overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?
    members mujhay aap yeh batain k overbought ka kia matlab hota hay is say markeet ka kahan say kahan tak janeka irada hota hay is ki wazahat karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab Market jab Up Trend ho aor kafi deer se up trend chal rahee ho to yeh Buy Trend hota ha Lakin jab aek Hadd par ja kar Rok jaey aor Zeada chances uss ki Wapsee ke hon yani Down Trend to woh Point jahan se Market Chang huvey uss ko Over Bought kahen ge yani iss ke bad Sell Trend ho ga
    • #3 Collapse

      Over bought se murad ye ha k market ki jo daily ki movement ha us se wo tajwuz kr gae ha mtlb ab aisa point aa gya ha jahan ap ne trading ni krny market bht strong up trend mein ha.es k lye me ap ko aik indicator btata hn us ki help se ap ko over bought aur over sell ka asani se pta laga sako ge.RSI aik aisa indicator ha jo ap ko en dono ka bht achy tareeqy se bta de ga es mein jo 70 ki line ha jb market es se uper ho tu over bought hoti ha aur 30 ki line se market neechy ho tu over sell hoti ha.
      • #4 Collapse

        Market jab zeyada up move kar jaye to market me buyers zeyada enter ho jate hain or market boht zeyada buy me move kar jati ha us ko khte hain market over buy me chali gyi ha tab ham ko loss se bachne ke liye hedging karni parti ha
        • #5 Collapse

          Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

          trading fellows overbought sy murad yeh hota hai ky market ma sellers ki power strong ho rahi hai jub ky buyers ki power weak ho rahi hai market aik wave ki shakal ma move krti hai jis ko zigzag bhi kaha jata hai is ka mtlb yeh hua ky market straight u0 ya down nhi jati blky kisi jaga hold long leti hai kahen short hold leti hai aor jub again usi point ko check krti hai to yeh market ka support point ya resistance point bn jata hai jahan sy phr market buy ya sell h9 jati hai
          • #6 Collapse

            Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

            Market mai over bought sy murad yeh ha k jab market nay analysis k mutabiq ager ik fix rate tak buy hona tha tu jab woh had se zaida buy ho jaey tu us ko over bought ho jati ha es ko over bought bola jata ha
            • #7 Collapse

              Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

              Overbought ka mtlb hota hai k jb aik pair jb buy trend main chal rha ho aur apny peak level py ja pohnchy aur usy b cross kar jaye to us pair ki overbought start ho jati hai mtlb woh pair mazeed b buy ho ga.. market main woh pair musalsal buy treng main chala jata hai..
              • #8 Collapse

                Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                Ager ap RSI indicator ko use karty hain tu ap ko pata ho ga kay jab ap ki values jo ap ney set ki hoti hai RSI last values ko jab chart pay trend line cross kar jati hai tu us time market oversold / overbought ho jati hai. tu phir woh apni correction karti hai tu again woh back pay jati hai jis se jo trader es strategy ko samajty hian acha earning kar laity hain.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
                  Ager ap RSI indicator ko use karty hain tu ap ko pata ho ga kay jab ap ki values jo ap ney set ki hoti hai RSI last values ko jab chart pay trend line cross kar jati hai tu us time market oversold / overbought ho jati hai. tu phir woh apni correction karti hai tu again woh back pay jati hai jis se jo trader es strategy ko samajty hian acha earning kar laity hain.

                  jab ap RSI ki values ko baray time frame mai set kar daity hain tu phir asp ki time line ap ki di howi prices se market jab cross kar jaiti hai tu woh market overbought ho jati hai es tarha ap us ko trendkay against be kar sakty hain sath main ap apni trading main mcad ka be use kar kay market ko oversold ya overbought kar skaty hain es se ap ko bhout kam time mai zaida pips mil sakty hain lekin ap ko apny pair kay hisab se values ka pata hona cheye.
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                    Hamen forest Ke Andar overthinking Se award karna chahie Hamen koshish karne chahie Kyon proper tracker ke sath analysis Karen Ham Jitna Jyada analysis Karenge aur Jitna Jyada market ko Samajh Kar kam Karenge Hamare Apne Se Jyada Kamyab hone ke chance ho sakte hain Agar Ham market ko Samajh Kar Kam Nahin Karte aur prapatra kaise ismein work Nahin Karte to hamare liye bahut se Mushkil Aap Ka Samna karna pad Ja sakta hai Forex Ek Aisa business hai jismein Hamen mehnat karna padati hai jo log mehnat Karte Hain vah Log Jarur Kamyab Ho Jaate Hain aur jo log mehnat Nahin karte hain unke liye kamyabi bilkul Bhi Nahin Hoti overthinking Ek bahut hi Buri chij Hai Iski vajah se bahut acche Logon Ko log bhi ho raha hai Hamen koshish karne chahie ki Ham overthinking se avoid Karen aur apne analysis Pata vajata kya machi earning kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                      Overbought ka matlab hota hai ke jab koe currency pair uptrend mein ja raha ho matlab us ki movement lagtar uper ki taraf ho aur wo us point pe puhanch jae jaha pe mazeed koe bhi buyer na ho market mein, matlab koe bhi trader mazeed us pair ko buy na kare to us point pe hum kahe ge ke ye currency pair overbought ho chuka hai aur yaha se trend mostly reverse ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                        Overbought ka matlab hota hai ke jab koe currency pair uptrend mein ja raha ho matlab us ki movement lagtar uper ki taraf ho aur wo us point pe puhanch jae jaha pe mazeed koe bhi buyer na ho market mein, matlab koe bhi trader mazeed us pair ko buy na kare to us point pe hum kahe ge ke ye currency pair overbought ho chuka hai aur yaha se trend mostly reverse ho jata hai.

                        Ap ager RSI or MCAD jaisy indicators ka use karty hain tu ap jab analysis pay resistance ki 3 values nikal laity hain or ap kai indicators jab show karty hain kay ap ka trading pair buy wali side mai 3 lines ko cross kar chuka ha yani woh resistance ko toor chuka hai tu woh market overbought ho jati hai or ap kay indicator mai woh lines show be hoti hai tu phir ap us time keh sakty hain kay market overbought ho chuki hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                          Forex trading ke andar 2 Level Hote Hain Ek Ko Ham overbought level Kahate Hain Aur Ek Ko Ham oversold level Kahate Hain overbought vo level Hota Hai Hai Jab market Apne resistance level se bhi Upar Chali Jaati Hai aur buying Trend ke andar hoti hai yani market ke andar buyers active rahte hain aur sellers silent position Mein Hote Hain Jiski vajah se market Apne resistance level ko bhi cross Kar Jaati Hai Aur usse Upar Chali Jati Hai Isko ham overbought level Kahate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                            Overbought trading mein frequently boli jani wali term hy. Jab market mein buying pressure ziyada hota hy to Long bullish candles banti hain aur price resistance points py ponch jati hai. Agr aap ny RSI ko aaply kia hua hy to aapko aur clearly pata chlay ga k market overbought hogai hy. Jab line graph RSI k 70 level ko cross Kar jaati hai to iska matlab hota hai k market overbought hogai hai aur buying pressure ab tootay ga. Phir Market returned hoti hai ya retracement karti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: overbought say kia muraad hota hay is ka mujhay pata nai hay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300 پيغام ديکھيے
                              Market jab zeyada up move kar jaye to market me buyers zeyada enter ho jate hain or market boht zeyada buy me move kar jati ha us ko khte hain market over buy me chali gyi ha tab ham ko loss se bachne ke liye hedging karni parti ha
                              Dear over bought se murad simple yeh hai kay jab ap RSI ki values ko set kar daity hain tu woh indicator ki 3 lines a jain gi. jab market 3rd upar wali line ko ap kay time period kay undar he cross kar jaye gi tu es ka matlub yeh hai kay market nay apni buy ka qouta pura kar liya hai ab over bought ho chuki hai tu us surat mai ap ko phir waha se sale karna cheye. ap ko pehlay RSI ki values ko or time frame ko sahi set kar kay karna hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X