Jaiza : Type of traders no.2 tukkay baaz.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Type of traders no.2 tukkay baaz.
    brothers traders ki doosri type hay tukkay baaz yaani woh log jo kay nah to proper knowledge haasil kertay nah hi practice kertay hain nah hi koi signals purchase kertay ahin or na hi unn kay paas kio trading experience mojoud hota hay aisay log sirf market chart ko dekh ker tukkay hi maartay hain kay ab bohat down aa gaya hy ab up jaaye ga yaa phir ab bohat down aa gai hay market ab up jaaye gee aisay trader poori zindagi kuch nahin earn ker paatay or hamesha unn ko loss hi hota hay or iss tarah kee trading kernay ka koi faida bhi nahin hay ager tukkay per profit ho bhi jaaye toh uss ka koi faida nahin hay insaan kuch nahin seekhta iss tarah.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bat to apki bohat thek hai lekin ye ek aesa business hai k jis men sirf profit he kamyabi ki zamanat hai. Apko sirf profit ho a chahye chahy wo tukkay se ho ya experience se ho. Experience hasil karna bohat zaruri hai lekin jab tukkay se profit ho to zyada dimagh khapany kia zarurat hai??? Wesy tukkay se kabi kabi he profit hota hai aksar loss he hota hai
    • #3 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha bath ki ha laken hin logo ko profit earn krny ky leya is ma mhnat krni Chaya phir him logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Log forex market Mein kamyabi Hasil Hoti ha
      • #4 Collapse

        G han traders ki 1 type esi be hay jes ki trading tukky aur andazy key base par hoti hay, es type key traders some time profit be earn kar lety hey magar esy traders regular base par profit earn karny me kabi kamyab nahi ho sakty, 1 simple reason es ka ye hay key market ka knowledge aur trading ka expernice ye hamari trading ko success ki taraf le kar ja sakty hey magar andazy aur tukky key base par trading karna hamari esi mistake hay jo kesi time profit be hamy de sakti hay magar ham es ko trading ka name kabi be nahi de sakty.
        • #5 Collapse

          Dear tukka lagany kay hisaab say aap koi traders ki officially type to nahi bana sakte lekin ye zaroor hai kay jab koi traders banny ke koshish nahi karta aur sirf aur sirf paisa kamaany kay liey trafing karna chahta hai to wo sirf tukky lagaata hai kay shyed ab us ka tukka theek ho jaay aur us ko profit ho jaay. Esi tarha jab aap bina dekhy suny ya mukamal analysis kiey baghair trade open karty hain to us time us ko tukka laganaana lehty hain aur ess tarha say aapki trading kabhee bhe munaafa bakhsh nahi ho sakti hai. So aap nay jab bhe trading start karni hai to us main apne aap ko tukkay waali trading say bachaana hai.
          • #6 Collapse

            Forex trading mai kuch aisay traders b hoty hain jo market kay analysis kay liye kisi b analysis ko use nai karty hain aur na he trading ko samjhny kay liye iss ke learning aur experience ko zaroori samjhty hain. Iss trah kay traders’ forex trading sirf apni luck ke base per karty hain aur aksar iss trah kay traders forex trading mai buri trah say nakam ho jatay hain.

            Forex trading mai tukay lagana aur luck ke base per trading aik dafa ya maximum kuch dafa zaroor trade kamyab ho sakti hai lakin iss trah he trading ka end lazmi toor per loss per he hota hai.
            traders kay liye best yahi hai ke woh forex trading ko serois business samjhin aur iss mai luck ke base per trading na he Karin.
            • #7 Collapse

              G bro ap ny bilkul thek kaha ha trading koi tuky bazi ya gambling platform ni ha yahan just wo log kamyab ya profit ly sakty hain jin k pas properly aik experience base knowledge or practice hoti ha agr expert logon ka sl hit bhi hota ha to wo us ki bhi khoj krty hain or apni har trade logic k base pr krty hain so tuky bazi ki trading kabhi bhi kamyab ni ho sakti is trha agr koi trade profit me jati bhi ha to at end iny account wash he mita ha so trading always logic ki base pr krni chahye
              • #8 Collapse

                Dear waisy to ap ne bhi ye suna hoa hai k jo bhi kaam karna hai aus k liay hum ko learning zarori hai magar jo dekhny mai aya hai ais market mai bahot hi zayda log hai jo forex market k bary mai thora sa pharty hai aor ais mai kaam karna start kar dety hai jo k bahot hi ghalt baat hai kun k ais market mai jab hum ne kaam karna hota hai to ais mai ye hai k hum ko ais makret mai achy result k liay analysis karny hoty hai aor banda ais mai achy analysis tab hi kar sakta hai jab bandy ko ais market mai kaam karna ata ho aor jab bandy ne study ni ki hoti to wo tukky lagata hai jab aus k tukky lagty hai to wo khush ho k bari lots lagata hai aor jab aus k tukky ni lagty to wo apna account wash kar leta hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                  brothers traders ki doosri type hay tukkay baaz yaani woh log jo kay nah to proper knowledge haasil kertay nah hi practice kertay hain nah hi koi signals purchase kertay ahin or na hi unn kay paas kio trading experience mojoud hota hay aisay log sirf market chart ko dekh ker tukkay hi maartay hain kay ab bohat down aa gaya hy ab up jaaye ga yaa phir ab bohat down aa gai hay market ab up jaaye gee aisay trader poori zindagi kuch nahin earn ker paatay or hamesha unn ko loss hi hota hay or iss tarah kee trading kernay ka koi faida bhi nahin hay ager tukkay per profit ho bhi jaaye toh uss ka koi faida nahin hay insaan kuch nahin seekhta iss tarah.
                  Forex trading traders ki a k v type engine 4 training karte hain Sonu ke Laga Ke trading karte hain aur apne trading ke liye proper planning nahi karte Jiski wajah se unko training kar ke Roz hi hota hai aise status ko chahiye ke woh trading karne ke liye proper planning Kare aur trading Karan Agarwal Bina analysis for learning K trading Karenge toh unko ek do baar to profit Ho Jayega lekin Woh consistently profit nahi hua Na Sakenge aur naahi Forex trading Mein successful hos Payenge
                  • #10 Collapse

                    my dear friends him logo ko forex ma tukky nhi lagny chaya kau ky in ki wajah sy hmra account wash ho skta ha him logo ko apny experience ko istmal krty howe forex sy acha profit hasil krna chaya jtna zyada experience ho ga him log itna hi zyada profit hasil kr sky ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      bhai apki bat shai hai or main apki bat se agre karta hun forex trading main boht se ayse tradors hain jo toky sytem k sath trading karty hain un k mind main sub se pahli bat jo hoti hai wo ayh hoti hai k aghr hmain loss ho jay ga tu konasa hamari apni jaob se paisa jay ga bonsu he kam hoga chalo hum or bna lengy bonus tu ayse tradors kbhi bhi kamyb nahi hoty hain or na he wo forex main zeyda arsa tik paty hain tu ayse tradors k liye mera yahi mashwra hai k bhaiyo tukky ki base par bhi ap sub formalities pori karty hain un main bhi apka time lgta he hai tu qk na thora r chand time lgany se forex ko achi trahse sikh len os k bad ap proper trading karen tu ap aik achy trador ban skty hain or profit bhi eran akr skty hain
                      • #12 Collapse

                        G han jnb aap nain bht achi BT ko hai main aap say bilkul agree karta hun yahan kaafi trader aisay moujood hain Jo k tukkay baazi say kaam chalatay hain to main unko batata chalon k jnb aap tukkay baazi k sath kabhi bhi kamyab ni ho saktay tukka apka aik lagayga aik trade aapko profit daygi lakin maximum aapko loss hi daingi aur jub bhi aapko loss hoya ya trade negative main jayengi to woh phans jayengi aur inko ni kal nain main bht Sara time lg jayega lehaza kabhi bhi untrained trader ki tarah trade nan karain is say aapko loss hoyapehla apna knowledge aur experience increase karain us k baad trade lagayen...
                        • #13 Collapse

                          Asslam o alaikum dear forex forum member. G bhai apki baat mzay ki hy. K kch log hoty hain jo just tukkay k sath trade lgaty hain. R g haan bilkul in logon k pass koi knowledge etc ya phir kuch experions ya phir kch confident etc kuch mzay ka ni hota to mera dear brother laazmi baat hy wo loss main hi jain gy to un ka aysy loss main jana axa nahi. So unhain chaheye k kaheen sa teot krain r aik expert ki trha trade par focus kr k aik axhi r bari trade lgga k proffit earn karain.
                          • #14 Collapse

                            Trading main wohi trader dost kamyaab hota hai jo us ko as a business us main kaam kerta hai our us main apni puri mehnat k sath us main live account main aik knowledge level ki degree lay k kamyaab hota hai Type do he aik professional trader our aik tukkay bazz he hain
                            Professional trader: wo trader hoty hain jo k us main aa k mehnat kerty hain us main proper forex ki phelay learning kerty hain pher us main daily technical analysis kerty hain apny mentor say siekhty hain our pher jab demo trading main expert ban jaty hain to pher he wo live account main trading start kerty hian mean her kaam apny time pay or proper sequence main kerty hain
                            Tukkay bazz: app jahan tukkay bazz ki baat ki wo traders hain jo k forex main trading ko serious nahe lety hian or pher through out us main loss kerty hain humean forex main un traders say boht pala parta hai koin k may be hum bhe un k sath shamil hotya hin to wo traders kabhe bhe forex market main kamyaab nahe hoty hian our humesha market say mar he khaty hain
                            To humean ager professional ki door main shamil hona hai to humean hard work ker forex ki learning kernay k bad he real account main trading shuro kerna ho gee
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex tradin aik real business hai jis main toky system ki value nahi hoti hai es main hmain aik business ki traha se he trading kar skty hain es liye aghr hum tukky par he trading karty rahengy tu hum kbhi bhi es main kamyb trador nahi ban skty hain or sub se bara jo es main loss hai wo yah hai k hum forex ko kbhi bhi trading ka kniowledge gain nahi kar skty hain es liye apko chahye k ap apni trdaing main jub market ko apni lraning or knowledge ki base kar karty hain tu ap apni trdaing main boht acha profit eran akr skty hain or jub ap se he trading ki leraning nahi ho pati or ap tukky par he apni trading karty rahengy tu ap zeyda time trading main apna wajood qaim nahi rakh sty hain tu pahly trdaing ko leran karen os k bad trdaing kare ta k apko apni rdaing main tukka nahi lena chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X