Forex business key ley qualification ketni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein Forex trading ke liye qualification ki jarurat nahi hoti Hum Log is business Mein practice ki madad se apne experience Mein izafa Karke trade ko laga sakte hain aur news ko follow Kare Ke profit bana sakte hain Jitna Zyada Hamare Paas experience Hoga Hum Log itna hi jyada profit bana sakte hai is business mein
    Pakistan zindabad
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Bagair education k trading :
      Dear member hum forex trading ko bagair kisi high education k trading kar saktay hain agar hum itnay mature hon k market ko samajh jay tou enough ha agar hum trading bohat he high level k liye karna chahtay hain jiss mei hamay barri barri news bhi parhni parrti hain tou uskay liye ap ka well educated hona zaroori ha otherwise jo technical traders hotay haon wo bagair education k itni trading knowledge rakhtay ho k wo best trading kar sakain mean trading ka best knowledge hona zaroori hota ha ap ki well training aur practice honi chaiye k wo achi trading kar sakain esliye normal trading average trading k liye bohat high level ki education ki need nai hoti normally education walay b forex pe achi hard working krk best trader ban gay hain.
      • #33 Collapse

        dears friends forex ek aisa biusnes hy jes mn ap kliya koi qualification ki zrorat nh forex ki job kliya ap ko bus achy knowledge ki zrorat hy forex mn kesi kesam ki koi dgree nh cahiya ap yeah kam asani sy kesi time mn bhi kar sakty hn
        • #34 Collapse

          Individually forex trading kay liye basic parha likha hona zaruri ha, itna kay English ki understanding ho because forex trading ka almost jitna bhi online kaam ha, wo English ma ha, is liye jin ko English ki samajh nahi ati, wo forex trading ko nahi seekh saktay. Agar kisi account manager, like PAMM, mein investment karni ho tab bhi thori bohot taleem ka hona zaruri ha because online deposit aur withdraw, account ko monitor karna ye sab international brokers kay pas hota ha, jin ka layout English ma hota. All in all, at least matric pass log hi forex ko samajh saktay hain.
          • #35 Collapse

            Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

            Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex jasa k profitable hony k sath sath difficult business b hy to is m agr aik trader k pas education hy to ye bot achi bat hy is sy wo market ko achi tra study kr skta hy anylyses ko learning kr skta hy agr us k pas km education hy mgr phr b wo is m apna dmag ka istmal kr k agr market ko anylyses ko study krny m usy koi tnsn ni hoti to wo aram sy km education k sath b forex m successful ho skta hy demo account ki practice to hr traders k liay bot zrori hy khas kr new traders jo k jaldi forex ko smj ni paty to un k liay khas tor par demo account ki saholat di hy hmari education ktni hi zyada q na ho hamy demo account m lazmi practice kr k experience hasil hota hy ye experience hmary sath lifetime tk chlta rahta hy
            • #36 Collapse

              Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

              Asslam O Alekum dear forex trading business ko join karne ke liye hum logo ko kisi kism ki graduation ya college completion ki requiremetns nahi hoti hain aur na hi kisi qualification ki need hai iss liye agar aap ko average english learning bhi aati hai to aap trading study ko easily understand kar sakte hain basic requirement hai english language english language is the main source of understanding communication working and all the world relies in that humara sara trading export import online offline business english language ki waja se hi qayam hai.
              • #37 Collapse

                Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                Forex trading kay liay qualification kay halay say agar Pakistan ki bat ki jay to mera khial hay k intermediate hona chahiay aor ziada parah likha ho to ziada behtar hay qun k is taraqi kay dor main world kay sath chalnay kay liay world ki language ko understand karnay kay liay English janana bohat zarori hay aor hamary mear-e-taleem kay hisab say matric walay ko to poori taran Urdu nahen aati English par kuch growth matric kay bad hoti hay is liay koshish karni chahiay k Forex trading start karnay kay liay intermediate hona chahiay agar matric wala English reed karna aor samjhana janta hay aor English type kar leta hay to bhi woh Forex trading main kisi had tak guzara kar jata hay new traders main jin traders ko ziada tar loss hota hay un main say ziada tadad matric walon ki hoti hay qun k un ko English poori taran nahen aati jis say woh Forex market ki news ko aor others terms ko nahen samajh patay aor wrong trade laga datay han jis say loss ho jata hay is liay un ko bohat ziada mehnat karni parti hay kamyab honay kay liay
                • #38 Collapse

                  Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                  Forex trading business Aik worldwide online business hy aur forex trading business ko Karne k liye Koi khas education ya kise qualifications ki zaroorat nhi hoti kiok forex trading business ko Karne k liye ziada learning aur skills ki zaroorat hoti hy aur ye hum demo account par practice kar k hasil kar saktay han lakin phr bhi forex trading business ko samjhne k liye aur market ko samjhne k liye education ka hona zaroori hy aur Kam see Kam itni education honi zaroori hy k English ko samjh saktay ho kiok forex trading business ziada English mein hi Hy aur English ki samjh nhi Hy tu forex trading ki market ko nhi samjh saktay aur hum news ko nhi samjh saktay js se fundamental analysis nhi kar saktay aur agr analysis achy nhi hun gay tu trading bhi achi nhi ho gi ia liye hum ko koi kahs qualifications ki zaroorat nhi lakin education zaroori hy js se hum ko forex trading business ko samjh saktay han
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                    forex main kaam karny waly ky lie koe khas degri ya kesi khas sanad ki zarorut ni hy but yeh baat zaror hy keh is main kaam karny wala itna ilam rakhta ho keh us ko pata ho keh main ny forex markit main kaisy kaam karna hy or kes trah sy forex ky qwanin ko falo karna hy or forex markit sy main ny kaisy kaam kar ky naffah kmana hy or is markit main kaam karty waqt main ny loss sy kaisy buchna hy or agr is palit forum py kaam karty waqt agr kahin py loss ho bhi jata hy to hum ny us ko kes ttrah sy control karna hy yaeni us loss ko pher profet main kaisy tabdil karna hy yeh sari battin samjhny ki jo slaheyat rakhta ho woh forex markit main mehnut ky sath kamyab tariqy sy kaam kar sakta hy or is main sy naafy kma sakta hy loss sy buch kar
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                      Forex trading business a Casa businesses uske liye Hamen Hai qualifications ki jarurat Nahin Hoti Ham easily Forex trading business ke through Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Forex trading business understand kar le aur Forex trading business ki knowledge Hasil kar le aur Market ki up and down situation score dekhne aur Market ki techniques ko understand pahle To Ham Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading business Ek Vivah Aisa business jismein Hamen Kisi bhi hai qualifications ki jarurat Nahin Hoti koi bhi low level Ke Log bhi Forex trading business ko join kar sakte hain aur mehnat Karke apni learning aur knowledge kit through Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain isiliye senior traders prefer Karte Hain Ki Forex trading business ko join karte hi Hamen apni learning power ko strong karna chahiye aur knowledge Hasil karne ki koshish Karni chahie Taki Ham easily Forex trading business ko understand Karen aur Kamyab hone ki koshish karen Shukriya
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                        Forex trading kay liye Kamm say Kamm itni qualifications zaruri hain kay forex kay barey mai samajh aa sakey. Forex trading ki basic aurbtechnicsl learning ko samajhna asaan ho. Forex related news aur expert analysis ko parhna aur samjhana mushkil na ho. Forex Tarders kay barey mai ye kehna kay Agar bilkul unparh bhi hoga tou kaamyab ho jaey ga ghalat hai aur samajhna kay sirf MBA ya Mcomm waley he trading ker saktay hai ye bhi sahi nahi hoga.

                        Forex trading business ho ya pak forex forum he kiyu na ho her jagah average qualifications waley bhi mojud hain aur bohat achi qualifications waley Tarders aur forum members bhi mojud hain. Jo achi learning aur knowledge, demo training aur apnay skills ko acha kernay kay liye mehnat kerta Hai wo yaha kaamyab ho jata hai
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                          Asslam o Alaikum Dear my friends forex humra online international business hy jas pay kam krny k lay humy koi bhii asi pabandii nii hy ya koi asi Limat jas ki badolt hum forex treading pay kam na kr sky as pay kam krny k lay humy koi
                          Education ki limt nii hy jas k pass jatni taleem hy wo as pay asani k sth kam kr k passy kama skta hy forex k lay srf or srf phra likha hun banda hona chye jo posto ki share kr sky or create kr sky ku k forex pay ya kam srf khowlage
                          Wla banda hi kr skta hy forex pay unphar banda kam nii skta humsha phra likha hun banda us k lay education ki koi had nii hy jo jatna hn kafi hy forex ko samjna us k
                          Khowlage ko create krna rolls ko follow krna acha positive mind k sth as pay kam krna complete kam krna jas ka humy buht fida or earning hasil ho sky ku ya humra kam
                          Hy as ki badolt humy forex pay kamyab hasil hogie hum apna khowlage create kr sky gay passy kama sky gay humy jatna zyda ho sky khowlage hasil krna chye or achy say acha kam kr k zyda bonus create kr k zyda earning hasil krna chye....
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Forex news ko samjny aur trading ka idea leny key ley kam se kam qualification ki limit kia honi chaye?

                            agar traders demo account me zeyda traning kar be lety hey magar wo market condition ko kam qualification ki waja se understand nahi kar sakty to mery khayal me esy traders kabi be future me successful nahi ban sakty hey.
                            Bhai iska Baki Yahi to Ek Khas baat hai ki ismein aap ki higher education hone ki jarurat Nahin Hai Agar aapke pass kam education bhi hai to Abhi office mein Kamyab ho sakte hain lekin aapane starting Se Hi apna photo se is business ki acchi knowledge or experience ko Hasil karne par Rakhna Hoga aur insta Forex ki taraf se Diye Gaye demo account per regularly kam karne se aap bahut hi accha experience Hasil kar sakte hain Kyunki demo account bilkul real account Ki Tarah hi hai sirf aur sirf iski andar maujud Ham rakam Ko withdrawal Nahin Karva Sakte baki sab Kuchh account Jaisa hi hai
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                              Dear Forex trading a bahut Achcha aur profitable business Hai ismein qualification ki koi limit Nahin bus is market Mein kam karne ke liye mere pass experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki experience ke bagair is market Mein Ham Kam Nahin kar sakte just business cross sochne samajhne ke liye aur learning karne ke liye jaruri hai ki aap ke pass Matric Tak qualification Ho aapke pass Itna knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Jise aap Dekh aur samajhkar ismein kam kar sake agar aap Forex trading mein Itna knowledge aur experience rakhte Hain ki aap ismein Achcha work kar sake to aap beshak Kuchh Bhi Na Pada Ho ho aap ismein kam kar sakte hain Agar aapke pass Iske bare mein Main koi bhi e knowledge yah experience Nahin Hai hi to aap ismein beshak padhe likhe bhi hain tu Kam Nahin kar sakte isiliye is market mein aapko kam karne ke liye Iske bare mein janna bahut jaruri hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex business key ley qualification ketni chaye?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                                Forex news ko samjny aur trading ka idea leny key ley kam se kam qualification ki limit kia honi chaye?

                                agar traders demo account me zeyda traning kar be lety hey magar wo market condition ko kam qualification ki waja se understand nahi kar sakty to mery khayal me esy traders kabi be future me successful nahi ban sakty hey.
                                Forex trading Mein kam karne ke liye aapke pass education hai ya nahin usse Koi Fark Nahin Padta Forex trading mein bahut Sare Aise log bhi kam kar rahe hain Jo bilkul bhi educated Nahin Hai Lekin vah dusre pad Band Karke kam Karte Hain education Kisi bhi kam Mein successful Karva sakte hain Agar aapke pass education hoti hai to uska Hamesha fayda hi hota hai ek educated aur non educated persons kabhi bhi barabar Nahin ho sakte Jo log educated hote hain vah market ko Jyada acche tarike se understand kar lete hain Kyunki market Mein charts hote hain jinko understand karne ke liye acchi knowledge Hona bahut jyada jaruri hai aur acchi education Hona bhi zaroori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X