Overview: Double top aur double bottom pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overview: Double top aur double bottom pattern
    Double top ya double bottom patterns aik reversal pattern hota hai jis main price 2 tops banati hai to phir us kay baad down aati hai aur dosry main market double bottom pattern banati hai aur us ka baad wahan say market up move karti hai. main aap kay sath photo share karta hun jis say apko idwa ho jay ga;

    Click image for larger version

Name:	Untitled.png
Views:	1
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12462319
    ye pattern aap jab bhe notice karin to aap es ke base par market main entry lay sakte hai aur exit ho sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
    Double top ya double bottom patterns aik reversal pattern hota hai jis main price 2 tops banati hai to phir us kay baad down aati hai aur dosry main market double bottom pattern banati hai aur us ka baad wahan say market up move karti hai. main aap kay sath photo share karta hun jis say apko idwa ho jay ga;

    [ATTACH=CONFIG]5101[/ATTACH]
    ye pattern aap jab bhe notice karin to aap es ke base par market main entry lay sakte hai aur exit ho sakte hain.
    G haan mery dost apne double top aur double bottom patterns kay baary main sahi information dee hai. Ess pattern ko jab banty dekha jaay to us wakat tak trade na lagai jaay jab tak ye pattern confirm na ho. Maslan double to pattern us wakat confirm hoga jab ye pattern ban jaay aur market wahan say down movement start kar day. Jab essi tarha market double bottom pattern banaati hai to us main aap nay pattern kay complete hony kaa wait karna ha aur sath main confirmation ka bhe wait karna hai. Phir aap entry beshak lay lain aur us hisaab say tp aur sl bhe set kar dein.
    • #3 Collapse

      Some expert traders ki 1 trading strategy ye be hoti hay key wo long time esi market movement point ka wait karty hey key key market trend double bottom ya double top pattern bana le, agar market trend double bottom line ko touch kary to ye clear market trend changing ka signal hota hay aur bahot hi kam chances hoty hey key market 3rd time be bottom ko touch kary esi tarha double top ka be yahi formula hay agar 2 time market top line ko touch karti hay to seller traders trades open karny key ley active ho jaty hey.
      • #4 Collapse

        Yahan Par kuch time Aisa Bhi hota hai ki hum simple harmonic motions ke saath kaam kar rahe hote hain aur Hume kuch candlesticks mil Jati Hai Jo market ki traction ko show karti hai aur Market ki movement ko show karti hai kaise kaise market ki movement last time hui hai aur aap kaise kaise market ki movement ho sakti hai yeh sab kuch Samay message Karke dekhna Hota Hai
        • #5 Collapse

          Market mein tops price rejection ya reversal ki waja se bantay hain, top double, triple ya 4 bhi ho saktay hain. Top formation trade mein enter honay ka acha signal hota ha lekin is mein hamesha limits lagani parti ha because agar neckline break ho gai to phir price wapas nahi ati aur loss ho jata ha. Jab double ya triple top ban jata ha, aur price wapas aaye to point of reversal ko take profit consider kiya jaye aur jahan se price ooper ki taraf jaye, wahan se kuch points neechay stop loss consider kiya jaye. Yun aik minimum risk trade possible ho jati ha.
          • #6 Collapse

            Yaha par kaam karne ke liye aapke paas market ka analysis nikalne ke liye indicator sote Hain joke double side working Karte Hain Yeh websites for be working karte hai yeh downside Kabhi working Karte Hain Jab aapke paas analysis nikalne ka method aa jata hai aap Pata Lag gaya tha kya main market Mein Kaise account manage karna hai badhiya se Kaise karni hai long time ke liye
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai ko Pattern ki samajh aa Jati Hai To Hum Logon Ko forex ke baare mein pata chal jata hai Phir Hum Unse Mhnat Karke achha profit bana sakte hai aur hum logo ko zayada mhnat Ki Zaroorat Nahi Hoti
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
                Double top ya double bottom patterns aik reversal pattern hota hai jis main price 2 tops banati hai to phir us kay baad down aati hai aur dosry main market double bottom pattern banati hai aur us ka baad wahan say market up move karti hai. main aap kay sath photo share karta hun jis say apko idwa ho jay ga;

                [ATTACH=CONFIG]5101[/ATTACH]
                ye pattern aap jab bhe notice karin to aap es ke base par market main entry lay sakte hai aur exit ho sakte hain.
                Dear mainy ap ki post ko study kia hai aor ais mai ap ne jo kuch batya hai ye kafi zayda informative hai kun k mainy technical par atna zayda kaam ni kia hoa aor ais k bary mai mujhy atna pata ni tha aor aj jab ap ki post ko dekha hai to ye pata chala hai k market jab ye pattren banati hai to aus mai ye hai k humm ko ais ki neck break ka wait karna chaye jab market neck ko break kar jaye to aus k baad hi hum ko market mai enter hona chaye kun k agar hum ais se phly enter ho jaty hai tab to ye pattren pora ni hota aor market wapis bhi ja sakti hai ais liay hum ko achi entry k liay wait karna chaye jab tak market entry point par ni aati aor confirmation ni deti tab tak trade open ni karni.
                • #9 Collapse

                  my dear brother ap ny thek bath ki ha ager him log is tra ky pattern ma acha profit bna skty ha or earning bi kr skty ha is leya him logo ko is tra ky pattern ka wait krna chaya phir trading krni chaya phir him logo ko is ka bhot sara fida ho ga or him logo kamyabi sy trading kr skty ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Double top aur double bottom chart patterns hain, jo market reversal k sign hain. Double top ka matlab ye hota ha k market ab mazeed agay barhnay ka irada nahi rakhti aur lower prices anay wali hain. Similarly, double bottom ka matlab ye hota ha k market mazeed downside nahi jaye gi aur higher movements anay wali hain. Double top tab banta ha jab market aik uptrend mein higher high bana lay aur us ko 2-3 dafa touch kar lay. Agar us point ko touch kar k wapas ho, to ye potential sign ha k reversal honay wala ha.
                    Click image for larger version

Name:	chart_patterns5.jpg
Views:	2
Size:	56.4 کلوبائٹ
ID:	12321193
                    Double bottom tab banta ha, jab price ek downtrend mein lower low ko touch kar k us ko 2-3 dafa touch kar k wapas ho jaye. Ye potential signal hota ha k downtrend khaam honay wala ha.
                    Click image for larger version

Name:	chart_patterns7.jpg
Views:	1
Size:	64.4 کلوبائٹ
ID:	12321194
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedTrader پيغام ديکھيے
                      Double top ya double bottom patterns aik reversal pattern hota hai jis main price 2 tops banati hai to phir us kay baad down aati hai aur dosry main market double bottom pattern banati hai aur us ka baad wahan say market up move karti hai. main aap kay sath photo share karta hun jis say apko idwa ho jay ga;

                      [ATTACH=CONFIG]5101[/ATTACH]
                      ye pattern aap jab bhe notice karin to aap es ke base par market main entry lay sakte hai aur exit ho sakte hain.
                      Jab Kabhi marketing and trading karte huye Chat pe double bottom chart ideas ko chahiye ke wahan se aur double Top Lage toh traders ko chahiye ke Wahan Se Kisi bhi currency commodity Kosal Karle
                      • #12 Collapse

                        Re: Overview: Double top aur double bottom pattern

                        han bhai ap ny boht bhtren chart pic smjhai ha trader ko forex trading main in double top aor double bottom chart patterns ko smjhna ha trader ko forex trading market main market ko analysis kr kay trading krni ha aor jb yeh chart tarder ko smjh a jata ha trader market kay double top aor double bottom kay price level ko asani say smjh skta ha phr trader order open kr skta ha aor trading main order place kar kay profit earn kr skta ha trader ko forex trading market ki technical analysis ko understand krna important ha trader in analysis say market kay prices ko right trah say follow krta ha trader ko trading main profitable trading main help hoti ha aor trader technical analysis kar kay forex trading market main good earning easily kr lata ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Overview: Double top aur double bottom pattern

                          Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge Bhai Jaise ke apne double top aur double bottom patterns kay baary main sahi information dee hai. Ess pattern ko jab banty dekha jaay to us wakat tak trade na lagai jaay jab tak ye pattern confirm na ho. Maslan double to pattern us wakat confirm hoga jab ye pattern ban jaay aur market wahan say down movement start kar day. Jab essi tarha market double bottom pattern banaati hai to us main aap nay pattern kay complete hony kaa wait karna ha aur sath main confirmation ka bhe wait karna hai. Phir aap entry beshak lay lain aur us hisaab say tp aur sl bhe set kar dein. Main apki is Baat se bilkul Intezar Karti Hoon aur mujhe bahut si maloomat thi Mili Hai Aap Ki is jawab se Shukriya Allah Hafiz
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Overview: Double top aur double bottom pattern

                            forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy ache learning ky bad double bottom py kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy apny ander koy lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X