forx trading islam main halal hy ya haram
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forx trading islam main halal hy ya haram

    Forex trading k halal ya haram status par ikhtilaaf ha. Kuch log is ko halal samajhtay hain aur kuch log is ko haram kehtay hain. Agar common sense se dekha jaye to ye bilkul jaiz kam ha because hum forex trading ko business kehtay hain aur aisa business ha jis mein profit aur loss dono ha aur Islamic shaira k mutabiq wo business jis mein profit aur loss dono ho, wo jaiz aur halal hota ha. Forex mein traders ko hamesha profit nahi hota, aur ye bari planning aur mehnat wala kam ha jis mein bohot soch samajh kar qadam uthaya jata ha, jo is ko aik difficult yet most profitable business banatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forx trading islam main halal hy ya haram

      Lalas traders Ki Sabse Badi mistake hai trader Jab lalaj Karta Main To traders ka profit bhaina laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki greed na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
      • #18 Collapse

        Re: forx trading islam main halal hy ya haram

        Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay jis business main interest shamil nahi hoga yehni jis business main sood ka lain dain nahi ho ga woh business Islam main jaiz hay Islam aisay business ki ajazat data hay agar kisi business main sood shamil ho ga ya us main profit ki limit rakhi gai ho gi us business ki Islam bil kul ajazat nahi daita ab agar bat ki jay Forex trading ki k Islam main Forex jaiz hay ya nahi to is baray main hamara janna to bohat zarori hay is ki information haman Quran Majedd ki tafseer aor Hadeece Mubarka ki madad say mil sakti hay Quraan Majeed ko samajhna har admi kay bas ki bat nahi hay lehaza is baray main Ulama Hazrat say help li ja sakti hay ham khud say Forex trading ko haram Halal nahi keh saktay haman Forex ka sara treeqa kar Ulama kay samnay bian karna chahiay aor woh jo faisla Quran aor Hadeece ki roshni main karan wohi Forex kay haram halal kay baray main ho ga lehaza main yehi kahon ga k agar to Forex main trading kay doran interest use nahi hota to yeh bil kul jaiz hay agar is main sood shamil hay to yeh bil kul jaiz nahi hay
        • #19 Collapse

          Re: forx trading islam main halal hy ya haram

          bhai jan forex trading islam main aik dum halal hai es main koi shak nahi hai q k forex main hmain halal or haram ka option milta hai or hum khud decide kar skty hain k ap ny halal kam karna hai k haram krna hai tu apko aghr forex main halal rahty howe trading karni hai tu apko apni trading k account main swap free account ko slect krna hota hai or es k ilwa aik or option hota hai jis ko swap account bhi kahty hain es ka matlab hota hai k ap sood k sath trading karty hain tu jo mambers forex ko haram smjhty hain wo bilkul galat smjhty hain es main aysa kuj nahi hai q k es main hum mahnt se earning karty hain or mahnt se jo paisa kaamaya jata hai wo halal he hota hai
          • #20 Collapse

            Re: forx trading islam main halal hy ya haram

            yes brother islam main forex trading halal hai kion kay ap yeh b tijarat he krty ho ap market main invest kr k dollar purchase krty ho or profit pr sale krty ho.ap is main working krty na kay free baith kr profit ern krty ho is main ap ko profit b hota hai or loss b hota hai is main sirf profit he ni loss be hai or is main apki ki mehnat b shamil hoti hai or forex kisi b lehaz se haram ni hai.yeh halal he hai.
            • #21 Collapse

              Re: forx trading islam main halal hy ya haram

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
              assalamualaikum frinds umeed krta hun ap sab kherriyat sy hon gy
              hadees ki roshni main aksar ulama or fuqaha ki ray k mutabiq other cuntrys ki currencies ki kharedo farokhat
              tijarat maian shumar hota hy jo islam main jaiz hy ulama ky mutabiq trading or exchange ki mukammal tor par adaigi hoti hy
              jiis main sood ka dor tak koi tallaq nai hy or khas bat is main profit & loss dono hi hain jo sharan sahi hy
              Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Ye Sawal bahut jyada interesting aur Muslims limburg ke liye bahut jyada zaroori hai ki Unhe Pata hona chahiye ke Forex trading Halal hai ya FIR haram hai lekin Aap Jo kaam bhi mehnat se karte hain aur usne aapka time jata hai waha Lal hi hota hai lekin bahut Sare member Se Tu Abhi Tak Hai Kya Maloom nahin hai ki Hame Apne Forex trading account mein jo swap ka option Hota Hai Is par click karna hota hai swap free account banana bahut jyada Jaroori hota hai agar aapka account swap free hai to aapko tension Lene Ki Koi jarurat nahi hai lekin agar aap swap ke saath kaam kar rahe hain tu ya Islam Mein Jaise Nahin Hai
              • #22 Collapse

                Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                bhai jan forex trading ka bsuiness islam main halal hai es main kisi bhi trha ka koi bhi haram cocpt nahi hai es liye aghr koi es bat ka dar rakhta hai yah aik haram kam hai tu aysa kuj bhi nahi hai es liye mainn apko mazeed clera kar deta hun forex trading main haram kam wo hota hai jis main jowa ho or mahnt k bagiar he hmain paisa milta rahy islam main mahnt se ahsil kiya jany wla paisa haram nahi hota hai or forex man bhi hum mahnt karty hain es main aysa bilkul nahi hai k hmain mahnt k abgaor he paisa mil raha ho tu yah ismal k lehaz se aik halal kam hai
                • #23 Collapse

                  Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                  assalamualaikum frinds umeed krta hun ap sab kherriyat sy hon gy
                  hadees ki roshni main aksar ulama or fuqaha ki ray k mutabiq other cuntrys ki currencies ki kharedo farokhat
                  tijarat maian shumar hota hy jo islam main jaiz hy ulama ky mutabiq trading or exchange ki mukammal tor par adaigi hoti hy
                  jiis main sood ka dor tak koi tallaq nai hy or khas bat is main profit & loss dono hi hain jo sharan sahi hy
                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main do qisam ki account hoty han jin aik swep account hota ha or dosra swep free account hota ha swep account main ap ki har trade pe ap ko sood dana parta ha ya ap ko milta ha jab k swep free account main ap na to sood laty Han or na he kisi qisam ka daty han is ley humy chae jab bi account open karny to swep free account open karny ta k humara account sood sy pak ho ta k humy parshani na ho or hum halal earning Kar saken or Haram earning sy Bach sake
                  • #24 Collapse

                    Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                    Dear friend forex trading halal ha ya haram ha is ka to hum kuch ni keh sakty han par itna zaror keh sakty han is main swap free or swap account hoty han jis main swap account sy sood kata jata ha or dea jata ha
                    Jab k swap free account main trading karny gy to is main ap sood na kata jay ga or na he dea jata ha is ley humy swap free account main trading karni chae ha or ta k hum halal kama sakeny humary account main sood na ho or is ley humy proper analysis karny chae han or proper money management or risk management sy trading karni chae han ta k hum ache earning kar sakeny or humara account bi swap free ho ga to hum sood sy pak hon gy
                    • #25 Collapse

                      Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                      Dear Islamic point of view se app key ley kesi be business me esa profit haram samja jata hay jo key swap (interest) key base par earn kia gia hay, Forex me hi nahi other business me be interest par trading hoti hay aur ye Islam me jaiza nahi, agar app Forex business me swap trading account me profit earn karty ho to ye halal nahi hay, aur agar app swap free (interest free) trading account ka use kar key profit earn karty ho to 100% ye profit halal hi hay esa profit Islam me haram nahi hota jes me interest majood na ho.
                      • #26 Collapse

                        Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                        Dear members forex trading k bary mn islam kiya kehta hy ye to kisi muftti sahib sy pochna pary ga. Har bnda apny aong mufti sy pochy is mn kuch to kehty hain k haram hy kuch kehty hain k halal hy. Agr to uski ik mandi ka name diya jaye k is mn ap ik chez khredty hain or jab uska rate high ho sell kr dety phir to thk hy agr isko istrha liya jaye k ik ko nuqsan ho or ik ko faida to ye jooova kehlye ga jo k haram hy.
                        Or is mn jo swap hy to wo intrest yani k sood hota hy Islamic members k liye swap free account bhi hai. Mgr is bat ka confirm ni kha ja sakta k halal hy ya haram ye boht mushkil hy kisi mufti ki raye ly len to behtr rahy ga.
                        • #27 Collapse

                          Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                          Ji han bilkul Forex trading Ek bahut hi accha work hai aur yah Islami Halal Hai Kyunki Aisa work jismein aapko profit bhi ho aur nuksan bhi ho Islam Mein Halal kar diya jata hai aur Forex trading hundred percent Halal Hai To isliye Musalman ismein sawap free account Banakar ismein kam kar sakte hain Kyunki ismein alag Ek swap free account Banaya Gaya Hai jismein Aap trading kar sakte hain aur Iske profit Hasil kar sakte hain to isliye yah Ek bahut hi perfect Achcha work hai tu hardware Karen aur is varsh se fayda uthakar kamyabi Hasil Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                            Dear member Islamic point of view se Jab Ham dekhte Hain to hamen is baat Ka pata chalta Hai ki koi bhi Aisa business jis mein profit and loss donon aate ho aur usmein real money bhi invest ho yah use karo bar mein aapki mehnat shamil Ho to Aisa karobaar islami ruh se hai. Second Agar profit and loss ki shara fix tab confusion a jaati Hai lekin Jab profit and loss hi fix Nahin hote to is post mein jogi se jaaye sharab Diya jata hai. Isliye as a Muslim aap mujhmein hokar is per kam Karen ki hamare sharyat ke news business hai. masjid agar aap apne trading account course banana chahte Hain to is ko swap free kar le Taki kisi kisi qisam ka interest per aapke kaun se Na karte, aur kisi kism ki koi confusion bhi Baki Na Rahe.
                            • #29 Collapse

                              Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                              Forex trading business mai broker companies mukhalif qisam kay trading accounts provide kertay hain. Jinn mai swap free account aisa account hota hai jiss ko halaa accounts mai shumaar kia Jata hai. Forex trading mairay khayaal mai aik aisa business hai jiss mai interest ya sood kahi nahi hai kiyu kay trader aik cheez kay badly dsuri cheez ko khareedtay hain aur aik cheez ko Dusri say exchange kertay hain. Business koi bhi ho jiss mai sood nahi ho aur jiss mai profit bhi ho aur loss bhi ho tou usay haraami shayad nahi kaha jaa sakta hai. Forex trading market mai traders ko hamesha swap free accounts Bana kay kaam kerna chaiye kiyu kay uss mai trade pay interest nahi hota jiss say trading business ko jaiz kaha jaa sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forx trading islam main halal hy ya haram

                                Forex trading business Ek International online business Hai Jis per Kisi bhi manual trading ka concept Nahin Hai Forex trading business pay naahi interest rate hai isiliye Forex trading business ko ek Halal business Kaha gaya hai Forex trading business per Jitna Jyada Ham struggle karte hain Jitna Jyada mehnat karte hain Hamen Itna Jyada accha profit Milta Hai isiliye koshish karen ki Forex trading business per Jyada Se Jyada kam Karen Kyunki ismein koi bhi haram kam Shamil Nahin Hai Ham easily Forex trading business per mehnat Karke aur struggle Karke kamyabi Hasil kar sakte hain Islam Mein bit jarurat ka business Karne Ka Kaha gaya hai isiliye yah Princy ki Tijarat Hai Jis per Ham easily trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading business per Agar Ham profit Hasil karna chahte hain To Hamen market ko Dekhte Hue trader Lagana chahie koshish karen ki is opportunity se fayda uthaen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen Forex trading business per Jitna Jyada mehnat karte hain Itna Jyada Achcha profit Milta Hai Shukriya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X