trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?
    assalamualaikum dear!!
    friends main ye pochna chahta hun best forex trading k liye expeirce zayada zarori hy ya aducation ​????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai sab se pehle to aapko forex trading k hawaly se mukamal knowledge hona chahye us k bad dusry number per jo sab se aehm cheez hai wo hai experience ager ap yeh business bina experience k start kro ge to loss k siwa kuch hath ni aye ga us k lie zaruri hai k ap pehle demo account per practice kren
    • #3 Collapse

      Zinda rehnay ke liye hawa (air) ziada zaroori hai ya panni , yeh iss type ka he question hai :)

      Brother iss ka simple jawab tu yehi hai ke Trading ke education aur trading experience dono ka Hona he apni apni jagha important hai aur inn dono kay baghir traders ka kam nai chal sakta hai. Sab say pehlay tu traders ka y pas trading ka acha knowledge aur education honi lazmi hai jis ke base per traders mazeed trading experience gain kar sakty hain.

      Sirf experience ya sirf education ke base per traders kamyabi hasil nai kar sakty hain aur traders kay liye laazmi hai ke in kay pas education + experience dono he majood hon tab he woh achi trading kar sakin gaay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
        assalamualaikum dear!!
        friends main ye pochna chahta hun best forex trading k liye expeirce zayada zarori hy ya aducation ​????
        Forex trading main successful hone ke liye education or experience dono ki bahut karte hain Agar traders ke paas Forex trading ki knowledge Na Ho tab bhi wo Forex trading Mein successful nahi ho sakte aur Agar traders ke paas Forex trading ki education Bhi Na Ho Toba Unka successful Hona bahut jyada difficult hota hai kyu Ke Jab Hame Apne Kaam ke baare mein hai kuch nahi pata hoga toh hum successful Kaise Honge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          bhai ap ny jo swal kiya hai os ka jwab yah hai k donu he aham hai q k kisi aik ko bhi reaject nahi kiya ja skat hai donu ki valuse he boht hai jo k hmary liye zarori hai tu main apko donu ki importacnce bat deta hun su se pahly jo zarori hai wo hai hmari
          education:
          q k education k bagiar hum kuj bhi nahi mjh skty hain q k aik unparh tardor otna kmayb nhai hota hai jitna k aik parha likha trador kamayb hota hai es liye education boht zarori hai aghr tu zeyda nahi hai tu forex ko strat karny k liye kuj tu forex k bary main hum se jan saken nahi tu boht masla hota hai os k bad hmai hmara
          expiernce:
          kamyab karta hai jis ko hum ny apny knowledge ki base kar increase karny k bad use karna hota hai es main jitni hmari trading ki practice hogi otna he hum trading ko zeyda acha kar skty hain es liye mera khyal hai k ayh donu aham hain trading k liye
          • #6 Collapse

            Trading karney k liyee sbb sy ziada zaruri hy k ap ky passs experience honaa chahye tbb e ap iss business main success gain kar saktey hain or acha profit gain kar sktey hain forex main trading karney k liye education ki koi limit ni hy agr apki qualification matrick bee hy too ap iss business main success gain kar saktey hain is liye zaruri hy k app ky pass experience honaa chahye
            • #7 Collapse

              sir mery khayl se forex trading me apko sab se ziyda experince ki zarorot ha degree ki ni ha agr apk pas bohat hi acha eprince ha to ap forex trading me kamyab ho sakty hai or ap long time trading kr sakty hain forex ek bohat hi riski km ha to me apko ek or baat kaho ga k lalch na krain to acha ha us se apka aconut seve rahy ga or long timr profit kr sakty hain or apko demo aconut se exprince milta ha or ap long time trading krna chahye
              ALWAYS BE HAPPY
              • #8 Collapse

                My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya main trading ky leya experience Zayad zarori ha kau ky him log apny experience ko istmal krty howa kafi acha profit hasil kr skty ha or kamyab trad bi laga skty ha or him logo ko bhot hi Kam mhnat krna hoti ha profit hasil krny ky leya
                • #9 Collapse

                  Trading K Liey Experience Ya Education

                  Well dear jo mery nazdeek trading kay liey priority hoge wo education hain. Experience ko ma second option rakhun ga kun kay jo basic cheez ha wo education hai. Agar aap ko proper taleem de jaay kise bhe cheez kay baary main to us knowledge ke base par aap us par kaam kar sakty hain. Aur shyed pehly pehly aap us kaam ko karny ma thori mushkilaat ka saamna karna pary ga magar jab aap thora arsa kaam karin gyy to aapko khud hee cheezoon ke samjh aana shuru ho jaay ge aur aap ka apneyy kaam par bharoosa barhhta jaay ga. Jab aap kaam karty jaaty hain to phir us kay sath saath experience bhe hota jaata hai. Jesa kay kaam karney k pehly din aap ghlti karin gy dosry din katin gy magar aakhir kaar aap mo laam samjh aa jaay ga. Lekin education agar pehly hasil ke ho to jo cheez aapko 10 din ma samjh aani ha wohi chee 5 din ya es sy bhe kam arsy ma apko samjhh aa jate hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear frinds forex trading Ek online busniess hai es ky liy etni educatin to ho ky bany ko es ky bary main samaj to ay our education ky sath sath expeirnce ka hona to lazmi baathai kunky expeirce ky bager to koi kam b nhi ki ja sakt es liy dono ka hona lazim hai
                    • #11 Collapse

                      dear Forex education key sath expernice ka hona be important hay trading ko jab tak ham proper learn nahi kar lety kamyabi key chances be kam ho hoty hey, jo be kam ham start karty hey to us me agar ham ne kamyabi hasil karni chaye to hi ham us me expert ban sakty hey, Forex ki complete education key sath practically expernice be zarori hay, agar ham Forex ki complete education hasil kar be lety hey to trading ka practically expernice na hony ki waja se ham es business me fail be ho sakty hey, hamary ley best yahi hay key complete education be hasil karna chaye aur trading k expernice be high level ka hona zarori hay.
                      • #12 Collapse

                        Dear jaha tak baat hai experince ki to aus k liay ap ko time lagana parta hai aus k baad ap ko ais market ka experince hota hai aor jaha tak baat hai education ki to sab se phly hum ko ais market mai learning karni chaye aus k baad hum ko ais mai ye hai k hum ais mai demo par ya real account par kaam kary ta k hum ko ais market par experince ho jaye kun k agar hum ne sirf ais mai learning ki hai aor aus par kaam ni kia to aus mai hum ko loss hi ho ga aor agar hum ne ais mai aisy hi kaam start kar dia hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai loss ho jaye ga ais liay ye dono kaam hi bahot zarori hai agar hum ais mai expert bananna chaty hai to aus k liay thora time lag jata hai tab ja k hum ais mai se kamana start karty hain.
                        • #13 Collapse

                          Dear trading member Forex trading Mein education is very important without proper education Forex trading main success Haasil karna impossible hai dear trading members experience tabhi gain Hota Hai Jab aapke paas knowledge Ho is ke liye aapko Pakistan Forex forum se basic knowledge learning karne chahiye Jab aapke paas education Hogi to aap experience hassil kar Sakoge demo account best source of practice and practical work hi trading Mein kamyabi Hasil karni ho to Pakistan Forex forum se education Hasil karo aur demo account mein Zyada Se Zyada practice karo Taki aapko perfect knowledge perfect experience aur emotional control Hasil Ho
                          • #14 Collapse

                            Yahan Par education ke sath sath experience for sayyeda important lagta hai agar apke Paas kya hai experience Nahi Hai To Kuch Bhi Nahi kar sakte education aap kuch bhi kaam nahi Aayegi Agar Apke Pas just education for experience nahi hai toh phir aap ka kaam bhi kuch nahi hoga isliye important Rehte Hain working karne ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Walakum Slam dear forex trading business main experience bhy trader kay liay must hota hay aor trader kay liay education bhy must hay kion kah forex trading main donon knowledge and experience lazm hian aor jo trader educated hian aor forex trading business ko sahi tarah say samjh kar trading kartay hian woh forex trading main short time main sahi business ka setup bana saktay hain jo trader educated nhy hain aor jin ka education ka level low hay un kay liay forex trading market ko smjhna aor forex market ka experience sahi karna easy nhy hota hay aor in jaisy traders ko forex trading main kafi sara time period dana parta hay phr ja kar un ko forex trading market ka experience hota hay aor woh forex trading market main ja kar successful trading karnay kay qabil hotay hain to main yah kahon kah kah forex trading main donon important hian trader kay pass knowledge bhy acchha ho aor trader kay pass experience bhy acchha hona chhy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X