Kia instaforex Scalping kay liye kam spread ke saholat daita hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia instaforex Scalping kay liye kam spread ke saholat daita hai
    Dear fourm members ,

    Scalping mai traders ko aam traders kay muqablay mai daily bohot ziada tradde open karne hoti hai aur thora profit earn kar kay jaldi trade close karna hoti hai. Scalping kay liye best baat yeh hai ke spread kam say kam ho tu phir traders ke liye profit earnign itne he asan hoti jate hai. ap say pata karna tha ke Kia instaforex Scalping kay liye kam spread ke saholat daita hai ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Instagram business both Achcha business Hai Ye Ek achha wala broker bhi hai Jisko Jitna Jyada Hum samajh samjhenge confidence ke sath kaam Karenge aap market mein bahut jyada working wala experience generate kar sakte hai market Mein analysis nikalne ke liye sabse important hota hai ki aap isko acche se baat kar le jayenge aap ka kaam karne ka idea aapko Yahan Par isko achha level Tak Lekar Jana hota hai Jitna Acche Lagte Tak aap isko Leke Jayenge aap ki working Yahan Par increased Hogi
    • #3 Collapse

      bhai apki ny jo question kya hai same ma bhi is py question krny wala tha scalping trading strategy aik bahot short term trading strategy hai
      scalping trading strategy aik aisi trading strategy hai jis ma humen minutes even seconds ky leay trade open krni hoti hai
      insta forex trading ma bonus account ka rule hai ky apko 5 minute sy pehly trade close nhi krni agr ap aisa kro gay to cheeting count ho gi so yahan py he scalping trading risky ho jati hai
      isky elawa agr to spread bahot zeyada ho to scalping krna bahot he difficult ho jata hai is ma apko instant trade lga ky profit ma any py close krni hoti hai
      yeh strategy bahot risky bhi hoti hai market fast ho to apki trade phns bhi jati hai

      insta forex ka spread bonus account py bhi aor real account py bhi fix hai fix spread ky bahot faidy bhi hain
      apko baki brokers news time py bahot spread cahrg kr dety hain slippage ka bahana bnaty hain
      jub ky insta forex ma news time py bhi spread fix he rehta hai jo kay bahot achi bat hai
      • #4 Collapse

        My dear friend Mere Khayal insta forex trading ma bonus account ka rule hai ky apko five minute sy pehly trade close nhi krni agr ap aisa kro gay to cheeting count ho gi so yahan py he scalping trading risky ho jati hai is leya him scalping trading nhi KR sky ha
        • #5 Collapse

          Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai main khud scalping ko tarjih deta hun aur koshish karta hun k ziada say ziada profit earn karain scalping aik bht a hi stretgy hai jis pr kaam kar k bht profit earn kiya ja sakta hai scalping main agar aap kamyab ho a vhahtay hain to sub say pehlay aapki pair selection bht important hai Jo bhi trade Jin pr aap scalping karain uska spread kam ho kam spread walay pair ko tarjih dain aur broker ki bhi selection bht important hoti hai Jo kam spread dain un k sath kam karain. Aur scalping kartay waqat lot size beshak barha rakhain lakin sl or tp ka zaroor istimal karain aur analysis achi tarah kar lain..
          • #6 Collapse

            my dear brother mary khayal ma ager to spread bahot zeyada ho to scalping krna bahot he difficult ho jata hai is ma apko instant trade lga ky profit ma any py close krni hoti hai phir ap log acha profit hasil nhi kr skty ho
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bilkul sahibkaha hai jub bhi ap trading kar nain lagtay hain to piar his PR aap trading karann chahtay hain Usk spread KO'd aikha jata hai scalping main to spread ko or bhi bht ziada value hoti hai q k is main aap nain kuch pips hi fauda uthanan hota hai air jub aap barhi lot k sath koi trade open kartay ho to us main agar spread ziada hoga to aapko trade kaafi ziada loss say start hogi jiski recover kar nain k liye hi aapko market ko acha Lhasa move karanan parhayga tb ja k aap ka loss recover hoga..
              • #8 Collapse

                Dear jab ap insta forex par real account open karty hai aor ais mai ap direct website se account banaty hai to aus mai ye hai k ap ko ais mai spread atna ni dena parta kun k aus mai ye hai k ap kisi k refrence se broker par join ni karty jis ki waja se ap ko ais mai koi extra spread ni dena parta aor ap jab account banaty hai to ais mai types show ho jati hai k ap kon sa account banana chaty hai ap ais mai ye dekh ley k kon sa aisa account hai jis mai spread kam ho to aus mai ap account bana ley ta k ap ki trades jaldi profit mai aa jaye aor ap aus par asani se scalping kar saky ais mai ap ko ye faida hai k ap ko leverage kafi zayda di jati hai jo scalping mai bari lot lagany k liay kafi zayda best hai.
                • #9 Collapse

                  G han bilkul instaforex koch currency pairs me kam spread ki saholat scalping trading aur long/short term ki trading key ley zaror deta hay, jes pairs ki market me spread bahot hi zeyda kam hay wo ye hay, (EUR/USD, USD/JPY, GPB/USD) esy aur be bahot se pairs hey jes ki spread kam hony ki waja se traders me bahot hi zeyda popular be hay aur esy pairs me trading be other pairs se zeyda hoti hay, EUR/USD ki market spread ka andaza app es bat se laga sakty hey key ask price 1.1372 Bit 1.1375 hay ab jo price me difference hay wo es pair ka spread hi hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai insta forex main trading k liye apko har pair main spread aik jesy milty hain chahye ap scalping main trading karty hain yah pher hadging main karty hain es liye aghr tu ap saclping main trading karty hain tu kam spread waly pair main trading karen tu ap es main acha profot eran akr skty hain es liye ap k liye zarori hai k aghr ap scalping main trading karty hain tu short term main trading karen or short lot ks ath apna order lgaen es method main jo trador trading karty hain wo apni trading main risk ko kam karty hain pher os k bad trading karty hain q k es main kam time k liye traing set ki jati hai or tradors kam profot hasil karny k bad market se nikal jaty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X