Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao
    Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
    Stress ko acknowledge karin:
    Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
    Stress ke wajha talash karin:
    Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
    Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے

    Stress ko khatam kese kia jay:
    Dear aap ne jiss fear of loss ki baat ki hai hamen usse khatam zarur krna hoga jab tak ham apni trading se fear of loss ko khatam nhi kr kr lete hain ham uss waqt tak trading men kabhi bhi successful nhi ho sakte hain so hamen iss fear ko khatam krna bahot hi zaruri hai...
    Practice is a best sulution:
    Agar ham daily base pe achi practice krte hain to ham kissi had tak apne fear ko kam kr kakte hain jab ham demo account pe apni stragties kobtest kren ge aur hamari trades postive jaen ge to ham bahot had tak apne aap men confidence paida kr saken ge uss conference ki waja se hamara fear khatam hoga
    Jab tak ham apne aapen confidence paida nhi kr kr l hain uss waqt tak ham successful nhi ho sakte hai so hamen apne aap men confidence paida krna lazim hota hai air issi waja se hi ham apni trades ko positive bna sakte hain so hamen mehnat se kaam krna chahiye
    • #3 Collapse

      Trading kay doran Saray traders stress ka samna karty hain chaiye woh experienced traders hon ya phir new traders sab he stress ka samna zaroor karty hain.

      Trading mai loss ho raha ho ya phir market jis trah say app ka analsis ho aur iss trah say move na kar rahi ho tu stress ziada hota hai.
      Experienced trader stress kay time per trading avoid karty hain aur try karty hain ke jab market conditions in ke analsis kay mutabiq hon tu phir he trading Karin .

      Lakin new traders stress ko feel tu kar laite hain lakin iss mai trading stop nai karty hain aur stress ke waja say bohot he buri decision making kar kay apna loss karty hain.

      Iss liye maire kahyal say stress saray traders ko hoti hail akin is ka loss srif new traders ko he hota hai.
      • #4 Collapse

        Some times market me stress (kasheed'gi) bahot hi zeyda ho jati hey jes ki waja se teezi key sath market one side move nahi karti aur up se down aur down se up hoti rehti hay aur jab tak market stress key pressure me rehti hay ye market trend me ye up down ka silsila be continue reh sakta hay, esy halat me hamari koshish honi chaye key ham long term trading na hi karen aur short term trading par hi depend karen, jesy hi market stress pressure ne nikal aye gi to market normal position me ajati hey aur esy me traders apny style key sath trading kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat hun forex trading aik risky business hai jis k liye hmari zara se laparwahi ho tu hmain boht bara loss ho skta hai es liye aghr ap apni trading main fresh mind nahi hain or apka mood nahi hai trading ka tu kbhi bhi trading mat karen q k trading k liye apak intrest oht maini rakhta hai es liye ap k liye fresh mind hona boht he zeyda zarori hai jis se ap apni trading main full focus ks ath trading kar skty hain jis se ap ki trading main riks bhi kam invove hoga or ap apni trading main koi glati bhi nai kar skty hain es liye apko aghr zara sa bhi koi setress hai tu apko zaberdasti trading nahi karni chahye fresh mind k sath trading karen apko profit mily ga
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
            Stress ko acknowledge karin:
            Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
            Stress ke wajha talash karin:
            Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
            Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
            Dear thanks a lot for your post aur ma umeed karta hun kay aap issi taha sy achi achi experience say bahrpoor posts hamary sath share karte rahin gay aur main apko yehi batana chahun ga k stress aik aise cheex ha jis say insaan bht kuch khoo sakta hai aur aiss kay ooper kaboo paa kar bahout saari cheexin hasil bhe kar sakta hai. ab agar aap kay pass stress ke wajha szahir na ho rahi ho to apko sab say pehly saary kaamo ko choor kar sirf aur sirf apni stress par tawajha deni chahry aur ye dekhna chahey kay kia reasion ha jo stress baaes ban rahi hai. phir usko solve kar kay aap agy barh sakte hain.
            • #7 Collapse

              Aapko Forex main kaam karne ke liye stress ke bagair kam karna hoga Jitna Jyada aap stress ke Bagar kaam Karenge Aap Yahan Se uthna Hai Zyada regular working kar Sakenge long time ke liye earning kar Sakenge aap ko Apne mind ko fresh Rakhna hoga Jitna Jyada Aap Yahan Par mindfresh Rakhenge Aap utna hi Zyada isliye kaam kar Payenge yahan se
              • #8 Collapse

                Bhai jib him logo ko forex trading ma loss ho RHA Hota ha is waqat him logo ko apny stress py mukml control rkhna Chaya kau ky profit or loss to forex ma Hota hi rhta ha laken apni health ka kayal rkna hamra Kam is leya stress py control rkna Chaya
                • #9 Collapse

                  G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai fired trading k liye aapko mind ki halaat air aap ka environment donon bht ehm hain jub aap aik stressful mahole mai reh k bhi kaam kartay hain to is k nataej hamesha negeitve niakltay hain to lehaza jub bhi trading kar nain k barhay main socha ain aik sukoondeh maholl zaroor dhoond pain jahan koi bhi aapko disturb nan karay air apnain mind ko bilkul relax air tenshionfre ho k trading karain r aap k sath i pareshani hai to us din trading ki koi zaroirat ni hai us din koi or activity karain air apnain mind ko tension sy pak kar k trading k liye bethain jub tak relax ni ho jatay trading k barhay main sichain bhi nan...
                  • #10 Collapse

                    Yahan Par Forex Mein working karne ke liye main Kabhi Bhi Apne mind par stress nahi Lena chahiye Jitna kam karne ka stress Lenge Hum Ayyapan capital coacervate karne mein Itni Jyada problems ko kiss karna padega isliye Hame chahiye kya without any hesitation yaha par kaam for regular methods ke sath increase Karta Hai Jana Chahiye acche se aankhon ko marriage Karenge Mariappan regular working or regular in computer increase Hogi
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ny boht achi post ki hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain kuj baton ka khyal rakhna chahhye jis se hum loss se bach skty hain jin main sub se zeyda yah hai k hum apni trading ko
                      1:fresh mind k sath karen
                      2:apny ird gird koi chor na hony den
                      3:jub apka intrest hai trading main tab akren
                      jesa k hum sub ko pta hai k forex aik risy business hai tu hmain es chez ka khyal rakhna chahye k hmari zara se laprwahi hmary loss ki wjah ban skti hai es liye aghr tu hmain strees hai tu hmain trading nahi karni chahyr or pahly apni pareshani ko khtm karna chahye os k bad trading karni chahye kbhi bhi upest mind ks ath trading nahi karni chahye es se loss hony k paky chnae hoty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
                        Stress ko acknowledge karin:
                        Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
                        Stress ke wajha talash karin:
                        Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
                        Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
                        Assalamu Alaikum Ji Bhajan aapne bilkul theek Kaha Agar Hum Hum Kisi bhi Kaam Ki stress lete hain wo Hamare us business pe bahut jyada factored Hota Hai Jiski wajah se hum double minded Ho Jaate Hain aur Hame samajh nahi aati ke Hame main main apne main main order ko kis tarike se Lagana hai aur agar aap status feel kar rahe hain 92 aapko chahiye ke aap Swagat mein Apna trade mat Le Gaye Kyunki main aap ko Kafi nuksaan ka Samna karna padta hai aapko chahiye ki aap bilkul Freeman hokar trade kare
                        • #13 Collapse

                          There are plenty of other things you can do right now (without having to spend the dough) that are as effective at reducing stress.
                          • Exercise! This is a no-brainer. ...
                          • Lower caffeine and other stimulant intake. ...
                          • Express yourself. ...
                          • Don't stress yourself by trading outside of your skill level.

                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Dear jaisy ap ne baat ki hai k ais market mai stress ka asar kai hai aor ais se kaisy bacha jata hai to ap ne jitni baty batai hai bahot hi achi hai ais k sath mai bhi thori si baty batata hu jis se kafi faida ho jaye ga kun k ais market mai jab hum ko trade baghair analysis k lagaty hai to hum ko tab hi tension hoti hai jab market humry opposite jati hai aor hum aus k sath stop loss bhi ni lagaty kun k aus mai agar hum ne analysis kiay hoty to hum aus k sath stop loss lagaty ais liay jab wo trade loss mai jati hai to hum aus ko close ni karty aor aus k sath aor bari lot laga k aus trade ka loss cover karna chaty hai jis se humra account wash ho jata hai aos aus k baad hum kehty hai k market ne dhoka dy dia hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main stress hamari kaarkerdgi ko buri terha mutaasir kerti hai. Kion k hum stress k doran jo trading ker rehy hoty hain uss main hum proper aur intime decision nahi lay sakty jis ki waja se hum aik dafa loss kerty hain aur phir iss loss ko recover kerny k chaker main mazeed loss kerwa laity hain stress se bachny k liye hum ko in chizon k dhayan rekhna chahiye;
                              Feel Relax: Jab bhi aap trading kerna chahain to uss waqt aap bilkul relax mood main hon aap ko koi kissi bhi kisam ki tension nahi honi chahiye aur bilkul relax mood hona chahiye ye cheez aap ko trade main bohat helpful hogi.
                              Practice: Kissi bhi kaam ko perfect kerny k liye practice bohat zaruri hai ager aap stress se bachna chahty hain to yaad rekhain hamaisha demo practice k baad trade shuru kerain iss ka faida ye ho ga k aap k ander self confidence ho ga aur aap stress free trading kerain gay.
                              Knowledge: Ager aap ne proper knowledge haasil kia hua hai to aap trade lagaty waqt proper time pay entery kerain gay jiss ki waja se aap stress free hon gay kion k trade aap k haq main hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X