Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    brother aap nay sahi baat kee hay kay Pakistan main forex trading aam nahi hay bohat kam balkay na honay kay baraabar hain Pakistan main kissi bhi insaan ko forex kay baray main itna knowledge nahin hay iss ki main wajah yeh kay pakistani aik to parhay likhay nahin hay or doosri baat yeh hay kay pakistan main forex ki koi promotion nahin kee jaati nah hi forex academies ya universities hain jahan forex sikhaaya jaaye issi liye logo ko forex ka nahin pata basically yeh forum bhi logo ko forex kay baaray main educate kernay kay liye banaaya gaya hay taakay logo main awareness paida ho or iss main bonus ko as a attraction rakha gaya hay or forex kay lye investemnt chaahiye hoti haykjo kay pakistanio kay paas na honay kaybraabar ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

      Aapko Yahan Par patient hone ki jarurat nahi hoti hai aap logo ko chahiye ki Yahan Par Jyada time Karke market core stability ke sath 5 Karte Rahe Jab uska original position aajaye aur aapko yahan se profit Hona start ho jaye to aap Log Yahan Par long time ke liye Adnan kar sakte hain bas aap ko thoda sa Yahan Par Apne account constable Rakhna hota hai aur thoda sa market ko Jaguar watch karte rehna chahiye earning karne ke liye yah bhi aap
      • #18 Collapse

        Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

        pakistan main forex trading ziada aam ni hai is ek waja yeh b hai k boht se logon ne online kam strat kiye lkn unko koi gudie krny wala ni hota kbi wo koi kam start kr dete kbi koi jo k ziada tr fake hoty hain.or pakistan main ziada tr log forex k bary main ni janty or dosri bat forex k lia humain ziada investment ki zrorat hoti hai jb ap kisi ko batay hain is bary tu ziada log investment ki waja se b ni krty.
        • #19 Collapse

          Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

          bhai jan forex trading pakistan main es liye aam nahi hai q k pakistan main es ko aik acha business nahi smjha jta hai es ki sub se bari wjah yah hai k log forex ko motarof he nahi krwa rahy hain jo foex join kar k betha howa hai wohi kam kar rha hai wo aghy kisi ko bhi forex main shamil nahi kar rhay hain jub k pakistan ki econmy ini weak hai k har person he aghr forex ko join karta hai tu es ka boht zyda faida molk ko bhi ho skta hai aik tu molk ki ecpnmy strong hoti hai dosra wo achi eranig gain kar skta hai apni life k liye tu hmain chahye k pakistan main har mamber ko forex ki tarf ly kar aen ta k wo bhi forex join kare or forex ko pakistan main mutarif kwaen
          • #20 Collapse

            Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

            Pakistan aik developing countries main ata hai ise leay yahan pay koi esasi universities nahe hain jo k forex ki taleem dite hoon yahan pay koi proper acadmy bhe nahe hai jes main us ki coaching classes de jati hoon our sab say para masla yahan humery mulk main ye legal business nahe hai use leay us ko khulay aam app logoun ko nahe bta sagty hean us main app ko khamoshe k sath kaam kerna hota hai bus app apny friends relative ko bta k us ko siekh sakha sagty hain our apni team develop ker sagty hean our us say acha profit earn ker sagty hain
            • #21 Collapse

              Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Friends mujhy khud ko abi chand months pehly forex kay baary ma pata chala hai aur mery friends ma sy sirf aik banda forex par kaam kar raha hai. Esa kun hai kay forex pakistan ma us tarha sy aam ni ha jis tarha hona chahey?
              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha Pakistan main forex trading both kam log karty han is k ley humy mehnat both ziada karni hoti ha or is k alawa bi market main har waqat risk hota ha jis ki waja sy maximum risk ni Lana chahty han or Jo laty han bagar knowledge or experience k or both juld apna loss karwa k beht jaty han or dosrun ko bi forex trading karny sy mana karty han isi waja sy Jo karty bi han wo bi chor daty han q k forex trading both risky business ha is k ley humy proper learning or practice karni chae ha jis sy hum ache trading kar sakeny gy par is k ley humy mehnat karni ho ge jtni ziada mehnat karny gy utny he kamyab hon gy
              • #22 Collapse

                Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

                Pakistan mn forex k kam hony ki bari wja ye hy k hamen awareness hi nahi hy k forex hy kiy or maximum log sunty to hain k stock exchange mn boht profit mgr unko koi sikhany wala ni un ko koi btany wala ni hy. Jab ay forex pakistan mn introduced hova hy wese is mn bhi hzaron logon ny join kiya hy mgr us emotions k sath ni jin k sath hona chahye. Dosra hamry log itna software bhi ni janty k zyada tar log parhy hovy nahi hen. Or ik or wja ye bhi hy k hmen English ka bhi boht problem hain. To jo seniors members hain unko chahye k wo zyada sy zyada logon ko train bhi kren motivate bhi kren ta k log zyada sy zyada pesa kamen or pakistan ki economy bhi behyr ho jye.
                • #23 Collapse

                  Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

                  Forex ka Pakistan mai ziada aam na honay ki mukhtalif reasons ho saktay hain Jin mai aik tou forex trading kay barey mai logo ka knowledge Kamm hona hai. Kiyu kay logo ko forex kay barey mai ziada acha ilm nahi hai aur jab koi trader kisi dusray trader ko iss barey mai Batata bhi hai tou yaqeen nahi aata kay aisa business bhi hai jiss mai hum Pakistan mai apnay ghar mai baith kay dollars bhi kama saktay hain.

                  Dusray reason Pakistan mai online currency kay barey mai knowledge aur facilities ka na hona hai. Loogo ko ziada Pata nahi hai kay online currency kaisay milti hai aur withdraw ker kay exchange kaisay kerni hai. Iss liye bhi loog forex business ko join nahi kertay hain. Agar instaforex aur pak forex forum ko join ker Lia jaey tou ye saarey maamlaat aik he jagah pay solve ho saktay hain jo forex kay faroogh kay liye bohat kaam ker rahey hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

                    Pyare doston foreign currency trading aaj kal Pakistan main bahut zyada popular ho rahi hai abhi tak Pakistan ne online trading ki sahulat government ki buniyad per nahin de Magar Ham ummid karte Hain ki bahut jald government of Pakistan is cheez ko madhya nazar rakhte hue online trading ko authorised Kar de gi aur uski tamam payments legal tarike se deposit and withdrawal ki ja sakenge. Abhi Tak Pakistan ki currency online trading mein shamil nahin Hui jaisa ke hamare parosi mulk India ki currency ki trading aaj kal tamam online broker mein ho rahi hai to inshallah jald hamari currency ki trading bhi online hua kare gi to use waqt Ham sab logon ke liye trading karna aur bhi aasan ho jaega ,ham apne Mulak ki economic condition ko dekhte hue trading kar sakenge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?

                      Ji mere Bhai aapane bahut achcha swargiya jaise aapane baat ki hai ki forex is time lagta hai yah Pakistan mein nahin hai lekin Pakistan mein bahut sare log ismein online kam kar rahe hain Jo jyada shor nahin karteaur ek mein ek rohita speaker se Kya Pakistan mein pura stadium isliye isliye aap nahin kyunki bahut kam log friends ke bare mein jante Hain unko iske bare mein koi guard karne wala nahin hai is business ko join kar saken aur iske alava jyada aaya hai vah Pakistan ke bahut kharab Vijay samajhte Hain jiski vajah se voice mein nahin aate Pakistan mein ko agar acchi tarah se kiya jaaye to iska management bhi Pakistan ka hoga aur Pakistan ki kaun Ho main bhi majbut hogi 0isiliye forex ko jyada se jyada fail aana chahie Taki Pakistan mein se log jyada se jyada shiksha School Ban sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X