eurusd aor gbpusd ka strong relation hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eurusd aor gbpusd ka strong relation hai ya nhi?
    dear forex trading members eurusd aor gbpusd aik he direction ma hamesha move lety hai jub eurusd strong hota hai to confirm gbpusd bhi strong hota hai weak bhi aik he sath hoty hain apko iska andaza is thread ma mojood screen shots sy ho ga yeh aik daily chart hai jis main dono same move ki best example hain dono ab phr support py aay huy hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh dono dunyia kay sab say ziada trade honay walay currency pairs b hain. GBP/USD aur Euro/USD almost aik sath he move karty hain aur aik he direction mai move karty hain. Traders in mai say kisi b aik mai trading kar rahay hon tu woh lazmi dosray ke movement ko b monitor zaroor karty hain. GBP aur EURO dono he Europe ke aik jaise economy ko represent karty hain . iss liye zaiada chaces yahi hoty hain ke yeh dono dollar kay against aik jaise movement he show Karin gaay .

    In dono pairs ka ziada tar iss trah ka price ka pattern chalta rehta hai lakin yeh kafi dafa aik dosray ke sath sath move nai b karty hain aur aik dosary ke opposite b jatey hain.
    • #3 Collapse

      GBP aur USD Ka Relation

      Dear brother jesa kay apne khud btaya bhe hai aur sath mane dono pairs ka chart bhe share kiya hai to ham daikh sakty hain kay ye dono pairs takreeban aik he direction ma move karty hain. Dono ka trend takreeban same hota ha. Maslan agar EURUSD buy trend ma hai to GBPUSD bhe buy trend ma jaay ga. Esi taraha dono sell trend ma bhe same jaaty hain eski 2 main wajha hain:
      Dono pairs ma Quote Currency USD hai
      Dono Europe ke strong economies hain

      Agar aap EUR/USD aur GBP/USD daikhen to dono kay end pe yani quote currency USD hai. Eska matlab ha USD weak hoga to dono pair up aur Strong hoga to down jaain gy. Esi tarha dono currencies European countries ke mazboot economies hain aur dono par asraat same hoty hain.
      Note: Ess baat ka khyal rakha jaay kay jab UK EU sy nikal jaay ga to uskay mulhtalif asraat hon gy.
      • #4 Collapse

        EUR/USD aur GBP/USD me main jo relation hay wo hay USD currency jo key dono pairs me quote currency hay aur agar quote currency jes pair me same hi ho ga to us ka relation hi banta hay, agar EUR/USD currency down direction me jaye ga to zarori hay key quote currency same hony ki waja se GBP/USD be down hi jaye ga es ki waja USD currency ka strong hona hi zahir karta hay, hamari koshish yahi honi chaye key same time me same base currency ya quote currency me trading na hi karen to behtar hay es ki waja ye hay key hamy same time me dono pairs me loss ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Kuch currencies market Mein Hame movement Aise Nazar Aati Hai Jis Ke between both Achcha relationship Hota Hai Japan currency is upset ki taraf Jati Hai To definitely second wali currencies cell position ki taraf nikal Jati Hai jisse Speed ke sath Aap Ho Jati Hai 2nd Walia Speed ke sath hai neeche ki taraf Jati Hai Yeh bahut accha wala relationship Hota Hai
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai eurusd Mein movement bahut slow hoti hai agar Hum Log is it raining Karte Hain To Hum Logon Usne Jab mil sakta hai aur hum log
            • #7 Collapse

              Eur/Usd aur Gbp/Usd forex kay major pairs hain aur top global economy ko represent kartay hain. In dono mein common instrument USD ha, is liye in dono ka aik dusray par asar bhi hota ha. Jab USD strong hota ha to dono ki qeemat kam ho jati hain aur jab USD ki qeemat kam ho jati ha to in dono ki price increase ho jati ha.
              Yahan interesting case Eur aur Gbp hain, agar Eur strong hota ha to Eur/Usd to strong ho sakta ha lekin lazmi nahi ha kay Gbp/Usd bhi strong ho kyun kay Eur/Gbp bhi pair ha, jo Eur kay strong honay par strong hoga, matlab Gbp ki value kam hogi.
              Isi tarhan agar Gbp strong hota ha to Gbp/Usd ki price to increase hogi lekin lazmi nahi ha kay Eur/Usd bhi strong ho kyun kay Eur/Gbp ki price kam hogi.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                dear forex trading members eurusd aor gbpusd aik he direction ma hamesha move lety hai jub eurusd strong hota hai to confirm gbpusd bhi strong hota hai weak bhi aik he sath hoty hain apko iska andaza is thread ma mojood screen shots sy ho ga yeh aik daily chart hai jis main dono same move ki best example hain dono ab phr support py aay huy hain.
                Yaha par Dono currencies ka aapas mein bahut jyada strong relationship Hai Jaise Jaise dono ki movement soti Hai Hum Nazar Aata Hai Kya Ek upset for Jati Hai 2nd wali lowest level ki taraf Jana start kar Deti Hai Jiski sabse Garam kaam Karenge toh hum kabhi bhi nahi kar Payenge Humein aaram se nikalne ki help mil sakti hai strong level Tak is Kauwa Kaate
                • #9 Collapse

                  Dear EURUSD aor GBPUSD dono aisy pairs hai jin par bahot zayda trading ki jati hai ais mai ye hai ap ne dekha hai k ain k sath usd hai aor ain ki moment usd k against hoti hai ais mai ye hai k Gbp bhi kafi strong currency hai aor ais mai Euro bhi kafi zayda strong currency hai ais liay hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai ye dekhna hota hai k kon si currency strong hai aor kon si weak jo weak currency hoti hai aus k sath hum ko strong currecny k muqably mai kaam karny ka maza aata hai kun k wo kafi zayda move karti hai jab koi news aati hai aor aus time humry pass moka hota hai zayda profit banany ka ais liay hum jab ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai risk le lena chaye.
                  • #10 Collapse

                    eurusd ma trading kny sy him logo ko bhot fida hota ha ek to is ma ashani sy account wash nhi hota ha or dosra him logo ko is ka bhot fida hota ha or him log kafi acha profit hasil kr skty ha forex ma sy
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                      dear forex trading members eurusd aor gbpusd aik he direction ma hamesha move lety hai jub eurusd strong hota hai to confirm gbpusd bhi strong hota hai weak bhi aik he sath hoty hain apko iska andaza is thread ma mojood screen shots sy ho ga yeh aik daily chart hai jis main dono same move ki best example hain dono ab phr support py aay huy hain.
                      Assam alaikum bhai jaan aap ne Kachi knowledge question kiya hai kal Mere Khayal Mein Koi Bhi Pyar Ek Doosre Ke Saath baat nahi karta Har Kisi Pyar Ki movement alag alag hoti hai Kyunki currency is aur unke economics for those countries are different esdm apsarakonda kar sakte hain Ki Yeh Ek Hi Jazz IMO kar sakte hain karte hain lekin alag alag currency hone ki wajah se different pairs hai Paise Ki Ek Doosre Ke Saath Mein karte hain lekin aapko kabhi bhi nahi sochna chahiye ke sim se moment Mein Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: eurusd aor gbpusd ka strong relation hai ya nhi?

                        Bhae un ka corelation do batoun ki wja say hai aik to us main eurusd our gbpusd major pairs hain our dosare baat un maen USD second currency hain mean Quote main ati hai our ager USD week ho to dono iak sath oper move kerty hain or ager EURO our GBP dono aik sath strong hoon to pehr dono kafi up move kerty hain our us main ager aik kum strong ho our dosara kafi week ho to pher dono ki move main difference ho ga same ager USD strong hota hai to dono down move karean gay koin k USD second currency hai our jin main USD first pay ata hai jesay USDCAD hai to wo up move karey ga our NZDUSD down EURUSD k sath down move karean gay humean forex main ache trading k leay news ko bilkul choor nahe sagty hian mean us k oper bhe nazar rakhna ho gee pher he us main hum acha profit bna sagain gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: eurusd aor gbpusd ka strong relation hai ya nhi?

                          yes dear apki bat bohat he thek ha or ap ny bohat he acha tarha judge kiya ha lekin iski bat mein apko batata houn hamesha market mein movment uskay pairs ki wja say hoti ha jesy kay euro or usd mein or gbp or usd mein common pair usd ha is liye jab bhe usd mein changing aye gi to 2no pairs mein bohat he changing ati fha is liye ap agar is mein trading karty hein to is liye jab bhe usd strong hoga tabhi tabhi api say bohat he acha profit earn kar sakty hein or 2no pairs ko achi tarha say judge kar sakty hein is liye wait karna bohat he zarori ha or agar ap 2no pairs ko dakho to ek dosry kay dosri taraf movement karty hein lekin yeh zrori nahi kay ek pair kary to dosra pair zaror kary ga is liye market ko judge kar kay he work karna zarori ha tabhi behtar earning ki ja sakti ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X