Gold riski hy lekin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han jnb aap nain bht achi bt ki hai gold bht riskh hai trading is pr karnan bht easy bhi hai bht rusky bhi hai q k is main market thora sa move karaygi to acha khasa loss ya profit hota hai aur iski markewt movement bhi tezz hai is liye is main risky trading kaha jar to behtar hai
    Lakin bht sray lig is k bawajod hold and oil pr trading kartay hain ayr acha kahsa profit kak rahay hain is k zariye aur aap bhi kamyb ho saktay hain aur agar aap kamyab hona chahtay hain to aapko chaye k aap gold k related fundamental aur technicall donon qisam k analysis kar lain aur gold main agar trading karnan chahtay hain to usd ka bhi khaas khiyal rakhain...
    ALWAYS BE HAPPY
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gold riski hy lekin

      Forex trading business make gold ki trade bahut risky trading Hai Magar Forex trading business mein agar hamare pass Jyada bonus Hai Jyada account mein capital Hai To Ham easily Gold per risk Lekar Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Agar gold ki trade risky Hai To Kafi profitable bhi hai Ham easily short trade Mein hi accha profit Hasil kar sakte hain kabhi bhi kam account balance ke sath Gold per trade order na lagaen aur koshish karen ki Apne experience ko increase karne ki koshish karen aur demo account per Jyada use Karen Ham kam Waqt Mein Forex trading business mein agar Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen Gold per hi risk Lena chahie aur profit Ka vate Karna chahie gold ki up and down movement bahut jyada speed Mein hoti hai isiliye Hamen stop loss aur take profit ke March ko be set karna bahut jaruri hai Is Tarah Ham Jyada loss aur Prophet Hasil kar sakte hain isiliye dear traders koshish karen ki Gold per trade lagaen aur apne experience ko game karne ki koshish karen jab tak Ham Forex trading business Mein risk Nahin Lenge Ham kabhi bhi Forex trading business Mein chhah profit Hasil nahin kar sakte
      • #18 Collapse

        Re: Gold riski hy lekin

        Dear ap ny bot acha question kea hy gold aik risky pair hony ki wja sy junior traders k liay thora mushkil hota hy or wo is m loss b zyada karty han mgr hmary loss ki bot c wjohat hoti han jasa k new traders hony ki wja sy unan gold ki taz movement ka andaza ni hota or wo galt trade open kar lyty han or lot size b galt rakhty han gold m loss ki bot c wjohat hoti han is m aksar senior traders b loss kar bythty han mgr jo traders chahy wo junior hon ya seniors agr wo anylyses ko study kr k market ki movement ko dakhty hoay mukmal planning k sath trade open karty han to wo trading m kamyab hoty han bot km loss krty han anylyses hmary pas 3 qism k hoty han technical analysis fundamental analysis or sentemantal analysis in k zriay ham forex m achi trading kr skty han
        • #19 Collapse

          Re: Gold riski hy lekin

          G Good ik bohot mshkil this Hy ispr trade lgana brha moajkil k a m Hy iske trade lgany sy phlay sochelana chhi y
          • #20 Collapse

            Re: Gold riski hy lekin

            ji Bhai main aapke sawal ka jawab data chalu gold bilkul bridge ki nahin hai gold sirf logon ke liye risky hai jo ismein experience nahin hai agar aapke pass Xperia sawar ek accha backup plan hai to aap ke liye gold ki nahin hai balki yah aapke liye bahut achcha hai aapse ek achcha problem nahin kar sakte gold market badi teji se mulakat hai Mitra profit karne ke liye gold per trade karna jaruri hai successful aur jiske pass hota hai vah karta hai hota hai aapko bhigold per trade karke ek achcha profit hasil Kiya ja sakta hai gold bilkul bhi uski nahin hai lekin han iske liye aapko market ko samajhna hoga Xperia social ke Nach hoga demo account per jyada se jyada kam Kare tab hi office mein kamyab ho sakte hain aur aapke pass backup plan hona chahie proper money management on time management ke sath chale management ko control Karen tab bhi kamyab honge aur gold per trade karke successful ho sakte
            • #21 Collapse

              Re: Gold riski hy lekin

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
              Dear members seniors sy swal hy k currency pairs per juniors trad karty hein lekin us sy profit slowly ata hy ziyada loss ho jaye to recover bhi mushkil sy hota hy currency pairs sy isi liye koya juniors ko gold per trad karni chahiye kiyon k gold havey movment per mushtamil hy aur profit aur loss juldi hota hy is mein kiya is reson ki wja sy gold per trad lgana sahi hy
              Gold Ek bahut hi jyada risky currency per Hai Iski market bahut jyada fast move Karte Hain bahut jyada traders is Mein ISI vajah se trading Karte Hain Ki unko trading Karke jaldi profit ho jaega aur Yahan per traders mistake karte hain Kyunki vah Bina soche samjhe gold Mein trade open kar dete Hain gold ki market US dollar ke against move karti hai ISI vajah se ismein movement bhi bahut fast Hoti Hai gold Mein kam karna ho to aapke pass acchi amount aur Achcha knowledge experience Hona chahie Kyunki Agar aapane gold Mein kam karte hue mistake kar de to loss hone ke chances bahut hi jyada increase Ho Jaenge
              • #22 Collapse

                Re: Gold riski hy lekin

                Ye baat sahi hai kay junior aur new traders apni trading currencies say he shuru kertay hain. Kuch aisay traders bhi yaqeenun hotay hain jo kay commodities pay he trade start kertay hain aur unhi pay kertay rehtay hain. Commodities mai gold aur crude oil sub say famous trading commodities hain. Gold kay barey mai kaha Jata hai kay aik risky commodity hai laikin sub say ziada trading bhi gold pay he hoti hai kiyu kay gold ki movements achi aur ziada hoti hai aur hoti bhi daily hain. Hum keh saktay hain kay gold ki movement her session mai he hoti hai. Gold ki price ziada honay ki wajah say uss ka spread bhi ziada hota hai. Gold mai trading kernay kay liye Tarders ko apni learning aur knowledge bohat improve aur update rakhna chaiye. Trader ka experience aur skill level bhi bohat acha hona zaruri hai kiyu kay gold mai business bohat acha hota hai aur achay profits liye jaa saktay hain laikin iss kay saath saath loss bhi ziada ho saktay hain is liye ye baat bhi zehan nasheen rakhni chaiye
                • #23 Collapse

                  Re: Gold riski hy lekin

                  Gold ko Forex market ka sab se important pair es waja se samja jata hay key ye risk be hay aur profitable be hay es waja se traders me famous pair be hay, Gold me trading karny se traders es waja se darty hey key es me loss ka chance zeyada hota hay magar ye traders ki ghalat fehmi hoti aur traders ko ghalat guide kia jata hay, agar market analysis karny me aur news data hasil karny me traders ko experience ho to Gold se esy har trader key ley profitable ban sakta hay, gold trading hi acha profit de sakti hay har traders key ley gold me trading ka experience hona chaye es se acha profitable pair aur koi Forex market me nahi hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Gold riski hy lekin

                    ji han dear God Ek bahut hi risky business hai agar aap ismein kam karna chahte hain to aapke pass acchi quality Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki backup ke liye achhe balon Ka Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke paas balance backup maujud Hoga utna hi Achcha aap isase profit Hasil kar sakte hain isliye hard worker mehnat Karen Taki aapko Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake gold Aisa pair Hai Jisme aap kam time mein acchi earning kar sakte hain to isliye aap ismein hard worker mehnat Karen jisse aap easy Gold per hi Apna focus rakhkar Achcha profit Hospital sakte hain joki lifetime aapko acchi Nahin De sakta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X