Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
    Kuch log market main money ko invest kar dete hian or kuch apne ap ko Traders kehte hian main confuse hon is bare main. So koi please muje complete detail se guide kar sakta ha ke in main kya difference ha please.
    Jaha tak maira khayal hay k investor ka kam just invest krna hota hay aur trader ka kam trading krna suppos k m investor ho m nay paisay ap ko diay ab ap us say kam krain tou ap trader ho gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

      forex mai jo log trading karty hain unhy traders kaha jata hain or hum jin experience waly logo ko apne amount forex mai invest karny ky liye dety hain inhy investor kahty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hai hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum forex mai kam karty hain to hamy apny ander ky lalach ko qabo mai rahkna chahey or hamy mahnet sy dil laga kar mahnet sy kam karna chahey
      • #18 Collapse

        Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

        bahi forex trading main trador wo hoty hain jo trading karty hain khud ki or apna profit or loss apni zat k hisab se face karty hain or invester wo hoty hain jo kisi se apni trading karty hain or un ko invest krwaty hain or apny hisy k sath stah dosry ka bh hisa dal lety hain es main shares ka hisab ban jta hai jis main donu k shaes adhy adhy ho jaty hain or wop apni trading se khud bhi faida hasil krta hai or jo kar rha hota hai wo bhi faida hasil krta hai kesy hum kah skty hain k 50/50 shares k patner ban jaty hain laken investor only invest k liye avoulable hoty hain baki sari mahnt dosry ko karni parhti hai es liye apko en donu main fark ko mind main rkhna chahye k trador kis ko kahty hain invester kis ko kahty hain
        • #19 Collapse

          Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

          forex trading main jitny bhi log trading karty hain wo tradors hoty hain jo k apni zat tak mahdod ho kar tradnng karty hain jesy k wo khud he apny account ko mange karty hain or khud he apni trading karty hain or investors wo hoty hain jo apni trading baki tradprs se krwaty hain jis main wo apny kuj shairs de dety hain jis se wo apni trading karty hain bforex trading main boht se investors hain jo k boht se tradors ks ath trading kar rahy hain or un main un ki mahnt kam hoti hai baki jo os k under kam karty hain un ki mahnt zyda hoti hai or pher un ki mahnt se investors ko bhi faida milta hai or trading karny wlay ko bhi faida milta hai
          • #20 Collapse

            Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

            bhai forex trading main invetser wo hoty hain jo baki rtador k sath shairs ks ath trading karty hain jis k liye wo apni trading karty hain on main wo apni trading ayse karty hain k kisi ko invest dety hain karny k liye or wo os invests se trading karty hain or jub un ko profot milta hai tu haf half un ka profit hota hai or tradors wo hoty hain jo apni trading ko khud he mangge karty hain or khud he apni trading karty hain unka kisi k sath koi shirs nahi hoty hain un ka apna he account hota hai or wo apni he trading ko mange karty hain jesy k hum sub hain hum apni trdaing khud karty hain tu hum tradors kahlaty hain
            • #21 Collapse

              Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

              As-salamu alaykum doston aur dear member aapne bahut accha Sawaal Kiya Hai Kyunki aaj kal ya chij bahut jyada ho gayi hai ki jo log Forex ka knowledge rakhte Hain Hua aaj kal account manage kar rahe hain aur Nahin Kahin na kahin se investor mil Jate Hain aur investor unko account bana kar de dete hain aur jab ke show trader hota hai Hua uska account se earning Karke investor ko profit deta hai aur Khud bhi rehta hai matlab Unka profit and loss of an officer hota hai investor Jo Hota Hai Wo kabhi bhi trade nahin karta trade Hamesha trader hi karta hai
              • #22 Collapse

                Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                very important question Forex trading ya kisi other business main market kay andar do taran kay log kam kartay han aik woh jo baray rast market main trading kartay hain aor apna paysa trade main lagatay hain aor apnay knowledge say trading ko manege kartay howay trading kartay han aor profit kamatay hain market ki movement judge karna trade open and close karna loss ki sorat main is ko recover karna yeh sab kam woh khud kartay hain in ko traders kaehtay hain dosray woh loge hotay hain jo trading karna nahi jantay ya phir in kay pas trading karnay ka time nahi hota to woh loge apna paysa trading kay liay kisi dosray ko profit loss main share ki condition main datay hain yeh jo dosaray trader ko trading kay liay paysa dena hota hay isay investment kehtay hain aor jo investment kar raha hota hay isay investor kehtay hain baz loge dosaron say paysa lay kar bhi trading main invest kartay hain aor un ko profit main hisa datay hain in ko bhi investor kehtay hain
                • #23 Collapse

                  Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
                  Kuch log market main money ko invest kar dete hian or kuch apne ap ko Traders kehte hian main confuse hon is bare main. So koi please muje complete detail se guide kar sakta ha ke in main kya difference ha please.
                  Assalamu alaikum bhai bhai traders or investors Ne bahut jyada Fark Hai bilkul aise hi Jaise Zameen aur Aasman Mein Fark Hai trader Woh hota hai jo trade open karta hai jo trade lagata hai aur investor Woh Hota Hai Jab red open karne ke liye trade par invest karta hai ya nahi Jo paise lagata hai woh investor hota hai aur jo paise Lekar trade open Karta Hai vah trader hota hai trader analysis Vergara karta hai ki usko kis par kis currency pair par kya science lagana hai kya lot size Hona chahie sale karna hai ya by karna hai jabki investor ka kaam sirf itna hi hota hai ki usne Sirf Paise invest karne hote hain trader par Jinke through what rate open karta hai Shukriya
                  • #24 Collapse

                    Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                    Asalam o alikum friends ap ny bilkal acha question kea ha forex trading main hum different logun sy milty Han Jo khud investors kehty Han kuch apny ap ko traders kehty han
                    Forex trading main jo sirf pasey invest karta ha or wo khud Kam Ni karta ha simple percentage rakh lata ha or kam koi or banda karta ha to ye invester kehlata ha jab k Jo banda apny account main ya kisi dosri ki investment pe Kam karta ha or apni parcentage la lata ha khud kam karta ha trade open karta ha or close karta ha ye banda trader kehlata ha forex trading main ap ko agr Kam ni ata ha to ap account bana k kisi sy manege bi karwa sakty han
                    • #25 Collapse

                      Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                      Dear friend forex trading main jo investment karta ha wo investor hota ha jasy hum apny pasey invest karty han or khud trading karty ha is main trader or investor main khud hon or baz log jin ko trading aati ni ha ya in k pass time ni hota ha wo aik achy expert trader ko apna account daty han trading karny k ley is main jo investment karta ha wo investor hota ha or jo trading karta ha wo trader ha investor or trader apnis main share final kar laty han 50 50 percent ya phr 60 40 percent jo jtni pe maan jay to us k bad trading karty han par dear Mara mashwara ha ap khud learning karny or forex trading ko seekeny or samjny phr khud ache trading karny is sy k ap dosrun ko trading k ley account dan behtar ha khud trading karny
                      • #26 Collapse

                        Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                        Forex trading business mein bahut se senior traders expert traders Forex trading business Mein trade order Lagate Hain aur apni Jyada Se Jyada earning Hasil karte hain Apne experience ko use karte hue Jyada profitable trade lagakar accha profit Hasil karte hain behalf of clients isko traders Kahate Hain Jo trade order lagakar apni Zyada Se Zyada earning ko increase karte hain Forex trading business mein bahut se members trade order Nahin Lagate vah apni investment karte hain Apne senior traders ke through aur earning Hasil karte hain without trade order investors apni amount credit score provide cutting hai ki vah trade order lagaen aur Achcha profit Hasil Karen aur iski best per unko Commission milati hai Forex trading business mein bahut se traders aur investors han jo ki apni amount ko increase karne ke liye Forex trading business ke through acchi earning, rahe hain Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apne balance ko increase karne ki koshish karen Taki Ham bhi Forex trading business Mein trade order lagakar Achcha profit Hasil kar Saken Jo members trade order Nahin Laga Sakte aur na hi unke pass knowledge experience hota hai wo To vah Apne senior traders ko apni amount dekar trade order Lagate Hain aur unhen Hasil Karte Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                          Tarders aur investors mai bohat faraq hai. Investors uss ko kehtay hain jo apni money invest kertay hain aur sirf invest ker kay profit laitay hain. Unn ki investment ko handle koi aur kerta Hai. Jiss ko commissions pay ya phir salary pay hire kia Jata hai hai. Agar daikha jaey tou stock market mai companies yehi kerti hai. Woh companies apnay agents kay zariye investors kay paisay say business kerti hain aur phir apna hissa lay kay profit aur investment wapis ker daitay hain. Tarders woh hotay hain jo khud apni investment say trading market mai investment bhi kertay hain aur phir khud he tardung kertay hain aur apnay profit aur loss kay responsible bhi khud hotay hain. Agar daikha jaey tou investors time na honay ki wajah aur dusray businesses ki wajah say busy hotay hain iss liye sirf invest ker kay profit laitay hain. Traders mehnat hotay hain aur khud apni marzi say business kertay hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                            Trader or investor ko differentiate karna bahut aasan hai, woh tamam log jo kisi kisam ki online trading karte hain unko trader kaha jata hai. Mostly traders woh Hain jo apni trade mein short term trading karte Hain aur unki investment bhi kam hoti hai lekin jo invested hote hain investors hamesha bati investment ke sath trading platform mein utarte hain aur long term trading ko prefer karte Hain kyunki unhen ek calculated profit chahie hota hai isliye vah hamesha long time trading karte hain aur apni investment ko double karte Hain. Trader or investor donon same hi kam kar rahe hote hain yani donon hi stock ya currency mein trade karte hain lekin trader short term trading ke liye kar raha hota hai lekin investor long term time period ke liye trade open karta hai aur ek Kash profit aane Tak trade ko hold karta Hai ismein chai kuchh mahine hi guzar jaaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Dear trader woh hota hai jis ko trading mai experience ho or woh apni skills or experience ki base pay trade kar sakta ho us ko trader kaha jata hai. or yeh trader apni investment or dosro ki investment mai trade kar kay kuch profit apna rahk kar apna commission lay laita hai. or jab kay investor ko koi experience nahi hota hai woh apni investment daita hai or achy sy trader sy woh trade karwa kar kuch commission us ko dy kar apna profit lay sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X