Role of forex trading in economic condition of our country.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of forex trading in economic condition of our country.
    Main honourable members sey yeh pochna chata hon keh forex trading se jo profit hum earn kerty hain keya hum bhi overseas pakistanion ki terhan apny mulk ki economic condition ko behter kerny k leay apna role ada ker rhy hain ya is earning ka koi advantage nhen hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend AP ny achi bat ki ha Pakistan forex forum py Kam krny Sy hmain bonus milta ha hm us sy bout achi earning KR skty hn dear forex trading aik world wide business ha is ma ay Roz logo ki tadad ma izafa ho RHA ha agr hm log aik acha knowledge or experience hasil KR k trading karain tu hm bout achi earning KR skty hn or aysi earning ha Jo hm aam life ma ni KR skty is earning waly balance sy na sarf hm apni condition achi KR skty hn balky apna or apni family ka bi acha khayl rakh skty hn forex trading aik aysa business ha jis ma insan dhayn sy or lagan sy Kam kry tu bout zayda profit hasil ho skta ha PHR aik wqt aysa bi aa jata ha k forex sy Jo hm earning krty hn us sy hm dosro support bi KR skty hn jis tra aj Kal hmary mulq ki condition ha is ma hmari bout bari responsibility ha k hm apny mulq ka khyl rakhy aj ka dam ka issue chal RHA ha agr hmari earning bout achi ho tu hm is sy dam k laiy bi Dy skty hn so forex trading ma insam wo kuch KR skta ha Jo aik normal life ma mumkin ni but wo us surt ma hi ho skta ha k JB hmari trading bout achi ho gi or hm is qabil ho Jay gy k hmari earning achi ho
    • #3 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma ager him log forex trading ky rules ko follow krty ha to him logo ky let's acha ha kau ky is still him logo ko hi fida ho ga or him log achi tra sy trading bi kr skty ha or him logo ko Zayada mhnat bi nhi krna pre gye
      • #4 Collapse

        Forex Trading aur Economic Conditions

        Forex market aik Interbank Foreign Exchange Market hai. Interbank forex market ka matlab hai jo bary bary banks kay darmiyaan currencies kay exchange rates hoty hain wohi rates he hamko milte hain aur us par ham trading karty hain. Ab aapka jo sawaal hai wo bara clear hai kay jo paisa ham forex say kamaty hain hn kia us say hamari economy ma fark parta hai ya nahi. To ma aapko ye concept samjhny ke koshish karun ga.
        Forex Rates Aur Economy Ka Relation:
        Brother forex rates kise bhe mulk ke economy kay lehaaz say hoty hain. Jis mulk ke economy mazboot ho rahi ho us mulk main currency bhe mazboot hoti hai aur agar economy kamzor ho rahi ho to phir currency bhee weak hoti hai. Aur economy bht saari cheezon par depend karti hai. Sirf aik cheez main paisa aa jaata hamari economy ko acha nahi bana sakta. Economically mulk ko behtar karny kay liey bht saari cheezon ko dekhna parta hai lehaza aap es paat ko mind ma rakhin kay economy k lehaz say exchange rates badalty hain.
        • #5 Collapse

          Yes dear ais se contry ko bahot hi zadya fadia hota hai k hum agar ais market mai se bahot sara paisa kamye aor aus ko apny country k bank mai mangwa ley ais se ye faida hai k usd humry country mai aye gay jis se hum aus ko baad mai use kar sakty hai ais liay ap ne dekha hai k Pakistan mai bahot sary online teacher hai jin se ap trading sekh sakty hai aor ais market mai kaam kar sakty hai agar ap ais mai kisi ko kaam sekhaty hai to ap apny country ki help kar rahy hai ais mai ye hai k ap ko ais mai mehnat karni pary gi aus k baad ap ko pata chaly ga k ais se ap k country ko kitna faida ho raha hai ais liay hum ko ais mai leaning acadmies open karni chaye ta k zayda logo ko ais ka faida ho jaye.
          • #6 Collapse

            assalamualaikum deaer brother apny question buhat acha pocha hy is sy mahamry cuntry kobuhat hi faida ho ga esy pesy hamaari contry main ay gy hamain chahye k ham forex market sy buhat achi erning kren or apny mulak k bankon sy wedraw krwain is main apapny zayada sy zayada doston ko mashwar den ta ky apny erning k sath satha apny mulk ka bhi bhala kren
            • #7 Collapse

              G han kesi had tak pakistan key big investors apni high earning se apny country ki economic ko behatar kar sakty hey overseas Pakistanis jo key others countries se currency earn kar key Pakistan lety hey aur apni country ki economy ko behtar karny me apna hisa dalty hey esi tarha ham be koch na koch forex business me earn kar key apni country ki economy ko behar kar sakty hey, agar ham learning karny aur expernice hasil karny me kamyab ho jaty hey to mery khayal me achi earning karny se ham Forex business se apni country ki economy ko strong kar sakty hey.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                Main honourable members sey yeh pochna chata hon keh forex trading se jo profit hum earn kerty hain keya hum bhi overseas pakistanion ki terhan apny mulk ki economic condition ko behter kerny k leay apna role ada ker rhy hain ya is earning ka koi advantage nhen hey?
                Economic calendar market ki movement proposal effect Karta Hai Ye aap ko market correction aur uski new direction ko change kar deta hai yeh aapke liye ek role model Ki Tarah 1 platform provide Karta Hai Jiski base par aapne long time ke liye working karna hota hai aur isme easily working Karke Apne account manage karna Hota Hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Yahan Par aapko market Mein kaam karne ke liye sabse Pehle news aur uski information par Nazar Rakhna hoti hai aur aap ko dekhna Hota Hai news market mein kitne effect Karti Hai market kahan tak isko wait kar sakti hai Jitna wait kar Kis Mein Kaam Karenge aap ko yaad karne ke chances Bhi Jyada increase Hote Jayenge aur aap ka kaam easily managed ho jayega

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X