Forex trading men money management kia hoti hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men money management kia hoti hai ?
    assalamu alaikum brothers money management Kya hoti ha Mary khayal ma money management is technique ko khty ha jb him log insta forex ma apni trading krty ha to is waqat apny passo ko manage krna ky ager him logo ko loss ho rha ha to is ko kiss trah manage Kiya jaye or ta ky Jo hmary pass hmry account ma balance hota ha is ko kiss trar invest keya jae or AP sub log bhi apny balance ko manage kry ta ky ager to AP ko profit ho rha ha to to thek ha or ager loss ho rha ha to is ko kiss trar manger keya jar forex trading me money management bohat important ha agr ap proper money management kay hisab se chalay to ap bohat zada loss se buch saktay hain money management me risk reward ratio b bohat important ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma forex trading ma money management wo hoti ha jib him log koi trading start krty ha to apny money ky hesab sy krty ha ky hmra account bi wash na ho or him logo ko profit bi ho sky is ko money management khty ha
    • #3 Collapse

      Money Management

      Trading main Jo apny jazbaat par kabu paanybka baad dosri chhez jo important hai wo money management hai. Money management aik intehaai eham cheez hai jos ka bina trafing ma kamyaabi na mumkin tasawar kee jaati hai. Money management k chand points mandarjazail hain

      1. Hamesha Kam Say Kam Risk Lain:
      Jab bhe trade market ma lagani ho to kam say kam risk lain aur apney capital ko daikh kar risk lain. Agar pehly say kuch trades chal rahi hon to unko pehly close kar lain phir agli trade lagain.
      2. Stop Loss Lazmi Use Karin:
      Stop loss ka istemaal kise bhe bary nuqsaan say bachaata hai lehaaza stop loss ka iste maal karna kabhee bhi na bhoolin.
      3. Leverage Ka Istemaal:
      Leverage aik aise cheez hai jo aapko loss bhe bht zaida day sakti hai aur profit bhe. Leverage ka use bht ehtiyaat aur soch samjh kar kiya jaay.
      4. Risk Reward Ratio:
      Risk Reward ratio ka sahe use aana bhe aapko achi money management ka pata btata hai. Jab risk reward ratio ap sahi tarha say istemaal karin gy to uska long term ma faida hasil hota hai.
      • #4 Collapse

        Money management

        Money management karny key ley hamy terminal tools ko use karna ho ga jes me sab se important ye hey,

        1. stop loss and take profit:

        money management key ley sab se important tools stop loss aur take profit hi hey, jes ko use karny se loss limit ho sakta hay, take profit se hamara profit manage ho jata hay aur take profit tools hamary profit ko loss hony nahi deta.

        2. Pending orders:

        money management key ley aur best point se trades open karny ley ley pending orders jesa tools bahot hi useful ho sakta hay, ham agar pending orders laga lety hey to ye esy points par es ko set karty hey key agar ham es orders me loss be hota hay to kam hi ho sakta hay aur profit ki umeed zeyda ho sakti hay.

        3. Lot size:

        money management lot size ko kam ya zeyda laga kar be ki ja sakti hay, lot size ki selection par hi risk ko reduce karny me asani rehti hay.
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to ais mai money managemet par kaisy kaam kar sakty hai to aus k liay diffrent tareeky hai jin se hum ais mai kaam karty hai.

          Lot Size
          Dear agar hum ne ais market mai real account banya hai aor aus par 1000 usd ka account banaya hai aor hum ne aus par trade karni hai to hum ko aus par 0.05 ki lot use karni chaye ais mai ye hai k hum agar ais mai loss karty hai to atni jaldi account wash ni hota.

          Take Profit & Stop Loss

          Dear agar ap ne market mai koi bhi trade lagai hai to aus k sath take profit aor stop loss zaror lagye ais mai ye hai k agar ap ain ko use ni karty to ap ko ais market mai loss bhi ho sakta hai jis se ap ka account wash ho sakta hai ais liay jab ap ais mai kaam kar rahy hoty hai to take profit aor stop lagye ta k ap ka account safe rahy aor wash se bach saky thora loss karwa ley aor zayda se bach jaye.
          • #6 Collapse

            money management is lot size management according to your capital mean total balance and leveragedear trading members apko maloom hona chye ky forex trading ma money management aor account management different hai jub ap trading start krty hain to sub sy pehly apko achi planning krni chye ta ky apko forex trading ma apko knowledge aor experience bhi hona chye
            1. lot size aisa ho ky apko apny stoploss tk utna loss ho ky ap usko recover asani sy kr sken
            2. leverage ky hisab sy lot size ho aisa na ho apki leverage maximum ho aor apky stoploss tk apko utna loss ho jay ky recovery mushkil ho jay
            3. trading ma capital ky hisab sy he apko stoploss set krna hota hai
            low risk py apko account ma management krni hoti hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
              assalamu alaikum brothers money management Kya hoti ha Mary khayal ma money management is technique ko khty ha jb him log insta forex ma apni trading krty ha to is waqat apny passo ko manage krna ky ager him logo ko loss ho rha ha to is ko kiss trah manage Kiya jaye or ta ky Jo hmary pass hmry account ma balance hota ha is ko kiss trar invest keya jae or AP sub log bhi apny balance ko manage kry ta ky ager to AP ko profit ho rha ha to to thek ha or ager loss ho rha ha to is ko kiss trar manger keya jar forex trading me money management bohat important ha agr ap proper money management kay hisab se chalay to ap bohat zada loss se buch saktay hain money management me risk reward ratio b bohat important ha
              Money management karna bhi bahut jyada important hota hai jo Log Yahan Par money management karne ka method seekh lete hain unke Paas information aa jati hai kya hua par kaise money management kar lete hain working kaise increase Kare sakte hain level increase karne ke liye aapke paas ki information on narazgi hai
              • #8 Collapse

                Money management forex trading ka integral hissa ha, money management kay bina trading adhuri tasawar ki jati ha. Forex trading aik risky market ha, jis mein within seconds account wash ho sakta ha, is liye money management par sab se ziyada zor diya jata ha. Money management mein equity kay hisab se trading conditions set karna shamil hain, like agar equity kam ha to lot size, leverage, profit target bhi kam rakhay jain gy ta'k risk kam ho aur reward normal ho. Agar equity ziyada ha to phir lot size, leverage, aur profit bhi ziyada rakha ja sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Yahan Par working karne ke liye aapke paas money management system Ka Haal Aaj Bhi Hai management karna working karna chahte hain toh aapko kabhi nuksaan nahi ho sakta aap Aane wali news ke sabse easily working kar sakte hain Apne account ke Capital code generate kar sakte hain aap yahan se bahut acche kaam kar sakte aur long time ke liye working kar sakte hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                    forex mai amount invest karne hain to hamy pahky planing karne ho ge ky hamy kis time market mai enter hona hain forex mai money managment ke bohat ahmeyat hain hamy isy apny experience ky mutabik set karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                      forex mai hamy ache learning ky bad money management kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar sky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kamyab hona chatry hain to hamy lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                        Asalam o alikum friends forex trading main money management both important ha forex trading main jab tak ap apny account k mutabiq trading ni karny gy to ap successful ni ho saken gy is ley hum sab ko chae ha money management sy trading karny ta k loss na ho
                        Money management
                        Jab hum apny account k mutabiq lots size select karny or proper analysis k baad stop loss or take profit ka istamal karny to ye money management ya risk management keh sakty han
                        Means agr humara account 100 $ ka ha to humy chae ha 0.01 ki 2 ya 3 trade open karny is sy ziada na karny ta k ap ka account bi safe ho or ap easily ache trading kar saken or ache earning hasil kar saken isi tahra agr ap ka account 500 ya 1000 $ ka ha to phr in k mutabiq ziada trade open kar sakty han stop loss or take profit laga k ta k agr loss ho bi to Kam ho ziada sy ziada profit ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                          Forex trading mai money management ka Matlab apni investment, account balance, trades, lot size, withdraws ko manage kerna hota hai. Trading business mai traders ki money management usi waqt shuru ho jaati hai jab woh apnay account mai deposits kertay hain aur pak forex forum pay kaam ker kay monthly bonus lay kay trading kernay waley traders ki money management bonus real accounts mai transfer kay saath shuru ho jaati hai. Money management ko achi Tarah seekhnay kay liye demo trading account mai achi practice ki zarurat hoti hai. Demo trading account mai traders ko iss baat ka pata chall Jata hai kay jab trade open kerni hai tou charts ko read kaisay kerna hai aur currency pairs aur commodities ko select ker kay lot size Kitna set kerna hai. Money management seekhnay say traders kabhi bhi apnay accounts ko risk mai nahi daaltay hai kiyu kay risky trades say account weak hotay hain aur loss kay saath saath account wash ka khatra bhi barh Jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                            Money management

                            Forex market me jab trading ki jaye to traders agar affordable risk kesi na kesi base par (technical,fundamental) lety hey aur discipline ka be pori tarha se khayal rakty hey to ye 1 tarha se traders ki money management ki trading hoti hay, Forex market kabi be har time zeyada risk leny ka traders ko muqa nahi deta agar esi koi koshish ki be jati hay to ye traders ki apni ghalti hoti hay aur without money management be yahi trading hoti hay jo acha khasa loss de sakti hay, money management traders key ley market me risk ratio ki wazahat kar leta hay aur esi base par traders ko single trade me lot size lagany me ya per risk leny ki average clear kar deta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men money management kia hoti hai ?

                              Assalamualaikum Pyare doston Forex trading Mein money management ka kam yah hota hai ki aap apne account ke hisab se trading Karen jaise ki Agar aapke account mein 1000 dollar ki rakam maujud hai to aap usmein 0.5% risk per trading Karen agar aap usmein Badi lot size open karte hain aur leverage Jyada rakhkar kam Karte Hain To yah money management Nahin Hoti money management ka matlab hai ki aap apne account ko risk free trading Karen Jab Ke aapke account ki equity 1000 dollar hai to aap Fir Bhi 0.01 ki trade hi open Karen bagair Uske jawab trading Karenge to aap lifetime trading kar sakte hain risk trading aap ko nuksan Degi aur aapka account jald hi loss Mein Chala Jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X