trading main nuqsan kyon hota hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

    forex trading main nuksan hony ki boht se wajoaht hoti hain jis main alag alag wjohat hoti hain har trador apni trading ability k according loss karwata hai jis main jis ability k weak hony k chances hoty hain wo osi se he loss krwa lety hain loss hony ki bari wajohat main ap se share krta hun.
    1: market ko achi trha se analysis na karny se bhi loss ho jta hai
    2: ,market k aginst trading se bhi loss ho jta hai
    3: jald bzai se trade karny se bhi loss ho jta hai
    4: knowledge ki kami
    5: expernce ki kami
    6: learning kam karny se
    7: stop loss use na karny se
    yah wo factors hain jin se hmain loss hony k chances barh jaty hain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

      g han bhai ap ny sahi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun ap ny boht achi bat ki hai k forex main zayda tar hmain jo loss hota hai wo hmari trading main buy or sell karty ata hai q k hum market ko achi trha se smjh kar buy or sell nahi karty hain es liye aghr ap apni trading main acha profot eran karna chahty hain tu hmain market ko achi trha se smjh kar krna chahye jis se hmain yah confirm ho k hmain apni pair ko buy karna hai k sell krna hai q k jub hum trade lgaty hain tu yahi best ponit hota hai k hum es main kis trha se judge kar k trading karty hain tu hmain chahye k apni trading leraning par focus karen ta k hmain loss na ho or hum apni trading main acha profit eran kar saken
       
      • #18 Collapse

        Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

        Asalam o alikum friend forex m loss ki koi aik wja ni hoti is ki bot c wjohat hoti han agr ham anylyses ko study kr k trade open ni krty to b hamy loss hota hy hamy chaiy k ham phly forex k mutaliq experience hasil karan phr trading start Karan jo new traders hoty han wo km experience or knowledge ki wja sy market ko smj ni paty or apna loss kr bythty han is liay phly zyada sy zyada experience hasil karan jo k hamy demo account sy bot acha hasi ho skta hy tbi ham kuch profit hasil krny m successful ho skty han lalich sy b ham kbi profit hasil ni kr skty hmasha loss hi hota hy to friends hamy hr Chez ko sath ly kr chlna chaiy
        • #19 Collapse

          Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

          Dear friend forex trading main loss bi ha or profit bi ha ab ap k pass knowledge or experience jtna ha us k mutabiq he ap profit or loss karwa sakty han is ley humy forex trading main both c baatun ka khayal rakhna ho ga
          Forex trading main jab bi trade open karni ho to pehly humy ache analysis karny hon gy
          Forex trading main har trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga
          Forex trading main lalich or juldbazi sy bachena ho ga or emotions ko control main rakhna ho ga
          Agr kisi trade main loss ho jay to sabir karna ho ga or apna mind fresh rakh k trading karni ho ge jab tak hum log ache trading kar k ache earning gy to is sy hum apny confidence ko over confidence main change na hony dan warna loss ho sakta ha
          • #20 Collapse

            Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

            dear ham koi bhi business start kr lain hamko us main nuksaan bhi sath sath hoga laikin forex markeet main aisa nai hay asal hamara nuksaan aur profit total tab count hota hay jub month khatam hota hay laikin jo asal professional traders hain unko lose bahut he kam balk na honay k barabbar hota hay,forex markeet main nuksaan hona yeh sirf hamari apni ghalty hoty hay,1 hamari achi learning ka na hona 2 hamari poosri tawajo analsys pay na hona 3 hamaray pass jo nowledge hay uska sahi use na krna 4 time say pehlay markeet main lalach krtay huvay in ho jana 5 kisi unexpert traders k signals ko follow krnay say hamko markeet main nuksaan ziada aur profit kam say kam hota hay agar ham in say hat kr kaam krtay hain to hamari trading bhi achi hoge aur ham success bhi hotay jayengay.
            • #21 Collapse

              Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

              Trading main nuqsan ke wajohat.
              Dear members Forex trading mein nuksan Ki Sab se Bari wajah trader ki mis management Hota Hai. Misal ke Taur per Jab Ham apni trade place Karte Hain To money management ka yah Khyal Nahin rakhte, is vajah se bhi bara nuksan ho sakta hai. Secondly Jab Ham market ko watch kar rahe Hote Hain to trend ki judgement correct Nahin Hoti Jiski wajah se Hamen apni trade Mein loss Aana shuru ho jata hai aur ham Pareshan ho kar band kar dete Hain. Aur sab se Aham wajah Forex trading mein Main knowledge ki Kami hai, agar Ham Apna focus learning per rakhen aur money management, Trend. Economic calendar, chart patterns, helping tools, aur degar points ke bare mein ilam Hasil Karen ge Tu us se Hamen kam se kam nuksan ho ga aur profit ke zyada chance Hote Hain is liye Hamen Apna focus learning per Rakhna ho ga.
              • #22 Collapse

                Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                Trading mai nuqsaan ka hona aik bohat dilchisap topic hai. Aur traders jaha bhi ho sub say ziada isi ki discussions kertay hain aur issi kay barey mai sochtay rehtay hain. Agar trading mai loss ko wajuhaat ko analyze kia jaey tou traders ko ghaltioo ka pata bhi chal Jata hai aur unhain door kernay mai bhi asaani say kaam kia jaa sakta hai.

                1. Loss ziada ter jald baazi ki wajah say hota hai.
                2. Greed bhi traders ko loss ki taraf lay Jata hai.
                3. Incomplete learning aur knowledge ki wajah say loss hota hai.
                4. Demo ko ehmiat na dainay ki wajah say bhi loss hota hai.
                5. Over trading loss ko dawat daiti hai.
                6. Tukkay laganay say traders ko kaafi loss hota hai.
                7. Market ko trend, analysis, signals aur news ki bajaey apni marzi say treat kernay say loss hota hai.

                Ye sub aisi reasons hain jo hum sub baar baar discuss bhi kertay rehtay hain. Agar iss choti choti baato pay qaabu paa lia jaey tou traders loss ko bhi khatam ker saktay hain
                • #23 Collapse

                  Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                  ji mere Bhai agar aap koi bhi kam karte Hain to agar aap ismein mistakes karenge to aapko usmein hoga ISI tarah agar aap trading mein bhi kam karte Hain to agar aapko mistake karenge to aapko shamil hoga mistake ki sabse badi vajah mere hisab se lalach mein a jana hai aur ismein jyada trade select kar lena hai agar aap ko French mein kamyab hona hai to aap ka proper planning ke sath chalna hoga aur ismein kavya hone ke liye aapko jyada se jyada experience ki jarurat hoti hai ismein jyada se jyada knowledgeaur ismein vahi kavya hota hai jo is tarah apni galti ho sakta hai aur ismein mehnat karta hai kyunki main aapke bagair insan kamyab nahin ho sakta aur aapko ismein jyada se jyada hai yah dekhna chahie ki aapas mein mistake na Karen daily message to market money management on time management ke sath chale sabhi aapas mein kamyab ho sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                    Dear friend trading Ek risky chij Hai ismein nuksan hota rahata hai aur bahut Sare trader Aise Hain jinko ismein Kafi Jyada nuksan Hua Hai aur trading Mein nuksan ko Dur karne ke liye jaruri hai ki aap forex market Mein acchi Tarah Se Kam Karen aur forex market ke rules ko follow karte hue kam Karen Jab aap trading Mein lalach karte hain tabhi aapko nuksan hota hai to zyada lalach mat Karen aur trading ke rules ko follow karte hue kam karen to aap acchi earning Hasil kar sakte hain aur Kamyab trader Ban sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                      Forex trading Mein loss isliye hai ki yah Ek business hai lekin confidently jyadatar traders yah Baat Nahin samajhte Forex ko business Ki Tarah Nahin samajhte Jiski vajah se nuksan uthana padta hai trading main laws ki Bahut Si Badi baat hai Sabse pahle Baat yah hai ki Forex market mein bahut volatility hoti hai Jiski vajah se yah Har second Badalti rahti hai aur Market ko bahut deri se adulterous karna padta hai aur Market ke sath Khud Ko Central karna padta hai ab Ek trade Jisko market ki condition Ka Pata Ho Unki trace Mein Zameen Aasman ka Fark Hota Hai free trading ke dauran Bihar Waqt careful Rahana padta hi capital ke mutabik trade open karna hoti hai risk collection aur money management karna hota hai Sath hi sath mein Apne emotional per bhi control karna padta hai ine Sab Baton Ke bavjud Bhi loss ho sakta hai because forex market unpredictable hai
                      • #26 Collapse

                        Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                        Trading kesi be business me ki jaye to es me jo nuksan ki responsibility hoti hay wo trader ki hoti hay traders ko apni ghaltiu ki information hi es time hota hay jab un ko loss ho jata hay, kesi ghalti key baghir traders ko kesi be market me loss ka nuksan face nahi karna pardta, market ko analysis na kia jaye ya per achy tareeqy se proper market ka jaiza na leya jaye to ye trader ki ghalti samji jati hay jo us ko market me nuksan de deti hay es key elawa account/risk management na karna ya per es me ghalti karna be traders ko nuksan hi deti hay, achi planing key sath market me entry ki jaye to baghir nuksan key traders ko profit ho sakta hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: trading main nuqsan kyon hota hy?

                          Dear member Forex trading Mein nuksan ke bohat si wajohat hy. Sab Se Badi wajah yah hai agar humne apna ek target set Kiya Hua hota hy.kay agar Hamara profit is level Tak pahunchega To Ham ise stop kar denge lakin target ko achieved hony k bad b hum mazeed profit k liye trading stop nai karty Jaise Ham bahut nuksan kar Baithe Hain isliye Hamen chahie ki ziyada profit k lalich may as k yi galti kabi b na kary.ta k hum achi income mustakil meezaji k sat karty rahy wash out say buch saky

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X