Jaiza: Market Gaps
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market Gaps
    Some time jab hamary orders open hoty hey to chart me prices me gap ajata hay es ka reason kia hay esi key bary me ham bat karty hey,

    sab se pehly to ye samjna zarori hay key agar market close be ho jaye aur economic esi news release ho jaye jes se market price par effect ho sakta hay to sochny ki bat hay key market agar close be ho to prices stop nahi rehti ye be economic news key sath move kar sakti hay, jab market open ho jati hay to us key bad hi chart me ham esy gaps ko dake sakty hey, sab se best to ye hay key jab be market close hony wali ho to esy me agar traders apny trades close nahi be karty to kam se kam market opting time me stop loss laga dia karen, es ki waja ye hay key jab market close ho jati hay to hamy orders me kesi kisam ki changing nahi kar sakty.
    Click image for larger version

Name:	2121.png
Views:	2
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12462291
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma AP ki bath stuff bilkul agree krta ho ager him logo ko Zayada profit haisl krna ha to phir him logo ko Zayada sy Zayada mhant krni chaya kau ky is ma wohi log kamyab ho skty ha Jo log mhnat krty ha
    • #3 Collapse

      Market Gaps:
      Dear aapne bilkul sahi jaiza pesh kiya hai market main gaps aksar ham market kay open honey par daikhty hain. Aksar awkaat to market gaps bas chand pips kay he hoty hain magar kabhee kabhaar ye gaps zaida bhee ho jaaty hain. Es kay asal main honey ke wajha ye hai kay jab market close hote hai to mulk kay operations to weekend par bhee jaari rehty hain aur baaz awkaat aise developments hoti hain jinke wajha say currency ke demand ma izaafa ya kami aa jati hai. Weay normal trading days main ham dekhty hain kay koi political ya economic development hoti hai to market ma kafi movement hoti hai aur ye development jabb weekend par hoti hai to market ka rujhaaan us par zaida hota hai aur esi wajha say market gaps main open hoti hai.
      Last week GBP kay pairs saary gap main open huy thy jiske wajha Brexit development the
      Click image for larger version

Name:	20181021_005343.png
Views:	1
Size:	147.6 کلوبائٹ
ID:	12321022
      Aap daikh sakty hain kay last time jab GBPJPY pair close hua tha to wo up tha lekin market open hony par takreeban 80 pips down open hua tha aur ye gap aanybke wajha wo news the jo market vlose honey k baad aai the.
      • #4 Collapse

        my dear dost ap ny ek acha swall keya ha laken ma ap ki bath sy bi agree krta ho him logo ko zayada sy zayada mhnat krni chaya kau him log jtni zayada mhnat kre gye him logo ko is ka itna hi zayada fida ho ha or him log acha profit hasil kr skty ha is leya bhai mhnat kekro zayada sy zayada or achi earning kro or profit hasil kro phir ap ko is ka fida hoga or ap is ma kamyab trader ban skty ho
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Some time jab hamary orders open hoty hey to chart me prices me gap ajata hay es ka reason kia hay esi key bary me ham bat karty hey,

          sab se pehly to ye samjna zarori hay key agar market close be ho jaye aur economic esi news release ho jaye jes se market price par effect ho sakta hay to sochny ki bat hay key market agar close be ho to prices stop nahi rehti ye be economic news key sath move kar sakti hay, jab market open ho jati hay to us key bad hi chart me ham esy gaps ko dake sakty hey, sab se best to ye hay key jab be market close hony wali ho to esy me agar traders apny trades close nahi be karty to kam se kam market opting time me stop loss laga dia karen, es ki waja ye hay key jab market close ho jati hay to hamy orders me kesi kisam ki changing nahi kar sakty.
          [ATTACH=CONFIG]5009[/ATTACH]
          Han g main nhe kafi arsy sy trading kar raha hun aur mane ye cheez observe ki hai kay kafi zaida log apne trading strategy es gap ke wajha say miss read karty hain aur nuqsan karte hain. Gap aany ke wajha market main ye hoti hain ka kuch political issues chal rahy hoty hain jin mian aapko kafi saari cheezon kay baary main maloom nahi hotahai. aur jab market close hoti ha jumy ke raat aur us k bad jo 2 din baki hoty hain us main aise political chaazin hiote hain jin say market gap main up ya phir down open hoti hai. lehaza es matte ko carefullyhandle karne ka plan hona lazmi ha.
          • #6 Collapse

            Friday ko jis price per market close hoti hai Monday ko ziada tar prices wahin say open nai hoti hai . Iss Friday ke close price aur Monday ke open price kay difference ko market gap kehty hain. Wiase gap iss kay ealawa ke time frame mai b aa sakty hain.

            Lakin weekend per aksar kafi bara market gap b daikhna mai aa jata hai. iss ke main reason yeh ha ke forrieng exchange ke need Saturday aur Sunday ko b rehti hai aur iss ke currency exchanges b chalti hain lakin trading ke liye close hoti hai . iss waja say market mai prices regular market ke trah say up aur down ho sakti hain aur jab traders kay liye Monday ko market open hoti hai tu iss ke prices mai gap aa sakta hai.

            Kafi saray traders iss market gap ko predict karny ke try b karty hain aur Friday closing kay time trading postions open karty hain. Lakin yeh bohot he ziada risky b ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Market ki movement copy Speed ke sath Hoti Hai jisse. Ko aap select karte hain by karne ke liye Ja sale karne ke liye cocos. Main movements Kafi Der Ho Jati Hai uski wajah se Hamare purchase karne mein entry lagaane Mein Jata Jata Hai Aur Hum yahan se phir maximum earning nahi kar sakte hain kabhi bhi isme difference aa sakta hai isliye Zara at Yaad ke sath Spain kam kare
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht achi BT share ki hai fired main Monday air Friday ko bad day samjha bata hai trading main q k jumay ko market nain close hona hota hai air jub market close ho jaati hai to is k baad aap koi bhi Trade ni laga saktay air nan koi amendment kar Sakta hain lehaza koshish karen k jummay ko trade open nan karain air agar trading karni bhi hai to scalping ki shakal main Karen q k hub weekend PR koi news aati hai to market main movement tezz ho jaati hai air loss bhi bht ziada ho IATA hai lehaza jub market close honain lagay to SL air tp laazmi set kar main...
                • #9 Collapse

                  Yahan Par aapko market Mein working karne ke liye bahut zyada technical analysis of Oz are hardworking karna Hoti Hai jitni Jyada Aap Yahan Par hardworking karte hain aapko market ke samne ka idea Bataye Jyada ahsani ke sath aa jata hai aapko long time working karne ke liye kis mein chahiye dekhna hota hai isme movement Kitni Speed ke saath ho rahi hai aur isme Upar spares ka Kitna difference Hai Jiski wajah se sab log Bijli working kar sakte hai aur earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    bhai mary kahayl ma ap samjna zarori hay key agar market close be ho jaye aur economic esi news release ho jaye jes se market price par effect ho sakta hay to sochny ki bat hay key market agar close be ho to prices stop nahi rehti ye be economic news key sath move kar sakti hay phir ager ap ya sub smj jaty ho phir ap ko acha profit mi skta ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Yes dear market mai gap aata hai aor ais mai trade karny ka tareeka bhi hai jaisy ap ne dekha ho ga k market mai gap aata hai to market aus k baad aus gap ko cover karti hai.
                      Gap Aany ki Waja
                      Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai price chal rahe hoti hai aor weekend par jab market close hoti hai to aus k baad weekend par agar currency par koi faraq parta hai jis se aus ki price change hoti hai to aus mai ye hai k market jab open hoti hai to waha se open ni hoti jaha close hoti hai balky aor point se open hoti hai.
                      Gap Ko trade karny ka tareeka
                      Dear agar ap weekend k baad ye dekhy k market mai kafi zayda gap aa gia hai to aus mai ye hi chance hota hai k market aus gap ko cover karti hai aor aus par hum ko trade laga deni chaye aor jab market aus ko cover karti hai to phir trend mai trade karni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Market Gaps

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Some time jab hamary orders open hoty hey to chart me prices me gap ajata hay es ka reason kia hay esi key bary me ham bat karty hey,

                        sab se pehly to ye samjna zarori hay key agar market close be ho jaye aur economic esi news release ho jaye jes se market price par effect ho sakta hay to sochny ki bat hay key market agar close be ho to prices stop nahi rehti ye be economic news key sath move kar sakti hay, jab market open ho jati hay to us key bad hi chart me ham esy gaps ko dake sakty hey, sab se best to ye hay key jab be market close hony wali ho to esy me agar traders apny trades close nahi be karty to kam se kam market opting time me stop loss laga dia karen, es ki waja ye hay key jab market close ho jati hay to hamy orders me kesi kisam ki changing nahi kar sakty.
                        [ATTACH=CONFIG]5009[/ATTACH]
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main bazdafa market close ho bi to economic news ati han weekend pe ya kisi din chuti ho tab bi to is main ap ko loss sy bachny k ley chae ha k ap weekend pe market close hony sy pehly pehly apni trade close kar dan ta k weekend pe gap ki waja sy ap ko loss na ho ya ap close ni karna chahty han risk lana chahty Han to stop loss use karny k agr gap ap ki trade k revarse hua to ap ko ziada loss ni ho or agr ap k trade k haq mian hua to ap ko ziada sy ziada profit ho ga is ley soch samj k trading karny
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Market Gaps

                          yes dear market gap k sath aksar weekend k bad market gap k sath open hoti hai us ki reason ye hai k koi bhe bare fundamental news weekend pay jab release hoti hai koi bhe election kisi bhe pair ka hota hia jab pher kisi bhe big B country ka election hota hai ya pher big countries main koi economical war start ho jate hai jesay k america china k dermain trade war abhe currently chal rahe hia to us k bad market gap k sath he open hoti hai our last weekend ki baat ki jeay to AUD ka election tha our us main AUDJPY AUDCHF AUDUSD sab pairs AUDCAD gap k sath open hoey hain to us main humean do batoun ka kheal rakhna chahy aik to humean ager friday ko trade close nhe kerne hai to pher stop loss zaror lagana chahy ya pher humean us main friday ko apny tamam trades close ker dine chahain pher he hum us main apny account capital ko safe ker sagty hai
                          koin k aik trader k pas agr us ka capital ho ga to pher he wo market k sath fight back ker sagty hain our apna profit nikal sagty hain nahe to pher wo loss he karey ga our gap ki wja say huge loss ho jeay ga aksar market gap fil nahe kerti hai to pher account wash bhe ho sagta hai
                          منسلک شدہ فائلیں
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Market Gaps

                            Bhae ager diekha jeay to market main gap her weekend pay nahe hota hai par over aal jab bhe koi bare news hoti hai ya koi bhe election hum dikehty hian k weekend pay hoty hain kisi bhe country ka like last Austrillia ka hoa to us main market k tmama AUD pairs jo thay wo gap k sath open hoey they us situation main jin bhe trades k account main trades lagi hooon geen to un k account main un ko k stop loss ager lagaey hoon gay to gap ki wja say hit ho gaey hooon gay ya pher kafi loss ho geaya hooo ga to hum nay ager weekend pay apni trades close rakhna hoon geen oiur monday say app situation diekh k to pher sy trade main enter hoo k us market say profit ker sagty hian aksar app nay diekha ho ga k friday ko night main market slow ho jati hai us ki reason yahi hoti hai k market say professional traders out ho jaty hain our wo apni trades close ker dity hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Market Gaps

                              Ager market kay gape ki bat ki jaye to is kay liye zarori hota hay kay trader ko pata ho kay us kay broker ka opening aur closing time kia hay jab market open aur close hoti hay. kuch broker kay opening aur closing time ki waja say chart main gape show hota hay jab kay kuch broker kay chart main gap show nahi hota jo market kay time kay sath open ya close hotay hain. jo broker market kay closing time say pehlay closing ker letay hain aisay broker kay chart main hamesha gap hota hay. lakin jo market kay end session ky sath closing aur opening pehlay session kay sath kertay hain un kay chart main kabi bhi gape nahi ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X