Jaiza: Bid price aur ask price
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Bid price aur ask price
    Market me hamy pairs base currency aur quote currency key sath price me be show ho rahy hoty hey for example EUR/USD ki Bid price 1.1530 aur ask price 1.1533 hay es pair me bid aur ask price me jo deference hay 3 pips ka ye es pair ka spread hay, esi tarha ham Bid price aur Ask price se sell price aur buy price ka be andaza laga sakty hey, Bid price agar 1.1530 hay to es ka matlab hay key ham 1 EUR 1.1530 me sell kar rahy hey aur esi tarha ask price agar ask price 1.1533 ho to ham 1 Eur buy kar rahey hoty hey 1.1533 me.
    Click image for larger version

Name:	bid-and-ask-price-forex.png
Views:	3
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12462299
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bid Price Aur Ask Price
    Bid price aur ask price ko selling price ya buying price bhee kehty hain. Ye dono terms buy aur sell kay liey use hoti hain. Professionals jo hoty hain wo market main market language use karte hain aur buy aur sell ke jagha par ask proce aur bid price kay words use karte hain.

    Ask Price: wo hoti hai jo aapko currency ko buy karney kay liey deni parti hai. Maslan agar aap ko EURUSD kay pair ke Bid price aur ask price ess tarha mill rahi hai 1.1600/1.1604 to ess main ask price 1.1604 wali hai. Jisko buy bhe kehty hain.

    Bid Price: wo price hoti hai jo apko currency sell karne par milte hai. Maslan ooper wali misaal main Eurusd ma bid price 1.1600 hai. Agar aap eur sell karty hain yo aapko 1.1600 dollars milen gy.

    Gap in Bid and Ask price: dono prices main jo gap hota hai usko spread kehty hain aur ye spread dealers ka commission ya charges hoty hain jo wo service deny k charge karta hai.
    • #3 Collapse

      G app nay new traders kay liye bohot he useful information share ke hai. New traders ko aksar bid price aur ask price ka difference pata nai hota ha aur woh kafi arsa confuse rehty hain.
      Ask price woh price hoti hai jo ager trader kisi pair ko buy kar rahy hon tu in ko pay karne hoti hai. aur Bid price woh price hoti hai jo kisi currency pair ko traders sell karna chaty hon tu in ko pay karna hoti hai.
      Currency ke buy aur sell price kay darmain ka difference Spread kehlata hai jo brokers app ko charge karty hain yeh aik trah say broker ke fee hoti hai jo traders broker ko pay karty hain. Iss ko asani kay liye buying aur selling price b kehty hain.
      • #4 Collapse

        bid price ya sell order same hai
        dear forex trading members forex trading ma orders ko 2 names sy pehchana ya discretion di jati hai bid orice investors use krty hain jub ky hamary jesy traders isko sell order kehty hain aor isi name sy yeh traders ma famous bhi hai binary option ma bid price kaha jata hai
        ask price ya buy price ssame hai
        dear forex fellows apko is bat ka bhi maloom hona chye ky ask price aor buy order dono same he name hai is leay apko is bat sy confused nhi hona chye ky apko kch ghlt bta dia gia hai jub same he hai isko different term kaha ja skta hai is leay apko preshan hony ki zarorat nhi hoti hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Market me hamy pairs base currency aur quote currency key sath price me be show ho rahy hoty hey for example EUR/USD ki Bid price 1.1530 aur ask price 1.1533 hay es pair me bid aur ask price me jo deference hay 3 pips ka ye es pair ka spread hay, esi tarha ham Bid price aur Ask price se sell price aur buy price ka be andaza laga sakty hey, Bid price agar 1.1530 hay to es ka matlab hay key ham 1 EUR 1.1530 me sell kar rahy hey aur esi tarha ask price agar ask price 1.1533 ho to ham 1 Eur buy kar rahey hoty hey 1.1533 me.
          [ATTACH=CONFIG]5037[/ATTACH]
          asalamoalikam dearforex forum friends. dear irfan brother ap nay aik acha jaiza hamary sathe share kia hai jo kay bid price aur ask price kay baary main hai. forex trading kay liey ap ko basics ka pata hona intihai zarori hai aur ye bid aur ask price dono aik forx ke basic terminolgy main ata hai. bid price ko normal routine main sell bhe kehty han aur ask price ko normally buy price bhe kehty hain. bid aur ask price ma hamesha apko aik difference nazar aata hai jime aap ko comoision ke soorat main broker ko wo pay karna hota hai.
          • #6 Collapse

            My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma AP buy or sell ko choro AP bas mhnat kro jtni zayada mhnat kro ga Itna hi zayada profit hasil KR skty ho
            • #7 Collapse

              Kuch broker Mein bid price and ask price may both are the difference hota hai Jitna Jyada Ismat difference hota hai hum is par hota hai Jyada kam earning kar sakte hain isliye Hame chahiye kya Hum Jab Bhi kaam kare jisse bhi currencies pe kaam kare Hame Pehle Uske difference Ka Pata hona chahiye Jab Hame Iske difference Ka Pata Lag Jayega Phir RAM is pe kaam karne mein Asani Hogi
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai bht sari curuncy aisi hoti hai jin main jub him koi trade open kartay hain to woh negative say open hoti hai yeah wajh say hoti hai k is currency pair main spread hota hai air kitni manfi main cureuncy open hoti hai woh moderator k pass jaata hai is main do lines draw hoti hai aik red or aik blue agar aap sell lagatay ho to Jo bid price hoti hai woh actual value hoti hai jahan say aapko trade open hoti hai air Jo ask price hoti hai woh is say thora pewchay hoti hai air peechay itna hota hai jitna us pair ka spread hota hai lehaza trading say pehlay spread aik baar zaror daikh lain...
                • #9 Collapse

                  Pakistan analysis karte hain market ko watch Karte Hain aapko Nazar Aata Hoga Kya Kar Har Cheez Ke Upar do price Nazar Aati Hai Ye price bargat ki movement ko baat karti hai 1 price UK first sight par Hoti Hai beat karte hain second Valley price Ko Hum Kehte Hain Yeh value change hoti rehti hai market direction aur uski movement is ke sabse Karti Hai Hame Iske baat karna chahiye aur uske sabse kam karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Yes dear ap ne jo thread ki hai aus ko study kia hai ais market mai agar hum koi bhi pair open kar ley to aus mai ye hai k ap k pass 2 prices aa rahe hoti hai aor aus mai ye hai k ap jab buy karty hai ya sell karty hai to aus mai ap ki price change hoti hai apas mai aisi liay ap jab bhi koi trade lagaty hai to aus mai ap ki trade phly loss mai hoti hai wo ais liay hi hoti hai k bid price aor ask price mai faraq hota hai aor ye dono apas mai change hoti hai agar hum ain mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais mai spread hota hai aor kuch pairs hai jin mai spread kam hota hai aor kuch hai jin mai spread zayda hota hai jaisy ap ne gold par dekha ho ga aus par spread zayda hai aor Eurusd ka spread kafi kam hai.
                    • #11 Collapse

                      gee bhai jab aap forex market main kissi bhi pair ka chart open ker kay uss may order lagaanay legtay hain to bid or ask price show hoti hay ager aap mobile per trading kertay hain or meta trader 4 mobile per use kertay hain to uss mai to main home main hi bid or ask price show ho rahi hoti hay.

                      Ask price or Bid price: jab ham log kissi bhi pair ko buy kertay hain toaap ki entry jiss point per legti hay woh ask price hoti hay maslan EURUSD ki prices 1.500 or 1.503 hain to 1.503 ask price hay jabkay 1.500 aap kay paas bid price kehlaaye gi

                      Difference between ask and Bid price.normal pairs may ask or bid price main umooman 3 pips ka farq hota hay iss difference ko ham spread kehtay hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        my dear friend jib him log forex ma koi trad open krty ha to is waqat him logo ko jis price sy buy ya phir him log sell krty ha to jo commission him logo ko dana hoti ha wo bad hoti ha
                        Removed by Moderator.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X