Jaiza: market gap
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ap ke baat sahi hai ke market me price gap previous market price aur uss say next din key price me difference ki waja se banta hai . yeh price difference jitna ziada hota hai market mai price gap itna he ziada prominent hota jata hai . forex trading aksar candle ke darmain gap nazar aa jta hai lakin Friday ko market close kay time ke price mai aur Monday ko open price mai aksar difference ziada ho jata hai jis ke waja say market mai gap ziada ban jata hai . aksar trader ka khayal hai ke jo gap banta hai yeh fill hota hai aur iss waja say kafi saray traders iss hisab say profit earning karnay ke liye apni trading positions b open karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Market Gap

      Market me gap key sath market kinu open hoti hay aur gap kinu banty hey esi ka ham jaiza lety hey, market me gap previous market price aur next day key price me difference ki waja se ata hay, aur agar ye price level zeyda large hon gey to market me gap be bahot hi zeyda aye ga, market me gap ya to big news release hony key bad banta hay ya week key end par kesi be din jab market close ho jaye to us key bad big gap ban jata hay jes ko kesi be time frame me deka ja sakta hay, gap any key bad traders ki strategy tend following ki hi honi chaye.
      [ATTACH=CONFIG]5133[/ATTACH]
      gee brother yeh cheez taqreeban her trader hi observe kreta hay kay market may aksar gaps ajatay hain new candles last cadle ki price say bohat up ya down banti hain market gap ki 2 types hain aik UPWARD GAP or aik type hay DOWNWARD GAP ki.

      UPWARD GAP.

      jab market ki price main gap aata hay to ager pehlay price 100 thi or gap kay baad price 103 ho gai hay to iss ko upward gap kahengay yeh aksar stocks main dekha jaata hay jab aksar weekend kay baad stock ki value barh jaaye to upward gap aata hay.

      DOWNWARD GAP.

      Ager market ki price main gaap aata hay kay pehlay price 110 thi or gap kay baad 105 hogai hay to iss ko downward gap kahengay aisay gaps aksar pairs main bhi observe kiye jaatay hain jinkay end main USD aata ho yeh tab hota hay jab weekends per koi geopolitical STATEMENT aaa jaye or dollar strong ho jaaye.

      GAP CORRECTION OR FILLING.

      jab bhi kissi bhi market main gap aata ahy to woh mostly baad main fill bhi ho jaata hay iss ki example aap iss picture main daikh sektay hain kaykesay gap fill ho gaya hay market ka.

      Click image for larger version

Name:	gap.png
Views:	6
Size:	44.1 کلوبائٹ
ID:	12321221

      اب آن لائن

      Working...
      X