Forex business key ley qualification ketni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex business key ley qualification :

    Dear forex trading main koi khas limit qualification ky set nhy ky gay hay aor forex business ko smjhny kay liay itna qualification hony chhy kah trader forex business ko understand kar sakay aor forex business ky news forex trading business say jury howay sb chezon ko clear smjhnay kay qabil ho aor jahan tak main smjhta hon matric ssc qualification walay forex business ko smjh sakaty hian aor itni qualification minimum forex business main need hoty hay aor trader kay pass qualification zayada hona trader kay liay faidamand hay qion kah agr qualification zayda ho gy phr trader forex business kay sbhy chezon ko understand karnay kay qabil ho ga aor qualifcation kam ho gy phr trader bhot sary things jo forex business mian important hian woh trader understand nhy kar sakta hay aor trader ko chhy kah woh forex business main knowledge pay khas dihan day aor forex business main acchy qualification ho aor trader ko forex business ko acchy say smjh kar business karna chhy aor best qualification ka level trader ko forex business main jldi success day sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my dear friends mary khayal ma forex ma education ki forex ma koi zarorat nho khoti ha forex ma education sy zayada experience kam krta ha jis ki wja sy him log acha profit hasil kr skty ha
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Wisae tu forex market mai trading karnay ke liye koi b khas restriction ya pabandi nai ha hai ke trader ke kam say kam education itne honi chaiye. kisi b qualification kay log forex trading ko jioin kar kay iss mai trading kar sakty hain.
        Yah baat zaroor hai ke forex trading ka working knowledge gain karny ke lye traders kay pas basic educiton majood ho tu phir traders ko ziada mushkilat ka samna nai karna partha hai. wisee tu traders kay pas jitne ziada achi level ke education ho ke iss ko trading ke learning mai b asani rahy ge. Khas toor per jo log economics kay students hai woh forex trading ke fundamental aur market kay basics ko bari asni say baqi logon ke nisbat jaldi understand kar sakty hain.
        • #19 Collapse

          Jesa k forex trading ka koi official ya regular diploma-degree nahi ha, dusra forex 1 skill based business ha, jitna kisi trader ka skill aur experience ziyada hoga to wo utna hi successful ho sakay ga, to forex ka jitna knowledge aur learning material ha wo ziyada tar angrezi mein ha is liye forex ko seekhnay k liye basic taleem, like matric ya more better intermediate pass hona lazmi ha because jab tak angrezi ki samajh nahi ay gi, forex ko samajhna bohot mushkil hoga. Phir internet ko chalana, brokers k sath registration aur dusray mamlaat, ye sab karnay k liye at least itna taleem yafta hona zaruri ha k in cheezon ki samajh aa sakay.
          • #20 Collapse

            Dear forex trading mein jitna knowledge ho acha hai. Ap ki baat kisi had tak teek hai k haum demo account per kafi practice bhi ker lety hain lakin phir bhi kam qualifications hony ki waja se sahi trade nahi laga sakty. Lakin mein ne dekha hai k ager hamari education ager normal si bhi hai aur hum ne mehnat ker k forex forum k bary mein acha knowledge hasil ker liya hai to hum trading achi ker sakty hain. Forex trading mein ziyada ter experience aur trading k bary mein knowledge metter kerta hai.
            • #21 Collapse

              bhai forex aik trading business hai jis main jis ki jitni qulaifictaos hog wo otna he jaldi bat kosmjhy ga or apni trading main acha kam kary ga aghr tu dekh jay tu bat yah bhi zarori nahi hai k lazmi he achi qulaifictaosn honi chahye q k forex har koi kar skta hai chahye wo parha likha hai yah k nahi hai bat yah hoti hai k os k kamyb hony main asani hoti hai or aghr dekha jay tu aik parha likha trador zeyda achi trading karta hai q k osko bat jaldi smjh main a ajti hai or wo apni traing main aik acha faisla ly leta hai es liye hmain chahye k hum apni trading main aghr acha profot eran karna chahty hain jaldi kamyb hona chahty hain tu hmari thori boht qualificatios honi chahye bat ko smjhny k lye or parhny k liye
              • #22 Collapse

                Foreign Exchange aik boht hi acha business hay. I business ko har insan ker sakta hay. meray kahayl main is business ko seekhnay kay liye koe khas qualification ki koe zarorat nhi hay. wo insan bhi ker sakta hay jo thori boht english janta hay aur jo logo degree holders hain wo bhi ker saktay hain. Farak sirf ye ho ga kay degree holders jald samag jaen gay aik bat ko aur jis ki qualification kam ho gi wo thora late samagay ga. Aik ahm bat ye hay ka zayda qualified person fundamental analysis ko jaldi samag jay ga aur kam qualification wala may bhi technical main master ban jay.
                Is liye meray kahayl main koe khas qualification zarori nhi hay bas Forex main jis ko trading ki psychology samag a jay wo hi zyada qualified ho ga. aur jis ko koe samag na aye wo qualified ho kay bhi unqualified ho sakta hay.
                • #23 Collapse

                  Forex business k leay ksii khas qualification ki zarorat nahe hai app ager simple matric pas hain to pher bhe app forex ko kernay ka interest rakhty hain to pher app forex ko ker sagty hian koin k us main koi rocket science nahe hae app simple chart reading pher siekhain gay our pher app us main fundamental analysis kerty hian our pher app us main just price action jo candlestick ka knowledge boht he asan hai wo lay sagtay hain our app k laey forex ko kernya main kisi degree ki zarorat nahe hai bus app simple English likhni our parhna jantay hain to pher he app forex ko ker sagty hian
                  • #24 Collapse

                    Main to ye kahoun ga k Economics master ager app nay ki hoi to pher forex business app k leay boht he suitable business hai wesay forex main kisi bhe khas university ya college level education ki zarorat nahe hai ager app ka IQ level acha hai our app ki English guzra kerti hai to pher app forex business ko achy say handle ker sagty hian to dosto us main app ko pher chart reading main kisi bhe expert k analysis jeasy k instaforex ki site pay atay hian to read kernay main koi issue nahe eay ga or app forex ko asani k sath siekh sagty hain our pher us say acha profit easily earn ker sagty hian
                    • #25 Collapse

                      Dear Forex market me agar kesi trader ki qualification limit ho gi to wo es business ko etna acha nahi samaj sakty magar Forex business ka hi agar 1 year ya 2 year knowledge hasil kia jaye aur traders ki other qualification nahi be hoti to wo be kamyab ho sakta hay, trading business etna easy nahi koi be trade without any qualification, without knowledge ya without experience key open to ho sakta hay magar market behavior esy trades ko weak position ki waja se trades big loss me chaly jaty hey, traders ki kam se kam secondary education zarori hoti hay jes key base par wo Forex business me learning kar sakty hey.
                      • #26 Collapse

                        Forex business kay liye itni qualification ho kay ap english jantay hon to boht achi bat hay is say ap ko study main aur computer kay istamal main koe pareshani nahi ho gi. que kay forex ki sari study english main aur boht kam chezen hain jo urdu main translate ki gai hain. is liye ap ko english parhana aur samagna zarori hay. aur is kay bad forex trading kay liye jo bhi software ya web use hoti hay wo bhi sari english main hoti hay aur option saray english main hotay hain. bakie koe khas degree ki zarorat nahi hoti lakin ager koe is kay related degree hasil ker leta hay to is main us individual ka fida hota hay kay us ki forex kay baray main sooj booj barh jati hay. aur wo jald chezen samagta hay.
                        • #27 Collapse

                          Ia bisness k lita bs itna bndy ko ilam hona chiya k thora bhot likha howansmjh jaye our hinti ati o our bs is ka ilam ho k kb market ny ip jana hy ya kb down ya ckurse kiya howa ho bs phr ham is my kam achi trha sy kr sgty hy koi mala nai hota hy is my gar koi kam kr sgta hy education ki zarorat nai hkti hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #28 Collapse

                            Instaforex business ke liye koi khas qualifications ki kuch zarort nahi. Liken itna knowledge our experience ka hona zarori o experience our knowledge ye hai reading our writting skill ka hona zarori hai. Kio k 📰 news ko read karna pary ga tub hum is mein hasa lay sakty hai
                            • #29 Collapse

                              Dear forex tradinh business main qualification se zada zarori hay main samjhti hun ap ka experiance kiu k ap k pass jitna zada expirance ho ga ap us min utne hi success full trdaer ban sakte hain kiu k agar ap k pass knowledge ho ga experiance ho ga tou ap trading k tamam ups and downs ko samjh pate hain market ko samjh pate hain tab tab hi ap achi aur profitable trading kar pate hain kiu k agar ap k pass knowledge nai hay experiance ni hay par ap k pass qualification hay tou ap kabhi is main success hasil nai kar pate is liay trading main zarori hay ap k pass knowledge hontake p
                              Ap is market ko samjh sakain aur profitable trades kar sakain is liay trdaing ka knoweldge aur expiraince barhane ki kosish karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex business kay liye qualification kitni chaahiye yeh sawaal her banda jo kay forex ko join kernay legta hay sochta hay kay kitni qualification chaahiye to brother forex trading kernay kay liye aap ko koi bhi kissi kism ki degree ki zaroorat nahin hoti hay aap wesay hi forex ko join ker sektay hain lekin ager aap yeh kehain kay aik illetrate banda forex join ker lay to aisa to possible nahin hay aap ko parha likha hona chaahiye kiun kay jab tak aap perhay likhay nahin hon gay aap iss ki basic terms hi nahin samajh sekkain gay aap jo literate hona chaahiye taakay aap forex seekh sekkain or iss kay zariye profit haasil ker sekkain to un par banda to forex bilkull nahin ker sekta iss main baray baray log fail ho jaatay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X