Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

    bhai apki bat sahi hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main hmai eductaion boht important rakhti hai q k es main likhny or parhny k donu kam hoty hain es liye aghr apko foex ko smjhny main sani chahye tu apki qulaification achi honi lazmi hai q k jub tka hum parhn alikhna nahi achi traha se janengy tu hmain trading main kuj point ski sahi smjh nahi ay gi q k boht kuj englsih main hmary sany ata hai jis ko aghr tu humain smjh a jay tu hmain english parhni ay gi tu he hmain smjh bhi lagy gi es liye mera yah khyal hai k hmari qualification lazmi achi honi chahye boht se tradors ka yah manna hai k aghr hum parhy likhy bhi nahi hain tu bhi hum trading kar skty hain yah bat bhi galat nahi hai lkaen pher hum os level ki trading khi nahi kar skty hain jis level ki hmari qualification achi hony par ho skti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

      Main to friends yahi kahoun ga k us main kisi bhe khas education ki forex k leay zarorat nahe hai jo parhna likhna janta hai jo urdu bhe parh leta hai to wo bhe forex trading ker sagty hian koink us main technical analysis kerna koi mushkil nahe hai app araam say ker sagty hain our fundamental our sentimental bhe koi khas mushkil nahe hai app simple admi ko thori c us main guide line day dity hai to pher wo easily forex trading ker sagay ga koin k price action knowledge main app nay candles series usko samjhani hai our phr wo us main market k support and resistance ka bta dain gay to aik thora parha likha bhe easily forex trading ker lay ga us k leay ksisi khas degree ki zarorat humean nahe hai pak forum wesy bhe education hasil kernay k leay aik ache place hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

        brother forex trading kay liye as such koi degree ya officially koi education to nahi chahiye hoti lekin agar aap kay paas education nah ho yaani aap parhay likhay nah ho toh aap ko kuch samajh nahi sekkain gay her cheez aap ki soch say uper hogi lekin ager aap kay paas normal education nah ho aap nay languages ki study nah ho aap nay sciences bhi nah peri ho beshak aap kay paas kuch ilm nah bhi ho lekin agar aap nay forex ki kuch thori bohat learning kee howi hay ya ager aap nay properly forex ko nah seekha ho lekin aap nay practice ker kay forex trading ko seekh liya ho toh ap ko profit ho sakta hay aap kay paas ager trading experience ho beshak aap nay learning nah ki ho achi trading ho jaaye gi.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

          apki bat shai hai laken mera khyal hai k matric hona he boht zarori hai q k matric main jitni english parhi or likhi jay wohi boht hoti hai trading main or aghr brokers ki bat karen tu hmain matric level ki he english parhny ko milti hai ayse tu jo kam parhy likhy hain wo apki bat se forex ki traf ana band kar skty hain or aghr aik andazy k mutabik bat ki jay tu boht se exoert tradors ayse hain jo forex main boht acha busines kar rahy hain or un ki qulifiaction bhi itni nahi hai or wo forex ka boht expiernce rakhty hain tu mera khya hai k qualifiaction matric enough hoti hai laken es k sath sath apki mahnt boht mattr karti hai qk jub tak ap mahnt nahi karengy ap jitna bhi zaya parhy likhy nahi hai ap forex main kamyb nahi ho skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
            Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
            Assalamualaikum Bhai aap ka Sawal bahut achha hai aapke is Sawal se dusro ko bhi fayda ho sakta hai aapke is Sawal ke Jawab Mein Main Yeh Kehna chaahungi ke Forex trading Ek Aisa business hai jis mein education Ka Hona lazmi nahi hai zaroori nahi ke kisi ne Masters kiya ho ya fine arts kiya ho ya Matric kiya Lekin bulk is Forex trading Ek Aisa business Hai Jis Ke Liye Hamare mind Ka Hona zaroori hai Hame Forex trading se related information Hasil karne Jaroori hai hume Forex learning lazmi Karni chahiye origin learning karne ke liye hame koi institution mein admission Lene zaroori Nahi Hai Nahi Koi degree ya diploma Ki Zaroorat hoti hai insert Hum Forex key basic learning Google Yahoo YouTube se bhi kar sakte hain Forex trading ke liye Hame bus Forex ko samajhna zaroori hai Hamare Paas Jitna experience Hoga kitne Jyada Hum practice Karenge apna hi Zyada Hame Forex trading Mein munafa Hoga aur utne hi Zyada Hum achha Businessman Ban Sakenge aur ek accha business kar Sakenge Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
              Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
              Forex trading market Mein kaam karne ke liye traders ke paas Bas Itni knowledge honi chahiye ke aaram se Forex trading ki knowledge gain kar Sakun Forex trading ke baare mein Jaan Pehchan 20 again ki Kitni knowledge Hona aur Itni education Ka Hona bahut jaroori Hai Uske Bina trading karna impossible hai isliye trading karne ke liye traders ke paas Thodi education Ka Hona bhi zaroori hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                dear friends forex mein education ki zarorat nahi hoti is mein ap bs english thori read karna janty ho lekin is mein i think kay minimum 10class hona chaheye mtlb matric ka student bhe is mein acha work kar sakta ha or is mein achi earning kar sakta ha or us kay elawa is liye is mein well educated banda zara achi tarha say forex ko learn kar sakta ha lekin yeha kay ap matric bhe pass ha lekin age 18 year hona zarori ha kiyon kay forex ka account id card pay verified hota ha or us kay badd ap acha work kar sakty hein or forex mein achi learning hasil kar kay forex ek aysa work ha jis mein apki achi learning apki life change kar sakti ha or easy ap success hasil kar sakty hein or apni life ko easy ek achi life mein change kar sakty hein
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                  g han dear forex mein itni achi education na bhe ho to chaly ga lekin forex kay bary mein experience zarori hona chaheye kiyon kay forex ek acha or best world best business ha or is liye agar is mein apkay pass forex kay bary mein achi information na hogi to ap is say acha profit earn nahi kar sakty is liye is mein minimum qualification agar apki matric bhe ha agar ap english ko read karna bhe janty hein to ap market say achi earning kar sakty hein kiyon kay forex mein apki education ki zarorat itni nahi ha jitni ap kay pass achy experience or knowledge ki ha agar ap kay pass acha experience or knowledge hoga ap bohat he achi or fast earning hasil kar sakty hein or apni life mein bohat he agay barh sakty hein is liye hard work or acha experience apki life change kar sakta ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                    forex mai kam karny ky liye hamara well educated hona zarore hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                      Friend ap ny bilkal tek kaha hy mgr ye b to ho skta hy k MA bandy k pas utna experience or knowledge na ho jitna k aik matric waly k pas ho sari bt hmary zahn or hmari mehnat ki hoti hy k ham ktni mehnat krty han or hmara zahn ktna forex business ko pick krta hy hmari education chahy matric ho ya us sy zyada successful is bt py depend krti hy k kon zyada mehnat krta hy kis k pas zyada experience or knowledge hy q k knowledge or experience k bagar dunya ka koi kam ni ho skta isi tra forex b aik difficult business hy is m hamy mehnat ki zarort hoti hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                        forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy hamy zada education ke zarorat nahi hote hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain hum is apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                          mera jo experience us k barey main hain dost us main app ki taleem kum say kum graduation hone chahy us ki wja ye hai mery dosto forex ko locally business to hai nahe app iak international business main kaam kernay ja rahy hain jes ain app ko kafi high qualification wlaay logoun k sath wasata parey ga to us main ager app ki education un k makablay main boht kum ho ge to pher kesya app un ko beat ker k sago gay our un say apna hisa lay sago gay to aik to her trader ki personal taleem ache ho pher wo forex ko bhe achy say seikh k he us main investment karey ga to he acha profit earn ker paey ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                            dear forex tradin main agr apki ki education matric be hai tu ap isay eszy kar sakty ho main ne 1 person ko kuhd dekha jo kay middle hain wo b trading krta hai education kay sat sat apka is kay lia acha mind b hona chahyia .
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                              Dear friend forex trading k ley education ki zarorat ni ha q k ap kisi bi expert dost sy seek sakty han ya jo dost expert na bi ho par kafi arsa sy trading kar raha ha hum us sy seek sakty han
                              Humy forex trading ki tohri c bi samj aa jay to hum log khud demo main practice kar k samj or seek sakty han forex trading main ache trading kar sakty han srif indicators k ley humy dostun sy help lani ho ge
                              Is k ley humy ache tahra learning karni chae ha ta k hum log forex trading ko sahe tahra samj or seek lan phr us k bad trading start karny ta k aram sy kamyab ho sakeny or loss sy bach sakeny
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

                                Mere khyal se raat ko samajhne ke liye taleem ki jarurat nahin hai isko Koi bhi Banda kar sakta hai jisko iske bare mein knowledge hai jisko iske bare mein experience usko kar sakta hai lekin kam uska metric pass Banda isko achcha jaan sakta hai kyunki hamare pass agar padhne ja likhane ki sahayata hogi to hi Ham iske bare mein samaya sakenge aur Baki islami taleem ki koi had nahin hai mere hisab se jitna achcha tree kaise banta hai ke paas knowledge hoga aur jitna jyada uske bad experience hoga utna hi acche tarike se wo trade kar sakega hua ki anpadh aur padha likha insan barabar to nahin hai isiliye in mein Fark to hota Hi hai trading ke mamle mein aur inki soch mein bhi Fark hota hai jiske pass jyada knowledge or experience hoga vah jyada acche se trade karega aur ismein jyada profit kam aaega aur jo experience ke bagair ho gaya hua ismein locel karega kyunki vah jaldbaji mein trade lagaega ya usko sahi tarah experience nahin hoga isiliye ismein thodi bahut taleem bhi matter karti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X