Gold trading karni chahiye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear gold pair se hat kr bhi bat ki jai to forex bohat he riski business ha is me senior bhi normal se pair pr nuqsan utha ty hain so gold trading k bary me junior ki bat ho rahi ha so new traders yani junior ko gold jesy high risk Waly pair pr bulkul bhi trade ni krni chahye becoz knowledge na hony ki waja se us me kafi loss ho sakta ha yahan tak k account bhi wash ho sakta ha so pair koi bhi ho learning pehly forex ki lazmi krni chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      gold ma trading krna bhot hi risky kam ha ager him log gold ma trading krty ha to hmra account bi wash ho skta ha is leya him logo ko gold ma trading nhi krni chaya him logo ko ager gold ma trading krni bi ha to bhot dehyan sy krni chaya
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
        Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
        Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading main Do Din Bas aise hi Jane par trading karna bahut jyada risky hota hai Unhe gold Bhi Ek aisa hi pyar hai agar aap ispar trading karna chahte hain to Aapko Pehle acche analyses aur Market ki proper new Rakhna Hogi tab aap isme Kamyab ho sakte hain gold mein ek dum se hai bahut jyada movement Ho Jati Hai Jiski wajah se aap apna account be wash kar lete hain yeh ek bahut hi pretty girl pair high speed dating karne se Ke Bahane aapko acche se market ka analyses karna hoga aur Market ki news read karna hoga
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
          Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
          Assalamualaikum bhaijaan Forex trading main kuch pair bahut jyada critical hote hain Din Mein egg both a critical business Taarak Leonia aapko chahiye kya Forex adding me jaby koay patreon Kare tho bahut accha analyser ke sath trade Kare Vandana Kare Nahi To Aap Ki Har cheez khatam ho jayegi aur aap Bewafa nahi kar Sakenge
          • #20 Collapse

            God my ham jab trading krty hy to hamy bhot zeada pips hadil ho jaty hy gold bhot zeada move krti hy our ya bhot zeada ham ko profit dyti hy agr sahi trading ki jaye trading is pr who hi jr sgta hy jo sahi trha sy markt ko sport resistance anysis our baki sab sahi trha sy smjhta ho to who is my kam kr sgta hy baki is my kam ni kr sgty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #21 Collapse

              g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se garee karta hun or sehmat hun k forex trading main gold ki trading aik kafi risky pair hai jis main trading karny main ahtiyat se kam lena chahye q k es main hmain loss hony k chnaces boht zeyda hoty hain es liye jo new tradors hoty hain wo gold ki trading jub karty hain tu un k apss trading ka knowledge or expiernce nahi hota hai jis se un ko loss ho jata hai es liye aghr new tradors gold ki trading se acha profit eran krna chahty hain tu un ko cahhye k wo apni trading ka pahly expiernce gain karen jis k liye aghr hum demo account main gold ki trading ki practice karen tu hum apni trading main acha profit eran kar skty hain es liye gold ki trading main aghr hum trading karen tu risk ko bhi kam se kam rkhna chahye jis se aghr loss ho tu kam ho q k gold ki trading main without expiernce loss hony se account bhi wash hony k chances hoty hain
              • #22 Collapse

                koin nahe dear ye to app k technical analysis pay depend kerta hai app agr us main professional hain our market k charts ko achy say read ker lety hian to pher app ko gold ki trading bhe kerni chahy lekin us main bus us baat ka kheal rakhean k app us main lot size ko control main rakhty hoey trade lain pher he us forex market say app acha profit bana sagtay hain koin k us market main gold aik boht he risky pair hai our us man ager ap risk kafi lety hain to pher ye ap ka account wash ker day ga our app k pass trading k leay khuch nahe bachy ga app ki forex main phele koshsh ye hone chahy k app nay apna bonus capital ko safe rakhety hoey commodity our currency main trading kerne hai us main app pher he aik successful trader ban pian gay our kamyaab hoon gay
                • #23 Collapse

                  Re: Gold trading karni chahiye

                  Forex trading business Mein Hamen Hamesha gold ki trade order Lagani chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie Kyunki gold ki trade bahut jyada risky Hai Hamen gold ki trade order Lagate Waqt market ka analysis karna bahut jaruri hai aur unko follow karna bahut jaruri hai agar Ham without rent ko follow aur analysis trade Lagate Hain To Hamen loss ka Samna karna pad Sakta Hai Magar koshish karen seniors ke follow Karen aur order lagaen Kyunki gold ki trade se Ham easily Apne account ko double kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain gold ki trade Hamen short term profit bhi de sakti hai aur long term trade se bhi achcha profit Hasil kar sakte hain kam balance wale traders ko chahie ki vah shotan trade order lagaen aur Pro enjoy karen long term ke liye hamare pass Jyada bonus Ka Hona bahut jaruri hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Gold trading karni chahiye

                    Gold ki trading bilkul bhi mushkil nahi hai. Ye sirf traders ki aik khud saakhta baat ya concept hai kay gold dangerous hai ya risky hai. Gold aik aisi commodity hai jiss mai bohat achi trading ki ja sakti hai. Gold ki market ki movement ziada hai laikin iss mai aik asaani hai kay gold ki movement jab start hoti hai tou aik acha trend banati hai. Iss Tarah traders ko acha profit milnay kay ziada chances hotay hain. Gold ki trading mai spread ziada honay ki wajah say lot size. Hamesha minimum select kerna chaiye. Gold ki price ziada hai jiss ki wajah say spread bhi ziada hai aur minimum lot size kay saath bhi acha profit hota hai. Gold aik aisi commodity hai jiss mai traders Agar scalping ki strategy ko apply kia Karey aur short term mai trading kia karain. Kiyu kay gold mai long term trading say ziada profit tou ho sakta hai laikin international politics ki situations ki wajah say short term trading individual traders kay liye theek rehti hai. New traders ko gold mai trading kernay say pehlay demo mai practice zarur kerni chaiye
                    • #25 Collapse

                      Re: Gold trading karni chahiye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
                      Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
                      Gold Mein trading sirf use time Karen Jab aapko 100% Pata Hoga ke aap trading Karke profit banaa sakte hain aur gold Mein trading karte hue stop loss to use karna bahut hi jyada important hai gold US dollar ke against move Karta Hai gold Mein trading karni hai to aapko US dollar ko watch karna hoga tabhi aap gold Mein acchi training kar Sakenge aur mere Khyal mein to form per Jo member se posting karte hain vah Jyada member se gold Mein Hi trading karte hain Kyunki gold Mein movement bahut fast hoti hai bahut small amount se aap gold Mein trading Karke Achcha profit game kar sakte hain Yahi per bahut Sare traders se lost Karvate Hain Kyunki bol lalach Karte Hain Hamen Jo bonus Milta hai agar usse currency pair per trading ki Jaaye Thoda Thoda Karke achha profit Banaya Ja sakta hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        Re: Gold trading karni chahiye

                        Ji han friend q ni ham har pair m trading kar sakty han or Juniors py b koi pabandi ni hoti wo apni marzi sy jis m chahan trading kar sakty han dakha jaiy to gold sb pairs m sy dangerous or risky pair hy is m market bot tazi sy movement krti hy is liay junior k liay thora mushkil hota hy k wo gold m successfully trading karan gold m successfully trading wahi traders kar sakty han jo kamyab or professional traders hoty han mgr junior traders b gold m trading kar sakty han us sorat m k jb wo demo account bna kr trading ka mukamal experience hasil kar lan trading ki achi practice kr lan or jb gold m trading start karan to anylyses ko study kr k market ki movement ko dakhty hoay trade open karan phr junior traders b forex trading k risky pair gold m trading kr skty han
                        • #27 Collapse

                          Re: Gold trading karni chahiye

                          G bhaia Forex mein kam karna chahte hain to aap apne experience ke liye se kisi bhi currency per trade kar sakte yaar kisi bhi perpetrate kar sakte aur gold mein inmein se kam hai agar aap kisi bhi pair per trade karenge to aap is per experience ke sath karenge to office mein kamyab Ho Gaya agar aapke pass experience nahin hai aur ham market ko samjho rate karenge to aapko ismein kabhi abhi nahin hogi isliye aapko experience hasil karna bahut jaruri hai aur haar gold per trade karke aap ek achcha Mr profit hasil kar sakte hain lekin iske liye aapko jaruri hai kya aap ke paas ek accha baccha hona chahie time management aur money management ke sath or risk management ko control Karen aur ismein take profit aur stop loss ko use Karen ek successful trader hamesha karta hai aur successful hota hai aur aap gold ki market 0kodaly basis per analyse Karen Taki aapko iske bare mein Neelam ho aur aap ek acchi trade laga sarkari gold se best profit hasil kar sakenagar aap raat mein kamyab hona chahte hain aur aapko gold per trading karni hai to aapko iske bare mein knowledge or experience likhna hoga ke kis tarah ki market move karti hai aur kis tarah maaf karegi tu Hi office mein successful ho sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Gold trading karni chahiye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
                            Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
                            Gold Mein trading Karni chahie lekin proper planning Karke aur acche capital ke sath agar aap gold Mein kam kar rahe hain to stop loss use karna bhi bahut jyada important hai gold Forex trading market Mein sabse Jyada risky commodity hai aur gold ki market bhi bahut fast move karti hai gold US dollar ke against move karta hai isliye gold Mein kam karne ke liye aapke pass US dollar ki knowledge Hona bahut jaruri hai Tabhi aap gold Mein acche trading kar sakte ho gold Mein trading karne ke liye mistakes Ki Koi gunjaish Nahin Hoti Ek small mistake aapko bahut jyada loss Karva sakti hai isliye gold Mein Kabhi Bhi kam karte hue mistake na Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Gold trading karni chahiye

                              G han dear jes tarha se ham har pair me trading karty hey esi tarha hamy gold me be trading karni chaye koi be trader jo gold me trading na kar sakta ho wo kesi aur pair me be trading nahi kar sakta hay agar demo account me gold me trading ki jaye aur long time tak gold ki market ko analysis karny ka experience be ho jaye to esa traders mery opinion key mutabeq har pair me achi aur professionally trading kar sakta hay, gold ki market ko samjna asaan nahi hota hay es key ley market analysis karny me traders ko mehnat ki bahot zarorat hoti hay es waja se gold me trading ka experience aur market se related information ho to har pair me achi trading ho sakti hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Gold trading karni chahiye

                                daer forex trading main gold aik aysa pair hai jis main sub he pair ki nisbat zyda risk hota hai or gold ki trading main loss hony k chnaces bhi zyda hoty hain es liye aghr hum gold main trading krna chahty hain tu hmain small risk k sath karni hogi forex main gold ki markt boht fast move karti hai or aghr soch smjh kar or ahtiyat k sath trading na ki jay tu hmain loss hony k bad hmraa account bhi wash ho jata hai es liye hmain chahye k hum apni trading main gold par ahtiyat se trading karen.
                                or aghr hum new mambers ki gold main trading ki bat karen tu un k liye yah zyda risky hai q k un k pass trading ka knowledge itna nahi hota hai jiss se wo gold jesy fast moving wai trading nahi kar skty hain un ko loss hony k chnces bhi zyda hoty hain es liye wo pahly demo account main gold ki trading karen os k bad trading karen aghr wo kamyab rading krna chahty hain tu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X