Forex trading main log loss kun kr bethty hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main log loss kun kr bethty hain??
    assalam .u. alaikum dear friends u meed krta hun ap sab kheriayt sy hun gy !!
    yaha forum main buahat sy sinoir hain ap sy pocha ye hy hy forex trading main aksar log loss q kr bethty hain?

    please koi tasalli bakhash jawab chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading me loss ki waja esi common mistakes hoti hey jes ko hamara mind accept hi nahi karta hay, ham jo common mistakes karty hey es me (greed, over trading, profit ko manage na karna, esy trades open karna jo key wrong direction me open ki hoti hey) traders ko jab be loss ho to us ko trading history me ja kar esy hi mistakes ko find karna chaye jes ki waja se us ko loss ho gia ho, night trading ya day trading me se kesi 1 me profit ka target rak kar trading karna chaye ye zarori nahi key day trading be ki jaye aur night trading me be app ko profit ho, proper planing key mutabeq hi chalna chaye.
    • #3 Collapse

      walikum aslam bhai or boht boht shukria main thek hun allah ka shukar hai tu bhai forex trading main loss hony ki boht se wajohat hoti hain jin main har trador os wajh se loss ko face karta hai jis main wo ability main akmi hoti hai har trador ko traha trah wajohat se loss hota ahi or forex trading main jo main mistakes hain jo k zeda tar trador karty hain or loss karty hain wo yah hain
      1:lake or knowledge
      2:lake of infomtaion
      3:lake of expiernce
      4:analyse ko use na karna
      5:market k gainst main follow karna
      6:trend ko follow na karna
      7:bari lot lagana
      8:stop loss ko set na karna
      9:palning ki kami
      10:emotions par control na karna
      11:garred karna
      yah wo mistakes hain jin ko zeyda tar trador apni trading main en par deahn nahi dety hain es liye en points koa ghr cover kiya jay tu hum loss se kafi had tak bach skty hain or profitable trading kar skty hain es liye hmain apni trading main har os points ko chorna chahye jis se hmain loss hota hai tu best off luck all tradors .
      • #4 Collapse

        Trading without proper knowledge experience and analysis loss ki main reason

        ​ Forex trading members new members trading maximum loss Karte Hain trading maximum loss karte hain new members ka account washho Jata Hai Jata Hai Jiski main reason he Gayi Hai K less experience come experience Hota Hai basic trading knowledge trading planning strategies management in cheezon ka pata nahi hota Jiski wajah se loss kar Baithe Hain Hum
        trading main apko emotional control aor confidence chye hai agr ap yahan py jaldbazi ma jazbati faisla kren to apko loss zeyada ho ga isky elawa apko trading ma markrt ka technical aor fundamental data update rakhni hoti hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          assalam .u. alaikum dear friends u meed krta hun ap sab kheriayt sy hun gy !!
          yaha forum main buahat sy sinoir hain ap sy pocha ye hy hy forex trading main aksar log loss q kr bethty hain?

          please koi tasalli bakhash jawab chahye
          jahan tak mera khyal hai forex main huemsha zaida tar loss new trader ko he hota hai senior member bht he kam chances hote hain k usko loss ho us ki ek do bari wajhain hain pehle wajah ey hai k new memberr jab bhe isko join karta hai to us k mind main ek eh bat hote hain k forex use dino main ameer bna dai ga ya wo greed karta hai aue jald he ameer banane ki soch usko nuqsan daite hain jab k ais ani hai forex ek high eanring buisness hai laiekn is main kamyab wohe log hote hain jo is k bare main complete knowledge rakhte hain jin k pas trading ka experience hta hai jo isko time daite hain aur dosre bare wajah ye hai k new traders apne emotions pai control ni rakh sakte aur sabr k sth trading ni karte jis ki wajah s eunko loss ka samna kara n parta hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
            assalam .u. alaikum dear friends u meed krta hun ap sab kheriayt sy hun gy !!
            yaha forum main buahat sy sinoir hain ap sy pocha ye hy hy forex trading main aksar log loss q kr bethty hain?

            please koi tasalli bakhash jawab chahye
            Mere Khayal Mein To traders co Forex trading Main Long loss is wajah se hota hai Ke Jab traders core loss ho raha hota hai to wo Apne trade ko Khat nahi karte Aur sochte Hain Ki Yeh market Wapas Aayegi or loss recover ho jayega lekin aisa nahi hota Aur bolo Se Jyada Hota jata hai aur badte badte wall australis ka account Tak Bhaskar deta hai isliye Radha lost main aa jaye aur apne trade jaldi cut kar le
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Ziada tar new aur expeirnced traders aik jaise he mistakes kar kay loss karty hain lakin in mai thora sa difference zaroor hota hai.

              New traders kay loss karny ke wajohat ;
              1. Over excitement ke waja say over trading karna aur bar bar market mai position open karna
              2. Bahgir analysis kay trading postion open kar daina
              3. Forex business mai risk ko samjhay baghir trading karna.
              4. Emotion per control na hona

              Experienced traders kay loss karny ke wajohat

              1. Greed ke waja say achi money managet na hona . aur trading mai kisi aik trade mai bohot he unrealistic profit earn karnay ke liye un due risk lay laina .
              2. Bari lot size muntakhib kar kay trading karna .
              3. Bhot he ziada best enty points ka wiat karna .
              4. Profit wali trades ko jaldi close kar daina aur jin trade mai loss ho raha ho in ko iss umeed per open chorna ke market recover kar laiy ge.
              • #8 Collapse

                dear forex aik risky business hay risk iss dunya kay her business may involve hota hay lekin forex inn may say sab say ziyaada risky hay or bohat say nahi taqreeban her trader ko forex may loss hi hota hay loss honay ki wajoohat trader sat trader vary kerti hain bohat say traders ko jo loss hota hay woh issi wajah say hota hay kay sab say pehli baat kay traders ko proper knowledge nahin hota traders knowledge haasil kiye baghair hi directly trading start ker detay hay or tukkay maartay hay jo kay loss ki wajah banta hay loss ki aik or bari wajah yeh hay kay traders ko knowledge to hota hay lekin lack of experience un ko dibo deta hay yaani practice nahin hoti inn ki market may thirdly yeh kay traders laalach kertay hayunn ko profit mill raha hota hay magar nahin letay hain wo lalach kertay hay mazeed profit ki or woh loss may convert ho jaata hay issi laalach may log bari lot size laga letay hay or account wash kerwa baithtay hain laalach may hi traders multiple trades open ker laitay ahy or unn ko loss ho jaata hay
                • #9 Collapse

                  walikumaslam bhai hum sub umeed se hain allah ka shukar hai tu bhai ap ny boht acha swal kiya hai k hmain forex trading main loss kiun hota hai jsi ki wjah se hum kamayab nahi ho paty hain tu bhai forex trading main loss hony ki boht se wakjoaht ho skti hain main kuj ka zikar karna chahata hun jis ki wjahs e loss ki ratio sub se zeyda hai foex trading main loss hony ki jo jo wajohat hain un main sub se pahly yah hai k
                  1:expiernce ki kami
                  2:information main kami
                  3:demo account ko use na krna
                  4:apni trading main greed ko add karna
                  5:emotional par control na rakhna
                  6:profit ko pany capital k hisab se bara set karna
                  7:trading main stop loss or take profit ko set na karna
                  8:lot size bari lga dena
                  9:trading ko bagair palning karna
                  en sub ki wjaha se hmain aksar loss hota hai es liye jitna ho skay pani trading main loss hony ki wajohat se avoide karna chahye ta k hmain lsos kam se kam ho or acha profit mil saky
                  • #10 Collapse

                    Trading Main Loss Ke Wajuhaat

                    Trading main loss ke beshumaar wajuhaat hoti hain jis ke wajha say losses ka samna karna parta hai. Un main sy jo sare fehriat wajha hai wo forex market sy na wakfi hai. Agar aapko forex trading krney kay liey market ka nahi pata k kesy aur kis wajha say move karti hai to phir mery khyaal say aapko kafi zaida loss kay chances hain. Es kay baad jo dosri bari aur aksar bandon k loss ki wajha ha wo lalach ma aa kar account management ko bhool jana hai. Jab trading karty huy aap lalach ma aa jaaty hain aur apney account ko nahi dekhty kay loss bhe ho sakta ha to phir us time thori see market aap kay khilaaf move kary to aap panic ho jaaty hain jis say mazeed ghalat faisly aur mazeed loss jota hai. Lehaza jab tak proper har cheez ko seekh na liya jaay tab tak sirf demo account par practice ke jaay aur jab confidence apni trading pe aa jay to phir beshak ap real account par kam karin.
                    • #11 Collapse

                      Assalamu alaikum bhai Jab Hum Log Forex trading Mein mehnate nahi karte hain Hum logo ko Rota Hai isliye Hum logo ko Forex trading mein jyada Se Jyada mat karna chahiye tha Ke Hum Log Jyada Se Jyada profit hassil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                        assalam .u. alaikum dear friends u meed krta hun ap sab kheriayt sy hun gy !!
                        yaha forum main buahat sy sinoir hain ap sy pocha ye hy hy forex trading main aksar log loss q kr bethty hain?

                        please koi tasalli bakhash jawab chahye
                        Forex trading main traders kolossus wajah se hota hai Kyunki job for trading Karte Hai To usse Pehle Apne proper analysis nahi karna hai trading ki planning Karte Hain Jiski wajah se tridents giftedness mein Jaate Hain traders ko chahiye Ek agency trading Kare Toh usse Pehle proper planning analysis Tamil channels for us trading a successful course talking game
                        • #13 Collapse

                          dear trading ek bohat he acha business ha or duniya k har business mein loss k chances bhe hoty hein duniya ka koi aysa work nahi jis mein loss na ho is liye forex ek acha jab koi bhe acha trader ya newbiz trading krny time managment ko chore kr khud trading krta or apni marzi sy lalich mein a kar trading krta ha ha tabhi ap is mein loss kr bethta ha is liye account ko manage krny k liye acha experience or knowledge hona bohat he zarori ha is liye hard work k sath ap is mein bohat he achi earning kr sakty hein or loss zyada new user krty hein or jo log greedy sy work krty hein wo hamesha losss he krty hein q k lalich buri bala ha is liye hamesha sabar k sath trading krna bohat he zarori ha then ap profit he profit earn kr sakty hein
                          • #14 Collapse

                            forex trading ma profit sirf is ko hota ha jo mhnat krta ha is leya him logo ko zyada sy zayada mhnat krni chaya jis ka him logo ko fida ho or him logo ko loss na ho wrna forex ma hi zyada loss hota ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading aik acha business hai. Lakin is ko seekhna bahut zaroori hai. Ap ne sawal uthaya hai k forex trading mein log nuksaan q uthaty hain. To bhai baat is tarah hai k hum pakistan forex forum per posts waghaira ker k bonus to le lety hain. Lakin na to pehly jo seniors ne achi achi posts ki hoti hain un ko read kerty hain. Ager un ko read kerien to hamien kafi kuch seekhny ko mil jata hai.
                              Dosry ye k demo per practice kam kerty hain. Demo per practice k liye bhi ap ko aik supervision ki zaroorat hoti hai. Us kliye ager koi experience mil jai to acha hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X