Strategy bnaaty wakt kon see cheezon ka khyal rakhna chahey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy bnaaty wakt kon see cheezon ka khyal rakhna chahey?
    Friends agar aap apni strategy banana chahety hain to wo kon kon c cheezin hain jin ka khyaal rakhna chahey aur kon c cheezon ko kabhe nahi bhoolna chahey?
    Kunkay strategy bnaanty wakt agar kuch cheez ghalat ho jaay to us ka asar saari trading par parta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading strategy loss se bachny key ley aur acha profit earn karny key ley bahot hi zarori hay, hamari trading strategy me risk factor kam hona chaye aur capital size key mutabeq lot size ki setting honi chaye, Traders ko apni strategy apni zarorat key mutabeq hi banani chaye, koch traders long term trading ko best samjty hey to esy traders ko long term ki trading key base par hi apni trading strategy banani chaye aur koch traders esi be hoty hey jo scalping ko profitable samjty hey esy traders ko short term ki trading strategy banani chaye.
    • #3 Collapse

      Kisi b forex trader kay liye iss ke apni trading strategy bohot he ziada important hoti hai .

      Traders ko strategy banaty time maire kahyal say in baton ka zaroor khayal rakhna chaiye.

      1. Har trader ka apna trading style hota hai aur Traders ko strategy develop karty time apny trading style ke mutabiq he trading strategy b development karne chayie ta ke strategy trader ke mizaj ke khilaf na ho warna trader trading mai frustrate hona start ho jiyen gaay.

      2. Har trader kay pas capital ke aur investment b apni hisab say he hoti hai iss liye strategy develop karty time iss ko b mind mai zaroor rakhin.


      3. Sari strategy har aik market mai applicable nai hoti hai iss liye market ke hisab say strategy develops honi chaiye.

      4. As a trader ap kis had tak risk afford kar sakty hain iss hisab say leverage aur lot size b set kar laine chaiye.

      Ager strategy develop karty time in baton ka b khayal Karin tu strategy trader kay apny trading style aur baqi cheezon k hisab say ban jiye ge.
      • #4 Collapse

        Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai aisi trading strategy banani chyae jis par hum asani se kar saky.

        Strategy bnaty waqat

        1. account k hisab se lot kitni lagani hai?
        2. aik time par kitni trades open karni hai?
        3. risk reward ratio kai rakhni hai apny account par??
        4. strategy k hisab se kon se session mai kaam karna hai??
        5. strategy kon kon se pair k liay best hai??
        6. strategy par agar news aa jaye to aus mai kaisy kaam karna hai??
        7. new traders bhi ais strategy ko asani se samjh ley.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Friends agar aap apni strategy banana chahety hain to wo kon kon c cheezin hain jin ka khyaal rakhna chahey aur kon c cheezon ko kabhe nahi bhoolna chahey?
          Kunkay strategy bnaanty wakt agar kuch cheez ghalat ho jaay to us ka asar saari trading par parta hai.
          Strategy banaaty wakat apko kuch cheezin lazman apne mind main baar baar dohrani parti hain k kitna apko loss ya profit us strategy se ho sagta ha aur kitna apko loss ho sakta ha ya loss bardashtt kar sagty hn.

          1. Strategy banay say pehly apna account capital chk karin k kitna ha ya kitna hoga.
          2. Account capital ka kitna risk lena hoga 1 lot mein aur kitna take ptofit hoga.
          3. Maximum number of trades kitne honn gee.
          4. Risk reward ratio kia hoge aur kia apke account capital ko support bi krti ha ya nahe.
          5. Kiss sortehaale main account ko loss main ya profit main take profit ya stop loss say pehly close karna hoga.
          • #6 Collapse

            Jab Hum Aise Mein planning Kare planning karne ke liye Hum Hai Sabse Pehle market ki movement ke sath sath is mein aane wali news kar Pehli Nazar Rakhna hoti hai Jaise Jaise news Aati Hai market ki movement be Tej Ho Jati Hai market Kafi Zyada working Karti Hai strong level Tak Jane main isliye Sab chijo Ke Samne Rakh kar physics ki planning Karni chahiye Phir kaam Hota Hai
            • #7 Collapse

              Stretgyh planing naam hi ISSI cheez ka hai k aap planing karo k loss ko kis trah kam kiya ja Sakta hai air profit ko kis tarah increase kiya ja Sakta hai hamesha humain apni stretch banatay hoye is BT ka khaas khiyal rakhnnanchaye k jitna risk factor hamari stretgy main km hoga itni hamari stretch kamyan rahaygi lehaza aisi stretch tiyari karain his main risk factor bht kam ho ya nan honain k equal ho aisi stretch aap k liye waiqa bht faidaand hogi air aapko stretch main lot size factor bhi bht ehm aapko lot size apnain account k mutabiq rakhnan chaye agar aap ka account chota hai to lot size selection choti honi chaye .air SL air tp ka bhi level waziha hona chaye koi bhi trade beghair SL k open nan karain...
              • #8 Collapse

                strategy bnty waqat him logo ko follwing bato py amal krna hota ha strategy k hisab se kon se session mai kaam karna hai?? strategy kon kon se pair k liay best hai strategy par agar news aa jaye to aus mai kaisy kaam karna ha new traders bhi ais strategy ko asani se samjh phir him log market sy acha profit bna skty ha
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  forex main trading karny k liye ap jo bhi strtgy bnaty hain os ka maqsad hota hai k ap apni trading se loss se bach saken or profotable trading kar skaen or startgy bnaty waqt sub se pahly jo mind main rfakhni chahye wo ayh rakhni chahye k hum ny apni trading main kis traha loss se bachna hai es k liye har starty esi hisab se banani chahye
                  1: trading main apny profit ko kbhi itna oncha nahi rakhna chahye k market os tak pohanch he naa pay
                  2: lot ko apny capital k hisab se set karna chahye capital se bari lot nahi lgani chahye
                  3: trading main stop loss ka use karna chahye
                  4: money manegmnet ko qaim rakhen
                  5: risk ki rato ko kam se kam rakhna chahye
                  6: market k according trading karen
                  7: analyisis ko best use karen
                  apki har satrgy main apko profit milna zarori hai jub apko apki he statgy se loss ho jata hai tu apko apni startgy ko foran se change kar lena chahye
                  • #10 Collapse

                    bhai hum sab janty hia ky baghair planing ky aor strategies ky hum trading main kamyaab naih hoo sakty aor apan trading plan and stratgy her trader apny hisaab sy banata hai aor ais ky liye humin apnay plans and strategies ko pehly demo main check karna chayee baki humin apni trade main money management and risk management ky hisaab sy chalna chahyee humin apny capital ky hisaab sy lot size use karna chahyee aor jitni chooti lot size ka use karien gy utna risk bhi kaam hoo ga aor humin slowly profit banany ki strategy rakhni chahyee humin earning ky saath saath ye bhi deekhna chahyee ky humin apny capital ko kasy save rakh sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Assalamu alaikum bhai Forex trading mainHum logo ko bahut fayda hota hai agar Hum Log Apne experience ko istemal karte hain aur apne knowledge ko Kehte Hain Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum bahut jyada earning kar sakte hain aur kaam kar sakte hain kamyabi Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Strategy bnaaty wakt kon see cheezon ka khyal rakhna chahey?

                        Trading strategy banatay waqt traders ko jinn cheezoo ka khayaal rakhna chaiye woh aik tarteeb say he list Bana kay follow kerni chaiye kiyu kay iss Tarah koi bhi important point miss nahi ho sakta aur strategy marboot aur strong ho sakti hai jiss say achay results liye jaa saktay hain.

                        1. Selected currency pair ya Commodity

                        Strategy bananay say pehlay trader ko apnay selected currency pair ya commodity ko choose ker laina chaiye

                        2. Spread


                        Apnay selected pair ya commodity ka spread trader ko apnay focus mai rakhna chaiye

                        3. Account balance aur Price


                        Traders ko apnay account balance aur selected pair ya commodity ki price ka pata hona chaiye takay strategy banatay waqt khayaal rakha jaa sakey.

                        4. MT4 kay tools

                        Strategy banatay waqt MT4 kay supporting tools aur indicators ko nahi bhoolna chaiye jinn say help mill sakti hai

                        5. Profit to Loss Ratio

                        Strategy banatay waqt traders ko apni positions ki matawaqoo profit to loss ratio ko zarur samnay rakhna chaiye takay account opened positions ko support bhi ker sakey

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X