trading main nuqsan kyon hota hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main nuqsan kyon hota hy?
    trading main by & sale main jald bazi ki waja sy ham nuqsan utha bethty hain johamy bad main galti ka ehsas hota hy
    agr ap nay hain ya apko tajurba nai hy to ap apny sinoir sy agahi zaror hasil kren jis sy ap ko buhat faida ho ga
    ap dost banaiye jo ap ko agah kr saky
    trading main wo log buhat kam nuqsan uthaty hain jo group main kam krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main loss hony ki boht se wajohat hoti hain es liye har acha trador un wajohat ko kam karty howe pani trading karta hai or yahi sub ko advise karta hai k hmain un factrs ko khtm karna chahye jis se hmain loss hota hai es liye forex main sub se zeyda lsos hony ki vbari wajah hmari leraning or lake off knowledge hota hai jitna hmain forex k bary hai otna he humain lsos zeydaexpiernce kam ho hota hai es liye apni trading main achy profit k liye leraning karna boht zarori hai ta k ap apni trading main achi trah se aalsye kar skaen or posint ko achi trah se trading kkaren ta k hmain apni tading main lsos kam or profit zeyda mil saky
     
    • #3 Collapse

      Dear trading mai loss aor profit ki bahot sari waja hoti hai ye to ab kaha ni ja sakta k sirf aik waja se ais mai loss ho kun k agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ye pata hai k ais mai profit bhi hota hai aor loss bhi hota hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye hai k hum jo ghaltian karty hai aik to aus ki waja se loss hota hai jis mai market k analysis na karna aor trade laga dena, ya hum market mai jald bazi mai enter ho jaye halan k aus time ho sakta hai k market mai entry na ban rahe ho aor kai dafa aisa hota hai k hum entry ka wait ni karty aor market mai time se phly enter ho jaty hai ya kai dafa hum lot bahot bari laga lety hai k ye trade to conform hai aus mai bhi loss ho jata hai ye agar hum na kary to kafi had tak loss se bach sakty hai.
      • #4 Collapse

        dear Forex trading members Forex trading risky online business hai trading main profit or loss two option Hain Lo Se bachne Ke Liye market ka analysis technical aur fundamental data understand karna Zaroori Hota Hai without proper analysis without proper demo work trading karne se Hame loss hota hai agar aap ki planning aur strategy perfect Nahi Hai To aap ko loss ho sakta hai trading mein quick decision Lena Hote Hain Forex trading mai bahut Sare factors haan Jeene ki wajah se aap ko loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          forex trading business me loss aur nuksan key 2 reason hey 1 ham some time bahot zeyda risky trading karty hey jes me lot size be zeyda hota hay aur 4 ya 5 trade ham ne same time me open key hoty hey esy me agar market agar direction hamary trades key agianst ho jaye to big loss ho jata hay aur hamary pass koi be option nahi hota key ham es loss ko stop karen aur na hi es ki recovery ki ja sakti hay, 2nd mistake jo ham karty hey wo ye hay key profit hony key bawajod ham greed karty hey aur over confidence ki waja se ham market ko analysis be nahi karty aur trades open kar lety hey jo key loss ki waja banti hay.
          • #6 Collapse

            Dear trading mai loss aor profit ki bahot sari waja hoti hai ye to ab kaha ni ja sakta k sirf aik waja se ais mai loss ho kun k agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ye pata hai k ais mai profit bhi hota hai aor loss bhi hota hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye hai k hum jo ghaltian karty hai aik to aus ki waja se loss hota hai jis mai market k analysis na karna aor trade laga dena, ya hum market mai jald bazi mai enter ho jaye halan k aus time ho sakta hai k market mai entry na ban rahe ho aor kai dafa aisa hota hai k hum entry ka wait ni karty aor market mai time se phly enter ho jaty hai ya kai dafa hum lot bahot bari laga lety hai k ye trade to conform hai aus mai bhi loss ho jata hai ye agar hum na kary to kafi had tak loss se bach sakty hai.....
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              Trading main nuqsaan to har kise ko hota hai magar kuch log us nuqsan ko es tarha say manage karty hain ya us tarha say uska faida uthaaty hain kay wohi nuqsaan un kay liey faida ka sabab bann jata hai. Nuqsaan forex trading mainly trading ko serious buisness na samjhna, trading ko jald ameer bann jany ka formula samjhna, aur bila wajha bary bary risk leny say hota hai. Agar har trader forex ka kaam ko aik real buisness samjh kar serious ho kar kaam kary to lazmi torr par usko faida hoga aur lazmi usko kamyabi aik na aik din zaroor mily ge.
              • #8 Collapse

                my dear sir apne bilkul theek kaha ha k forex trading mr nuqsan kiyu hot hai wo is liy k ek to lalach me loss kr dety hain dosra ye k hume log kuch sochy samjhy trading krna shoro kr dety hain na hum koi market ka koi pata hota ha or na analysis krna ata ha ye wajo haath hoty hain loss haan me manta hon k loss sab ko hot hai mgr agr apko merket ki infrmtion ni ha to apko loss to ho ga hi
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  main samjhta hon k forex trading main nuqsan humey bht se wajoat ki bina pai hota hai aur zaida tar loss is main news traders eh karte hain q k jb bhe koi new member isko join karta hai to wo is soch se zaida tar log join karte hain k ek din main wo forex main eanrning kar k crore pati ban jaye jab k aisa possible ni hai forex ek high earning buisness hai laiekn is main kamyab ap tab he hote hain aur achye anrung ap tab he kars akte ho jab ap k pas trading ka knowledge ho aur ap k pas trading ki skills hon aur experience ho aur dsore ghalti trades ye karte hain k trading k duran patinece ni rakhte lalch karte hain ya jald bazi karte hain dur to lack of experience to uski wajah se bhe loss hota hai aur baz traders los k bad broker ko galat khte hain bajaye ghalti ko dor karne k
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein loss is liye hay kay ye aik business ha lekin unfortunately ziyada tar traders ye baat nahi samajhtay, forex ko business ki tarhan nahi samjhtay jis ki waja se nuqsan uthana parta ha. Trading mein loss ki bohot si wajuhaat hain. Sab se pehli baat ye kay forex market mein bohot volatility hoti ha, jis ki waja se ye har second badalti rehti ha aur market ko bohot gehrai se analyse karna parta ha aur market kay sath khud ko sync karna parta ha. Ab aik trader jis ko market ki conditions ka pata ho aur aik trader jis ko condition ka pata na ho, un ki trades mein zameen asmaan ka farq hoga.
                    Phir trading kay doran bhi har waqt careful rehna parta ha, capital kay mutabiq trades open karna hota ha, risk calculation aur money management karna hota ha, sath hi sath mein apnay emotions par bhi control karna parta ha. In sab baton ka khayal karnay kay bawajood bhi loss ho sakta ha because forex market unpredictable ha.
                    • #11 Collapse

                      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma jib kiss ko profit Hota ha to is ky natjae ma kisi na kisi ko nuksan Hota ha is leya Jo log forex ma mhnat nhi krty ha in logo ko forex ma nuksna Hota ha or Jo log mhnat krty ha wo log is still profit hasil kr skty ha wo bi Zayada sy Zayada is leya him logoko bi is ma mhnat krna Chaya ta ky him log bi acha profit hasil kr sky
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                        forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum trading karty howe dosro ke copy pasts kary gy hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar hum is mai tukky laha kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                          jab hum trading karty howe dosro ke copy pasts karty hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ho avoid kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading karty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                            forex trading main loss hony ki sub se bari wjah jald bzai hai qvk jub hum jald bazi main market main apni trade lga dety hain tu hmain market otnma profot nahi deti hai jitna hum zyda acha profot market ko analysis karny maina asani se kar skty hain es liye kbhi bhi jald bazi main apni trade na karen q k jald bazi main ap market k agints main bhi trade open kar skty hain jis se apko loss ho skta hai tu hmain apni trading main jald bzia nahi karni chahye or kbhi bhi greed nahi karni chahye q k lalalch he hmain jald bzai main trading karny par majobor karta hai tu achi trha soch smjh kar apni trading karen ta k apko acha pofot mil skay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                              Forex trading main nuqsan ki kai wajohat han sab say bari wajah yeh hay k aksar traders Forex ka poori taran knowledge hasil nahen kartay aor Forex ki learning bhi poori taran nahen kartay jis ki waja say trading start karnay kay doran koi na koi mistake kar jatay han jis say trade thek naeh hoti aor trading main loss ho jata hay dosari bari wajah Forex trading main ziada experience na hona Forex ka knowledge aor learning complete karnay kay bad us waqat tak Forex nahen aati jab tak is ki demo account main practice na ki jay demo account main practice karnay say trader ko experience hasil hota hay jis ki wajah say trader achi trading kar kay achi earning kar leta hay aor trading main loss say bach jata hay jab k experience na honay ki waja say trader wrong trading karta hay jis say loss ho jata hay trading main loss ki wajah jald bazi bhi hay ziada profit kay lalch ki waja say bhi trade achi nahen hoti aor loss ho jata hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X