Why in Forex there are so many who lose?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why in Forex there are so many who lose?
    assalamualaikum dear
    in my view greed sabse badaa factor hai...

    chote chote profit se koi easily khush nahi hotaa trader ko ek hi din me jyda se jyda profit karny ki soch rkhta hai or esi chakkr main wo apne rules break krta hai
    me manta hu agar forex me kisi ko 1-2 yr ka experienc hai to wo 10 deals me se more then 50% me profit krta hai . but wo 50% lost deal ko recove krne k liye jydaa risk leta hai and result is very bad
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex business me traders ka zeyda loss karna traders key kam expernice aur kam knowledge ko zahir karta hay, loss ki koi aur waja nahi ho sakti traders khud hi ya to emotional ho jaty hey ya some time over risk key sath trades open kar lety hey key market movement us ko confuse kar deti hay aur un ko etna loss ho jata hay jes ki recovery mushkil ho jati hay, esy traders market me risk ratio ko understand nahi karty esi waja se zeyda lot size ko use kar lety hey jes ko me big mistake samjta hon kam profit earn karny ki koshish ka faida ye hota hay key traders etna hi loss kar sakty hey jes ko recover karna us key ley asaan hota hay.
    • #3 Collapse

      g han bhai apki bat shai hai or yah har trador ki soch hai or hota bhi aysa hai maghr aik positive points of veiw se dekha bhi jay tu har tradir loss k bad apna loss cover karny k liye risk ko face krta hai jis se sub ko pher loss ho jata hai es liye main akhunga ka trading loss main jub jati hai tu loss cover karna bhi zarori hota hai tu greed mat karen q k jub tak greed main arhengy tua p proft se zeyda loss ly lety ho jub apko loss hota hai tu apo chahye k ap foran main trade na lagen achi traha leraning k bad trading karen q k bad main apko profit lena hota hai na k loss es liye apni trading ko best entry tak riok kar rakhen jesy wo best entry main trading kar jaata hai tu wo acha profit gain kar leta hai or lsos bhi cover kar jaata hai
      • #4 Collapse

        Forex ik international business hai jo all over the world kiya jata hai. Ik to meri personal khawahish thi aur dosra forum k platform ne isko mery liye aasan kar diya to mai bila jhijhak is business mai aa Gaya.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          assalamualaikum dear
          in my view greed sabse badaa factor hai...

          chote chote profit se koi easily khush nahi hotaa trader ko ek hi din me jyda se jyda profit karny ki soch rkhta hai or esi chakkr main wo apne rules break krta hai
          me manta hu agar forex me kisi ko 1-2 yr ka experienc hai to wo 10 deals me se more then 50% me profit krta hai . but wo 50% lost deal ko recove krne k liye jydaa risk leta hai and result is very bad
          Walaikum assalam Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha greed he Ek bahut bada masla Hai Jiski wajah se jyada tarlok nuksaan kar lete hain Kyunki Agar main thoda profit hota hai to wo usse Khushi Se accept nahi karte aur Jyada kis hote hain Jiski wajah se unke Dil Bilal Aaj Paida Ho Jati Hai Aur Woh loss karnemasla Hai J
          • #6 Collapse

            Forex ma loss ke wajha:
            G haan forex main maximum wohi log hoty hain jo apna nuqsaan kar baithty hain aur eski bunyaadi wajha jald baazi aur besabri hai. Es kay elawa forex markett say sahi tarha say wakif na hona bhe one of the main reasons for loss hai. Loss ka ho jaana forex main koi bari baat nahi magar musalsal loss ka hona bht zaida problem hai aur eska solution jab tak na dhoonda jaay trading say door rehna zaida behtar hai.
            1. Zaida lot size use karna:
            Trading ma zaida leverage ke wajha say ham lot size sahi istemaal ni karty aur bila wajha zaida lot size lalach ke wajha say istemaaal karty hain. Jis ka natiija ye hota ha kay hamin bht zaida loss hojaata hai.
            2. Stop loss ka use na karna:
            Stop loss ka use proper tareeky sy na kia jaay to gamin loss hota hai aur sl na lagany ke wajha say loss out of control ho jata ha aur yahan tak k accounts bhe washh ho jaaty hain
            3. Jaldbazi aur lalach karna:
            Jaldbazzi aur lalach forex trading ma apkay dhushman hain aap jabb bhee en dono main sy kise par bhe amal karo gy to aapko loss karna he parta hai. Lehaaza sakoon say aur soch samjh kar faisly karin.
            • #7 Collapse

              sallam dosto kia hall hian app sab ka . forex trading main lose kiyoo hotha hian forex trading main lose ke sab si bari waja hian . app logo forex trading main experince nahe hotha or na he knoldge hotha hian or ap trade shoro kar dety hain jiss ke waja si app logo ko lose hotha hian sab si pehly app logo ko chaye k app demo par kaam kar forex main acha exprince le pir is main reall main kaam kari
              • #8 Collapse

                forex main loss k bht sare wajohat hain mera nazar main sab se bare wajah iski ye hai k log jo is ko new join karte hain wo is soch se is main ate hain k wo ek he din main ameer ban jaye gay ya forex unko ek eh din main ameer ban dai ga jis ki wjah se bagair saikhe wo trading karte hain real acccount pai aur loss karwa bthte hain aur dosre bare wajah is ki ye hai k is a k log greedy hojate hain aur zaiada se zaida paise kamane ki koshsih karte hain jis ki wajah se nuqsan kar bthte hain aur 3sre wajah patience na rakhna hai is main log tahamul se kam ni laite haina ur bagair knowledge gain kie aur experience lie kam karna start kar daite hain jis ki wajah se unko loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Dear asal mai loss ki waja ye ni hai k ais mai bahot zayda log kaam kar rahy hai ais mai loss jab banda karta hai to aus ko samjh aa jati hai k aus ne ais mai kai ghalti ki hai kun k kai log hai ais market mai aisi ghaltian karty hai jis ki waja se loss hota hai.

                  Knowledge ka na hona
                  Dear jaisy ap ko pata hai k ye aik bahot hi bara business hai aor ais mai kaam karny se phly hum ko pata ho k ais mai kaisy kaam karna hai aor ais mai learning kar k hi kaam karna chaye tab hi hum ko ais mai faida hota hai.

                  Lalch mai bari lot
                  Dear ap ne ye dekha ho ga k hum agar aik trade lagaty hai aor hum ko ais mai faida ho raha ho to hum aus mai jab next trade lagaty hai to zadya bari lot laga dety hai jis se hum ko agar loss hota hai to kafi zayda hota hai ais liay jab bhi kaam karna hai aik strategy aor rule k sath karna hai.
                  • #10 Collapse

                    without analysis and management trading loss ka subab
                    dear traders trading market ma apko maloom hai ky uncertainty hai kisi ko confirm nhi hota kch bhi is leay loss sy bachny ka wahid hall hai
                    money management
                    ap before trading achi planning kren apna capital dekhen usi hisab sy ap apna lot size select kren trading ma lot size bht matter krta hai isky elawa apko maloom hona chye ky ap ny kos instrument py trading krni hai usi hisab sy management kren metal ka apna money management hai jub ky cl aor currency ka apna management hona chye
                    market analysis
                    market ka proper analysis kren technical levels ko identify kren aor market ka support aor resistance ko dekh ky stoploss aor take profit set kren aor apko trend clear hona chye isky elawa market fundamental ky hisab sy bhi update ly ky mind ma news time etc ko rakhen apko trading ma loss kam sy kam aor or profit zeyada ho ga
                    • #11 Collapse

                      Forex ka business a quiet business satisfy log Jyada Se Jyada join Karte Hain aur iss par Aakar Jada se Jada nuksan Karte Hai ispe confidence ke sath Coke investment nahi karte hain long time ke liye earning nahi kar sakte hain Zameen Ke Paas perfect information Hogi Woh Yahan Par tabhi long time ke liye working kar Sakenge otherwise Morya Pareshan Karenge
                      • #12 Collapse

                        Assalamu Alaikum dear forex market Mein Kitna Jyada aap ke paas knowledge Hoga aap itna hi jyada profit bana sakte hai isliye mai aap apne knowledge mein ezafa tu hai aapko accha profile mil sakta hai aap ko bas mehnat karna hoti hai jitni Jyada main
                        • #13 Collapse

                          Sab Log Yaha par sab logo Ka Khayal Jaise Jaise market Mein log investment karne ke liye Aate Hain kam karne ki conditions always increase Ho Jati Hai kam karna in ke liye bahut pasand hota hai lekin Sab Log Yahan Par Aakar market Ko samajhte Nahi Hai Woh Apna account ko nuksaan ki taraf se Jaate Hain aur Apna account Sara Khatam kar lete hain unke Paas kuch nahi ban Sakta
                          • #14 Collapse

                            Trading mai ziada tar taders ko loss he hota hai aur kafi kam tadad mai log forex trading mai kamyab ho patay hain.

                            Har trader kay loss karnay ke different reason ho sakta hai lakin kuch common reason hain jin ke waja say traders ko loss hota hai .

                            1. Ziada tar trader ko forex trading mai over trading ke waja say loss hota hai. Traders achy mouqay ka wait karnay ke jagha bar bar new trading position open kar kay loss kar laite hain.
                            2. Greed ke wja say Zaida baray lot size mai trading karna b aik bara reason hai jis ke waja say traders ko loss hota hai.
                            3. Trading ke learning kiye baghir trading karna b bohot risky hai , kafi saray trader yeh mistakes kar rahy hoty hain ke woh forex trading ke learning kiye bahgir he trading start kar daite hain jis ke waja say bad mi loss ka samna karna parhta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai yeh baat sab hi jaantay hay kay forex main jitnay log earning kertay hay unn say kai guna ziyaada log apna nuqsaan kerwaa letay hain or iss ki bohat si wajoohaat hain pehli wajah yeh hay kay lack of knowledge kay unhon nay proper learning nahin ki hoti doosra yeh kay lack of trading experience kay traders kay paas trading experience nain hota woh log new hotay hain or directly real account per aa jaatay hain or laalach bhi aik factor hay dekhainher trader laalchi to hota hi hay bas koi ziyaada laalchi hota hay to koi kam ham greed ko kahatam to nahin ker saktay lekin is ko kam kernay ki zaroorat hay or ham sab ko koshish bhi kerni chaahiye kaay iss greed factor ko kam kernain taakay losses ko avoid kiyaa jaa sakkay.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X