Forex trading ma opportunities ko kis tarha samjha jaay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma opportunities ko kis tarha samjha jaay?
    Friends mane note kia hai expert traders ka comments ko bhe aur wesy bhe kafi traders say suna hai kay trading main opportunities say zaida say zaida faida uthaana chahey to aap ka kiya khyaal hai kay opportunities ko kesy samjha jaay aur ye daikha jaay kay ab sab say acha time hai market ma enter hony ka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex business me lot of opportunities hey jes ko understand karna zarori hay, agar Terminal tools ki bat ki jaye to ye be lot of money earn karny ki opportunities deta hay jes me (take profit, stop loss, trailing stop) aur sath me pending orders be profit earn karny me hamari bahot help kar sakty hey, agar market ko analysis karny ki bat ho to market ko fundamental analysis be hamy lot of money earn karny ki opportunities de sakta hay aur technical analysis karny se be bahot zeyda profit earn kia ja sakta hay, Forex business me long term ki trading be esi opportunity hay jo hamy bahot zeyda money conform without loss key ham earn kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Forex trading ke market aik oppurtunities say barpoor market hai. Forex trading mai har market mai har time per he trading ke opportunities majood hoti hain .
      lakin traders ko sirf woh he opportunities pick karne chaiye jo ke trader ke trading strategies kay mutabiq hon.

      Ager trader har aik opportunities kay pehcy baghin gaay tu in ko khabi b trading mai faida nai ho sakta hai hai. iss liye traders ko chaiye ke woh patience kay sath market mai iss time ka wiat Karin jab market aise opportunity provide kar rahi ho jo traders ke trading strategy kay aur trading plan kay mutbiq ho tu phir iss ka barhpor faida uthana chaiye.
      • #4 Collapse

        forex trading main har trador k liye aik jesi oppertunity provide ki jati hain or op[pertunity ko smjhny k liye wakt ki bat hoti hai q k aghr hum dekhen tu forex business main hmain karna kiya hota hai ? ghr beth kar es ko move on karna hota hai es k liye hmain kahen bahaar nahi jana parhta na he hmain 8 se 9 ghnty duity karni parhti hai pher sub se bai bat yah hai k hmain es business ko chalny k liye aik rupya bhi nahi lagan parhta tu yah su kiya hai?bhaiyo yah sub oppertunities he hain es k bad jo kam ata hai wo trading hai k hum ny en oppertuity ko best way main use kesy karna hai or kis trah se es se faiad hasil karna hai ab jo tu apni oppertunity se faida hasil karna chahty hain wo zaror en oppertunity ka use karen gy or hard work karn aprha tu karengy s k bad apni trading main aik nam bnaen or jo yah su msjhngy nahi tab tak wo har oppertunity ko zaya karty rahengy
        • #5 Collapse

          forex trading main opportunities har kise ko mill jaate hain aur opportunities say faida hasel karna har kise k ly easy nahi ho sakta ha. Faida hasel karna easy es ly nahi nahi hota k opportunities ko dekhna itna asan nahi hota ha. opportunities ko dekhny s mera matlb ha k aik moka apko miley ga to zaroor har koe us say benefit hasil karyga magar jab moky ka pata he na ho k moka milll raha ha to phir koi kesy us say faida utha sakta ha. Second cheez ma ye kehna chahun ga k learning k bijna jo log trading karna start karte hn un ko issae opportunities ka pata nahi chalta kun k wo log seekhte jab nahi to understand bhe nahi kar sakte ka kahan per mawaky mill sakte hn ya mill rahy hain. so aap koshish karin k first seekh lain phir kaam karin.
          • #6 Collapse

            Forex Mein kaam karna Itna asaan kaam nahi hai koi Bihar paris-orly kaam bhi kar sakta hai aur boss logspace nuksaan bhi kar sakte hain Jitna Jyada vlog isme investment karte hain utna hi Zyada Koi Yahan Par nuksaan bhi kar sakte hain Jada achha Ji Main planning karna hoti hai jitni achi planning Hogi Uttara Jyada accha saibona generate Hoga capital generate Hoga yahan se
            • #7 Collapse

              Dear aap nain bht achi bt ki hai mgr main aap say bilkul agree ni karat jo log forex ko opportunity k tour p letay hain woh kabhi bhi kamyab ni ho saktay lehaza is main zida say ziada practid karain aur opportunity k saharay nan bethay rahen aap ko forex main ho sakta hai aik ya do opportunity mil jayej mgr un say faida uthanin k liye bhi aap k pass knowledge hona chaye tb hi aap faida utha sakaingay is liye opportinty k intizar mainbethay rehnain say behtar hai k aap khud say analysis lagayen aur trade lagayen un k mutabiq...
              • #8 Collapse

                Forex trading main kabhi opportunity PR inhisar ni karnan chaye agar aap kamyab hona chahtay hain to khud analysis karain Ayr us k baad hi koi trade lagayen tb aap kamyab hun gay agar aap forex main opportunity dhoodtay rahengay to kabhi kamyab ni ho payen gay q k opportunistic k liye opportunity aik baar aati hai mahinay main ya do baar to woh in say kutna profit gainkar Sakta hai air opportunity say faida uthanin k liye bhi aap k pass knowledge honi chaye air agar aap k pass knowledge hogi tb hi aap kamyab hun gay...
                • #9 Collapse

                  G Bhai AP NY bhot hi achi bath ki ha Mary khayal ma Jo log zayada mhant krty ha in ky leya jtni would mhnat krty ha Itni hi zayada oppertunatity ha or Jo log Kam mynat krty ha in logo ko let's Itni hi kam opertunatitop hi gye
                  • #10 Collapse

                    Important things hota hai aapke paas basic knowledge increase ho jata hai office mein personality se kam karne ke liye opportunities Milenge aap mujhe nahi karne ke liye Karte Hai market Mein capital investment karne ka method se baat kar sakte hai market Mein kaam karne ke Bharose advantages aapko mil sakte hai ya nahi kar sakte hain kar sakte hain increase aap ko kam karne ke liye Apna interest increase karna hoga address ke sath aap Yaha par working increase kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Dear ais market mai bahot sary tareeky hai jin se ap ais market mai kaam kar sakty hai aor ais se paisa kama sakty hai ais k liay jitna mujhy pata hai wo mai ap ko bata deta hun.
                      Fund Management
                      Dear agar ap ko ais market mai kaam karna aata hai aor ap k pass investment ni hai to ais mai ye hai k ap ais mai kaam karna chaty hai to ais mai ap logo k account mange kar sakty hai ais se ye hai k ap ko bhi faida ho jaye ga aor jis ka ap account mange kary gay aus ko bhi faida ho jaye ga.
                      Teaching
                      Agar ap ko forex k bary mai kafi zayda pata hai to ap logo ko ais k bary mai pharha sakty hai aor aus se ye hai k ap ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ais mai ye hai k ap ko ais mai atna paisa mil jata hai k ap ka guzara acha chal jata hai.
                      Signal Service
                      Dear agar ap ye chaty hai k ap k analysis logo ko mily aor wo ais par trading kary to ap signal bana k logo ko dy ais se ye faida hota hai k log ap ko ais k liay paisy dety hai aor ap aun ko signal dety hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Forex is an opportunity that enables you to invest some money to make more money. It is an investment opportunity to increase your wealth. So it isworth to learn how to trade Forex and make money with it. However, there are some conditions that you have to met to become a profitable Forex trader
                        Removed by Moderator.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X