Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    zaori nahi hay key agar kesi trader ko loss ho jaye to ham us ko unsuccessful ya failure hi samjy gey, unsuccessful aur failure wo traders hoty hey jo apni mistakes aur loss se kesi kisam ki learning nahi karty aur un ko next time ki trading se acha profit hony ki umeed hoti hay me samjta hon key jo traders apni mistakes aur loss ko yaad rakty hey un ko agar loss ho be jata hay to wo learning karny ki waja se kesi had tak kam time me successful ho sakta hay.
    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan sake aapne Sawal kiya hai ki agar trader ko loss ho jaaye Tu kya Hum usko padh liya kya sakte hain ya nahin Tu bhai Mujhe Nahin Lagta Ke Humne kisi ko bhi palyer karne ka koi haq hai galti sabse hoti hai aise hi trader ko bhi loss ho sakta hai lekin Hamara Koi Hak nahi Banta kya Hum usko failure Kahen balke agarwa loss ko face nahi karega to profit ki taraf uska Pehla Kadam Kaise badhega aapne Suna Tu Ho Gayi na Ke Haar Ke Baad Hi Jeet Hai horse ho sakta hai ki Jab use loss Ho Jaaye to uske baad wo apni wali Ladkiyon ko find out Karen aur FIR Woh aap galtiyo se Sikh Le aur FIR Woh Aap Se Bhi Jyada acchi trade open Karen aur use Aap Se Bhi Jyada profit ho isliye Hamein kabhi kisi ko failure nahi Kehna chahiye Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

      Asalam o alikum friends ap bilkal tek kaha ha forex trading main agr loss ho kisi ko to unsuccessful ni hotia ha q k acha trader woe ha Jo apny loss ya trade stetige fail ho jay to wo is sy seekty han learning hasil karty han or dobra is tahra ki galati dobra ni karty han forex trading ko samjty han apni har galti sy learning karty han
      Jo trader apny loss sy ya strategy fail hony sy seekty ni han wo successful ni hoty han Ulta wo apna har bar loss karwaty han is ley hum sab ko chae ha jab loss ho ya humari strategy fail ho jay to phr is sy seekna chae ha k hum ny kya galti ki ha or Kya karna chae tha
      • #18 Collapse

        Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

        Dear friend forex trading aik business ha jis main loss or profit donu han is main humy profit bi ho sakta ha or loss bi ho sakta ha is main jo jtni mehnat karta ha learning or practice karta ha or is sy knowledge or experience hasil karta ha wo forex trading easily kamyab ho jata ha or jo mehnat ni karta ha or bagar knowledge or experience k trading karta ha to us k loss k chance ziada hoty han
        Is ley humy forex trading start karny sy pehly ache tahra learning karni chae ha practice karni chae ha or us k bad humy real account main trading karni chae ha real account main tab tak trading na karny jab tak ap k pass acha knowledge or experience na ho q knowledge or experience k bagar hum log kamyab ni ho sakty han
        • #19 Collapse

          Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

          G nahi dear kesi trader ko 1 bar key loss ya profit par us key success ya failure ka andaza app ko nahi lagana chaye, me ne note kia hay key loss expert traders be karty hey, market me risk ko define kar key esy traders loss kar sakty hey magar bahot kam, hamy be esi type ki trading karny ki zarorat hay, hamy agar 1 dafa loss ho jaye to himat se mazeed kam karny ka jazba peda karna chaye, ham loss hony se hi learning kar sakty aur professional trader ki tarha kamyab ban sakty hey, loss ki waja koch be hamy mehnat se kam karny ko tarjeeh deni ho gi.
          • #20 Collapse

            Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

            Jab Ham Logon Ko market Mein loss hota hai to iske sath Ham Logon Ko fir se Dobara hardworking Karni Hogi to Aankhen ham log Jyada Se Jyada aur Achcha Se Achcha profit hassil kar sake isliye Ham Logon Ko 12 se hardworking karte hue Achcha profit Hasil karna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

              forex main loss hona aik aam bat hai ager kisi ko loss hota hai tu ham yeh nahi kah sakty hain ky wo fail ho gea hai loss hona fail hony ka name nahi hai yeh business ka parta hai aur business main ju loss nahi karwa sakta wo na he business kabhi kar skata hai aur na he business main kamyab ho sakta hai kyon ky forex business main jab tak ap ko loss nahi hoga ap ko sekhny ka moka nahi mily ga kuch chezain app jinti marzi kisi achy teacher say seekh lain tu ap ko jab tak loss nahi ho ga wop chezain ap sirf loss say he sekh sakty hain es lea forex business main loss har trader ko hota hai aur aj tak loss say koi bach nahi sakta hai but loss ko mange karna app ka kam hai es lea ap ko forex main profit hony ky sath sath loss ka mind main rakh kar trade karni chaheay aur loss karwany ky lea ready rehna chaheay.
              • #22 Collapse

                Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                forex market main ju failer hota hai us ko ap loss karny waly say nahi attach kar sakty hai forex main ju apne ap ko fail samjhta hai us ka sirf mind he fail hota hai kyon ky forex main loss hona must hai dunia ka koi bhi asa business nahi ha jiss main nuksan na hota hai es lea forex main bhi asa koi nahi ju es main bgair kisi nuksan say kamyab hoa ho nuksan he kamyabi ki zmanat hai ju ap ko forex main success daita hai es lea ap loss karny waly ko losser nahi kah sakty hain kyon ky log lgatar 4 say 5 sal bhi loss karny ky bad himat nahi ahrty hain aur wo he phir successfull trader banty hain ager ap nay bhe forex main success hona hai tu ap ko bhi loss bardasht kar ky he success hona pary ga jiss say ap ager loss afoard akr jaty hain tab he ap kamyabi ki qeemat ada kar jaty hain jiss ky bad kamyabi asan ho jati hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                  Forex trading ik online business hy. Dunia ka koi bhi kam lo uska jo bhi expert banda or kamyab admi hy us ki lige study kren. Wo zindgi mn kitni bar hi ghalt faisla leta rha or ghalti krta rha mgr us ny himat na hari jis wja sy wo kamyab ho gya. Trading mn to bary bary expert bandy bhi ghlt trade lga bethty some time un k analysis ghlt sabit hoty market ki move hi disorder hoti to iska mtlb ye ni k wo fail hain. Han mgr apni ghalti ki wja dhondni chahye or usko improve krna chahye.
                  • #24 Collapse

                    Re: Traders ko loss hony key bad kia ham us ko failure keh sakty hey?

                    Forex trading business mai traders ko loss aur profit dono he hotay rehtay hain. Profit ki tou koi bhi baat nahi kerta iss liye Los ki he bast kertay hain. Loss kay 2 main reason ya wajuhaat hoti hain. Aik wajah tou traders ki apni he ghalti ko kaha jaa sakta hai jiss mai traders ki improper learning, ghair sanjida knowledge uska reason hota hai. Iss kay elawa jab koi news ya signal ata hai tou trends aur analysis daikhay ki bajaey sirf trade open kernay mai jaldi kertay hain aur jab trade loss mai chali jati hai tou uss kay baad trends aur analysis kinfokar shuru ho jaati hai is Tarah ki saari cheezain Loss ka sabab banti hain tou inko traders ka failure he kaha Jata hai kiyu kay uss mai sarasar uss ka apna he qasur hota hai.

                    Kuch loss aisay bhi hotay hain Jon kay barey mai kaha jaa sakta hai kay traders ka qasur nahi hota hai aur wo market ki achanak movement reverse honay say ho jatey hain jis ki wajah achanak market mai demand aur supply ki ratio ka disturb hona hota hai jo kay bohat Kamm he hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      zaori nahi hay key agar kesi trader ko loss ho jaye to ham us ko unsuccessful ya failure hi samjy gey, unsuccessful aur failure wo traders hoty hey jo apni mistakes aur loss se kesi kisam ki learning nahi karty aur un ko next time ki trading se acha profit hony ki umeed hoti hay me samjta hon key jo traders apni mistakes aur loss ko yaad rakty hey un ko agar loss ho be jata hay to wo learning karny ki waja se kesi had tak kam time me successful ho sakta hay.
                      Jab loss ho jaye tu problem or reason ko note kar lain us ko learn karain, practice karain or kuch time bad us mistake ko khatam karain or koshish karain kay woh repeat na ho. yeh sara amal ap demo pay karain. live main ap jab karain gy tu ap ko loss ho ga.esleye koshish karain kay jo mistake ak bar ho woh demo pay ho or us ko ap repeat na karain. ap apni learning source or practice karny kay tareeqy ko be change kar kay apni earning ko behtar sy behtar bana sakty hain.esleye jo be learning karain us ki practice kar kay apna experience zaida bana sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X