Jaiza: Orders key types
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Humery pass forex maen jo order types use hoti haen wo maen app k sath use kertahoon our experience k mutabik btaoun ga k us maen kon sa order type use karean to ys say hum acha profit earn jaldi koin our kesay earn ker sagtay haen humean forex maenmarket k andar jo order types hy wo mamdarja zeel haen
    Current execution orders : ye wo order type hy jes maen app mt4 k samjhny bethy haen our app ko koi opportunity milte hy our pher us maen app sell ya buy ki trade maen enter hoty haen bit ye trade thorelateapp ko profitdete hy kiin k us maen jalde entry ker k us ko apny leay zeada risky bna detay haen ager app forex maen jald baze say kaam laen gy to pher us maen ache earning kerny possible nahe hoo ga
    Limits order : us maen dosto humery pas limit forex orders types aa jate haen jis maen sell limit buy limit atay haen jes maen kisi resistance say order lenaho to sell limit our kisi support say kena ho to lhee hum buy limit use kerty haen ye orders boht best haen current orders say jald ye app ki trade activate hony k bad profit detay haen
    Stop orders type : humery pass do pur orders ki pending types maen sell stop our buy stop ata hyus maen bhe app current price sayoper pending order dena ho to buy stop our ager us say nechy lagana ho to pher sell stop use kertay haen ye orders type maen to aksar news k oper use kerta hoon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Orders key types

      my dears friends
      umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ko ma ajj market ma orders kay bary ma batata ho jo ham ko bot hi profit daty ha or ya aik sab say best order ha market ma trade karnay kay lyia ji forex market aik international level ki market ha jis ma log apni mehnat karty ha or earning ahsil karty ha ma app ko market ma use hony waly sab orders kay bary ma btata ho jo bot hi important ha
      1:pending order
      2:instant order
      instant order aik asay hi order ha jab market open hoty ha to ya us waqat open hoty ha jab pending order further apna sab kam karty ha or sab apni aik khass possition pr chaly jaty ha
      pending order ji han ya asy hi order ha jo market ma aik khass ahmyiatt rakhty ha or sath hi aik sab say best possition par focus karty ha or kam karty ha or ham ko apna profit market ma gain karnay kay lyia bot hi zyida guide karty ha or who ya ha
      I:BUY STOP
      II:SELL STOP
      III:BUY LIMIT
      IV:SELL LIMIT
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Orders key types

        Dear forex Friends Forex trading may jab app trading kartay hay to appko uss may Trading karney Kay liye app ko analyz kartay hoye order place karna hota hay.forex trading may zayada tar two types of orders popular hay aur forex trading may zyada tar traders inhi order ko trading may istamaal kartay hoye Kam kartay hay.market order common order hay jiss may jiss may buying aur selling orders market ki uss waqt ki price Kay mutabiq laga saktay hay aur yeah order real time pay hi open ho jata hay.forex trading may zayada tar traders two types of orders zayada istamaal kartay hoye order place Kartay hay.1: PENDING ORDER 2: INSTAN ORDERS . Aur in types may aur bohaut Sari orders ki types hoti hay jiss ko haum trading may istamaal kartay hoye trading kartay hay.forex trading may pending orders wo orders hotay hay jo haum market ko khud hi pehlay analyz kartay hay Kay market iss point pay aye gi aur haum apni trade open kar daytay hay aur jiss ki waja say market uss point pay aney say appki trade place ho jati hay jab app iss order Kay mutabiq market may trade open kartay hay aur app nay jo profit apney mind may set Kia hota hay uss Kay mutabiq appko trading may Profit bhi hota hay aur Agar appki expecting Kay mutabiq profit nai hota hay to iss situations may app ki trade khud hi close ho jati hay.pending orders may agay aur bhi types hoti hay jesa Kay SELL LIMIT BUY LIMIT sur SELL STOP aur BUY STOP hoti hay jinko traders forex trading may istamaal kartay hoye Kam kartay hay.forex trading may pending orders Jessa Kay iss Kay name say Pata chal jata hay Kay iss order ka utilised kesy hoga aur iss type of orde ko keasy istamaal karna parta hay pending orders may appko ussi wakt market ka analysis kartay hoye haum apna instantly order place Kartay hay.forex trading may jab haum order place Kartay hay to haumay market Kay trends aur analysis ki base pay apna order place karna chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Orders key types

          Assalam o alikam!forex member mara khale see order ke two types ha 1instant order 2 pending order hum ko instant order par kam kr na chaya as see hum ko bhot zaad fada ho ga jab hum kam krta ha too hum ko sub k order pura kr na hota ha pending order ko pura kr na see hum zada profit kama sakta ha q k woo kam q bhe ni kr rah hota ha as lay hum ko pending order par zada kam kr na chaya as see humra profit zad ho ga
          • #20 Collapse

            Types of orders ; Forex

            Hello dear members aj hm Forex Mein orders ke bare mein baat kar rahe hain Order 3 qisam ke hote hen
            1=Instant Order ( Aik Aisa Order Jo Direct Live Market Sa Connect Hota Hai, Aur Wo Order Jo Hum bilkul Instant Kar Rahe Hote Hein )

            2=Pending Order ( Aik Aisa Order Jo Hum Future Kai Liye Book Kar Detay Hein , For Example Ager Market 15 Mints Baad High Hoti Hai To Mera Order Sell Per Fix Hoja ay. Issay Hum Pending Order Kehte Hein.

            3=Classified Order Ager Hum Aik Order Laga Dein Aur Phir Order Kai Darmiyan Uss Ko Change Karna Chahein To Classfieid Order Tool Sa Hum Order Main Changing Kar Sakte Hein,Classified Order Tool Ya Option Broker Software Main Already Hota Hai.Jo Aap Video Class Main Visit Kar Sakte Hein.
            • #21 Collapse

              Re: Types of orders ; Forex

              Forex mein jub hum trades kertay hain tou uss mein hum trades lagatay hain jis ko order bhi kehtay hain aur agar hum live trading ker rahay hain tou hum manually order lagatay aur close kertay rehtay hain lakin iss kay ilawah bhi order lagaye jatay hain jaisay
              SELL LIMIT
              jub hum nay aisay market mein trade lagani hai jub market upward move ker rahi ho tou hum hard resistance per pending order lagatay hain ta kay jub market uss point per pounchay tou humari trade open ho jaye kyun kay wahan sae market reverse ho sakti hai
              BUY LIMIT
              jub market downward move ker rahi ho tou hum hard support per jahan sae market kay reverse honay kay chances hoon tou uss per hum pending order laga detay hain jis ko buy limit kehtay hain
              SELL STOP
              sell stop mein hum woh order lagatay hain kay jub market aisay point per pounchay jahan hum nay sell ki trade mein aik point decide kya hai tou humari trade sell mein close ho jaye gi
              BUY STOP
              Aisay hi jub hum nay buy ki trade open ki hui hai tou uss mein bhi hum aik limit laga detay hain kay jub market yahan pounchay tou humari trade stop ho jaye aur yeh tamam orders humain follow nahin kernay hotay balkay yeh auto per kaam kertay hain
               
              • #22 Collapse

                Re: Types of orders ; Forex

                Dear friend aap ne ek buhat acha sawal kia hai trading main enaring karne k liye hamare pass trading ka knowledge and experience hona zarori hai our hamen market main enter hone our out hone ka pata hona chahiye ta k ham market main sahi wakt par enter ho our sahi wakt par out ho kar acha profit hasil kare
                dear friends market main enter hone k liye hame order place karna hota hai order ki mandrja zail 2 iqsaam hai

                Instant Order
                pending order



                Instant Order ::

                dear friends instant order wo order hota hai jis main ham market main live entry krty hai maslan agar markt main direct enter hona chahte hai to ham just order par jay ge our instant order par click karen ge stop loss take profit lagey ge our done karne se ham market main enter ho jay ge


                Pedining Order ::

                dear friends pending order wo order hota hai jis main ham market main apni strategy k mutabik enter hona chahte hai lekin market hamari chosen position par nahi ha to ham pending order select karen ge jis main hamra order pending par lag jata hai ham jese hi market hamare makhsoos selected point par aye hamara order auto lag jay ga our ham market main enter ho jey ge


                Types of Pending order ::

                dear friends pending order ki mandrja zail 4 iqsam hoti hai

                Buy Limit order
                Buy stop Order
                Sell Limit Order
                Sell Stop Order


                Buy Limit ::

                jub market downward move ker rahi ho tou hum hard support per jahan sae market kay reverse hone kay chances hoon tou uss per hum pending order laga detay hain jiss ko buy limit kehtay hain

                Buy Stop ::

                isi tarha jub hum nay buy ki trade open ki hui hai tou uss mein bhi hum aik limit laga detae hain ke jub market yahan pounchay tou hamari trade stop ho jaye aur yeh tamam orders humain follow nahin kerne hotay balkay yeh auto per kaam kerte hain

                Sell limt ::

                jub hum nay aisay market mein trade lagani hai jub market upward move ker rahi ho tou hum hard resistance per pending order lagatay hain ta kay jub market uss point per pounchay tou humari trade open ho jaye kyun kay wahan sae market reverse ho sakti h

                Sell Stop ::

                dear friends sell stop sell limit k ulat hota hai
                sell stop mein hum woh order lagatay hain kay jub market aisay point per pounchay jahan hum nay sell ki trade mein aik point decide kya hai tou humari trade sell mein close ho jaye gi


                 
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #23 Collapse

                  Re: Types of orders ; Forex

                  Dear forex members aapka sawal bahut achcha hai types of orders teen tarah ki hoti hai 1 instant order do pending orders or 3 classified order yah teenon tarah ke orders apni apni jagah per Forex trading mein bahut important roles lekar aate Hain aur Forex trading ko bahut jyada fayda dete Hain yah market mein bahut jyada tend hai ki log orders per kam karte Hain senior members ka jyadatar focus any trades par hota hai Jahan se jyada munafa hasil ho sakta ho aur orders unhen mein se ek hai junior members jinhone a newly Forex trading co join kiya hai unhen chahie ki vah orders ki tamam types ko acche se learn Karen aur is bar jyada se jyada practice Karen aur jab vah skilful ho jaaye to uske bad unhen chahie ki vah Forex trading ke andar online business shuru Karen apne senior ke masuri ke sath aur khud se bilkul bhi post aur trading na Karen sabse pahle acche se learning Karen Taki vah kisi kisan ke nuksan ki taraf Na jaaye aur unhen iska sarasar fayda Ho Jo log bhavya soche samjhe trading karte hain aur learning kiye bagair post karte hain vah Forex trading ke andar apna time waste kar rahe hain unhen Forex trading aur Forex traders kuchh nahin dete unki post delete Ho jaati hai aur trading ke andar Lage paise vyast Ho jaate Hain so please dhyan se soch samajh Kar post aur trade Karen aur lalach se bacche lalach buri Bala hai aur aur forest training aapke sath hamesha yah kadam bhau kadam rahega Taki aap ko nuksan se bacha kar fayde ki taraf lekar aaya jaaye
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Types of orders ; Forex

                    G bilkul ap nay bahit achi bat share ki jis may 3 tarah kay order ka bataya gaya hy.
                    Instant, Pending, Classified order.
                    pending orders kisi had tak risky hotay hy aur un pay ziada time spend karna parta hy jab kay is kay barakas instant order usi waqt lagtay jis pay ham phelay say market ko analyze kar kay us pay order laga saktay hy
                    • #25 Collapse

                      what is difference between Pending Order and Instant Order ??

                      Assalam O Alaikum dear friends how are you ?

                      dear friends mara apne senior se question hai k Forex trading main Pending order and Instant order se kiya murad hai our in dono m kia farak hai ? in main se kon sa order ham use kare to zayda profit ho sakta hai ?
                       
                      Ayisha Cutey's Trading Journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                      • #26 Collapse

                        Re: Types of orders ; Forex

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Naeemxeon پيغام ديکھيے
                        Hello dear members aj hm Forex Mein orders ke bare mein baat kar rahe hain Order 3 qisam ke hote hen
                        1=Instant Order ( Aik Aisa Order Jo Direct Live Market Sa Connect Hota Hai, Aur Wo Order Jo Hum bilkul Instant Kar Rahe Hote Hein )

                        2=Pending Order ( Aik Aisa Order Jo Hum Future Kai Liye Book Kar Detay Hein , For Example Ager Market 15 Mints Baad High Hoti Hai To Mera Order Sell Per Fix Hoja ay. Issay Hum Pending Order Kehte Hein.

                        3=Classified Order Ager Hum Aik Order Laga Dein Aur Phir Order Kai Darmiyan Uss Ko Change Karna Chahein To Classfieid Order Tool Sa Hum Order Main Changing Kar Sakte Hein,Classified Order Tool Ya Option Broker Software Main Already Hota Hai.Jo Aap Video Class Main Visit Kar Sakte Hein.
                        Dear Forex members aj ham forex mein orders ke bary mein baat kr rahy hain Oder kia hain
                        There are Three Types of Orders

                        Instant Order

                        Aik aisa order hai joh live Market sy connect hota hai or wo order joh hum bilkul instant kar rahy hoty hain
                        Pending Order
                        Aik aisa Order hai hai joh hum future ky liye Book kr dety hain.. For Example Ager market 15 minutes baad high hoti hai toh mera order Sell per fix ho jay issay hum pending order kehty hain
                        Classified Order
                        Ager hum aik order laga dein or phir order koi darmiyan use ko change krna chahein toh classfied order tool se hum order changing kar saqty hain order tool ye option broker software mein already hoty hain joh app video class mein visit kr sqty hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: what is difference between Pending Order and Instant Order ??

                          Pending order adjust kar lene ke bad members ko yah idea ho jata hai ki market kis tarah Se movement karegi aur is ki tarah Se Hi members ko apna order adjust karna hota hai aur jab members khoya order adjust karne ke liye maximum acchi tarah Se idea nahin hota to is tarah Se members ko apni trading mein Koi bhi aasan nahin hoti aur mushkil hoti hai members ke liye important baat yah hai ki members ko maloom hona chahie yah order kis tarah Se adjust Kiya jata hai vah jab members ko maloom ho jata hai to tu is tarah Se members apne trading ko acchi tarah Se continue kar paate hain aur members ko har tarah Se idea hona chahie ki trading ko kis tarah Se acchi tarah Kiya ja sakta hai iske alava aur bhi different type ke orders hi kijo members ko khud Se Hi adjust karna hote hain aur members ko sab orders ke bare mein acchi tarah information honi chahie members ke pass jab trading se related bahut acchi information a jaati hai tu is tarah Se members apni trading mein maximum acche results Le Pa Rahe hote Hain yahan per kam karne ke liye sab ke liye bahut important hai ki members ko apne kaam mein bahut acchi tarah Se regular hokar aur usko continue karna hota hai kam mein agar koi bhi member regular nahin hoga to iska members ko ya nuksan ho jaega ki is tarah Se members ko kam karne se related koi bhi achcha experience nahin hasil hoga
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: what is difference between Pending Order and Instant Order ??

                            Pending orders
                            Jab forex trading me traders aik oder k leye kisi khas position pe open ya close karne k leye apne brokers ko request karta hai us ko pending order kehte hen. Expert traders hamesha pending order ka ziada istemal karte hen aur is se traders ko kam nuqsan hota hai. Ye hamare dosre oders se mukhtalif hota hai aur is me hum apne brokers ko hidayat karte hen k agar ye value is position pe pohunch jaye to yahan pe mere order ko buy ya stop kar dena. Ye order automatically hota hai is waja se ye to the spot perfect position pe order open ya close hota hai. Pending orders k furder two types hen:(i) limit orders aur (ii) stop orders. limit order me hum koi new trad open karne ki request karte hen jis me buy aur sell dono shamil hen. Jab k stop order me hum apne open oders ko kisi khas position pe stop karne ki request karte hen. Is me take profit aur stop loss dono shamil hen. Aur ye bhi dono ye buy aur sell pe implement hota hai.
                            Instant orders
                            Jis tarh se naam se zahir hai k instant yani to the spot. Ye orders ki wo qisam hai jis me hum koi order instantly buy ya sell karte hen. Is me hum kisi khas position k leye hum apne order ko kisi khas position intezar nahi karwate bas usi waqat buy ya sell karte hen. Aam tawar par ye orders hum ya to kisi siganls ko follow karte waqat istemal karte hen ya hamare analysis k mutabiq us position pe order open ya close karna hota hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Types of orders ; Forex

                              dear member trading se related aapki post bahut useful hai aur koi bhi member is post ko agar acchi tarah Se read kar lega to trading se related achcha experience usko milega members ko apne trading bahut acchi tarah Se continue kar lene ke liye different type ke orders Ka istemal karna hota hai aur members ko order uski type ke bare mein maloom hona chahie aur members ko yah tab maloom ho jata hai ki jab members apni trading se related practice ko bahut acchi tarah Se regularly continue kar rahi hote Hain aur is tarah Se a apni trading mein members ko bahut hi acchi tarah Se experience female Raha hota hai aur members apne trading ko acchi tarah Se Kar lene ke bad expert hote Hain trading se related practice ko bahut acchi tarah Se continue kar lena chahie aur kabhi bhi members ko training se related practice per compromise nahin karna chahie members ko trading se related har tarah ka experience bahut hi acchi tarah Se hona chahie aur jab members Kochi experience nahin hoga to members apne trading mein achcha results nahin Le payenge members ki struggle per depend karta hai ki members apni trading ko kis tarah Se kar rahe hain aur jo members apne trading ke liye bahut acchi tarah Se struggle karte hain maximum was successful hote Hain trading se related members ko bahut hi acchi tarah Se struggle karna hoti hai aur members ko kabhi bhi apni trading mein maximum risk nahin Lena hota hai aur members ki management bahut acchi honi chahie aur trading se related agar management acchi hogi to members apne trading mein kabhi bhi Na Kam nahin honge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: what is difference between Pending Order and Instant Order ??

                                Walekum assalam instant order aur pending order mein differentiate karna bahut hi Aasan hota hai dear jab aap apni trading Mein different types ke order ko apply karte hain aur Inki basis per apni trading kar rahe hote hain to aap information to division Mein categorise kar sakte hain jinki brickley details main aapse share kar deta hun aur in ki definition aur description se related kuch important knowledge aapse describe karta hun.

                                Pending Orders :

                                Dear Forex trading me aapko Kuchh pending orders ki facility provide ki ja rahi Hoti Hai pending orders ki study Karte Hain To usmein Ham koi idea Milta Hai Ki Jab Ham apni required prices per trading karna chahte hain aur prices according to expectation Nahin Hoti To Aisi situation mein humko Intezar Karna hota hai aur ham apni required prices per trading kar sakte hain Aisi situation mein humko market Mein different important pending orders ki facility istemal Karni chahie aur Jaise hi Hamari required prices market Mein free wale Hoti Hai Hamara order automatically execute ho jata hai. Pending order of the different types of engine main aapse briefly introduce karvana chahta hun.

                                Buy stop

                                Sell stop

                                Buy limit

                                Sell limit

                                Instant orders :

                                Dear jab off market ko regular Limited kar rahi hote hain aur instantly Kuchh order open Karte Hain Aise orders ko aap instant order Kahate Hain Jab aap market Mein acchi position Hasil karne ke liye different important situation ki basis per Kuchh orders market mein open Karte Hain To Inko instant order Kaha jata hai jo aap on the spot open karte hain Jiski basis aapke self-analysis Hote Hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X