jaiza: big running loss trade ko profit me kaisay change karay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: big running loss trade ko profit me kaisay change karay
    dear baaz okat aisa ho jata ha kay hamari kabi koi trade loss me phans jati ha or wo loss me itni bari hoti ha agr os ko close karay to half capital tak loss ho sakta ha jo bad me recover karna bohat mushkil hota ha agr trade ko running par rehnay daay to account wash honay ka dar rehta ha is sitiution me agr ap chand rules apnaey to loss trade ko profit me change kar saktay hain
    First step again analysis karay:
    dear jub ap ki trade loss me chal rehi ho kisi reason ki waja se to ap ko chahiey sub se pehlay ap again market me analysis karay or market ki current direction ka pata chalaey market ab mazeed kis taraf move kar sakti ha agr pull back mean loss cover honay ki direction me ha to kuch na karay agr ap ki trade kay against market ki direction ha to trade ko hedge kar day
    market ki correction ka wait karay:
    jub ap apni trade ko hedge kar lay then ap wait karay or market ko correction karnay daay jub market 50% tak retracement daay or confirmation signal milay then ap apni trade kay hedge ko close kar day is se market ki movement ap kay hak me aey gi or ap ka loss b cover ho jaey ga
    apnay mind ko fresh rakhainy:
    jub trade big loss me chal rehi ho to koi jaldbazi na karay fresh and cool mind kay sath decision lay or apnay emotions or patience ko aik side par rakhainy sath sath expert traders kay analysis or news event par b nazar rakhainy ap ko decision lenay me bohat asani ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar ap ne market mai koi trade lagai hai to aus ko to phir hold hi rakhna pary ga aor mai ye hai k ap ne agar new trade lagani hai to aus mai ap thora bahot kaam kar sakty hai jis se ap ki trades profit mai ja sakti hai.
    Market Analysis
    Market mai jab bhi kaam karna hai aus se phly market k anlaysis karna bahot hi zarori hai aus k liay ye zarori hai k ap jab analysis kary to aus mai sirf aik time frame ko mat dekhy ais mai ap bahot sary time frames ko dekhy aus k baad aus mai se trade nikaly aor aus par kaam kary ta k ap ko aus mai trend k hisab se trade lagany mai masla na ho aor agar ap trend mai trade lagaty hai to ap ko aus mai acha profit hota hai.

    Risk Reward Ratio
    Dear agar ap ais market mai koi bhi trade lagaty hai to ap ko chaye k ap aus mai risk reward ratio use kary ais mai ye hai k ap agar aik din mai 10 trades lagaty hai to aus mai se 5 trades ka tp hit hota hai aor 5 trades ka stop loss hit hota hai to ap ko phir bhi over all atna profit ho ga k ap ka daily ka target asani se pora ho jaye.
    • #3 Collapse

      bhai ap ny achi post ki hai forex trading main jub hmain loss ho rha hota hai tu boht se trador ghbara jaty hain or darny ki wjah se mazzed koi na koi glati kar ajty hainjesy k ap ny bari achi trah hmain guide kiya hai k ayse situaion main hmain dobara analsye karna chahye market ko ta k hmain nadaza ho jay k ab hmain kiya karna hai aghr tu market k reverse hony k bhi chances hun tu bhi ani trade ko lga rahyny sen q k jub ap auysa karty hain tu es se yah hota hai k apko otna bonus apko mil jta hai jitny main ap ny order lagay hota hai es liye tab tak koi action na len jub tak apko market ki confermtion na mil jay or apni trade main account wash hony se bhi bach jaen
      • #4 Collapse

        Hedging trading strategy
        hedging trading strategy sy ap apny big running loss ko profit ma convert kr skty ho agr apko loss ho jata hai aor ap sy koi mistake ho jati hai market ka analysis krny main to h7men market ma hedging trading startetgy use krni chye ta ky hum apny account ko credit ma la sken
        • #5 Collapse

          How To Handle Running Losses

          Trading kay doran jo sab say bari difficult situation aati hai wo apney loss jo kay aap kafi zaida barhny dety hain unko handle karna hai. Loss ko handle agar exact time par na kiya jaay to phir us loss ko control karna bht mushkil hota hai. Lehaaza loss ko control karney kay liey aik behtar aur achi hikmate amli aap kay pass hona zaroori hai.
          Loss jab chal raha ho to aik to aapne bht ehtiyaat ye karni hai kay faisla jo bhe karna hai wo soch samjh kar karna hai. Aur mandarja zail cheezon ko lazman mind ma rakhna hai.

          1. Agar aap samjhty hain kay aap ka trade lagany ka faisla sahi tha lekin time sahi ni tha aur aik aur trade us kay baad mazeed laga dety hain to us kay baad mazeed agr market apk kay against jaay ge to double loss apko bardasht karna hoga.

          2. Agar aap trade 1.0 ke pehly lagaty hain aur dosri trade 2.0 ke us kay ulat laga dety hain to us say bhe apko nuqsaan hoga. Kun kay agar market aap kay pehly waly point ke taraf aana shuru ho gai to pehly 1 lot ka loss tha jo kay phir 2 lots ka ho jaay ga.


          Lehaza ooper mention ke gai baaton ka maksad ye hai kay aapko Loss ko bardasht karna hoga. kunkay forex main losses hoty hain aur loss sy fight karney ke bajay usko apni behtari kay liey istemaal karna chahey. Lehaaza aap Loss ko Accept Karen aur us ki wajha talash karen.

          Wo Trade Method Istemal Karin Jis Par Apko Yakeen Ho
          Loss ko bara hony aur us kay baad us ke preshani uthaany sy behtar hai pehly aap losses sy bachny ka plan bnaain aur aik acha sa apna zaati trading method bnaain jiss say aapko faida zaida ho aur loss kam ho. Jis plan ma ye cheez na ho kay aap ka loss khatarnaak situation tak aa jay. Agar apka loss ess had tak aata ha to apka trading method ghalat ha aur us main isslaah ke zaroorat hai.

          • #6 Collapse

            Continue big loss me running chalny waly trades ko profit me convert kia ja sakta hay esi situation me hedge trading strategy ko powerful aur helpful samja jata hay, trades me jo big loss ho jata hay wo etni jaldi recover to nahi ho sakta magar traders ko etna yakeen zaror ho jata hay key us ka account wash nahi ho sakta, short time aur long time key ley buying aur selling orders same time me open karny se equity stop ho jati hay aur trades ko kesi 1 order me profit ho to market news key mutabeq us ko close kar dena chaye.
            • #7 Collapse

              g han bhai pki bat shai hai forex tading main hmain baz daaf ayse sort e hal ko face karna prh jata hai k hmain apni trade ko loss se bachna hota hai or bht se tradors confuse ho kar apni trade ko close kar dety hain jis se yah hota hai k wo aik trah se har man lety hain jub k ayse trade ko aik dafa moka dena chahye k wo bahtr ho sky jis k liye hmain sub se pahly kiya karna hota hai k hum apni loss wali tade k liye market ko dobara anlyse karen or chek karen k market ab kis traf jay gi q k jub wo wapasi k chances main hoti hai tu tab wait karna chahye q k ahr tu apki trade jahan se lagi gai thi wahen market a kar rok jy tu hum loss se bach skty hain es k ilwa aghr aysa kuj nahi hai tu tab hmain apni trade ko close karna he bhatr hota hai ta k kuj marging hmain mil sky
              • #8 Collapse

                Aap ko Aaram ke saath kaam karna hoga aap Yeh dekhle Pehle ki market me kaise movement Hoti Hai Aap Yahan Se Kaise earning kar sakte hain Agar aapko yahan se bahut jyada nuksaan ho raha Hota Hai to aapko yahan se market Mein earning karne ke liye thoda sa wait karna Hota Hai Jab market direction Mein Aa jati hai to aap ko yahan se Kafi Zyada help mil sakti hai
                • #9 Collapse

                  Mere Pyaar Mein log to recover karna bahut pasand hai agar Hum Log Mar ki dubara se achchi Tarah Se analysis karte hain aur mehanat karte hain tu Hamar Hum log log ko recover kar sakte hai Mushkil kaam nahi hai bas Hum Logo Ko Hum mehnat karna Hoti Hai jitni Jyada Hum Log Mohan Kartni Hai
                  • #10 Collapse

                    Dears ap ko chahiye k pehly tou ap trade lagaty waqt analysis pe tawaja den or jab ap trade laga dety hyn or agar market ap k against chali jaati hy tou preshan na hon kuch dair check kren agar bohat loss ho jata hy tou ap preshan na hon jo loss ho gya wo tiu wapis nai aata ap us k opposite trade laga den ya phr us loss ko accept kr k clise kar den baad me 2sri trade laga k soch samajh k thora thora kar k ap profit hasil kar k alny loss ko recover kar sakty hyn ab aik hi tym me tou banda bilkul rich person nahi ban sakta tou behtar rahy ga k ap slow slow chalen
                    • #11 Collapse

                      Forex card business Itna asaan business Nahi Hai Hum Jab Yahan Par investment karte hain Humari investments Camper Bolero nuksaan Bhi Ja sakti hai bahut loge Apne nuksaan main usko sirf Discover karte hain. Wali investment co profit Mai generate kar lete hain Yeh To unke Paas technique Hoti Hai Isko Samajhta Hai market ko Khud Se Alag nahi kar sakte hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Running loss ko profit main change karna :

                        Dear forex trading main baaz okat trader ky trades loss main chly jaty hain phir trader koi decision nhy lay paty hian halankah trader ko chhy kah woh forex trading main good planing karay aor forex trading market ko smjhny kay koshsih karay takah trader ko forex market kay price movement ky smjh a jay phr trader ko forex market say earning ho saktay hay aor trader loss waly trades ko profit main lay ata hay aor trader ko chhy kah woh forex trading market main complete market ko analysis karay technical analysis karay market kay signal ko smjhy aor trader ko market kay right trend ky direction smjh main na arhay hay phir trader ko market kay right direction ko smjhnay kay liay wait karna chhy trader kabhy trading jld bazi walay trading nhy karay trader ka mind active aor fresh hona chhy kabhy koi wrong decision na lay phir easily trader loss waly running trades ko profitable bana sakta hay aor trader ko profit earn karna easy ho jata hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: big running loss trade ko profit me kaisay change karay

                          forex aik online business hain hum is mai kakm kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain is mai hamara ki boss nahi hain or is mai loss or profit hamy apne mistake ke waja sy hote hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: big running loss trade ko profit me kaisay change karay

                            forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: big running loss trade ko profit me kaisay change karay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                              dear baaz okat aisa ho jata ha kay hamari kabi koi trade loss me phans jati ha or wo loss me itni bari hoti ha agr os ko close karay to half capital tak loss ho sakta ha jo bad me recover karna bohat mushkil hota ha agr trade ko running par rehnay daay to account wash honay ka dar rehta ha is sitiution me agr ap chand rules apnaey to loss trade ko profit me change kar saktay hain
                              First step again analysis karay:
                              dear jub ap ki trade loss me chal rehi ho kisi reason ki waja se to ap ko chahiey sub se pehlay ap again market me analysis karay or market ki current direction ka pata chalaey market ab mazeed kis taraf move kar sakti ha agr pull back mean loss cover honay ki direction me ha to kuch na karay agr ap ki trade kay against market ki direction ha to trade ko hedge kar day
                              market ki correction ka wait karay:
                              jub ap apni trade ko hedge kar lay then ap wait karay or market ko correction karnay daay jub market 50% tak retracement daay or confirmation signal milay then ap apni trade kay hedge ko close kar day is se market ki movement ap kay hak me aey gi or ap ka loss b cover ho jaey ga
                              apnay mind ko fresh rakhainy:
                              jub trade big loss me chal rehi ho to koi jaldbazi na karay fresh and cool mind kay sath decision lay or apnay emotions or patience ko aik side par rakhainy sath sath expert traders kay analysis or news event par b nazar rakhainy ap ko decision lenay me bohat asani ho gi
                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main jab tak hum Market k analysis ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley analysis karna both zarori Han is k alawa market k trend ko follow karna both zarori ha is k alawa jab bi trading karny to support level ya resistance level sy trading karny q k jab support level ya resistance level sy trading karny to humy maximum profit hasil Kar sakty han phr bi market yahan down ya up chali jay to ziada ni jati ha correction Kar k wapis ati ha is ley humy tohra wait karna chae ha market k correction karny ka is alawa jab bi trading karny to apna mind fresh rakheny agr ap ko pehly loss bi hua ho to humy usy bhool k trading karni chae ha ta k fresh mind k sath trading karny

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X