Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    me ne esy traders ko deka hay jo apny loss ko mind me bilkul nahi rakty aur trading me esi mistakes karty hey jen ki waja se wo hamesha hi apny last trading me loss par loss karty aye hon hamesha traders ko apny loss me se hi esa point note kar lena chaye jes ki waja se un key ley next trading easy ho jaye, hamari ye big mistake ya over confidence hi ho sakti hay jes ki waja se ham last trading me loss ko yaad nahi rakty aur without any news update ya technical analysis key trades open kar lety hey.
    Yeh Baat aapne koi baat Jaye Kahi Mewati is Baat agri karta hoon bahut se traders jump trading karte hai tu apne previous message ko bhul Jate Hai Jiski wajah se unko dubara loss ho jata hai Agar traders Apne previous Moscow mindware soccer training Kare to a better training kar Sakenge or Forex trading se profit we gain kar Sakenge isliye Apne previous laws ko kabhi bhi mind se naamkaran the talking Jab aap Forex trading main next time trade Kare Tu apni trade se profit gain kar setting
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear yahi to humera main issue hai our us ko trading main hum Trading journal khety hain mean ager app ki memory kamzoor hai to pher app us main easa kia karen k aik note book lay lain us main apny tmam k tamam trading record lagain jes main app nay jo tp hit keay hain our jo app ki trades runing main hain app ko note kernay chahy dosto jab tak kisi bhe business main app us ki selling our buying kitne hoei us ka record nahe rakhty hain to pher app us time tak kab bhe us main kamyaab trader nahe ban sagty hain humean us main mehnat kerna ho ga pher he us main hum achy trader ban sagty hain koin k ager app k pass koi check and balance nahe ho ga to pher ap us main kabhe bhe aik successful business man nahe ban sagty hain
      • #18 Collapse

        Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha m ap sy agree karta hon g han baz asy log b han jo mistakes ko ahmiat hi ni dyty wo aik br agr mistakes karty han to dosri br k liay unan alert rahna chaiy k ham ny pichli br trading m kya mistakes ki han un ko ab ni dohrana mgr wo apny over confidence ki wja sy loss py loss krty han wo smjty han k ham trading m perfect han is br ham sy koi galti ni honi ye bt zahn m rakh kr wo trading krty han or phr mistakes ki wja sy loss kr lyty han jb k hamy apni phli galtion sy sekh kr agy bahrty hoay apni trading ko mzbot bnana chaiy market ko study kr k anylyses ko parh kr trading krni chaiy ta k ap sy mistakes na ho jo k loss ka sbab bny or ap successfully trading kr skan
        • #19 Collapse

          Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

          jub insan koe bhi kaam kary to us ky mind main yeh baat shuroe sy hoti hy keh main jo yeh kaam kar raha hon is kaam main ya to mujhy naffah ho ga ya pher nuqsan ho ga yeh baat to har trader ky zehn main hoti hy baqi koshesh to har ayk yahi hoti hy keh main zeyada sy zeyada is kaam main naffah kmaon nuqsan ka mujhy samna na karna parhy yeh koshesh to har kaam karny waly ki hoti hy chahy woh jes kaam ko bhi kar raha ho or agr kesi ko loss ho bhi jae to us ka mutlub yeh koe ly kar baith jae keh mujhy loss ho gea hy lehaza mujhy ub loss hi hona hy to koe insan karobar kar hi na saky han jub loss ho jata hy to umid ki kerun to baqi hy na keh yar agr is daffah loss howa hy to agli daffah naffah bhi to ho sakta hy to is naffah ki umid par log loss ko zehn main rukh kar baith ni jaty
          • #20 Collapse

            Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

            Kuch bhi nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kaam mein stability rakhne ke liye train mein kaam karna Zaroori Hai Hum Log friend Nahi nikalenge To Hum Yahan Par Kabhi Bik long time ke liye working kar ke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahi kar Payenge to Zeeshan ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se yahan par mein kaam karte hue main apna
            • #21 Collapse

              Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

              kuch traders profit hony ky bad loss ko bul jaty hain hamy los ko apny mind mai rahkna chahey forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai zero amount ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik real or kabe be katam na hony wala business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                forex trading ka bsuiness bohr risky bsuiness hai jis main har trador ko loss bhi hota hai or profit bhi hota hai or jub loss hota hai tu os se hum apni trading main pahly se zyda intrest lety hain q k yah hmari apni wjah se he hota hai jis ki wjah yah hoti hai k hmara lake of knowledge or lake of leraning hoti hai jis se hmain loss ho jata hai tu apko chahye k jub bhi hmain loss ho hum apni trading ki leraning par pahly se zyda fovus karen or apni os galti ko cover karen q k jub hum apni galtoiun se he sikhty hain tu hum boht achi trading sikh skty hain q k loss hona bhi aik trah se hmari learning main shamil hota hai q k es es ko hmain aik teacher smjhna chahye jo k hmain ytrading k bary main agah karta hai k hmain amzzed kitni trading sikhny ki zarort hain
                • #23 Collapse

                  Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                  jo trador apnu loss ko mind main nahi rakhty hain wo kbhi bhi a pani trading main kamyb nahi ho skty hain loss hony se aghr hum apny loss ko mind main rakhen or agli trade main un points ko midn main rakhen tu hmain acha proft mil jta hai or jo tradors apny loss or loss hony wlai wjah ko avoide karty hain wo kbhi bhi kamyb nahi ho paty hain es liye apko apni trading main jis wjah se loss hota hai osko mind main rakhna chahye q k jub huma ysa karty hain tu hum apni trading ko boht achi trah se se run kar skty hain jis se hmain yah faida hota hai k hmain jis point par pahly loss howa tha os k se dobra nahi hota pr aik acha trador aik wjah se bar bar loss nahi karwata hai aik bar aik he galti karta hai os k bad trading main wo kam nahi karta
                  • #24 Collapse

                    Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                    Ji ap nay bohat hi acha sawal kia hay Forex trading main profit kay sath sath loss ko bhi apnay mind main rakhna bohat zarori hay is kay baghair trading main kamyabi mushkil hay agar profit hi mind main rakha jay aor loss ko mind main na rakha jay to kai mistakes ho jati hain jin ki waja say bar bar loss ho jata hay baz dafa to bohat bara loss ho jata hay jis ki waja say trader jazbati ho kar trading chor bhi datay hain loss ko mind main na rkhnay ki kai wajohat ho sakti hain jin main leek knowledge aor over confidence khas tor par shamil hain in kay bad zida profit kay lalach main jald bazi bhi loss ko mind main na rakhnay ki bari wajah hay aik acha trader loss honay kay bad last trading ka analysis karta hay aor apni mistakes ko talash kar kay in ko remove karta hay is taran woh bar bar loss say bach jata hay
                    • #25 Collapse

                      Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                      Dear friend forex trading main jo bi trader apny loss ko yad ni rakhta ha or loss ko bhul jata ha to us ko bar bar us he waja sy loss hota ha or usy forex trading ki samj bi ni ati ha or na usy knowledge hasil hota ha or na he experience is ley jab kisi ko loss ho or wo us ki waja talash kary to usy forex trading ki ziada samj aay ge or wo sath sath apna knowledge or experience gain karta jay ga or kuch he arsa bad wo expert trader ban sakta ha is ley humy apni galtiun or loss sy seekena chae ha warna hum bar bar woe galti karny gy or humy ziada loss ho ga is ley humy loss sy bachena k ley humy proper learning karni ho ge demo account main practice karni chae ha ta k humy acha knowledge or experience hasil ho or humy loss na ho forex trading main kamyab ho sakeny
                      • #26 Collapse

                        Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                        Traders apna loss honay kay baad usay bhool jatey hain. Traders ye samajh laitay hain kay aik baar loss hogaya hai ab dobara nahi hoga aur jab trading kertay hain tou phir wohi ghalti dobara ker laitay hain. Forex trading aik business hai aur koi bhi business uss waqt tak kaamyabi say hammkinaar nahi hota jab tak uss ko achay tareekay sa na kia jaey aur is baat ko na samajh lia jaey kay Agar koi ghalti hogai hai aur loss Hua hai tou dobara wohi ghalti kabhi na ho aur usay correct ker Lia jaey. Jab tak traders apni learning aur knowledge ko acha na ker lain uss waqt tak aisa mumkin hai kay ghaltiaa bhi hoti rahey kiyu kay aksar traders yehi kertay hain kay aik baar ghalti ho jaey tou sirf usi kay barey mai sarsari sa daikhtay ya poochay hain aur dobara usi tarah trading shuru Ker laitay hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                          Dear forex business mein traders ko chahie ki agar aapko market mein Main a loss ho to uski reason Jarur janiye Kyunki without analysis and management trading karna bhi big mistake hai Iske alava aapko trading mein tips tricks Talash karne chahie market ko Kabu karna padta hai jab tak Aap Ko Kisi Business mein Koi nuksan Nahin Hota To vah fir is business Ko Nahin Sita Insan Galti ka putla Hai Insan Se Hi Galti hoti hai Jaipur se Business mein loss ho to use chahie ki use per Najar likhen ki kis galti ki vajah se use loss ho raha hai yahi acche trader Ki Nishani Hai Ki vah Dobara use Galti ko na dohray Vahi Achcha trader Ban sakta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                            dear forex ki markeet main jo lose ho gaya so ho gaya agar ham uski tentions laitay huvay is main kaam karaingay to ham next recovery k liye koi bhi risk nai lay sakaingay aur agar ham main say jo traders is baat k liye isay yaad rakhtay hain k jub next ham aisi he situations say guzraingay to hamko same lose ho to aisay tradrs k liye yeh bahut he achi baat hay k jub unk liye aisi situations aty hay to wo markeet ya to enter he nai hotay hain ya phir wo kam say kam lose aur risk say kaam krtay hain is liye mairay khayal say agar hamko lose ko yaad rakhna zaruri hay to sirf isi baat k liye yaad rakhna chaye k yeh sirf hamko mazeed lose honay say aur experience ko increase krnay k liye yaad rakha jaye warna agar ham isay tentions k liye yaad rakhtay hain to ham markeet say kuch bhi earn nai kr sakiangay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              me ne esy traders ko deka hay jo apny loss ko mind me bilkul nahi rakty aur trading me esi mistakes karty hey jen ki waja se wo hamesha hi apny last trading me loss par loss karty aye hon hamesha traders ko apny loss me se hi esa point note kar lena chaye jes ki waja se un key ley next trading easy ho jaye, hamari ye big mistake ya over confidence hi ho sakti hay jes ki waja se ham last trading me loss ko yaad nahi rakty aur without any news update ya technical analysis key trades open kar lety hey.
                              Ham Jo log form se bonus Banakar Forex trading Mein kam Karte Hain Ham mein se maximum log Aise Hote Hain Jo Agar Apne bonus Se Ek Bar profit banaa Le To unke liye Yahi Kafi Hota Hai agar Yahi trader to apni mistake se learning karne Lag Jaaye to vah acchi trading kar sakte hain Hamen form ki taraf se jo bonus Milta Hai yah Ek acchi amount hoti hai agar Ham is Mein mehnat Karke kam karen to is bonus se bhi acchi earning kar sakte hain Hamen chahie ki Ham is bonus ko West na Karen isase Achcha kam karne ki aur acche results Hasil karne ki koshish karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?

                                bhai aapane salty Kiya agar dekha jaaye to aap ka sawal sahi Bihar galat bhi hai agar trader apne mind mein apni mistake ko rakhega to vah apni real estate dwara sahi se nahin kar sakta aur uske mind per pressure rahega isliye usko vas mistake se nikal Dena chahie aur uske loss ko nikal Dena chahie Agarwal August ko janme rakhega to wapas loss kar sakta hai isiliyetrader gopniy main usko bhul Jana chahie aur nice it sel dwara shuruaat karni chahie aur proper planning ke sath kam karna chahie lekin han usko apni mistakes ko yad rakhna chahie tha ki woh ungali trade mein mistake ho na Karen aur jyada se jyada profit karne ki koshish karen apni mistake se sikhen aur ismein jyada se jyada experience hasil Karen kyunki jitna gaana experience ek successful people hamesha mistakes a sakta hun tab bhi vash mein kavya hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X