hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hedging

    Dear forum member, hedging aik risk management technique hey jo akser trade use kerty hain. Hedging key zeriey trader apny loss ko reduce kerty hain ya profit main tabdeel kerty hain. Hedging key benifit bhi hain aor losses bhi. Ziada ter yeh strategy us waqt use ki jati hey jeb trade loss main jati hey aor loss itna berh jata hey keh usko berdasht kerna mushkil ho jata hey. Aisi condition main hedging ka sahara lia jata hey. Iski waisy to bahut se technices hain leken jo common trader use kerty hain woh hain, yeh heading main ney khud banai hain may be is naam se koi technique na leken yeh mera own experience hey jo share krr rha hon.
    1.Back to Back.
    Is strategy main jeb trade open ki jati hey to wait kia jata hey ager trade loss main jati hey to usko immediate close ker key new trade usky opposite open ki jati hey. Iska advantage yeh hey keh ager trend strong change ho to profit milta hey aor ager usi point se phir trend change hota hey to loss berdasht kerna perta hey.
    2. Fix tha Loss.
    Is strategy main jeb aik trade open ki jati hey aor woh trade main loss jana start kerti hey to usky mukhalif same lot ki trade laga di jati hey is terhan kerny se in do trade key dermian loss fix ho jata hey keon keh ager aik trade loss main jati hey to dosri profit main leken aisi sorat main fix loss bear kerna perta hey.
    3. Loss into Profit.
    Hedging ki yeh seb se best technique hey is strategy main heb aik trade loss main jati hey to usky opposite us se double lot size main trade laga di jati hey is terhan kerny se ager aik terf loss ho rha hota hey to dosri terf profit double ho rha hota hey. Jis se aik waqt ata hey keh trade profit main chali jati hey aor loss wali trade ko close ker dia jata hey.
    Ager main apni raey don to main hedging ki favour main nhen hon. Hedging se behter hey keh stop loss ka use kia jaey aor loss ko cut kia jaey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hedging

      hum hedge tab account ko kerty hain jab wo humean loss dita hai hum forex main hedge tab kerna chahy jab humean lagay k humery analysis fail ho gaey hain koink hedge ager app her trade ko karein gay to pher ap double mind ho jeian gay our kabhe bhe app profit nahe ker pain gay
      Hedge : main app ko btati hoon k asaal main hedge kai hai jab bhe app nay 1 lot ki buy ki trade le our app ko maloom hoa k app ka account loss main ja raha hai app k technical analysis fail ho gaey ya app nay theek nahe kaey thay ya koi fundamental issue bana k app us main us trade ko ya to kum loss main kaat dain bajaey us k app ka account wash ho jeay app us main full bhe hedge 1 lot ki sell laga k ker sagty hain ya app k pass capital bonus acha hai to pher app us trade ko 50% .50 ki trade sell ki lay k ker lain koin k may b ho sagta hia wo resistance ka fake break out ho our khuch dear baad market app ki favor main hoo to app ko apni strategy pay confidence bhe hona zarori hai
      • #18 Collapse

        Re: hedging

        Forex trading business mein hedging bhi trading ki aik strategy hy is strategy mein hum aik pair ko aik hi time mein sell aur buy aik sathh kartay han aur phr js mein profit ho us ko close kar diya jata hy aur phr dosri trade ko profit mein aane ka wait Kiya jata hy aur jab wo trade bhi profit mein aati hy tu us ko close kar k profit earn Kiya jata hy aur ye strategy itni aasan bhi nhi hy aur is se loss bhi ziada ho jata hy aur new trader ko is strategy ko use nhi karna cahaiye kiok is ko karne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko learning knewledge aur experience kam hota hy is liye loss ziada ho sakta hy hedging k liye knewledge aur experience ka hona zaroori hy kiok knewledge aur experience se hi hum kise pair ki movement ko samjh saktay han aur pata chlta Hy k is pair ki movement kab up ya down move karti hy knewledge aur experience se hi hedging kar saktay han aur new trader k liye hedging se buhte ziada loss ho sakta hy is liye un ko hedging se door rehna cahaiye
        • #19 Collapse

          Re: hedging

          Hedge ek aam strategy hai jis me ap ek hi pair par buy or sell ki trades open karty hai or aisa do waja sy kiya jata hai.
          First to ye is liye kiya jata hai k agar ap ko loss bohat ho gya hai or apna account wash hony sy bachana chahty hai to ap same lot size ki magar opsite direction me aisy ap ka loss or nahi barhta.
          Or ap profit leny k liye lgaty hai jab ap ko trend ka confrim pata na ho tab or tab agar ap ny trade open ki hai or wo loss me hai to ap double lot size kar k against trade laga dety ho jo k loss wali trade ko b cover kar leta hai or ap ko profit ho jata hai.
          Is tarha ap hedge karty ho lekin ye har koi trader nahi kar pata is k liye b ap k pass experience hona bohat zroori hai is ki b practice zroori hai hai.
           
          • #20 Collapse

            • #21 Collapse

              • #22 Collapse

                Re: hedging

                Hedging bohot he famous aur commonplace trading stategy hai. Lakin Hedging har dealer’s kay lkye mazoon nai hai aur new investors ko hedging mai kafi mushkilat ka samna b karna parh sakta hai. instaforex in step with bonus accunt in line with bilkul hedging ke ja sakti ha aur istaforex ke janab say iss in keeping with koi b pabandi nai hai .
                Jo dealer’s recurring mai hedging nai b karty hain woh b aksar loss hony according to loss ko kam karny ke liye iss alternate kay opposite trade laga daite hian. Hedging say bohot achy enjoy rakhny walay investors kafi incomes karty hain jin ko market kay key charges level ka acha idea hota hai woh hedging ko bohot achi trah say use kar laite hain.
                • #23 Collapse

                  Re: hedging

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
                  Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
                  Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main hedging aik time aik pair pe sell or buy donu karny is ko hedging kehty han is ley ap ko is ki practice karni chae ha jab tak ap practice ni karny gy AP hedging main successful ni ho sakty han is pe both ziada practice ki zarort ha jab ap ko hedging ki samj aa jay ge to us k baad ap easily successful hon gy or ap ache trading kar saken gy forex trading duniya ka best online business ha is ley humy is ki seek k karna chae ha ta k ap ko ziada profit ho
                  • #24 Collapse

                    Re: hedging

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
                    Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
                    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum hedging kar sakty han par tab tak hedging na karny jab tak ap k pass knowledge or experience na ho q k jab tak ap k pass knowledge or experience bi ho ga hedging sy ap khud loss karwa dan gy is ley behtar ha hum normal trading karny or aik time aik he trade open karny sell ya buy jo humy analysis k mutabiq behtar lagy is ley humy achy analysis karna seekeny chae han or phr in k mutabiq ache trading karni chae ha is ley humy behtar learning karni ho ge or practice karni ho ge jis sy maximum knowledge or experience hasil ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: hedging

                      slaam to all forum members..hediging app kisi be account pr skta ho ajj kal har broker is ke ijzat deta ha isal main hedge ka matlib ka kisi trade ko jam krna mean app na iyk pair main buy ke trade lgie ha lkain app ke wo trade loss main jana show ho jtai ha to app usi jga sell ke trade lga deta ho is krna sa app ka dono trade ka profit loss equal ho jata ha lakin ya iyk risky kaam ha app ko acha experience chye is ko istmal krna ka lyia..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X