Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?
    Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya jtni Zayada experience ho ga him log Itna hi Zayada profit hasil kr skty is ma education ki koi zarort nhi sirf or sirf experience hona Chaya
    • #3 Collapse

      forex trading aik aysa business hai jis ko msjhny k liye education ki zarort hoti hai q k koi bhi unparh insanb kbhi bhi es ko achi trah se nahi kar skta hai es liye hmain api trading ko jub tak acha or kamyab bnana hai tu es k liye hmain apni trading main education ko bhi add karna hota hai or mera khyal hai k har trador ki qualificatos maximum matric tak lazmi honi chahye ta k wo apni trading ko achi traha se smjh or sikh saken q k jub tak wo likhna parhna nahi janty tab tak wo trading ko achi trha se learn nahi kar skty hain es liye hmain apni trading main bahtri k liye education ki zarort hai or jub tak hmari education achi nahi ho gi tab tak hmari trading bhi achi nahi ho gi
      • #4 Collapse

        Dear Forex business key ley minimum intermediate level ki education to zaror honi chaye, Forex business key trading me siraf buy ya sell orders hi lagana kafi nahi hamy proper market ko analysis karna hota hay jes key ley English hamy read karny me asani ho sakti hay agar ham English read hi nahi kar sakty to Forex news ki hamy koch be samaj me nahi aye ga aur jo traders news ko samaj nahi sakty esy traders ko me professional ya expert trader nahi samjta, kam education ki waja se ham market ko technically to analysis karny me kamyab to ho sakty hey magar market ka fundamental analysis key ley high level ki education zarori hay.
        • #5 Collapse

          Wesy to aapko bhee pata hai kay forex ma kaam karny kay liey kise bhe kissam ke educational requirements nahi hain aur na hee kise aur kisam ki koi requirements hain. Forex ko koi bhe bamda kise bhe wakt join kar sakta hai. Join jabb aap kar lety hain to us kay baad aapko forex ma kaam karna seekhna hota hai aur ye cheez dekhna hoti hai kay kiss tarha say aapko ess buisness ma behtar say behtar kaam karney ka tareeka aa sakta hai.

          Jab kaam seekhna hota hai to us kay liey analysis bhe seekhna party hain aur analysis ma technical analysis aur fundamental analysis seekhna hoty hain. Technical Analysis aapko usi wakt samjh aa sakty hain jabb aapko basic cheezon kay baary ma pata ho aur aap technically cheezon ko understand kar sakin. Secondly fundamental analysis seekhny kay liey aapko mukhtalif websitess par jaa kar jo kay zaida tar english ma hoti hain, news parhna parti hain aur phir us kay baad aapko idea hota hai kay analysis kis tarah say karty hain. Lehaza basic technical cheezin samjhna zaroori hain aur saath sath english language ko understand karna zarori hota hai.
          • #6 Collapse

            sallam dosto kia hall hian app ka . forex trading maina app logo ek high education ke zaorrat nahe hain just agar app matrice be pass hian . or app ko forex trading k bary main pata nahe hain tu app ko chaye k app pakistan forum par ah jaye or app ko logo ko yaha sab sawalo ka jawab mil jay ega
            • #7 Collapse

              Dear ais market mai jaha tak baat hai kuch log hai jin ko atna zayda pharna ni aata magar wo ais mai master bany hoye hai ye ni hai k ais market mai sirf parhy hoye log kaam kar rahy hai kun k ais market mai jaha tak baat hai profit ki to ais mai kam phary likhy log bhi profit bana rahy hai asal mai baat ye hai k technical trading karna asan hai aor aus ko samjhny k liay ye zarori ni hai k ap educated ho ais mai ap ko thori bahot samjh aa jaye to aus k baad ap ais mai kaam start kar sakty hai aor aus k baad ap ko ais mai tajrbaa hota jata hai k ais market mai kaisy kaam karna hai aor ais mai se kaisy profit banana hai agar hum ais mai aisy hi kaam karty hai to hum ko ais mai mehnat karni parti hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal mein sirf aur sirf trading Hai Ek Waheed Aisa business hai Jisme education Koi Main Nahi Lagti sirf aap ko English padhna aur samajh na aana chahiye Kyunki Agar aapko English padhna nahi Aayegi Tu aapke analyser achha nahi honge aur aap Jyada Achcha Prophet Hassan nahi kar Sakenge old insta Forex Ne Itna Jyada trading co Ehsaan kar diya hai aur kisi Jagah BSR Aasan Nahi Hai Uske liye Hame insta Forex ka shukar Bazar hona chahiye
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                  Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
                  Assalamu Alaikum Mere Bhai sirf trading Aisa business hai jis mein apko higher education ki jarurat nahi padti sirf aur sirf Itna hona chahiye ke aapko analyses karne mein Aasan Nahi Ho uske liye aap ko English padhna zarur Aata Hoon aur aap ko samajh aa Jati Ho ke post yeah news kis baare mein hai aur Market movement kis tarike se ho rahi hai agar aap itna Jante Hain To aapko Aur Zyada education Ki Zaroorat Nahi Hai Aur isme aapko Kisi Se Bhi Darne ki jarurat nahi hai
                  • #10 Collapse

                    no need of any type of special education apko bass trading ki eduction ki zarorat hoti ha agr apki trading ka mutaliq malomat achi hain aur apo experience bhi ha tu phir apko preshan hona ki koi zarorat ni ha.
                    • #11 Collapse

                      Forex me kaam kerney k liey education to bohat zarori hai jis k liey minimum qualification to matric hai lekin ager ap ne expert ban na hai forex me to apko charter accountant ban na parey ga. Forex pe kaam kerne k liey apki english bohat achi honi chahiey. Agr english weak ho gi to apko posts ko parhne aur samajhne me masla aaye ga. Lehaza achi education waley he is forum ko join kren.
                      • #12 Collapse

                        Explain kam karne ke liye Aapke Paas Hai jucation Canal aaj ki nahi hai aapke paas just information Kaho na Laaj Piya jitne Jyada ke paas information Hoti Hai Jayegi Aap Ko Pata Lag Jayega ga kya aap nahi hai market mein kis jagah se investment karni hai only investment aapke liye Kitni safe mode mein condition Mein kaam kar sakti hai Jaise Jaise aap market Mein analysis ke saath long time ke liye kaam Karenge aap ka working experience yahan se bahut late ho jayega aap ka confidence ho jayega
                        • #13 Collapse

                          my dear brother mary khayal ma education is not required in forex trding so forex ma experience required hota ha jtna zayada experience itna zayada profit
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                              Forex trading k leay dosto minimum education app ki itne honi chahy k ap English read our write ker sagain phr he hum us main ache earning ker pain gay app ko forex main tab he technical analysis ki samjh aei ge our phr app us main us ko understand ker pian gay ager app forex main us ko samjh lety hian our us main mushkil khuch bhe nahe hai koin k hum trading zeada tar chart reading k oper kerty hian our agr ap matric ker k bhe forex ko shuro kerty hian to pher bhe dost us main khuch bhe mushkil nahe hai us main app araam say ache earning ker sagty hain kionk news ka sirf app ko itna pata hoo k bare news kis time hae ta k us time app ki trades close honi chain pher he app us main acha profit bna pian gay our app ko kamyaabe milay gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X