📌Why wr using currency $ in forex trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    📌Why wr using currency $ in forex trading ?
    Friends!
    amujhe ye pochna hai ka ham maximum kia taqreban sab hi forex trading us dollar main hi q karty hain pakistani rupees main q nahin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humery pass jo mostly pakistan main use honay wali PKR k bad ki currency $ hai isi leay hum forex main dollar account k sath trade kerty hain our pher jo hum skrills k oper account open kerty hain us main bhe skrills ko use USD main kerty hain koin k main us ko ager EUR main karoun ga to faida tab hai k instaforex ka account bhe mera EURO main hoo our pher jab agay jes ko skrills to skrills transfer ker raha hoon Pakistan k andar us ka account bhe EURO main hoo our EURO ki pak main value bhe ho our our mean jesa k dollar abhe 140 k near about hai but euro ki itni value nahe hai our isi leay hum instaforex main bhe account euro main open nahe kerty hin usd main kerty hain our skrills main bhe dealing uis dollar k sath kerty hain our pher humery pass us ka reward our exchange acha our jald ho jata hai our humean ksii preshani ka samna nahe kerna parta hai our hum easily transection ker lety hain
    • #3 Collapse

      Trading main dollar currency q use ke jati ha:
      Dear trading main dollar currency ham use ess ly karte hain k pakistan main hamari currency Rupee hai lekin us ko as a base currency use karna allowed nahi hai magar hamary mulk main jo dosri currency use ke jaati hai jo kay baki sary mumalik main bhe aksar use ke jaati hai wo dollar hai to dollar ko ham Pakistani log as a base currency use karte hain.

      Lekin agar aap nay dollar kay elaawa bhe koi dosri currency ko as a base currency use karna hai to aap us ko use kar sakte hain. Dollar kay elaawa aap GBP, JPY, AUD, CHF aur es kay elawa aur bhe currency as a base currency use kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        bhai poore dunaiya ma forex ka kam dollar ma hota ha is leya mary khayal ma forex trading bi dollar ma hoti ha is leya him logo ko mhnat krni chaya ta ky him log acha profit bna skty or achi earning kr skty him logo ko bas mhnat krna hoti ha zayada sy zayada
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Jnb aap nain bilkul sahi kaha hai is ko him use is liye kartay hain k forex main sub say ziada trading USD main hotay hai aur maximum milk aaps main tradi g bhi ISSI curruncy main kartay hain jiski wajah say iski value musalsal up ja rahi hai aiaik qism ka aap usd ko king bol saltay hain tradi g main.Koi bhi curruncy jiska pair USD ka sath banta hai woh major pair main shamil ho jaati hai air is k sath Jo bhi curruncy hoti hai is ka spread bht kamhota hai . air zaheri BT hai his milk ki curruncy main trading ziada ho us milk ki economy bht strong hoti chali jaati hai air woh currumcy bhi barhi demand rakhti hai jesay aaj kal USD ki barhi value hai...
          • #6 Collapse

            USA dollar currency aik international currency hai is leay hun isko prefer krty hain
            waisy to ap ko allowed hai ap kisi bhi foreign currency jo ky insta ki selected hai us ma acciunt bna skty ho lkn msla exchange aor exchange rate ka hota hai hamari country ma USD ki demand zeyada hai aor yeh achy rate per exchange ho jati hai is leay hum usd ko trading ma prefer krty hain
            dollar aik international currency bhi hai aor iska fx py hold bhi kafi hai usd jub weak hota hai to limited lkn jub strong hota hai to less time leta hai
            is leay traders usd ko zeyada prefer krty hain aony dekha ho ga ky usd ky sath trade hony waly oairs k9 major pairs kaha jata hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
              Friends!
              amujhe ye pochna hai ka ham maximum kia taqreban sab hi forex trading us dollar main hi q karty hain pakistani rupees main q nahin.
              Assalamu Alaikum livogen main aapko batata hoon Forex US dollar mein kyun karte hain Kyun Ke US market subset Karke Rakha hua hai abhi Kyun International Har Kisi cheez ki dealer aapko US dollar mein hai ki jati hai aur kisi se Agar aapko Kisi bhi sim ki dealing Karni hoti hai toh Woh USD dollar me hoti hai aur Hamare gold bhi USD dollar hai Se updown Hota Hai iske liye main currency Swagat USD dollar Hai Joker International Hui Hai
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum duniya bhar ki market Mein trading dollar Mein hoti hai isliye Hum trading and karte hain trading karne ke liye Agar Hum logo ko istemal karte hain trading Mein To Hum Logon Ko market ki movement Ka Andaz kaise ho jata hai aur hum log kar sakte hain Kyun Ki gollar ki price kya Hum Logo Ko Pata Chalta rehta hai
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht a hi bt ki hai
                  DOLLOR IS KING IN FOREX TRADING
                  forex trading main is waqat badshahat DOLLOR ki hai maximum log trading usd main kartay hain usd k sath Jo bhi curruncy milti hai woh bhi major pair main shamil ho jaati hai usd k sath Jo bhi curruncy hoti hai iska spread bht kam hota hai lehaza log koshish kartay hain k kam spread walay pr trade karain is liye woh major pair hi use kartay hain usd ki importance kuch wajuhat ki bina pr ziada hain Jo k yeah hain
                  USD main trading bht ziada hoti hai
                  Iska spread kam hai
                  Major pair hai
                  Movements tezz hai
                  MArkaeet stable hoti hai..
                  • #10 Collapse

                    Dear agar hum $ ki baat kary to ais ko badshah kehty hai market ka ais mai ye hai k hum ye dekhy k aj kal pori dunia mai jitni bhi deals hoti hai waha par usd hi use hota hai aor ap ne kisi bhi country ki currency check karni hai to ap aus k usd k sath compare karty hai ais liay agar hum ye dekhy to forex market mai bhi sab se zayda usd par aor euro par ho rahe hoti hai ais liay ais market mai usd kafi zayda use hota hai aor ais mai kaam ais liay kia jata hai k ais ki moment se market mai kafi zayda faraq parta hai aor ais mai agar hum kaam karty hai to hum ko masly atny ni aaty kun k pori dunia mai ais par kaam ho raha hai to ye strong currency hai aik dam se ni gir sakti.
                    • #11 Collapse

                      Re: 📌Why wr using currency $ in forex trading ?

                      Bhae hum dollar ko apnya instaforex k account main as a currency us leay use kerty hian koin k hhum sath main jo banks use ker rahy hoty hain us main skrills hai our us k andar bhe hum USD ko as a currency use ker rahy hoty hain but bhai us main hum ager dollar ka rate us time pakistan main diekhaen to humean kafi acha mil rha hai 142 dollar rate hai to skrills humean mobi cash pay 133.84 usd tak dollar rate day raha hai dosto ager forex main rupees ya EURO as a currency use karein to pher hum instaforex main trading nahe ker sagty han kion k ye humean USD main ya pher cents account opening ki offer kerta hai to pher us main ache earning k leay humean us main mehant kerna ho gee our hum kisi our brokr main invest karein gay to pher us main earning kerna hard ho jeay ga koink insta k ilwa koi bonus k jesi opportunity humean nahe day raha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: 📌Why wr using currency $ in forex trading ?

                        Dear trading account me investors koi 1 currency trading key ley select kar sakty hey jes me wo profit hasil kar sakty hey, ye zarori nahi key currency US dollar hi ho traders EURO aur Great British Pound be select kar sakty hey, zeyda tar traders ki favorite currency US dollar hi hay es waja se un ko payment ki transaction easy hoti hay aur US dollar all world me popular currency ki waja se mostly traders ki selection esi currency ko trading me zarori samjty hey, other currencies key rates ka traders ko etna knowledge nahi hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: 📌Why wr using currency $ in forex trading ?

                          humery pass jo basically pakistan important use honay wali PKR ok horrific ki forex $ hai isi leay hum foreign exchange main dollar account ok sath change kerty hain our pher jo hum skrills ok oper account open kerty hain us predominant bhe skrills ko use USD fundamental kerty hain koin ok predominant us ko ager EUR fundamental karoun ga to faida tab hai ok instaforex ka account bhe mera EURO main hoo our pher jab agay jes ko skrills to skrills switch ker raha hoon Pakistan k andar us ka account bhe EURO fundamental hoo our EURO ki pak essential price bhe ho our our imply jesa okay dollar abhe a hundred and forty k close to approximately hai but euro ki itni fee nahe hai our isi leay hum instaforex primary bhe account euro major open nahe kerty hin usd primary kerty hain our skrills most important bhe dealing u.s.a.greenback okay sath kerty hain our pher humery skip us ka reward our exchange acha our jald ho jata hai our humean ksii preshani ka samna nahe kerna parta hai our hum effortlessly transection ker lety hain
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: 📌Why wr using currency $ in forex trading ?

                            Cryptocurrencies aur hard foreign money mein bunyadi farq sirf digital aur actual ka hota ha, cryptocurrency electronically to be had hoti ha jab kay tough foreign money physically bhi availabe hoti ha, cryptocurrencies ko bhi tough forex ki tarhan alternate kiya jata ha, cryptocurrency mein bhi shopping for promoting hoti ha same jis tarhan difficult foreign money mein bills hoti hain. Cryptocurrency aur difficult currency aik hello tasveer kay do rukh hain aur cryptocurrency se difficult foreign money ko koi khatra nahi ha balkay ye aik dusray kay liye faidamand hain because jab crptocurrency ko hard currency mein ya tough currency ko cryptocurrency mein convert kiya jata ha to in rate liquidate hoti ha.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X