lLuck vs Experince,
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    assalamu alaikum bhai Forex trading Mein Hamare Paas Itna Jyada experience Hoga Hum Log Itna Jyada profit bana sakte hain isliye Hum logo ko Apne experience Mein izafa karna chahiye tha Ke Hum Log acche se Accha profit Bana sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Trade is: occupation or a particular area of business or industry. e.g. the book trade. A skill is the ability to do something well, usually gained through experience and training
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Jnb aap nain bht achi BT ko hai main aap say agree karta hun fired main kuch trader jahan luck ka sahara letay hain wahan hi kuch trader apnain experience ki wajah say kamyab hotay hain experience walay kabhi bhi mayoos ni hotay aur apni trading ko behtar say behtar banatay jatay hain jub k luck walay jinko tukkay baaz kaha jata hai woh kabhi bhi kamyab trader ni ban saktay is liye jub bhi trading karni ho apnain experience ki buniyad PR karain aur kabhi bhi luck ka sahara nan pain agar aap k pass experience hai aur aap lucky bhi ho to aap ka bhi bhi maar ni khaogay..
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          me samjta hon key expernice key base par ki gai trading me etna loss nahi ho sakta jetna loss hamy luck par depend karny par trading me ho sakta hay, agar profit earn karny ki bat ki jaye to profit luck par ki gai trading me be ho sakta hay magar proper regular aur daily base par trading karny key ley expernice ki importance ko nazar anadaz karna hamari ghalti ho sakti hay, agar expernice hasil kia jaye to ye expernice trading career me hamary ley life time help de sakti hay hamy kabi be esi trading karny ki koshish be nahi karni chaye jes me hamara expernice shamil na ho.
          luck aur experience ka koi comparison nahi ho sakta Kyunki joote dedo apni trading ke liye hardworking karte hain aur practice Karke Apne experience increase karte hain vo Forex trading main successful ho sakte Jo traders love pad Band Karke trading karte hain unko ek do market profit hota hai woh Forex trading Mein Kabhi be a successful nahi ho sakte aur ek do din ke baad unko loss ho jata hai
          • #20 Collapse

            Luck aik natural thing hay to os ka to kuch ni kaha ja skta bhar haal experience base pe ap luck b change kr skty hain forex trading me jitna ziaada experience ho ga osi hisab se ap earning bhi kr skty hai.But es me bohta ziada mehnat darkar hoti hy...luck kabhi b sath chor skti hay per experiance is always like a friend jo kabhi dhoka ni deta....
            • #21 Collapse

              Re: lLuck vs Experince,

              Dear hamy sirf luck py hi depend ni krna chaiy balky khud b mehnat krni chaiy mehnat sy hi forex m knowledge or experience hasil karan experience k bagar ham forex m ni chal skty luck sy ziada forex trading m experience ka hona bot zrori hy luck py ham sari zindgi depend ni kr skty experience aik asi chez hy jis k bagar koi b kam mumkin ni hamy experience demo account sy hasil hota hy jo k lifetime hmary sath chlta rahta hy
              • #22 Collapse

                Re: lLuck vs Experince,

                Luck tu insan k sathh hi hota hy ap koi bhi kaam karain luck tu ap k sathh hi hy aur forex trading business mein bhi luck hota hi hy aur luck se bhi buht se trading kartay han lakin mary kahyal mein hum ko forex trading business mein luck par depend nhi karna cahaiye kiok forex trading business Aik worldwide online business hy js ko karne k liye knewledge aur experience ki buht ziada zaroorat hoti hy agr tu knewledge aur experience acha hy aur experience k sathh trading kartay han tu is se ye ho ga ap market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading karain gay js se profit ho sakta hy aur agr luck par depend kar k trading karain gay tu tukay laga kar trading kartay han js se buht ziada loss ho sakta hy
                Aur forex trading business mein hum ko apne experience par depend karna cahaiye is se hum experience se trading kar k acha profit earn kar saktay han aur apni luck ko bhi acha kar saktay han forex trading business ko business samjh kar karna cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil kar karna cahaiye is se ap apni luck ko bhi acha kar saktay han kiok luck bhi un Logon ka sath daiti hy jo log mehnat aur hardwork kartay han is liye behtaar ye hi hy k knewledge aur experience hasil karain phr trading karain tu kaamyaab ho saktay han
                • #23 Collapse

                  Re: lLuck vs Experince,

                  Luck aur experience do alag alag cheezain hain. Business mai luck ka kaam nahi hota hai kiyu kay business aik proper management hoti hai jiss kay zariye koi bhi business shuru kia Jata hai aur phir usay slow and steady tareekay say grow kia Jata hai. Forex trading bhi aik proper business hai laikin aksar loog isay bhi kisi dusray online business ki Tarah he laitay hain aur nuqsaan uthatay hain. Forex trading aisa business bilkul nahi hai jiss mai tukkay lagaey jain aur phir iss baat pay baith jain kay luck kaam ker gai tou profit ho jaey ga aur luck nay kaam na kia tou loss ho jaey ga. Forex mai luck nahi experience aur skills kaam kertay hain kiyu kay skills aur experience kay baghair forex mai successful hona mumkin nahi hota hai. Forex trading ka basic knowledge aur learning experience ki shuruaat hoti hai aur uss kay baad demo account mai practice skills aur experience ko develop kerti hai. Iss liye forex mai specially luck ki bajaey experience ko gain kerna chaiye
                  • #24 Collapse

                    Re: lLuck vs Experince,

                    Luck tu insan k sath hota hi hai aur luck se trading mein bhi profit ho sakta hai lakin hum ko luck par depend nahin karna cahaiye kiok luck se profit hota hai tu aik do bar hi hota hai is kay bad loss hi hota hai aur agr forex mein mehnat kar k trading ka experience hasil kartay han tu us experience se hum ko us waqt tak faida hota hai jab tak hum trading kartay han kiok experience ho ga tu hum market ko samjh saktay han aur market ko samjh kar trading karain gey tu hum ko faida hota hai aur ye baat bhi hai k hum mehnat aur hardwork kartay han experience aur knewledge k leye tu is se hum apni luck ko acha kar saktay han luck par depend na karain experience par depend kar saktay han kiok experience mein hum long time k leye trading kar saktay han aur experience se hi profit earn kar saktay han experience par depend karain mehnat aur hardwork par depend karain luck bhi acha ho sakta hai aur trading mein kaamyab ho saktay han
                    • #25 Collapse

                      Re: lLuck vs Experince,

                      Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                      Ji han dosto yahan per kaam kerny ke liye humary pas acha knowledge or experience hona bht zroori hai bina knowledge or experience ke hum yahan per kamyab nhi ho skty hein or agr gum kheen ke hum luch ki bina per is platform per kamyab hon gy to ye aik glt fehmi hai ji han Dosto hum agr yahan per apny luch ki waja se kamyab ho bi jaty hein to ye bar bar nhi hoga asa nhi hai ke hum bina kisi knowledge or experience ke yahan kamyab ho skty hein agr humaey pas knowledge hoga to hum asani se kamyab ho skty hein or acha profit hasil ker skty hein or acha bonus bi earn ker skty hein.THANKX
                      • #26 Collapse

                        Re: lLuck vs Experince,

                        ... Assalamu Alaikum dear friend I think so ke Lak time important hi nahin hai itne serious matter Karta Hai Kyunki Mere Khyal Mein Lakkha ka Kabhi ek time per Sath Dega luck Achcha hone ki vajah se Aap iktarfa Kahin Maiden Maar Lenge Ya Do dafa Maar Lenge yah chij jaaoge Lekin main samajhta Hun Ki Agar aapke pass experience hai jo uski vajah Se hadtal Ki Mushkil ko Aasan banaa sakte hain aur experience Har Jagah per kam Aata Hai Jaise Forex trading mein aap log ki Bina Pakda fatrade se profit Le Lo Ya Do Dafa Le Lo lekin Agar aapke pass experience Aaye To aap ko Kabhi loss Nahin ho sakta Agar Hoga bhi to aap apne experience hai usko recover bhi kar sakte ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: lLuck vs Experince,

                          Luck normal life mein ahmiyat ka hamil hy lakin forex trading mein luck kisi bhi tarah ke value nai rakhta. Forex mein kamyabi ke sab sy zaroori factors hain he trader ke mehnat, sabar or himmat, luck zyada tar wo traders istemal karty jo bohat kam time mein zyada earn karna chahte lakin phir bhi loss unka luck banti kyo ky experience or knowledge ko ignore karty. Jitne bhi successful traders hain jinhon ny kamyabi ke limits ko touch kiya sabit kiya ky mehnat ky bagair koi trader is business mein survive nahi kar sakta or jitna ho saky luck or greed sy dur rahy.
                          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X