Forex trading main log loss kun kr bethty hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear asal mai jab hum log ais market mai analysis karty hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai kabi profit ho jata hai aor kabi loss ho jata hai ais mai ye hai k hum ko jab profit hota hai to hum ye ghalti karty hai k lot bari laga dety hai aor sath stop loss ni lagaty jis se hum ko jab loss hota hai to zayda ho raha hota hai aor hum aus trade ko close bhi ni karty ta k account mai agar loss mai close kary gay to aus mai ye hai humra account half reh jaye ga jis k liay hum sath aor ghalti karty hai aor bari lot laga lety hai aus se ye loss hota hai k humra account phansata jata hai to aus mai ye hai k humra account wash ho jata jata hai jis se hum apna loss kar lety hai aor baad mai kehty hai ghalti kar di.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear mery khayal me trading me loss ki koi waja nahi hoti jo loss hamy hamari ghalat trading ki waja se hona hota hay wo ho kar hi rehta hay, agar trading ko learn kia jaye aur market ki right analyzing ki jaye to traders kabi be loss nahi kar sakty magar bahot se traders es point ko ignore kar dety hey key learning kar es business me bahot hi zarori hay, esy traders ki agar bat ki jaye jen ko loss zeyda hota hay to mery khayal me trading ka experience na hona es ka sab se big reason ho sakta hay.
      • #18 Collapse

        Forex main loss ki chand aik khas reasons hai jin ki wja say aksar traders or khas toor pay Pakistani traders emotions honay ki wja say apne money forex main loss kerty hian main ap ko clear kerti hoon
        1 Forex main hum traders ki aik to education kum hoti hai our hum forex learning k oper zeada tawja nahe dity hain jes ki wja say loss kerty hain
        2 Aik hum apny emotions ko control nahe ker sagty hian jes ki wja say loss kerty hian js main lalauch humera main factor hai
        3 Humery pass koi trading plan nahe hota hai k hum nay kab enter honay hain our kb exit hona hai
        ye chand reasons hian jin ki wja say hum forex main money ko loss kerty hian
        Last edited by ; 25-12-2018, 06:34 PM.
        • #19 Collapse

          Forex trading main log loss is liye ker bethtay hain kay un kay pas investment amount boht thori hoti hay aur leverage ki waja say broker say kuch amount udhar lay ker itna bara soda (trade) ker letay hain kay un ka pas itna backup hi nahi hota. aur jab us trade say los hota hay to backup na honay ki waja say usi trade ki waja say loss us ki pohnch say zayda ho jata hay aur wo trader pareshan hal main apni amount ko apnay hatho say nikalta dekh raha hota hay.
          is liye hamesha business ka asool hay kay bat utni kerni chahye jitni wo pori ker sakay lan den utna kerna chahye jitna wo handle ker sakay. is ka behtreen hal small lot with stop loss trading hay.
          • #20 Collapse

            Dear ya aik reality hay k forex market boht risky haen our jo bhe trader us baat ko understand nahe kerta hy wo forex maen loss kerta hai koink pher wo kafe sare miatakes ker jata hy jesay k us maen wo kafe sarwy rules ko break ker jata hy oir jab wo kerta hy to us ka account maen loss hota hy our yahan tak k account bhe wo wash ker deta hy
            1 lack of knowledge and experience
            2 hard work na kerna live account maen trade kerna
            3 emotional ho k trading kerna
            4 demo account maen practix na kerna our ager koi kerta bhe hy to wo us ko serious nahe lety haen
            5 Big lots laga k trade kerna lalauch ko khtm na kerna
            6 risk ko manage na kerna
            7 koi trading plan na banana
            8 koi khas discipline na hona
            Ye sab loss ki fored maen wjuhaat haen jes ki wja say 90% traders fail haen
            • #21 Collapse

              Jab new trade market Mein Apne paise invest Karta Hai To wo Jyada profit ki banane ki lalach mein Laga rehta hai aur Jyada profit banane ki lalach Mein Woh lot size ko bada Karke lagata hai aur apni leverage ko Badha deta hai Yahoo live score badhata hai aur a lot size ko Badha ke lagata hai to Ishq Waqt market ki movement ka usko Koi Anjana nahi hota Aur Woh trading Karke apne aap ko nuksaan ho jata hai isliye Nahi Hoon tere ko chahiye ko bahut Dhyan ke sath trading kare
              Pakistan zindabad
              • #22 Collapse

                Boht acha question hay ap ka dear forex trading main aksar log is liay apna loss karte hain kuu k un k pass knowledge ki kami hoti hay un ki stretige strong nai hoti kiu k forex trading aesa business hay jis main agar ap success hasil karna cahte hain tou us k liay zarori hay ap.k pass acha knowledge ho ap k andar skills ho kiu k ap k paas jitni zada skill ho gi ap is business main utni jaldi success hasil krain gay trading business main ache analysis ka istmal karain tab hi ap profit able trades kar sakte hain jo log in tamam baton k khyal nai rakhte wo tradi g business main loss karte hain aur kabhi aik kamiab trader nai ban pate aur is k sath sath is bat ka bhi khass khyal rakahin k kabhi lalach nai krain kiu k jo los lalach main aa jate hain aur aik hi bar main zada profit k chakr main par jate hain wo bhi is main loss karte hain aur kabhi kamiab trader ni ban pate is liay loss free trades karna cahtec hain tou ache analysis krain achi stretige ka istmal karain aur greed kabhi nai karain tab hi trding main success hasil kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Jalbazi, Choti Sei Galti, Lalach In Ki Waja Sey Karte Hai Loss. Aisa Bhi Hota Hy Ke Hum Big Profit Ki Waja Se Big Loss Kar Jata Hain Ya Experience And Knowledge Na Hone Ki Waja Se Bhi Loss Hota Hy. Trading Bagair Soche Samjhey Tukey Me Karne Sey Bhi Loss Hota Hy. And Last Aise Bhi User Hy Jo Ke Profit Karne Ke Bawajdud Usey With Draw Karne Se Phele Hy Loss Me Convert Kar Jata Hain. Baat Yei Hy Fir Ke Forex Me 0.01 % Bhi Galti Ko Gunjaish Nai.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                    Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa hy aur agr acha profit earn kar saktay han tu loss bhi ho sakta hy aur forex trading business mein loss hone ki buht si waajoohaat han jn se loss hota hy aur new trader ko js waja se loss hota hy sab se bari waja hy learning knewledge aur experience ka kam hona forex mein new trader ko tu loss learning knewledge aur experience k kam hone ki waja se hota hy agr new trader bhi forex mein mehnat kar learning knewledge aur experience hasil karain tu loss se bach saktay han aur agr learning knewledge aur experience k bawjood loss hota hy tu phr hum ko apni mistake ko cover karna cahaiye aur ye mistake han Jo har koi karta hy js se loss bhi hota hy aur phr bhi hum un mistakes ko kartay han aur wo han greed emotional ho kar trading kartay han aur over trading kartay han aur jald bazi mein trading kartay han jab tak hum in mistake ko cover nhi kartay hum profit earn nhi kar saktay
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                      dear forex markeet main ya kisi dusray business main lose ka ho jana koi barry baat nai hay yeh to har ik business ka sab say important hissa hotay hain laikin jo ham forex markeet main had say ziada risk laitay hain wo hamaray bahut barray lose ka sabab bantay hain jo hamko markeet say out honay pay majboor krtay hain hamko agar aisa mined say kaam krna parray ya aisay mined say kaam milay jo kam say kam risk laina pasand karay to ham markeet main lose honay say bhi bach saktay hain aur achi earning bhi kr saktay hain usk liye lazmi hay k ham apni habbits ko change karain aur kam say kam trades lainay adat dalnay say hamko lose kam say kam ho sakta hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                        Ji mere bhai forex mein laws ki bahut hi vajah ho sakti hain Jin mein yah chhoti chhoti mistake Hain jaise experience karna hona lalach karna trading mein jaldbazi karna yeah padam account per kam Na karna ya FIR ek badi trade laga dena is tarah ki dosti chhoti chhoti baju hath ki Bina per hamen loss hota hai agar Ham isko experience ke sath use karte hain aur ismein mehnat karte Hain to kabhi bhi loss nahin hoga agar aapko ek trade mein loss ho chuka hai to foreign apne dimag ko kabu mein Na rakhna aur dobara acne trade laga dena aur dobara se loss karna is vajah se aapke account wash Ho jaate Hain forex mein loss ki ek badi vajah experience ka Na hona hai isiliye hamen pahle demo kaun sa kam karna chahie aur FIR trading karni chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                          Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy mgr loss ki koi aik wja ni hoti hamy bot c chezon ki wja sy loss ho sakta ha forex jasa k aik profitable business hy is liay is m hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy agr ham mehnat ni krty to b hamy loss hota hy or agr ham emotions ko control ni kar paty or lalich krty han to b ye loss ki aik bari wja hy forex knowledge experience or learning k bagar ni chal skta is liay knowledge ki kmi nakafi learning or km experience b hmary loss ka sbab bnta hy market k up down ko na smjna market ko sahi sy na smj pana or without anylyses tuky bazi kr k khud sy koi b trade open krna ye sb wjohat han mistakes han jo hmary liay loss ka sbab bnti han
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                            Dear friend forex trading main hmary loss karny ki koi aik waja ni hoti balky bot c wjohat hoti han jis sy hum loss karty han in m sy sb sy bari waja over trading hy ham jb over trading karty han ziada trades open karty jasa k agr ham ny aik trade open ki or us m profit hoa to ham lalich m or trades open karty jaty han mgr jis tra aik trade profit dy skti hy or trades ni dy skti hmary loss ki wja greed b ho skti hy ham lalich sy b ham loss karty han Profit kbi b hasil ni kar sakty km knowledge or km experience b hmary loss ka sbab bnta hy poor risk management b hmari nakam trading ki waja hoti hy ham agr in tmam wjohat sy bach kr trading kar sakty han to forex hamy is ka bahtreen nteja frahm karta hy
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                              Forex trading business mai loss ki bohat si wajuhaat hoti hai. Forex trading ko raato raat ameer ker dainay wala business samajh kay jo traders isay join kertay hain woh loss kertay hain kiyu kay woh baghair sochay samjhay trading kertay hain jiss say unhain profit ki nisbat loss ziada he hota hai. Forex trading mai loss ki aik Dusri wajah jald baazi aur Bay Sabri hai. Kabhi kabhi aisa bhi hota hai kay trader ko aik acha average profit ho chuka hota hai magar woh Trade ko open rakhta hai mazeed profit ka wait kerta hai jis say trade reverse bhi ho jaati hai aur trader aik confirm profit ki bajaey perfect loss ker laitay hain. Market watch, news ki pehchaan ka na hona, terminal pay mojud time frames kay baghair sirf andazay say he trades open kertay rehna bhi traders kay loss ki aik Bari wajah hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading main log loss kun kr bethty hain??

                                dear mostly traders ko loss isliey hota ha kyuke wo forex trading karne se pehle forex market ki learning karke knowledge hasil nehi karte hain knowledge na hone ki waja se jub wo market ko analysis karte hain tu knowkedge kam ya na hone ki waja se un ko market ki movement ki samaj nehi ati ha jis se wo phir luck par ya bus basic ko use karte huey trading karte hain or weak analysis hone ki waja se un ko loss hona start ho jata ha jis se traders ko loss hota ha or aisy traders ki tadad 95% tak ha

                                kuch traders knowledge hasil kar letay hain par wo demo practice karke exprience nehi hasil karte hain exprience na hone ki waja se jub wo analysis karte hain tu mistake hoti ha or mistake se bhi loss ho jata ha isliey traders ko loss hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X