kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

    Jee bilkul main is k sath music ko boht enjoy karta hoon, aik to yai kaam wesay e boht interesting hota hai aur phr music k sath to is ka maza double hojata hai. kuch logon ka manna hai k music k sath ap theek say concentrate ni kar patay lekin yai sb practice ki baat hai aur jin logon ko music pasand hai wo boht mazay lay k yai kaam easily kar letay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

      Me to trading karty waqt tb music sunta hu jab Akela hota hu ya kabi boor ho Raha hota hu warna trading k time sirf trading he karta hu full focus trading 😋😋
      • #168 Collapse

        Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

        Ni g jb kareed o frokht krty hovy ksy tesry chez ko gusain gy to ho skta ha ap k sary tawajo us janib ma zol ho jay or ap loss kr batain
        • #169 Collapse

          Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

          Je dear frinds hame Post ya tread karte waqat koi music nai suna chaiye is se ap forex trading ache triqe se nai kar skthe .hame dil lga kar Kam forex pe karna chaiye.
          • #170 Collapse

            Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

            trading karte hue aapko music bilkul Nahin Sona chahie balke apni full tension market per rakhni chahye taky ap aik acha analysis kr sakyn.
            • #171 Collapse

              Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

              Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab tyheek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ja business ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy achi mehnat ki zarorat hoti ha ham is pa jiyni avhi tarha say mehnat kay sath kam karty han is main hammy utni he achi success milti ha dear hammy is market say achy results gain karny kay leye is pa pori tawajo kay sath kam karna caheye dear main jab bhi is market main trade lagata hon to is man main nay pehly kabhi bhi gana nai chala a jab tak is kay achy analysis karny kat bad is ki move ko samjh kay is main enter ho kay pher is pa take profit or stop loss kay bad gana chala deta hon or dear hammy karna he esa cheye pehly fukl dihan is ka analysis ko samjhny main dena chaheye
              • #172 Collapse

                Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                dear trading ak online bussiness ha .
                aur bussiness karty waqt sons sunna achha ni ha.
                ap apna dehan bussniess pe den.
                songs sunty waq ap ka mind divert ho skta ha.
                aur trading karty waqt ap ka mind sirf trading ki trf ho.
                trading karna aur mind fresh karna dono alg cheezain ha.
                • #173 Collapse

                  Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                  Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review treadind karty wqat music suntay hain ji han aghar moj ko mobile mill gay to main music sunta hon
                  • #174 Collapse

                    Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                    Yes dear.. man jb bore hony lgta hn to slow romantic music lga k sunta hn aur sath sath kam b krta rehta hn.. slow music r melodies sy mind kafi hadd tk fresh ho jata hy r depression r frustration sy nijaat mil jati hy.. mind kbi b overload nh hony dena chaheye
                    • #175 Collapse

                      Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                      agar ap apnay kaam mai expert hain aur ap samajtay hai kay koi b cheez ap ko disturb nai karay ge tu music sunany mai ko harj nai. waisy mai forex trading krtay waqat music nai
                      sunta iss ki waja ye hai kay forex ka bussiness tuwajo mangata hai agr ap music laga kar issay karain gay tu ik choti se trading ki ghalti ap kay pooray account ko wash kr skti hai.
                      iss liye koshish karain kay trading pr ziyada tuwajo dain na kay dosri cheezon pr.
                      • #176 Collapse

                        Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                        Asalamualikum dosto umeed karta hoap sab kheriat see honge forex trading jobke ek achi trading hai ai jis Mai har koi Jo is ka member hota hai is Mai apni Raye de sakta hai or jawaab be de sakta hai .or is amaal ko karte waqt music suna kisi ko acha lagta hai or kisi ko nahi hagta hai. Par ap log yakeen kare music ek esa art hia jis se ap ko sochne ke liye bohat kuch milta hai . Is tarha ap agar music laga Kar trading kare tho ap ko bohat acha lage ga or is se ap ko new aidya be melengai jis ko AP forex trading ke zarye hamare saat shear Kar sakte hon gai .or is se ap ko be faida ho ga or Hume be is se logo ke mind lol jahen gai.
                        ALLAH HAFIZ
                        • #177 Collapse

                          Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                          Assalamu alaikum kese ha sb forex trading krte howe apni mrzi ha k music sunna mtlb ye k kch log nh sunte or kch log sunte ha but focus km pr nh hota phr music pe hota ha focus km pe focas ho ga to km b sai ho ga nh to music pr hi focus rhe ga to km thk nh ho ga jis ki wja se apko presh8b ho skti ha or km khrb to ho ga hi
                          • #178 Collapse

                            Trading mein fun aur entertainment nahi hona chahiye kyunki ye ek serious financial activity hai jahan capital risk hota hai. Trading ko fun ke bajaye disciplined, methodical, aur focused approach ke saath karna zaroori hai. Fun aur entertainment ki jagah, traders ko apne trading goals, risk management, aur trading strategies par dhyan dena chahiye. Yahan kuch tips hain trading ko effectively aur responsibly handle karne ke liye:
                            1. Education: Apni trading skills aur knowledge ko improve karne ke liye continuous education aur learning par focus karein. Technical analysis, fundamental analysis, aur risk management ke concepts ko samjhein. Books, courses, webinars, aur online resources se seekhein.
                            2. Trading Plan: Ek well-defined trading plan banayein jismein aap apne trading goals, risk tolerance, aur trading strategies ko define karein. Plan mein entry and exit rules, risk-reward ratio, aur trade management guidelines ko include karein.
                            3. Risk Management: Apne capital ko protect karne ke liye risk management strategies ka istemal karein. Stop-loss orders aur take-profit orders ka sahi istemal karein. Apne risk tolerance ke accordance mein position size aur leverage ko manage karein.
                            4. Discipline: Discipline bahut mahatva hota hai trading mein. Trading plan ko follow karein, emotional decisions se bachein, aur impulsive trading se dur rahein. Trading decisions ko logic aur analysis par base karein.
                            5. Practice: Apne trading skills ko practice karein demo account par ya phir small position sizes ke saath live account par. Real market conditions mein trading simulate karke apne strategies ko test karein aur apne performance ko analyze karein.
                            6. Journaling: Trading activities aur trades ko maintain karne ke liye trading journal ka use karein. Apne trades ko record karein, entry and exit points, reasoning, aur results ko note karein. Isse aap apni trading performance ko review kar sakte hain aur improvements kar sakte hain.
                            7. Emotional Control: Trading mein emotions ko control karna zaroori hai. Greed aur fear se bachein aur rational decisions lein. Market volatility aur fluctuations ko accept karein.
                            Yaad rakhein ki trading mein fun aur entertainment ki jagah discipline, knowledge, aur responsible approach hona chahiye. Trading ko serious business ki tarah treat karein aur apne long-term financial goals ke liye focus rakhein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #179 Collapse

                              je bikul jab banda ziyda kaam karta han or ya trading ka kam both damag ko thaka deta han us liya damg ko fresh karna kay li kuch activities karna both lazmi hoti han jis say ap ka mind relax hota han jo ka both zarori han ya be ak kasam ki acha han apna ap ko relex karna ap jatna ziyda relex ho ga ap utna ziyda acha perform kara ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X