r s i best indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    r s i best indicator
    dosto yahan par kon kon r s i ko use karta hai or kes repsonse hai or kis tarha ap kitny time k frame me use krty hain btaey sub bhaiyo ko :confused:

    Taky or bhai or new trader bhi use kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Main ne thora bohat use ki hai RSI(14) acha indicator hai is main do levels bohat important hain i.e 30 aur 70 jab market 30 per aa jaey to is ka matlab hai k oversold condition hai aur ab buy hone wala hai aur agar market 70 line per ho to is ka matlab overbought condition hai aur abi thori der main sell start hone wala hai.
     
    • #3 Collapse

      bhai Main RSI Samait koi Bhi indicator nahin use Kartaa haan Demo par mukhtalif indicators ko use Kar K check karta rehtaa hon... Waisay meri nazar Main market ko analysis karnay K Liye big Time Frame Wala chart,Candle Stick Chart patren or fibbo he kafi hain...takreban Saray indicators Ap Ko Support or Ressistance k hissaab Say signal Detay hain.. So behtar hai k indicators ko use Karnay ki bajaye market ko bilkul depth Main ja kar Samjhain
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: goldenlife پيغام ديکھيے
        Main ne thora bohat use ki hai RSI(14) acha indicator hai is main do levels bohat important hain i.e 30 aur 70 jab market 30 per aa jaey to is ka matlab hai k oversold condition hai aur ab buy hone wala hai aur agar market 70 line per ho to is ka matlab overbought condition hai aur abi thori der main sell start hone wala hai.
        brother aap ka shukria aap ne ise define kar dia warna muje to pata hi nai lag raha tha indicators ko kese or kaha use karna hai. Main pehe awesome indicator use kar rha tha or muje to pata hi nai lag raha tha k kia karun kia nai. aap ki waja se mje rsi ka feature pta laga ab mein ye hi use kar rha hun thanks.
        • #5 Collapse

          my dear frend my beloved sibling and hello to all of you and all those engaged in Currency dealing Trading this first Discover material with this website and I wish that all advantage from opinions barother...
          • #6 Collapse

            RSI bara hi best technical indicator hai aur simply RSI (14) use hota hai is main two levels bohat hi important hain aur wo 30 aur 70 kay levels hain. Agar market 30 per ho to oversold condition hoti hai aur yahan buy ka chance ziyada hota hai aur is tarah RSI 70 tak ponch jay to selling opportunity ziyada hoti hai.
             
            • #7 Collapse

              well rsi aik acha indicater hai lekin ye indicater to the point kaam nhi akrta aap ko past ki situation ka to pata chal jata hai by using this indicater but presnt kya ho rha hai us ka pata nhi chalta
              • #8 Collapse

                friend main abhi new member hooon or es lye main indicator k bare main kuch nahi keh skta q k abhi learning ker rha hooon es lyee.................
                • #9 Collapse

                  Brother RSI bohat hi nice indicator he mene ise bohat dafa use kiya hua he aur isne mujhey bohat profit diya he men sath men moving averages bi use karta hun in dono ka compare dekhe kar trade karta hun
                  • #10 Collapse

                    yar indicator sab k sab hi good hotay hain lekin asal kaam ye hoti hai k indicator ko kis chart per koun c velue ko use keya jay ye kaam asal hota hai aap r s i ki velue ko 14 rko or is ko 4 hour ya per daily k chart per use kro
                    • #11 Collapse

                      forex k asrat meri lyf me possitive hain is se mujhay aik bht achi job bhi mili aur meri routine achi hogai q k me free thi to mujhay aik job mili jis me bht kch sekh bhi rahi hun aur earning bhi kr rahi hun aur mera koi personal kam bhi ni rukta q k yahan time limit bhi ni hain isilye mujhay to bht achi aur positive changing mili hai.....
                      • #12 Collapse

                        margin wala experience nahi hua abhi mujhy but yeh pta hai k agar investment zyada hogi to margin zyada hoga and investment kam hogi to margin kam hoga bus yehi waja hai aur kuch nahi...mazid kisi ko pta hai to please share with all
                        • #13 Collapse

                          dear i would liek tot ell you that i am student an d i am new in forex trading bsuienss and i think that forex trade is th ebest for all and we all need to be an expert forex trader so that we all can gain more an d more incoem from forex trading and can bec a good trader in forex
                          • #14 Collapse

                            Is ka matlab he kay ap ki strategy sahi work nai kar rahi or ap continuously loss mein ja rahay hein ap ko chahy kay ap apni strategy ko review karin or new strategy built karin, pehly ap osy demo account pe test karin agr demo pe good result he to phir ap osy real account me apply karin.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear forex me jitna experiance aap ka behta jaaey ga aap ki trading skill bi behter hoti jaaey gi jis se aap ki earning bi behter hoti jaey gi .jo log ziaada time se is business me han wo kaafi profit earn ker rahay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X