kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    as such trading krty howy hum ny to kuch nai krna hota hy na just oder open kya aur bs wait kro ya to nai k hum candle bar ko park lain gy ky hamaro position pa he jaya hahahahahaha
    trading krty howy music sunta hun wala jo hta hun aur kia kr skty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      G nahi bilqul nahi Aagar hum forex trading business pr work krty hoye music sunain to hamara work Accha nahi hotab or hum mistakes kr jaty hian hamain forex trading business sy bohat sa learn or earn krna ho ga tub hum life main success ho sakty hian otherwise not
      • #108 Collapse

        Main tu kabhi nahi songs sunta jab main trade karta hun. Main apna sara dihaan apni trading par lagata hun. par jab trade nhi krta aur market ko watch kar raha hota hun then main songs sunta hun aur enjoy k arta hun.
        • #109 Collapse

          forex is a mind game jiss mai ap ko apny mind ko set ker kay kam kerna hota hai ager ap music ki taraf tawaja day gay to ap ko loss bhi ho sakta hai jiss say ap ka account banned ho jay ga or ap trading nai ker sako gay
          • #110 Collapse

            forex trading main har trader ko chahye kay trading par focus karay aur forex trading main har trader music sunta rahy to us focus trading say hat jay ga aur forex trading main ye cheez dangerous ho sakti hai forex trading main har trader ko chaheye kay wo trading main hard work karay aur apna pura focus trading par rakhay
            • #111 Collapse

              ge ni is ma bas kamkart ho or bas kam ap be is ma jas arze kamkar sakt ho ya sab ko ap par he depand kart ha sab is kam ko like karta ha ya ak pat time business h sab is km ko ike karta ha
              • #112 Collapse

                hanji jnb ap nai bht acha sawal kia hia jnb mai tou kkeht ahn kai ek time mai ek kaam acha lagta hai is liay humainjst ek he kaam karna chahiye is liay zruri hai kai hum trading kai time trading he karain or koi music na sunain
                • #113 Collapse

                  Dear forex karte hoye mind fresh hona chahiye aur concetration k liye koi b aysii cheez nhn karnii chahiye jis se ap ka mind kahin aur chala jaye aur ap ko os mai faida nhn ho es liye ap ko mehnat akrnii chahiye,,,,
                  • #114 Collapse

                    g nhi sister me posting karte hue sngs nhi sunti balke me apna poora dhiyan posting par deto hon kun k agar ap kisi or taraf dhiyaan dain ge to mistake hogi jis ki waaja se ap ko loss ho sakta hai is liye ap ko chahiye k ap apna poora dhiyan trading par 2
                    • #115 Collapse

                      asalam o alikum ji han dear me ap ki baat se agree krta hun ap ne bilkul theek kaha ha wese me b trading krty wqt music sunta hun es se ye faida hota ha k insan bor nai hota or trading b achi ho jati ha or insan sat k sat relex rehta ha
                      • #116 Collapse

                        ye bhoot dillchasp baat hay music tu kaanoo ko bhala lagtaa hay mager trase mian app ko profit hoo tu acha lagata hay loss ki soorat main music sad qisam kaa lgey gaa
                        • #117 Collapse

                          yess my dear ma to sunta hu or mujhya bhot maza atta ha jb ma songs sun k kam karta hu is say mujhya bhot saknno milta ha or kam main be bhot dill legt6a ha or main bhot achi trading kar sakat hu is say
                          • #118 Collapse

                            dear jub main postiing karti houn tb music sunti houn lakin jub treading karaen then hamaen mussic nai sunana chaey bal k apna pora mind treading main laga dena chaaey e tragan hm mantily tor per treading main hi houn gy
                            • #119 Collapse

                              hahah dear sis mein tou wese bhi har waqt sunti hun trade ke elawa bhi aur trade karte waqt me nai sunti kyke mujhe tension hoti hai iss liye baad me sunti hun
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                g han q nahi me to forex trading business pr jub kamn kr ra hota hn to music bhi sunta hn mujhy music boht zayada pasand hy music sunny sy mujhy sakon milta hy or mind ko fresh rakhny ky liy bhi zarori hy or trading bhi achi hoti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X