moving average
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear may iss ko use kar chuka hoon laykin may nay iss ko 30 mint may hi use kiya hay iss ko may nay baki time frame par iss timal nahi kiya hay laykin jab mujhay iss may loss mila to phir may nay iss ko chor diya ab may R.S.I or BB ko use kar raha hoon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      thanx bhai buhat hi achi cheez app se seekhnay ko mili hay mai zaroor app ki is stratagy se faida uthanay ki bharpoor koshish karoon ga aur app k lye bhi dua karoon ga k app mazeed aisi bateen baatatay raheen humain bhi
      • #153 Collapse

        Yes ye to good strategy hai main to sirf simple moving average k sath exponential moving average use ker raha hoon but easi koi strategy mery mind main nahe aie but abhe apply kar k earning karoun ga
        • #154 Collapse

          ap ki ye post kisi bhi new forex trader ke ly bohat eh faida mund ha and agar koi person is ko sahee tar follow kary ga tu lazmi se bat ha ke us ko is ka faida bhi lazmi he ho ga likin ois mi skill bohayt he zaroir ha.
          • #155 Collapse

            forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai.moving average 200 ka use kerahe SMA.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #156 Collapse

              Re: moving average

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pirate پيغام ديکھيے
              forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai.moving average 200 ka use kerahe SMA.
              Dear moving average ko just major pair pay use karo ap. es ki values jo green, red and black lines ki hai ap nay kudh find karni hai. aik pair pay jab es ka result acha mily woh values ap note kar lan or different time frames mai us ka use kar kay daikhain kay ap ko kiya result mil raha hai. har pair ki values or time frame alag alag hoga or ap ko kudh he find karni hogi apny trading style kay lehaz sy jo values us ko suit karti hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X