Jaiza; Use of indicators in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Use of indicators in trading
    Dear friends.
    Kiya hum trading mein indicator per bhrosa ker sakty hain. Ager han to kon sa besr hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma ager him log forex ma trading ma indicator ki bhot hi zayada ihmeyat Hoti ha indicator ko istaml KR ky him log acha profit banana skty ha or acha or indicator ki waja sy him logo ko forex ma kamyabi Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      indicator ki wjah sy him logo ko forex market main sy acha profit bna skty ha kau ky in indicator ki wajah sy him logo ko market ky trend ka pta chata ha or him log acha profit hasil kr skty ha jis ka him logo ko bhot fida hota use krny sy
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        market ma indicators ka istemal
        trading ky leay humen market ka technical fundamental data chye hota hai jis ky leay humen kisi na kisi source ki zarort hoti hai
        fundamental data to humen economic calendar sy milta hai wahan py news schedule hota hai aor humen wahan py sy he trading ky leay news time dekh ky entry leny hoti hai
        technical analysis ky leay apko market ma Japanese candlestick chart ko smjhna hota hai agr ap pehly chart ko study kren phr indicators wahan set kren to apko bahot help milti hai best indicators yeh hain
        fibonacci retracment indicator golden ratios
        bollinger band indicator
        moving average indicator
        ADX indicator
        Relative strength index
        yeh sub indicators bahot faifaida mand hain aor in ki help sy apko technical data smjhny ma bahot he zeyada asani hoti hai
        • #5 Collapse

          G brother bilkul kar sakty hain . kafi saray achy aur experienced trader daily base per trading kay doran indicators per he barhosa karty hain. Kafi sari websites hain jo indicators use kar kay apny users ko trading forecast daite hain aur bohot popular hain. Even borker jo forecast daity hain woh b ziada tar indicators ke base per bani hoti hai.
          Indicators kay kafi advantage hain iss lye indicants forex market mai bohot ziada use hoty hain. Lakin indicators ko understand karna b aik important factor hai aur traders jo indicators use Karin in ko lazmi hai ke in indicators ke sahi samjh lazmi ho.
          Indicators kay advantages apni jagha per lakin traders ko sirf indictors per he barhosa nai karna chaiye balky apny analysis ko aur trading experience ko b trading decision karty time zaroor use karna chaiye.
          • #6 Collapse

            Dear jo bhi banda ais market mai kaam kar raha hai wo ye dekhta hai k aus ki zarort ki kai cheaz hai jis se wo help le k ais market mai kaam kar sakta hai ais market mai 2 tarha k indicator hai.

            Leading Indicator

            Dear ais tarha k jitny bhi indicator hai wo sary aisy hai jo market se advance ap ko bata dety hai k market ne kaha tak jana hai ain mai ye hota hai k kai dafa ain ki prediction ghalt bhi ho jati hai magar ain mai achi trades mil jati hai, ain mai sab se acha Fibo indicator hai jis ki madad se hum phly se market ka andaza laga sakty hai.

            Legging Indicator

            Dear ye sary aisy indicator hai jo market ki moment ko dekh k trend bana rahy hoty hai aor ye market se thora pechy hoty hai kun k ais mai ye hota hai k market kai dafa trend change kar jati hai aor ye kafi baad mai ja k bataty hai ain mai sab se zayda acha indicator moving avrage hai jis par hum trade kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              Dear wesy to trading k liye kafi indicators hain lakin lakin un me se chund aik aisy hain jiny kafi experts bhi use krty hain like moving average or rsi wagera rsi se kafi achy results milty hain is k ilava volume ka indicator bohat advance level ka indicator ha or is me risk km or reward zyada hota ha volume indicator ko properly vsa me use kiya jata ha vsa mean volume spread analysis jo k aik advance methodology ha or is ko learning a aik alf se course ha so vsa learn kr k ap advance pr trading kr sakty hain like professional level pr
              • #8 Collapse

                Dear indicators par some time hi ham barosa kar sakty hey all time indicators key base par hi trades open karna hamari esi mistake hay jo regular hamy profit nahi de sakti, zeyda koshish fundamental market analysis par karna behtar hay, traders agar apni asani key ley fundamental analysis nahi karty aur short cut indicators signal base par trades open karen gey to koi be big news ki waja se loss ho sakta hay me nahi samjta key indicators hamari trading key ley profitable ho sakty hey, apny expernice key ley indicators ko use zaror karna chaye par es par etna zeyda barosa nahi karna chaye.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Dear friends.
                  Kiya hum trading mein indicator per bhrosa ker sakty hain. Ager han to kon sa besr hai.
                  Trading main indicators coffee useful Hote Hain Hum Bhi indicators ko use kar ke coffee learning kar sakte hain aur Kafi acchi trading kar sakte hain lekin traders ko ek baat Apne mind mail Karni chahiye key indicators Kabhi B 100% right nahi hote Hume indicators O syrup help ke liye use karna chahiye aur uske baad Apne analysis karne chahiye tabhi Hum trading se profit bana sakte hain Agar Hum Sirf indicator Pe Bas Kar Ke trading Karenge to Hamari trading bhi achi nahi hogi aur profit banana bhi Aasan Nahi Hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai to main aapko batata chalon k is waqat market main bht Sarah indicator aisay hain jin k barhay main aap nain suna hi ni hoya agar aik trader ka apna aik favourite indicator hota hai meray bhi ail favourite indicator hai miveing average wala indicator main ziada use krta hun q k is main aap support and resistance easily identify kar Sakta ho aur jub aap trend main trading karogay to aap k liye best hoga is liye aap bhi demo account PR different indicator use karo aur Jo aap ko best lagay isko real account PR apply karo..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X