Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Stress yani zehni dabao kici bhi surat main ho to wo hamesha he nuqsan deh hota hay. forex trading chon kay aik boht he khatarnaak karobar hay. Is main jahan munafa kamany kay beshumar chance hoty hain wahen is mn boht bhari aur na qabil e bardasht nuqsan kay khadshat bhi aksar mandlaty rehty hain. Lehaza forex trading kay liye trader ka fresh hona aur taza dam hona aur kici bhi qisam ke zehni aziat aur dabao say bach kar trading karna nafa bakhsh sabit ho sakti hay aur kici bhi shadeed zehni stress kay dauran trading krna hamesha he nuqsan deh sabit ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

      forex trading main strees ka use krna sahi nhi smjha jta ha trader ko chahy kah trading main kabhi stress use na krain trading main kisi qism ka dar feel na krain trading main aisi chezon ka use na krain jo kah trading main trader ko loss dati hon trader ko forex trading main fresh mind ka use krna hay trader ko forex trading main aisi plaing say trading krna ha jo kah trading main helpful ho trader ki trading main profit day skay trader ko forex trading market main relax mind say trading krna ha kabhi trading main fear emotions ka use na krna ha aor proper management experience aor mind heart ka use krna ha kabhi trading main stress ka use krna ya fear waghara ka use krna trading main loss data ha trader ko profit nhi data ha is liay aisi little little things ko mind main rkha krain aor trading mai active rhain boht faida trading diti ha.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

        Assalam-u-Alaikum Bhai ksi hain aap main umeed karti hoon Kay aap kheriyat say hon gay Bhai Ksay kaykayKapnay kaha Some times market me stress (kasheed'gi) bahot hi zeyda ho jati hey jes ki waja se teezi key sath market one side move nahi karti aur up se down aur down se up hoti rehti hay aur jab tak market stress key pressure me rehti hay ye market trend me ye up down ka silsila be continue reh sakta hay, esy halat me hamari koshish honi chaye key ham long term trading na hi karen aur short term trading par hi depend karen, jesy hi market stress pressure ne nikal aye gi to market normal position me ajati hey aur esy me traders apny style key sath trading kar sakty hey.m ain appkiapplicais baat say hundred percent ittefaq karti hun shukriya Fee Amanillah
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

          forex trading main loss hony ki wajohat main aik wjah sterrs bhi hoti hai jis main tradors apni trdaing main dar jaty hain or un ko yah umeed ho jati hai k un ko loss je hona hai or jub ap ko dra hota hai or wo loss apka yakini ho jata hai es liye apko chahye k ap pahly trdaing ka achi traha se knowledge gain karen os k bad trdaing ka agaz karen jub ap apni trdaing main full confident hoty hain tab he apko dar khtam hota hai or ap apni trdaing main acha profit earn karty hain or loss nahi hota hai es liye jesy ap ny bataya hai k hmain pahly darny ki wjah dekhni chahye k hmain dar kis bat par lgta hai os k bad apni os ability ko enhance karen or full confidence k sath trading karen tab apka dar khtm ho jata hai
           
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

            market main jab kam karna start karty hain to is main market kay rules ko follow karna ho ga kun kay trade main kabhi loss hota hay or is main kabhi profit hota hay is main agr loss hota hay to is ki waja ko talash karna hota hay kay kis mitake ki waja say humain loss ho raha hay is kay sath sath humain market main stress kay sath kam karna b kafi riksy ho sakta hay kun kay agr to hum is main risk ko ziada lyty hain to market ko understand karna or hanlde karna kafi mushkil ho sakata hay so humain koi b pair ko select karny say phly apni mind ability ko acha karna ho ga or or apy skills ki base par order ko place karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay or stress ko over come karny kay liye is ki har reason ko solve out kar kay kam karna ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

              jab hum market main kam karty hain to is main kam karny ka kafi stress hota hay yeni kay market main kabhi loss hota hay or kabhi profit hota hay is main agr success hasil karni hay to active ho kar kam karna ho ga kun kay agr stress mind say kam karty hain to is kay boht say nuksanat ho sakty hain humain profit hoty hoty loss ho sakta hay agr to hum hurry main kam karty hain or markte ko understand kiye bgyr hi hum market main order ko place kar dyty hain to is tara humarin kafi loss hoo sakta hay is kay sath sath hum is main stress hony ki waja say humain planing karny main stratgy ko smjhny main kafi mushkil ho sakta hay so active ho kar kam karna chahiye or stress hony ki waja ko talash karna chahye ta kay market main stay karna kafi asna ho sakay
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                forex main kam karny kay kuch asool hoty hain jin ko follow karna kafi acha hota hay agr to hum is main kam karty hain to or stress main reh kar kam katy hain to trade karna kafi riksy ho sakta hay so humain market ko understand karny kay liye is main apni stress ko khtm karna ho ga or stress hoony ki reason ko dhoond kar is ko over come karna ho ga kun kay market main boht sa profit majood hota hay is ko talash karna humara apna kam hota hay agr to hum market main mayoos ho kar kam karty rahin gay to kuch faida nai ho ga humain active ho kar achy say practice say trade karna ho ga ta kay market main stay karna humary liye asan ho sakay or humain dmeo ko b use karna ho ga ta kay market ko understand karna kafi asan ho sakay or loss km say km hasil ho sakay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
                  Stress ko acknowledge karin:
                  Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
                  Stress ke wajha talash karin:
                  Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
                  Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
                  Forex trading Mein kaam karta hoga traders course breasts feel nahi karna chahiye aur trading karne ke liye recipe Jarur karna chahiye Agar traders 17 Steel Karenge toh apni trading ke liye acchi planning nahi kar Sakenge orane trading Karke loss bhi bahut ho sakta hai isliye traders ko chahiye kya apni trading ke dauran Rashtra me Jarur Kare Taki voce aur successful trading kar sake rest Apache trading ke liye zaroori hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                    expensive investors aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida pressured feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es pressure kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke state of affairs ko achi tarha handle karna chahey
                    pressure ko renowned karin:
                    Agar aap kay dill foremost buying and selling karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa experience ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti buying and selling jaari na rakhin
                    strain ke wajha talash karin:
                    Aap sab say pehly loosen up ho jaain aur us kay baad pressure ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
                    Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka answer bhe nikal aay ga aur aap relax thoughts say buying and selling jaari rakh sakin gy.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                      Forex ko apny leay painful kaam hum khud ban rahy hain jo bhe new commers aa rahy hain wo us main us ko samjhnay ki bajey jald bazi kerty hean hum jesay k developing country main rhe rahy hain our middle family say relation hain loss bhe zeada bear nahe ker sagty hain to stress main aa jatay hain humean us main loss ko bardast kerna ho ga pher he us main hum aik kamyab trader ban pai gay but us main mini lot say trade app ko stress say bacha sagti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
                        Stress ko acknowledge karin:
                        Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
                        Stress ke wajha talash karin:
                        Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
                        Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy bilkal relax ho k trading karni chae ha tensn ni lani chae ha jtni ziada hum tensn lan gy to utna he loss ho sakta ha is humy loss sy bachna chae ha fresh mind k sath trading karni chae ha jab tak fresh na ho us waqat tak ap ko chae ha trading stop karny tohra gum phr lan or us k bad wapis aany mind fresh ho to tab trading karny
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                          mery jo bhe trading experience forex main real account trading ka raha hai us main stress ki aik he main reason rahi hai our wo aik trader ka greed hai jo wo forex market main trading k doraan kerta hia ager app us main kamyaab hona hai our apne health ka bhe kheal rakhna hai to app humehs money management k stah trade lain pher he us main app acha profit bna pain gay
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
                            Stress ko acknowledge karin:
                            Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
                            Stress ke wajha talash karin:
                            Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
                            Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.
                            Dear friend forex trading main kamyab hony k ley humy stress sy bachena ho ga jab tak hum stress lan gy to humy loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena ha or stress bi ni lani ha humy proper learning or practice karni chae ha or is k bad humy ziada sy ziada behtar trading karni chae ha or proper money management or risk management k sath ta k hum ziada sy ziada kamyab ho sakeny is ley humy apna knowledge or experience barhana ho ga jtna ziada knowledge or experience ho ga hum utni stress kam lan gy or sakun sy trading karny gy or humy koi loss bi ni ho ga hum maximum profit hasil kar sakeny gy
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                              Stress dbaoo ko kehty preshani ko kehty hain. Jb ap trade lgaty to basically to ap risk
                              Ly rhy hoty hain. Apko sure to ni hota k apko profit hi hoga to preshani to banti hy wo jo koi bhi ho han sivaye unogon k jin k pas itni dolat hoti hy k unko loss or profits sy itna sarokar na ho.
                              Jo ghreeb bnda ho or trade kr k hi us ny apna guzr basr krna wo to preshan hoga. Mgr dekhna ye hy k stress hoti qn hy or is sy jan kese churai jaye.
                              To dosto stress apko us wqt hoti jab ap chader dekh k pao ni kholty. Ap apna account na dekhen or lot size itna zyada lga den or market ap k reverse mn chali jaye to ap ny stress hi hona. Dosra ye k ap k pass knowledge kam ho. Sab sy pehly apni training ko mazboot kro acha knowledge hasil kr k achy wqt achi trade kro gy to stress minimum hogi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Forex Trading Main Stress Ka Asar Aur Us Say Bachao

                                Forex trading kay doraan traders bohat ziada stress ka saamna kertay hain. Jab Tarders nay koi trade open kerni hoti hai aur woh market ko monitor ker rahey hotay hain tou uss waqt times frames ka use, trends ko baar baar daikhna aur phir account balance aur equity ko watch kerna saath saath ho raha hota hai. Traders ye sub action aik saath her trade kay liye ker rahey hotay hain. Iss Tarah aik permanent stress ki situation chall rahi hoti hai.

                                Stress ko control aur manage kernay kay liye traders ko apna home work pehlay say complete rakhna chaiye. Jaisay kay traders ko apnay target pair ki selection pehlay say ker laini chaiye. Balance, equity aur trade ka lot size pehlay say zehan mai rakhna chaiye. Is tarah stress ko manage ker Lia Jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X