kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ma sunta ho lakin boht kam ma zada tar apna constrate work pe rakhta ho or kam time ma zada work try karta ho lakin ye aisa work hai jis me ap work k doran music sun sakty hai or apny ap ko fresh rakh sakty or bor bi nh hoty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
      main ap logo se janna chahti hon kya ap log trading kartay hoay music suntay hain kyun kay main trading kartay hoay music sunti hon.kya ap log bhi suntay hain;);)
      DEAr wafa,.,.,.,.,.
      thread koi kaam ke to kerte app,.,.
      ye konse baathuwi k ap musick sunte hainm,.
      maine pehle bhe kaye dafa kha hai k posting ka matlub sirf bonus hasil kerna nhi balkay is se ap ko bhut kuch seekhne ko milta hai,.,.
      • #63 Collapse

        no dear mein forex trading k duran kuch nahi sunta ho forex k duran hamra pura mind trade ki taraf hona zarori hai agr music lagai ho tu mere kehyal se music tu tension he bane gi is liye trading k duran music k bajae tilawat sun li jae tu best hai muslim k liye yeh best hai
        • #64 Collapse

          forex trading kartay hoay main music ni sonti q k mera sara dihan music p chala jata hai main abhi new hon muj forex trading par tawaja deni hai or main abhi bht kuch sikhna chahti hon is liay main forex trading karty hoay music ni sonna chahti
          • #65 Collapse

            jee nahi dear ma music ko like nahi karta ho or pher kam ka doran ma kabi nahi sona ha ku ka kam ka dorna sona si ap ka mind dosri tarf ho sakta ha or ap ko loss bi ho sakta ha ma kam ka doran blikul sires rahta ho
            • #66 Collapse

              Trading karty huwy ap apna bht qeemti wqt forex ko dy raey hoty ho so apki full concentration trading men honi chahye na k movies or songz men
              • #67 Collapse

                yeh to aap ka apna mamla hai song sunain ya koi qawali sunain bus aap ka kam yani trading disturb nahi honi chahiay aur aap ki sari tawajjoh sirf aur sirf Forex trading pr honi chahiay
                • #68 Collapse

                  dear brother jab main is main work karta ho to is main ma music nahi sunta mai to bus is mai apna work karta hu or is main koi or kuch nahi karta forex ka work hi karta hu
                  • #69 Collapse

                    Main to apny kaam se kaam rakhta hun koi music nahi sunta kun keh forex main bari ziyada attention ki zaroorat hoti hai aur agr hum concentration k sath trading na karen to bara hi loss ho sakta hai. is liye hamesha Technical analysis per concentrate karen.
                    • #70 Collapse

                      nahi mein to nahi sunta music trading karte hue kyunk music se mera mind diver hota hai and the mjhe sahi decision lene mein problem hoti hai is lye mein hamesha jab b trading karta hoon to koi dusra kaam nahi karta.
                      • #71 Collapse

                        trading kertay waqt ap ki nazar apni lots ki janib honi chahye or ap ko chahye kay profit earn kernay per ziada focus kro han ager ap thora buhat music sun bhi lo tou koi harj nhi hay me bhi trading kertay waqt music sunna pasand kerta houn trading me ap news ko bhi nazar ma rakho
                        • #72 Collapse

                          G ni main trading karty waqt music ni sunta q k agr ap forex pay trading karty waqt music sunay gai tu ap past sahi si ni kar payi gai or ap disturb honay ki waja se ap ghalt post kary gai jo ap k liye loss ka aik bohat bara sabab ban sakta hai is kaam ko karty waqt apna mind active rakhna parta hai
                           
                          • #73 Collapse

                            nop sister i am not listening songs with trading ye kaam bht soch smajh k kiya jata hai aur agr concentrate sy na kiya jaye to loss hojata hai ye bhi working hai to koi bhi kam relex ho k kren gy to achi baat hai..
                            • #74 Collapse

                              hahha acha sawal hy han music to sunty han magar main ziyda quran sunta ho bohot maza ata hy jab main quran sunty sunty kaam karta hon bohot sukun milta hy or kaam bhi acha hota hy ........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                nahi music nai sunti..apna kam karti hn concentration se..ta k mjhse koi bhi mistake na ho....kam krte waqt pori concentration kam pe hi rkhna chahiti... i dnt want k ksi bhi trha ki disturbance ki waja se mjhse koi galti ho...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X