Trading With bulls And bears
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    welldone apne aik achi strategy ko bilkul briefly explain kar k share kia hai jis se meri trhan or bhi bohot se members ka bhala ho sakta hai or ye bat se bhi me bilkul agree karti hon k market kahen bhi chali jati hai news ane k bad tou ehtiyat lazmi hai isme thanks me ye trade laga kr zaror try karongi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      assalm o alaikum bahi jan yakeen maney ap ney buhat acahi bat ki hai janb main to aj hi is indicater ko istimal karon ga janb agar to aesa ho jaey to kiya hi bat hai janb bahi our b buhta sey indicater hai lakan mujey use kerny nahi atey janb
      • #123 Collapse

        thanks for sharing our agar aap is strategy ke screenshots dekhate to our bhe easy hojata isko samjhna or i think agar koi strategy share karni ho to usko screenshots ke sath pesh karen as tutarial kunke phir subko seekhne mein asaani hogi aese writing just theory hai newbies ko samjhne mein mushkil hoti hai
        • #124 Collapse

          ye bulls and bears kia hota ha or trading ma iska kia roll ha. kia ise koi faeda hota trading ma ya ye profit ko barhane ke lie hota ha.
          • #125 Collapse

            ok dear thanks for the information main zaroor is bat per amal karon ga k kis tarha sy main ny trade kerni ha or kis the sy behter earning kerni ha.
            • #126 Collapse

              thanks a lot ap ne bohot achi strategy share ki hai or isey me apne demo k account par try kar k phir he real account par ye startegy par amal karongi aik ache or senior member hone k liye or sath sath helpful hone k liye shukria or market ki news par bhi aik nazar dalna zarori hai jaisa k apne mention kia hai thanks information k liye
               
              • #127 Collapse

                yar is ki smj ni arhi mujy kesy use karna ha isy bulls r bears ki kesy measuring karni ha us ki length dekhni ha ya us k numbers dekhny hain kia chez ziada hony chahye
                • #128 Collapse

                  jee iss silsilay man mera tu yeh jawab ha k trading according to situation kaby buuls ka saath aur kaby bears k saath jo bi trading open kernay ka waqat suit ker raha ho us ka saath dana start ker do ,this is thy best stretigy .......
                  • #129 Collapse

                    Dear main normally RSI our moving average ki strategy pay already kaam ker rsha hoon bulls and bears ko samjhny main mujhy time lagay ga Moving average main meray pass 100 50 our 200 sat hain our in sha Allah mujhy in future acha result mily ga app ki ache strategy hi
                    • #130 Collapse

                      forex trading ke market mai thermonologies hote hai bulls ke market mai up trend hota hai bears ke market mai down trend hota hai range ke market mai no trend hota hai yeh sub cheeze hai jo ke app ko seekhne hote hai market mai agey kaam kerne ke liye.
                      • #131 Collapse

                        Bulls ka matlab buying hai agr market plus Ho to bull market aur agar selling Ho to bear market Kahty hin
                        • #132 Collapse

                          Mai ne chart per bulls power aur bears power dono indicators palced ker k dekhn hai 1 day chart per bahot hi zayada faida mand stratgy hai zaroor aply karen lekan aik baat yad rakhen pehly demo aacount per try ker len us k baad current aacount mai use karen.
                          • #133 Collapse

                            Re: Trading With bulls And bears

                            Forex ki basic daikhi jaye tu un ki basic mai bulls and bears he hain. bhout se log in short cut language se waqif nahi hai tu un ko btata chalo bulls us time word use hota hai jab market nay buy hona hota hai ya buy ho rahi hoti hai matlub upar ko ja rahi hoti hai es ko bullish be kaha jata hai jab ka bearish matlub bear b kaha jata hai es time use hota hai word jab market down a rahi hoti hai.
                             
                            • #134 Collapse

                              Re: Trading With bulls And bears

                              sir aapne bahut hi acchi strategy baithe hai bull and bear candle se bahut hi acchi trading ki ja sakti hai bull candle mein by trading aur Buy candle mein cell tradekey kerke bahut hi accha profit hasil kar sakte hain kyunki trading Mai candle ko read karna bhi ek experience trader hi candle ko yaad karta hai aur candle ki read karne par bahut accha profit milta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Re: Trading With bulls And bears

                                Bulls and bear dunu trading main sale or buy ko shows karty hian jis main bear se bearish word nikla hai jab market sale ho kay neechy ati hai tu es word ko use kiya jata ha or bulls word se bullish nikla hai jis ka matlub yeh hai kay market buy ho rahi hai or es ka buy ka trend chal raha hai yeh sub short languages hai ya codes languages hai jo Forex mian use hoti hai new member ho ya old us ko sath sath yeh sub seekhni cheye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X