Forex K 3 Tarha Kay Tajziya Ka Jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex K 3 Tarha Kay Tajziya Ka Jaiza
    Three Types Of Forex Analysis
    Hello friends ma aaj apko three types of analysis ky bary ma bataun ga.

    1. Technical Analysis:

    Technical analysis main traders aik framework main price charts ko dekhte hain aur us par aany wale time ma market ke movement ka andaza lagaty hain.

    2. Fundamental Analysis:

    Fundamental analysis ma traders prices charts ko dekhne ke bajaay trades lagany kay liey economic factors aur political factors ko dekhte hain jis say currency ki demand aur supply ma izaafa hota hai.

    3. Sentimental Analysis:

    Sentimental analysis ma trader apni opinion kay mutabiq trading karta ha aur wo apney zehan kaymutabiq trade lagata ha kay market kay trend ma trade lagani ha hai ya market trend ka against.


    Last edited by ; 02-11-2018, 04:13 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mai jis trah say app nay baat ke hai yahi teen analysis kiye jate hain

    • Technical Analysis
    • Fundamental Analysis
    • Sentimental Analysis

    Forex market mai ziada tar traders’ ke tadad aise hai jo technical analysis ke base per trading karty hain.
    Lakin fundamentals ke b apni he importance hai aur inko b avoid kar kay trading karna danishmandi nai hai.
    Achy trader’s technical analysis aur fundamental analysis ko sath sath lay kar chalty hain aur dono ke base per he trading karty hain.
    Aur maire kahayal say best tareeqa b yahi hai ke traders fundamental aur technical dono analysis ko apni trading mai zaroor istaimal Karin .
    • #3 Collapse

      Technical aur fundamental market analysis key sath sentimental analysis be popular hay, sentimental analyzing me technical aur fundamental jaiza key based par aur sath me timing jes me (market sessions, fix trading timing) ko be importance di jati hay, har trader key trading ka style other traders se different hota hay magar me samjta hon key key market key technical aur sentimental analysis se zeyda fundamental analysis key base par trading karni chaye es ki 1 main waja ye hay key technical analyzing aur sentimental analyzing agar hamari powerful be ho gi to kesi 1 stage me ye analyzing fail be ho sakty hey magar fundamental analyzing 100% right direction me trades open karny me helpful sabit ho sakty hey.
      • #4 Collapse

        Dear ap ny tecnical aynalise fundamental aynalise aur sentimental aynalise ka kafi acha khulasa kiya hy all new traders ye he sochty hein k asal mein ye aynalise hein kiya to un k liye simple sa khulasa meri traf sy bhi.
        Tecnical aynalise...
        Candell stick aynalise aur trend aynalise aur mt4 k chart per dikhny waly har angel ko aynalise karna tecnical aynalise kehlata hy..
        Fundamental aynalise...
        Fundamental aynalise mein hum new aynalise karty hein jo markit ki movement tabdel kar deti hy..
        Sentimental aynalise...
        Sentimental aynalise esy aynalise hein jo tecnical aynalise aur fundamental aynalise ko dekhty howey hmara dimagh accept karta hy k kis sid mein trad open ki jaye sentimental aynalise kehlaty hein..
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          Jnb aap nain bht achi thread create ki hai waqia forex main 3 qisam k analysis hotay hain
          1technical analysis
          2 fundental analysis
          3 sentimental analysis
          Technical analysis main koi bhi trader graph check rta hai market main is k mutabiq phir phir trade lagata hai best candlestick pattern hai aur indicator moving average use hota hai
          Fundamental analysis main log international news pr nazar rakhtay hain jub bhi koi news aati kisi milk ki to who is milk ki curruncy pr achi tarah asar andaz hoti hai
          Sentimental main log apnain mutabiq trade kartay hain trend main trade lagatau hain ya apni stretgy k mutabiq.
          • #6 Collapse

            Forex makeup karne ke liye Hame analysis poyada important Lagte Hain in ke baad hum kabhi bhi kamyabi ke sath working nahi kar sakte hain Hame Mukammal Tor par technical analysis fundamental analysis or Third Level sentimental analysis ka Mukammal experience hona chahiye perfect knowledge hona chahiye animation working karna hoti hai oh really Mary movement Ho Jati Hai
            • #7 Collapse

              Forex market main 3 tarha k analysis ka jaiza aapne acha pesh kia hai. Teeno taraha k analysis ke apni aik ehmiyat ha aur apni aik importance hai.
              Technical analysis: Main aap ko market ma saabka harkat k ooper tajziya karna hota ha k kis tarha sy market maazi main move karti rahi hai. Market jab move kary to us ka aik graph banta hai jis par apne apne analysis traders kar sakte hai. Technical Analysis mein support aur resistance ko made nazar rakha jata ha es k elawa trading ma market patterns ka khyal rakha jata hai.
              Fundamental Analysis: Main market ke maazi ke harkat ko nai dekha jata balkay jo siyaasi halaat hote hain un ko dekhty huy us ka asar jo currency par musbat ya manfi parh sakta ha wo dekha jaata hai.
              Sentimental analysis: main traders saary halaat ka aik jaiza leta hai aur phir ye faisla karney ke koshsish karta hai ka aya market up jay ge ya neechy jay ge. Jo us ka apna mind kehta ha wo us per trafing karta hai.
              • #8 Collapse

                bhai technica analysis ka or fundemantel analysis ka forex market or hmry profit ka in dono analysis per hota ha him logo ko market ky trand ko find krnty ky leay in ki zarort perti ha jo ko him log zarorat ky waqat istmal krty ha or profit haisl kr ty ha
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai Mere Haal Mein Agar Hum analysis course Log Kehte Hain To Hum Logon Ko accha Pro friend mil sakta hai isliye Hum logo ko in analysis ko follow karna chahiye tha Ke Hum Log market trend find KR skys ky ac acha profit Bana sake
                  • #10 Collapse

                    3 type ke analysis was an important Hote Hai jis mein sabse Jyada important technical analysis hota hai yeh analysis market direction to watch help Karta Hai 2nd version analysis of fundamental analysis analysis marriage karne ke liye main market ki movement Idea nikalne ke liye mere liye important hota hai Hamare bhi Karte Hai 3rd level sentiment analysis Hota Jisko Hum market ka actual position kab kahan tak Hamara sport kar sakti hai Empire business ko develop karne ke liye increase karna chahiye business developer karte hain Hamara business increase Hota Jayega
                    • #11 Collapse

                      g bhai ap ny thek bath ki ma ap ki bath sy bilkul agree krta ho ager him log forex ma mhnat krty ha to him logo ko bhot sara fida hoa ha or him log achi earning kr skty ha is leya him logo in analysis ko follow krna chaya phir him log acha profit bna skty ha
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Yes dear ais market mai bahot se log kaam kar rahy hai aor her koi apny tareeky se analaysis karta hai ais mai ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to ais mai ye hai k hum ko ye pata hota hai k hum kis tareeky se kaam kar rahy hai kun k ais mai ye hai k agar hum technical par trade kar rahy hai to aus mai hum ko chaye k technical mai jin jin cheazon ko dekh k hum ne trade lagani hoti hai wo hum ko pata ho aor aus k sath agar hum ne koi chart pattren ya candle stick pattren k hisab se trading karni ho to hum ko pata ho aor hum aus k hisab se hi trade open kary kun k jo banda jis lehaz se analaysis kar raha hota hai aus ko aus k bary mai sari detail pata honi chaye tab hi banda kamyab hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex K 3 Tarha Kay Tajziya Ka Jaiza

                          Forex trading market kay yeh jo three type ap ny thread main likh di hian yah hi forex trading market ka main types hain aor in ko trading nay smjhna hota hay sb say phly technical analysis hay aor is technical analysis main trader ko market ko aik time frame work main price chart pay market ko analysis krna hota hay aor technical tools kay help say market kay price movement ko smjh kr trading krna hoti hay aor dosra fundamental analysis hay is main trader ko yah krna hota hay kah trader market kay bary main jo news daily a rhi hoti hain un ko read krta hay un ko smjhta hay aor in news kay jo asrat forex market pay honay waly hian in ko smjh kr trading market main trading krta hay aor profitable trading krta hay aor trading market main fundamental analysis boht hi main role play krti hian, third analysis hay sentimental analysis is say trader ko market main honay walay volume ko analysis krna hota hay kah forex market main kitnay traders selling positions main hain aor kitny traders buying positions main hain in ko analysis kar kay trader phr aik rai ko use krta hay aor market kay trend ko smjh kr order place krta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex K 3 Tarha Kay Tajziya Ka Jaiza

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
                            Three Types Of Forex Analysis
                            Hello friends ma aaj apko three types of analysis ky bary ma bataun ga.

                            1. Technical Analysis:

                            Technical analysis main traders aik framework main price charts ko dekhte hain aur us par aany wale time ma market ke movement ka andaza lagaty hain.

                            2. Fundamental Analysis:

                            Fundamental analysis ma traders prices charts ko dekhne ke bajaay trades lagany kay liey economic factors aur political factors ko dekhte hain jis say currency ki demand aur supply ma izaafa hota hai.

                            3. Sentimental Analysis:

                            Sentimental analysis ma trader apni opinion kay mutabiq trading karta ha aur wo apney zehan kaymutabiq trade lagata ha kay market kay trend ma trade lagani ha hai ya market trend ka against.

                            game Forex trading market Mein track successful trading karne ke liye traders analysis karte hain kuch traders fundamental analysis karte hain kuch traders technical analysis karte hain mujhe fundamental analysis sabse Jyada pasand hai Kisi country ki Kami Ko Dekhkar fundamental analysis Banaye Jate Hain aur Jab Hum proper fundamental analysis for day trading Karte Hain Tu Hamare profit banane ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex K 3 Tarha Kay Tajziya Ka Jaiza

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
                              Three Types Of Forex Analysis
                              Hello friends ma aaj apko three types of analysis ky bary ma bataun ga.

                              1. Technical Analysis:

                              Technical analysis main traders aik framework main price charts ko dekhte hain aur us par aany wale time ma market ke movement ka andaza lagaty hain.

                              2. Fundamental Analysis:

                              Fundamental analysis ma traders prices charts ko dekhne ke bajaay trades lagany kay liey economic factors aur political factors ko dekhte hain jis say currency ki demand aur supply ma izaafa hota hai.

                              3. Sentimental Analysis:

                              Sentimental analysis ma trader apni opinion kay mutabiq trading karta ha aur wo apney zehan kaymutabiq trade lagata ha kay market kay trend ma trade lagani ha hai ya market trend ka against.

                              Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai main aap ki baat say bilkul Ittefaq Karti Hoon ke Forex trading Mein Teen types ke analysis ke Hote Hain aur UN Mein sabse pahla technical analysis Hota Hai technical analysis name cradle 1 Framework Kaise Rakhe price charts ko dekhta hai aur uspar Aane Wale time mein market ke movement ka andaza lagata hai ya Laga sakta hai uske baad aata hai fundamental analysis is analysis mein trader price charts ko dekhne ke Baje economic factors of political factors dekhte hain last mein is SAB Ke Baad sentimental analysis Aata Hai is analysis unique a sentimental analysis Mein trader Apne Jahan Ke mutabik Chat Karta Hai Ke market ke trend Mein trade Lagani hai ya market ke Trend ke against Lagani hai Shukriya Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X