai tu es main kisi bhi trador ka koi qasoor nahi hota hai q k main ny expert tradors dekhy hain jin ko loss howa hai or un k account tak wash ho chuky hain tu loss hony ki wjaha hargiz yah ishara nahi karni hai k yah tardor faluir hai yah achi trading nahi kars kat hai loss hona aik nautral amal hai es liye loss hony k chances kam se kam hun achi bat yah hoti hai
      • #4 Collapse

        yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn ku traders hazrat k lye ye bhi hy kih agar wo aik ya is sey zayada bar loss ka shikar ho gaya hy to hamen us ko aik failure traders har gaz nh kehna chachye ku kih aik failure tarders wo hota hey jo is trading men apney bouns men loss aney k bawajod is ko control kerney ki bajaey is ko agey chalaaey rakhtey hen un ko chachye kih sab sey pehley apni mistakes ko thk karen ta kih wo is sey apney loss ko recover ker saken or is men wo in ko apni mistakes ko khatam kerney ki chahat bhi paida hogi to wo is men achi tarha profit kama saken gey or is ko sab sey pehley trading kerney sey pehley demo account men practice kerna chachye ku kih is k lye experince or knowledge ki zururat hy is lye in traders ko is demo accounts per practice kerni chachye ta kih in k knowledge or experince men izafa ho or is sey wo achi tarha loss ko khatam ker kih profit ki janib ja saken or is sey wo api zaruriT KO PURA KER SAKEN is lye traders hazrat ko trading kernety waqt to be cool mind ho ker trading kerni chachye ta kih wo apney ap ko loss ki janb na dhakel sakey is lye tarders hazrat ko pehley loss to ata hi hy magar is men bad men profit ata hy in men sey kuch taredrs hazrat aisey hoty hen jin ko is forum men starting men hi profit ajata hy or wo log khush naseeb hotey hen jin ko sab sey pehley hi profit ata hy is sey wo acha profit kama saktey hen .................... . . . . .
        • #5 Collapse

          Dear market mai loss to kisi bhi waja se ho sakta hai ab hum ais ko trader ka failure to ni keh sakty ais liay hum ko pata to ho k loss hoa kis waja se hai. Market mai loss ki waja kai kai ho sakti hai.

          Money Management
          Dear agar hum trade karty hoye money management k lehaz se kaam ni karty to hum ko ais mai loss hota hai kun k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai lot apny account k hisab se use karni hoti hai agar hum lot bari lagaty hai to aus ki waja se loss ho jata hai. Agar lot choti ho gi to loss hoa bhi to thora ho ga.

          Jald Bazi Mai Trade Karna

          Dear jab hum ais market mai trade lagaty hai to aus time hum na to analysis ko time dety hai aor na hi market mai dekhty hai k ais time koi entry ban rahe hai ya nai hum aisy hi market mai enter ho jaty hai ais k liay hum ko loss hota hai hum ko chyae k hum thora market ko time dekhy samjhy aor aus k baad ais mai kaam kary ta k hum ko ais mai faida ho.
          • #6 Collapse

            dheko bhai logo ap ko loss is time hota hai jub ap kam say kam nai karty balky passay ko dhekty ho agr ap log passay ko na dheko balky ap log kam ko dheko karo k yaar me nay is kam ko ashy tarikay say karna hai or bus karna hai is k bad mery khayal say ap logo ko kabhi loss nai hoga ap ka damng passay ki tar fnai hona chahiyaap log y he socha karo k yaar me nay y kam achi thara karna hai
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              dear jab ham yah kahty hai k forex aik risky business hai. to is main loss ho jata hai. or shaid koi b asia trader na ho jiss ko forex main loss na hua ho . lakin wo successful trader hota hia.is lai mery khyal main yah sochna wrong ho ga k succcessful trader ko loss nahe hota. per may be us ka loss kam ho or profit zyda ho ga. ya b mumkan hai aik din us ko loss ho jai per next day wo profit bana lain . to dear yah sab mumkan hai. or yah aik business hai or is main profit or loss chalta rahta hai. ham loss se worry honey ki zaroorat nahe per loss se learn karny ki zaroort hai.
              • #8 Collapse

                dear memberd forex trading ma agr apki strategy planning money management aor analysis perfect ho aor apko loss ho jay to yeh na to failure hai na he mistake balky kabi kabar market odd behave kr jati hai jo ky kisi ky bhi whm o guman ma nhi hota hai forex trading ma humen apna knowledge analysis aor experience upto date rakhna chye aor market ma apko trade lgany sy pehly manage zaror krni chye is sy apko limited loss hota hai jo ap bad ma recover bhi kr skty hain
                • #9 Collapse

                  forex tading main loss or profit natural effect hota hai q k forex k ilwa sub buisiness main jhe loss hota hai or profit hi hota hai es liye apni trading main loss ko kam karny k liye leaning karni chahye q k hmari leraning eh hmain loss se bacahati hai or forex trading main har expert ko loss hota hai hum loss hony par kisi ko faluire nahi akhs kty hain q loss sub ko he hota hai or loss hony ki boht se wajohat bhi hoti hain es liye koi bhi trador kbhi yah nahi khta hai k osy loss ko face karna prhy or es jk liye zarori hai k jub bhi hmain lsos ho tab he hmain learning ki traf focus karna chahye q k ta hmain ahnt ki zarirta hoti hai jis k bad hum trading main profit ko eran karrny ka safer karty hain
                  • #10 Collapse

                    ji nhi me nhi manti ky jin trader ko loss ho jaye wo unsuccessful traders kehlayen gy ya wo failure hy aik trader ko loss hona normal hy qk koi bhi aisa trader nhi ho ga jisy loss na huwa ho ar han agr aik trader apny losses sy kuch seekhta nhi hy ar wohi galtian dobara krta hy jin ki wajh sy pehly usy loss huwa to ye galt hy aisy log kbhi bhi profit nhi bna sakty jinhy apni galtion sy seekhna na ata ho so plzzz ap apny apko failure sy bachaye ar zada sy zada learning kry
                    • #11 Collapse

                      Kia Forex Main Loss Failure Hai?

                      Mera es sawal ka simple jawaab hai Nahi. Forex main loss hona failure bilkul bhe nahi hai aur bht saary logon ko loss ke wajha say bht saari cheezin samjh aai hai aur Loss hona un kay liey kamyaabi ka darwaaza sabit hua hai. Loss forex market ma aik eham part samjha jaat hai ya es ko aik karwa sach kaha jaata ha. Jis ka maza takreeban har trader chakhta hai. To loss ko kam karna har trader ke tarjeeh hoti ha na kay loss ko lhatam karna. Kun kay forex main aap kabi 100 feesad sahi nahi ho sakty.

                      Loss Kay Baad Bounce Back:

                      Jesa kay pehly mane zikar kiya hai kay loss to ess buisness main aik hakeekat hai. Lekin loss kay baad bounce back karna aapky akhtiyaar main hai jo kay aap achi hikmateamli kay saath kar sakty hain.
                      1. Jab loss ho jaay to us kay kuch din tak aap trading na karen aur bilkul bhe market main koi entry na karen. Kun kay aap kay mind ma wo loss chal raha hota ha.
                      2. Kuch din market sy out rehny kay baad dobara sy market ko follow karna shuru karen lekin trading start na karen.
                      3. Apna purana sata nikaalin jis par aapko loss hua tha aur apni ghaltiyon ko underline karen.
                      4. Ghaltiyon ko underline karny kay baad unki wajha dekhin kay kun aapko losa hua aur kdr apne ghalat faisla kiya.
                      5. Jab ye sab kar lain to aap apne plan ko tabdeel karen jis main un ghlttiyon sy bachny ka tareeka kaar ho aur uss tarha ke sortehaal say bachney k liey proper plan ho.

                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                        forex aik international business hain hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalk samil hain forex mai jab hamy loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum forex mai bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hota forex aik real or unique business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                            bilkul nahi bhai hum aysa bilkul nahi kah skty hain forex trading main har trador ko he loss hota hai jitny bhi expperts tradors hain sub ko he loss hota hai tu ayse hum un ka trading expiernce ignor nahi kar skty hain jo unhon ny apni trading se gain kiya hota hai es liye jin tradors ko loss zyda hota hai un ko chahye k wo apni trading main hard work karen forex ko proper learn karen q k jub wo laerning karty hain tab he wo loss se bach skty hain learning se apko loss hony k chaces bhi kam hoty hain or ap ko khtra bhi nahi hota hai es liye mera yahi kahna hai k bhai hum fail or pass khud apni mahnat se hoty hain jub mahnt karty hain tu kamyb ho jaty hain or jub nahi karty hain tu fail ho jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                              Forex trading aik online business hay jis main bohat kam time main bohat ziada profit earn kia ja sakta hay lakin is kay liay full knowledge aor learning bohat zarori hay Forex trading main Profit and loss donon trading ka hisa hain aor loss honay ki wajah say trader ko failure kehna bil kul wrong hay loss trader ko us ki kisi mistake ki wajah say hota hay jo woh trading kay doran karta hay aik acha trader loss kay bad apni last trade ka analysis karta hay aor apni mistakes ko find karta hay mistakes find karnay kay bad in ko remove karta hay aor next trading main in mistakes say avid karta hay jis say usay trading main kamyabi ho jati hay is liay loss kay bad trader ko failure nahei kaha ja sakta agar trader loss kay bad ghair zima darana trading karay aor apnay loss ko mind main na rakhay aor na hi koi plan banay aor trading main us ki apni ghalti ki waja say aor ghaflat ki wajah say bar bar loss ho jay to tab usay failure kaha ja sakta hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X